Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN/A
HomeN/A
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj kal zindagi mujh se hai keh rahi tu jo meri maane to chal deewaane sapano ki raahon mein tu saari khushbuon ko saari roshani ko le le inn baahon mein tu ab hai tu jahaan din raat saare naye hain aarazoo jawaa jazbaat saare naye hain naye raaste hai tere waaste to rahe kyon panaaho mein tu o ho tere liye nayi hai zameen naya aasmaan likh de hawaaon pe koyi nayi daastaan tere liye nayi hai zameen naya aasmaan likh de hawaaon pe koyi nayi daastaan zindagi ne dastak di to dil ki sab khidkiyaan khul gayi haan khul gayi honton pe jo jami thi woh saari khaamoshiyaan ghul gayin haan ghul gayin kitne lamhon ne mujhako jaise hairaan kiya kitni baaton ne dil ko aa ke hai chhu liya chaahten kayi hai dil mein abb jagmagaayi raahten kayi hai mujhse kehne ko aayin pehchaane saari muskaane saari bhar le nigaahon mein tu o ho tere liye nayi hai zameen naya aasmaan likh de hawaaon pe koyi nayi daastaan tere liye nayi hai zameen naya aasmaan likh de hawaaon pe koyi nayi daastaaan
aaj ke iss insaan ko ye kya ho gayaaaaa iss ka puraana pyaar kahaan par kho gaya kaisi ye manhoos ghadi hai bhaaiyon mein jung chhidi hai kahin pe khoon kahin par jawaala jaane kya hai hone waala sab ka maatha aaj jhuka hai aazaadi ka juloos ruka hai chaaron aur daga hi daga hai har chhure par khoon laga hai aaj dukhi hai janta saari rote hain laakhon nar naari rote hain aangan galiyaare rote aaj muhalle saare roti salma roti hai seeta rote hain quraan o geeta aaj himaalya chillaata hai kahaan puraana wo naata hai das liya saare desh ko zehri naagon neeeee ghar ko laga di aag ghar ke chiraagon ne apna desh wo desh tha bhai laakhon baar musibat aayi insaanon ne jaan ganwaayi par behno ki laaj bachaayi lekin ab wo baat kahaan hain ab to keval ghaat yahaan hai chal rahi hai ulti hawaayen kaanp rahin thar thar ablaayen aaj har ek aanchal ko hai khatra aaj har ek ghunghat ko hai khatra khatre mein hain laaj behan ki khatre mein chudiyaan dulhan ki darti hai har paanv ki
hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm aaj ki kali ghata mast matwali ghata aaj ki kali ghata mast matwali ghata mujhse kehti hai ke pyasa hai koi kaun pyasa hai mujhe kya maloom pyaas ke naam se jee darta hai kisi ilzaam se jee darta hai shauk e badnaam se jee darta hai neechi nazron mein samaya hai koi kyun samaya hai mujhe kya maloom aaj ki kali ghata mast matwali ghata mujhse kehti hai ke pyasa hai koi kaun pyasa hai mujhe kya maloom pyaasi aankhon mein muhabbat le ke ladkhada jaane ki taagat le ke mujhse bewajah shikayat le ke dil ki dehliz tak aaya hai koi kaun aaya hai mujhe kya maloom kuchh mazaa aane laga jeene mein jaag utha dard koi seene mein mere ehsaas ke aaine mein ik saaya nazar aata hai koi kiss ka saya hai mujhe kya maloom aaj ki kali ghata mast matwali ghata mujhse kehti hai ke pyasa hai koi kaun pyasa hai mujhe kya maloom zindagi pehle na thi itni haseen aur agar thi to mujhe yaad nahin yahi afsaana na ban jaaye kahin kuchh nighahon se sunata hai koi kya
ooooooo ooooooo oooooo aaj ki raat piyaaaaa aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon aankhon mein le ke sapne suhaane apna banaane aayi hoon chhod ke saath piya munh naa modo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se ghaayal kiya hai dil tumne mera mitthi nazar ki chot se thaam ke haath piya yun naa chhodo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa
aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaana koi nahin duniya mein apna kaun sune afsaana dil ka kaun sune afsaanaa yaad mein jiski din beete hain jiske sahaare hum jeete hain jiske sahaare hum jeete hain yaad mein jiski din beete hain jiske sahaare hum jeete hain jiske sahaare hum jeete hain aaj usi ne thukraaya hai pyaar bhara nazraana dil ka pyaar bhara nazraana aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaanaa kaisa shikwa kis ki shikaayat dekh liya anzam e mohabbat dekh liya anzam e mohabbat kaisa shikwa kis ki shikaayat dekh liya anzam e mohabbat dekh liya anzam e mohabbat aap hi apni aag mein jalkar khaak hua parwaana dil ka khaak hua parwaana aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaana
aaj machi hai dhoom jhoom khushi mein jhoom aaj machi hai dhoom jhoom khushi mein jhoom shauq bhara dil naache gaaye tu kyun ho mehroom jhoom khushi mein jhoom dil ne kiya hai dil ko ishaara chalenge dono sang dil ne kiya hai dil ko ishaara chalenge dono sang koi naa samjhe koi naa jaane koi naa samjhe koi naa jaane iss duniyaa kaa rang hooo iss duniyaa kaa rang dil ka fasaana yaa main jaanun yaa unko maaloom jhoom khushi mein jhoom aaj machi hai dhoom jhoom khushi mein jhoom aankhon ne ik raaz bataayaaa dil ne kahi ek baat aankhon ne ik raaz bataayaaa dil ne kahi ek baat jag mag jag mag rahe jahaan mein kaash yahi din raaaat kaash yahi din raaaat soyi huyi umeeden jaagi dil kaa daaman chum jhoom khushi mein jhoom aaj machi hai dhoom jhoom khushi mein jhoom
