Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN/A
HomeN/A
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baagon mein baharon mein ithlata gata aaya koi nazuk nazuk kaliyon ke dil ko dhadkata aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi bhini havaa unchi ghata kahe tere angan mein barsega pyaar phoolon ke haar leke bahaar karne ko aayi mere solah singar rangon ki umangon ki gagar chalkata aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi haai sapnon ke jaal rangin khayaal de ke hichkole kahen aankhen na khol dil ki yeh baat dil ka yeh raaz jaane na jaane koi tu kuchh na bol aankhon se isharon se sab kuchh samjhata aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi chhaya hai aaj rim jhim dharaa phir bhi hai mere dil ko utna hi gum sakhiyon se door apnon se door kise hai khabar kal kahan honge hum uljhan ki deewaron se dil ko takrata aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi
baalam aaye baso more mann mein baalam aaye baso more mann mein baaalam baalam aaye baso more mann mein baaalam aaye baso more mann mein saawan aayaa tum na aaye saawan aayaa tum na aaye tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye mann mein more hook uthat jab mann mein more hook uthat jab koyal kookat ban mein baalam aaye baso more mann mein baalam aaye baso more mann mein sooratiyaa jaaki matwaari sooratiyaa jaaki matwaari patli kamariyaa umariyaa baali sooratiyaa jaaki matwaari patli kamariyaa umariyaa baali ek nayaa sansaar basaa hai ek nayaa sansaar basaa hai jinke do nainan mein baalam aaye baso more mann mein baalam aaye baso more mann mein
everybody now join me in the song clap your hands and shake on ur waist and move on ur feeet still on everybody now join me in the song clap your hands and shake on ur waist and move on ur feeet still on everybody now join me in the song aao yaaron jashn mana lo lets just carry on ishq karne ka maazaa hain ishq ke izhaar mein dekhta hoon mein khuda bhi na khuda pyaar mein baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon karo salam baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon karo salam pehna hai pehna hai mene pyaar tumhara teri hi to khwaishon mein khud ko yaar sawara rehne de rehne de bahon ke ghere mein mein bhi haari ashiqui mein dil bhi mera hara hooo ashiqui mein haar kaisi paas jab dil daar aisi tu na jeeti mein na haaara pyaar ki takraar kaisi baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon juke tammam baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo
aye hey baar baar tohe kya samjhaye paayal ki jhankaar hooo aye hey baar baar tohe kya samjhaye meri paayal ki jhankaar baar baar tohe kya samjhaye baar baar tohe kya samjhaye paayal ki jhankaar kya tere bin saajan laage na jiya humaar tere bin saajan laage na jiya humaar chhup chhup ke karta hai ishaare chanda sau sau baar kya aa tohe sajani le chalun nadiyaa ke paar tere bin saajan laage na jiya humaar chalte chalte ruk gaye kyun sajan mere chalte chalte ruk gaye kyun sajan mere milte milte jhuk gaye kyun nain tere jhuke jhuke naina karte hai jhuke jhuke naina karte hai tumse ye iqraar kya tere bin saajan laage na jiya humaar aa tohe sajani le chalun nadiyaa ke paar dariya upar chandani aayi sambhal sambhal dariya upar chandani aayi sambhal sambhal inn lehron par mann mera gaya machal machal ek baat kehta hoon tumse ek baat kehta hoon tumse na karna inkaar kyaaa aa tohe sajani le chalun nadiyaa ke paar tere bin saajan laage na jiya humaar na beeten ye raat hum
baatein ye kabhi na tu bhoolna koi teri khatir hai jee raha jaaye tu kahin bhi ye sochna koi teri khatir hai jee raha tu jahaan jaaye mehfooz ho tu jahaan jaaye mehfooz ho dil mera maange bas ye duaa baatein ye kabhi na tu bhoolna koi teri khatir hai jee raha jaaye tu kahin bhi ye sochna koi teri khatir hai jee raha humdard hai humdum bhi hai tu saath hai to zindagi tu jo kabhi door rahe ye humse ho jaaye ajnabi tujhse mohabbat karte hain jo tujhse mohabbat karte hain jo kaise karen hum usko bayaan baatein ye kabhi na tu bhoolna koi teri khatir hai jee raha jaaye tu kahin bhi ye sochna koi teri khatir hai jee raha jaagi bhi hai royi bhi hai aankhein ye raaton mein mere kyun har ghadi milke tujhe lagti rahe bas teri kami hum toh na samjhe tum hi kaho hum toh na samjhe tum hi kaho kyun tumko paa ke tumse judaa baatein ye kabhi na tu bhoolna koi teri khatir hai jee raha jaaye tu kahin bhi ye sochna koi teri khatir hai jee raha
Baatein Ye Kabhi Na (Male)
