MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN/A
HomeN/A
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm zindagi ye safar mein hai kat raha hai rasta zindagi ye safar mein hai kat raha hai rasta humsafar to hai magar manzilen hai juda juda humsafar to hai magar manzilen hai juda judaa zindagi ye safar mein hai kat raha hai rasta zindagi ye safar mein hai kat raha hai rasta humsafar to hai magar manzilen hai juda juda humsafar to hai magar manzilen hai juda judaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aasuon ki dhoop mein koi chal raha idhar aasuon ki dhoop mein koi chal raha idhar kehkahon ki chhanv mein koi chal raha udhar koi kisi se gum hua koi kisi ko mil gaya koi kisi se gum hua koi kisi ko mil gaya humsafar to hai magar manzilen hain juda juda humsafar to hai magar manzilen hain juda judaa sa ni sa ni sa ni sa sa re re re ni sa ni sa ni sa ni sa sa re re re ni sa ni sa ni sa ni sa sa re re re ni sa ni sa ni sa sa ni sa ni sa ni sa sa re re re ni sa ni sa ni sa ni click here
hey jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo haa jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey jeene ka ye daur to abhi hua hai shuru zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai hmm hmmm sheeshe ke hain jaam wo paani ka hai wo nasha jogi kya hai jog kya tumhe kahan ye pata peeke bhi ho pyase tum pyasi pyasi zindagi zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani chaar din mein daaman chhod de hoo husn jaane kis kadam pe nazren mod le laaye tumhe hosh mein aisa koi jaam pee zindagi ye kaisi hai jaise jiyo click here
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade mera naseeb ke mere kadam jahan bhi pade ye badnaseebi meri bhi wahaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai na humsafar hai koi aur na koi manzil hai ye zindagi mujhe lekar kahan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi click here
zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo jahaan bhi jab bhi nazar aate ho gazab karte ho sitam dhaate ho to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo aaaaaa haaaaaa aaaaaa haaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa tumhare liye tooooo muhabbat hogiiii humare liye woooo qayamat hogi jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ye haalat dekhoooo huyi jaati hai naa chain aata hai haaye naa neend aati hai jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara karooooo jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara click here
aaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai kaise naadan hai sholon ko hawaa deten hain kaise naadan hai hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain jaan jaaye ke rahe baat nibhaa dete hain jaan jaaye aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole hum mohabbat se mohabbat kaa seela dete hain hum mohabbat se takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai ishq waale to khudaayi bhi loota dete hain ishq waale humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa aap ab shauk se de le jo sazaa dete hain zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Ye Dil Kabaddi (2008) 04:59 32830
 
Poster of Dil Kabaddi (2008)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2008
Music Director- 
Sachin Gupta
On Screen Actors- 
Irfan Khan, Rahul Khanna, Soha Ali Khan
Duration : 04:59   Song Number : 32830   

Zindagi Ye Kaisi Hai Swami Dada (1982) 08:02 35857
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
- Anjan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 08:02   Song Number : 35857   

Zubaan Pe Dard Bhari Dastan Maryada (1971) 04:26 12126
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bhairav
Duration : 04:26   Song Number : 12126   

Zulfon Ko Aap Yun Chandan Ka Palna (1967) 05:13 11948
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 05:13   Song Number : 11948   

Zurm E Ulfat Pe Humen Taj Mahal (1963) 03:32 14312
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 14312   
Karaoke Songs of n/a, Sad Songs of n/a, Love Songs of n/a, Dance Songs of n/a, Hip-hop songs of n/a, Best songs of n/a, Super hit songs of n/a, hit songs of n/a, duet songs of n/a, solo songs of n/a, old songs of n/a, famous songs of n/a, Hindi Karaoke Songs of n/a, Hindi Sad Songs of n/a, Hindi Love Songs of n/a, Hindi Dance Songs of n/a, Hindi Hip-hop songs of n/a, best Hindi songs of n/a, super hit Hindi songs of n/a, hit Hindi songs of n/a, duet Hindi songs of n/a, solo Hindi songs of n/a, old Hindi songs of n/a, famous Hindi songs of n/a, Sing Along Songs of n/a, Sing Along Sad Songs of n/a, Sing Along Love Songs of n/a, Sing Along Dance Songs of n/a, Sing Along Hip-hop songs of n/a, Sing Along Best songs of n/a, Sing Along Super hit songs of n/a, Sing Along hit songs of n/a, Sing Along duet songs of n/a, Sing Along solo songs of n/a, Sing Along old songs of n/a, Sing Along famous songs of n/a