baba naanak dukhiya de naath ve rahe sar pe mere tera haath ve baba naanak dukhiya de naath ve rahe sar pe mere tera haath ve meri see koyi nek kamaayi o mainu gurudvaare le aayi haay mere apne te chhadd gaye saath ve baba naanak dukhiya de naath ve baba naanak dukhiya de naath ve rahe sar pe mere tera haath ve kaaga nain nikaas gaye piya paas le jaaye pehle daras karaaye ke paachho leeje khaaye kirt karam ke bichhade kar kirpa melo raam chaar kuth de visafarame thake aaye prabhu ki shaam baba naanak dukhiya de naath ve rahe sar pe mere tera haath ve baba naanak dukhiya de naath ve rahe sar pe mere tera haath ve ham maile tum ujjal karte ham nirgun tu daata ham murakh tum chatur siyaane tu sarab kala ka gyaata jee jant sab saran tumhaari sarab chint tudh paase jo tudh bhaave soyi changaa ik naanak ki ardaase baba naanak dukhiya de naath ve rahe sar pe mere tera haath ve baba naanak dukhiya de naath ve rahe sar pe mere tera haath ve meri see koyi nek kamaayi o mainu
haa bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai tere liye aaye tere hi deewane jhoomen naache gaayen aaye rang jamaane kaise kaise tauhfe laaye tu kya jaane tu kya jaane bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai tere liye aaye tere hi deewane jhoomen naache gaayen aaye rang jamaane kaise kaise tauhfe laaye tu kya jaane tu kya jaane bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai hoho ho ho ho hoho ho ho ho ho log tujhe samjh rahe deewana mastaana laakh bhes badal chaahe maine to pehchaana haa haa log tujhe samjh rahe deewana mastaana laakh bhes badal chaahe maine to pehchaana hooo tham le haath mera chhod na saath mera tera mera ek safar hai hai hai hai dil mein tere jo bhi hai mujhko khabar hai dil mein tere jo bhi hai mujhko khabar hai bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke
bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge humein tum pichhe pichhe paaoge bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge aaj to saiyaan mora zamaana jaaye na khaali mera nishana aaj to saiyaan mora zamaana jaaye na khaali mera nishana maarungi tirchhi nazariyaa chhodun na tohe main saanwariyaa bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge humein tum pichhe pichhe paaoge bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge preet ka kajraa nain mein dole mann mein jawaani khaaye hichkole preet ka kajraa nain mein dole mann mein jawaani khaaye hichkole thehre na sar pe chunariyaa chhodun na tohe main saanwariyaa bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge humein tum pichhe pichhe paaoge bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge jaaoge kaise mod ke baiyaan tum se ladungi aaj main saiyaan jaaoge kaise mod ke baiyaan tum se ladungi aaj main saiyaan dekhegi sagri
maine kaha bachna aji bachna raja jee bachna raja ji dekh ke shehzada ji bachna raja ji dekh ke shehzada ji raste pe aaj apna hai raaj hain na ji bachna raja ji dekh ke shehzada ji raste pe aaj apna hai raaz hain na ji bachna raja ji dekh ke shehzada ji ghoda mera chhabila chhail motar kaisi kahan ki rail chalti aise rukega kaise ke mera tufaan mail ghoda mera chhabila chhail motar kaisi kahan ki rail chalti aise rukega kaise ke mera tufaan mail baitho lala ji jaldi kahe ki hai abhi bachnaaa raja ji dekh ke shehzada ji duje tange chale do pal gir gir jate hain munh ke bal apni gaadi chalat mein bhari kiraya iska doubel haan duje tange chale do pal gir gir jate hain munh ke bal apni gaadi chalat mein bhari kiraya iska doubel lunga nahin kam khata hoon kasam rab di bachna raja ji dekh ke shehzada ji tan pe thoda pasina tha le liya aanchal hasina ka par mere ghode police bhi daude are ye socha na tha tan pe thoda pasina tha le liya aanchal hasina ka par mere ghode
ho o o bachpan ke din bhula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena aaj hanse kal rula na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste gaate haste aa aa aa aa aa aa door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein deep jalaayein deep jala kar bujha na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane ha ha aa aa aa aa aa nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane yahi zamaane yaad humaari mitaa na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena
ho ji hooooo bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna ghar meri ummidon ka soona kiye jaate ho ho ji hoooooooo duniya hi muhabbat ki loote liye jaate ho jo ghum diye jaate ho uss ghum ki dava karna bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna saawan mein papihe ka sangeet churaoongi ho ji hoooooooo fariyad tumhen apni ga ga ke sunaoongi aawaz meri sun ke dil thaam liya karna bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna jab yaad meri aaye milne ki dua karna
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bade bhole ho ooo bade bhole ho hanste ho sunke duhaai kanhaayi kanhaayi kanhaayi bade bhole ho bhaage hai jag meri chhaya se door bhaage hai jag meri chhaya se door tan man mera sab ki thokar se choor phir phir ke phir tumre dar pe aayi ho phir phir ke phir tumre dar pe aayi bade bhole ho ho oo bade bhole ho jalte aansu jalte aansu jalte aansu bheege naynon ka haar dekha to hai sab kuchh tumne gopaal phir tumri akhiyaan hain kyun muskaayi bade bhole ho ho oo bade bhole ho kit jaaun main mukh to kholo zara chor banke chup kyun ho bolo zara achchhi ye bansi ki ot lagaayi ho oo achchhi ye bansi ki ot lagayi bade bhole ho ho oo bade bhole ho hanste ho sunke duhaai kanhaayi kanhaayi kanhaayi bade bhole ho
badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha mujhe iss bewafaa duniyaa pe ronaa baar baar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya badi barbaadiyaan le kar wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa jo aansoon aankh mein aayaa wo ho kar beqaraar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar
hmmm hmmm khoobsurat ho khoobsurat ho teri har adaa hai haseen nazar naa lag jaaye kahin are teri har adaa hai haseen haseen nazar naa lag jaaye kahin aarzoo ho zarurat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho teri har adaa hai haseen nazar naa lag jaaye kahin aarzoo ho zarurat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho gaalon pe til qaatil aankhen teri paimaane ye honth tere angoori jo dekhen hon deewane hai gaalon pe til qaatil aankhen teri paimaane ye honth tere angoori jo dekhen hon deewane chaahat ho nazaakat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho teri har adaa hai haseen nazar naa lag jaaye kahin aarzoo ho zarurat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho mera dil ye kehta hai tere dil mein hain pyaar ki hulchul chhodo ye laaj ke bandhan lehraane do ye aanchal mera dil ye kehta hai tere dil mein hain pyaar ki hulchul chhodo ye laaj ke bandhan lehraane do ye aanchal sapna ho haqeeqat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho hoooo laaaa lala lala laaaaa lala lala
badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se iraade chhutne waale na arman tootne wale iraade chhutne waale na arman tootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale tujhe meri muhabbat tujhe meri muhabbat ka naa ab tak aitbaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye magar phir bhi tumhara magar phir bhi tumhara naam labb par baar baar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya
aye rooh e raqeeb tu hai maut ke qareeb tu aye rooh e raqeeb tu maut ke qareeb tu sun le kaafir hoon teri khatir badla badla main badla badla dil badla hai mera khuda sab badla badla jab badla badla khud badla hai mera khudaaaa badla badla main badla badla dil badla hai mera khuda sab badla badla jab badla badla khud badla hai mera khuda khurdure se seene mein tera kya kaam hai suna hai pare duniya ke bada aaraam hai ohh khurdure se seene mein tera kya kaam hai ohh suna hai pare duniya ke bada aaraam hai aye mere raqeeb tu hai maut ke kareeb tu aye mere raqeeb tu maut ke kareeb tu sun le kaafir hoon teri khatir badla badla main badla badla dil badla hai mera khuda sab badla badla jab badla badla khud badla hai mera khudaaaa badla hai mera khuda aaaa aaaa aaaa badla hai mera khuda
badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai jaati huyi ek geet naya aayi hawa hai humne bhi suna hai ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ek saath humen dekh ke karte hain ishaare kehte hai jameen par koi dil dil se mila hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun uss chaand ko main chhod ke uss chaand ko dekhun wo chaand to duniya ka hai ye chaand mera hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se main tod ke rakh dungi tujhe neel gagan se milte huye dil dekh ke ye chaand jala hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai
o mitvaa mitvaa badraa chhaaye re kaare kaare kajaraare aa mitvaa oo mitvaa ang lag jaare o mitvaa aayi milan ki rut matvaari aayi milan ki rut matvaari jhoom uthi hai bagiyaa saari fulwa mehke daari daari bheegi bheegi chale puravaa re aa mitvaa ang lag jaa re mitwa mitwa ang lag jaa o mitwa ye saawan man bhaavan sang laaya hai prem badariyaa rang daalo rang daalo sapnon ko chup ke se milaa ke najariyaa baat yahi bas baat yahi sharmeeli kali se kaanon mein bhi kahe bhanvraa re aa mitvaa ang lag jaa re mitwa mitwa ang lag jaa o mitwa door koyaliya gaaye van mein door koyaliya gaaye van mein aaya ye sandesh pawan mein unche parwat ke aangan mein ab to hone lagi barkha re aa mitwa ang lag jaa re badraa chhaaye re kaare kaare kajaraare o mitwa ang lag jaa re hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmm hmm hmm hmmm
nazar se door jaane waale dil se door naa karna meri aankhon ko rone par kahin majboor naa karna bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge ghataayen phir bhi chhaayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte theeee jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren sandesa pyaar kaa laayegi saawan ki jawaan raaten pawan jhoomegi gaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baagon Mein Baharon Mein Chhoti Bahen (1959) 04:47 37386
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 04:47   Song Number : 37386   

Baalam Aaye Baso More Mann Mein Devdas (1936) 03:17 11237
 
Poster of Devdas (1936)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1936
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Timir Baran
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kedar Nath Sharma
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:17   Song Number : 11237   

Baamulaiza De Dana Dan (2009) 04:50 18839
 
Poster of De Dana Dan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Duration : 04:50   Song Number : 18839   

Baar Baar Tohe Kya Samjhaye Aarti (1962) 05:09 12594
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Pradeep Kumar
Duration : 05:09   Song Number : 12594   

Baatein Ye Kabhi Na (Female) Khamoshiyan (2015) 04:50 37349
 
Poster of Khamoshiyan (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Palak Muchhal
Duration : 04:50   Song Number : 37349   

Baatein Ye Kabhi Na (Male) Khamoshiyan (2015) 04:52 38329
 
Poster of Khamoshiyan (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 04:52   Song Number : 38329   

Baba Naanak Dukhiya De Naath Ve Kohram (1999) 07:21 37954
 
Poster of Kohram (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Dilip Sen, Sameer Sen
Singer- 
Kishanpal Singh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Nana Paatekar, Tabu
Duration : 07:21   Song Number : 37954   

Bach Ke Rehna Re Baba Pukar (1983) 06:29 18060
 
Poster of Pukar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:29   Song Number : 18060   

Bachke Balam Kahan Naya Andaz (1956) 04:37 18435
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Kishore Kumar
Duration : 04:37   Song Number : 18435   

Bachna Raja Ji Jail Yatra (1981) 05:12 37370
 
Poster of Jail Yatra (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 05:12   Song Number : 37370   

Bachpan Ke Din Bhula Na Deedar (1951) 03:36 13029
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar, Nimmi, Ashok Kumar
Duration : 03:36   Song Number : 13029   

Bachpan Ki Muhabbat Baiju Bawra (1952) 03:32 12806
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Mand
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 12806   

Bade Bhole Ho Ardhangini (1959) 03:41 39945
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:41   Song Number : 39945   

Badi Barbadiyan Le kar Dhoon (1953) 03:11 13086
 
Poster of Dhoon (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 13086   

Badi Khoobsurat Ho Daulat (1981) 05:35 31070
 
Poster of Daulat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:35   Song Number : 31070   

Badi Mushkil Se Dil Naghma (1953) 06:27 13810
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 06:27   Song Number : 13810   

Badla Badla Badlapur (2015) 03:24 39389
 
Poster of Badlapur (2015)
 
Category
Hindi Film
Music Director- 
Sachin, Jigar
Duration : 03:24   Song Number : 39389   

Badli Mein Chhupe Chaand Ne Shatranj (1956) 03:15 16478
 
Poster of Shatranj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 16478   

Badra Chhaye Re Kaare Kaare Man Jaiye (1972) 04:05 39069
 
Poster of Man Jaiye (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 04:05   Song Number : 39069   

Bahaaren Phir Bhi Lahore (1949) 03:11 13576
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 13576   
Karaoke Songs of n/a, Sad Songs of n/a, Love Songs of n/a, Dance Songs of n/a, Hip-hop songs of n/a, Best songs of n/a, Super hit songs of n/a, hit songs of n/a, duet songs of n/a, solo songs of n/a, old songs of n/a, famous songs of n/a, Hindi Karaoke Songs of n/a, Hindi Sad Songs of n/a, Hindi Love Songs of n/a, Hindi Dance Songs of n/a, Hindi Hip-hop songs of n/a, best Hindi songs of n/a, super hit Hindi songs of n/a, hit Hindi songs of n/a, duet Hindi songs of n/a, solo Hindi songs of n/a, old Hindi songs of n/a, famous Hindi songs of n/a, Sing Along Songs of n/a, Sing Along Sad Songs of n/a, Sing Along Love Songs of n/a, Sing Along Dance Songs of n/a, Sing Along Hip-hop songs of n/a, Sing Along Best songs of n/a, Sing Along Super hit songs of n/a, Sing Along hit songs of n/a, Sing Along duet songs of n/a, Sing Along solo songs of n/a, Sing Along old songs of n/a, Sing Along famous songs of n/a