aaj main jawaan ho gayi hoon gul se gulistaan ho gayi hoon ye din ye saal ye mahina ho mitthu miyaan bhoolega mujhko kabhi na ye din ye saal ye mahina ho mitthu miyaan bhoolega mujhko kabhi na aaj main jawaan ho gayi hoon gul se gulistaan ho gayi hoon ye din ye saal ye mahina ho mitthu miyaan bhoolega mujhko kabhi na ye din ye saal ye mahina ho mitthu miyaan bhoolega mujhko kabhi na jagmaga rahe hain paaon aise chal rahi hoon main hawa pe jaise jagmaga rahe hain paaon aise chal rahi hoon main hawa pe jaise julf ye bikhar gayi hai kaise main to pareshan ho gayi hoon ho mitthu miyaan aaj main jawaan ho gayi hoon gul se gulistaan ho gayi hoon ye din ye saal ye mahina ho mitthu miyaan bhoolega mujhko kabhi na ye din ye saal ye mahina ho mitthu miyaan bhoolega mujhko kabhi na dil ne jo nighahon se suni hai dil se jo nighahon ne kahi hai dil ne jo nighahon se suni hai dil se jo nighahon ne kahi hai dil pe jo nighaahon ne likhi hai main wo daastaan ho gayi hoon ho mitthu
hhhmmmmm hmmmmmm aa haa haaa ahhahaaaa oo ho aa ha ha haa aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye sach much tere liye aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye sach much tere liye aa gayi rut sanwar ke jee uthi main to mar ke aa gayi rut sanwar ke jee uthi main to mar ke chaal chalun pyaari pyaari naach rahi duniya saari chaal chalun pyaari pyaari naach rahi duniya saari sach much tere liye sach much tere liye aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye sach much tere liye aahhaaaaa aahhaaaaa haaa hmmmmmm hmmmmmm aaj to har bahaane main lagi muskuraane aaj to har bahaane main lagi muskuraane rang naye chhaye dekho pyaar mera gaaye dekho rang naye chhaye dekho pyaar mera gaaye dekho sach much tere liye sach much tere liye aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye sach much tere liye aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye
aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya beete dinon ki yaad ne phir mera dil dukha diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya loot liya mera karaar phir dil e beqaraar ne loot liya mera karaar phir dil e beqaraar ne dard ne mere chain ko khaak mein phir mila diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya laaun kahaan se main wo dil laaun kahaan se main wo dil tumko jo pyaar kar sake jis mein base huye the wo maine wo dil ganwa diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya ashq jo the ruke ruke aaj wo phir baras pade ashq jo the ruke ruke aaj wo phir baras pade aye meri na muradiyon tumne mujhe mita diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya beete dinon ki yaad ne phir mera dil dukha diya aaj mere naseeb ne mujhko rula rula diya
hoye baabuaa heyyyyy aaj naa chhodenge haan aaj naa chhodenge bas humjoli khelenge hum holi khelenge hum holi chaahe bheege chaahe bheege teri chunariyaa chaahe bheege re choli khelenge hum holi holi hai apni apni kismat hai ye koi hanse koi roye haaan koi hanse koi roye hooooo rang se koi ang bheegoye re koi ansuwan se nain bheegoye hoooo ansuwan se nain bheegoye burrrrrrrrrr rehne do ye bahaana kya karega zamaana hooo oooo oooo tum ho kitni bholi aaj naa chhodenge bas humjoli khelenge hum holi khelenge hum holi aise naata tod gaye hain mujhse ye sukh saare haaaaaan mujhse ye sukh saare hooooo ooooo jaise jalti aag kisi ban mein chhod gaye banjaare hoooo ooooo chhod gaye banjaare burrrrrrrrrrr dukh hai ik chingari bhar ke ye pichkaari hoooo oooooo oooo aayi maston ki toli aaj naa chhodenge haan aaj naa chhodenge bas humjoli khelenge hum holi khelenge hum holi chaahe bheege teri chunariyaa chaahe bheege re choli khelenge hum holi aye hey hey
Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai, Aaj Phir Marne Ka Iraada Hai, Apne Hi Bas Mein Nahin Main, Dil Hai Kahin To Hoon Kahin Main
aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se gesun khule khule se hain rangat udi udi si hai aye meri humraaz bata ye shokh sharaarat kis ki hai gesun khule khule se hain rangat udi udi si
haan aaj tu gair sahi pyar se bair sahi haan aaj tu gair sahi pyar se bair sahi teri aankhon mein koi pyaar ka paigaam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin aaj tu gair sahi pyar se bair sahi teri aankhon mein koi pyaar ka paigaam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin ho tune thukraya tha jis dil ko kisi ki khatir aaj us dil mein bagawat ke siva kuchh bhi nahin jinme sapne the tere pyar ke aye jaan e wafa aaj un aankhon mein nafrat ke siva kuchh bhi nahin pyaar ki aag mein pyaar ki aag mein sang dil mein jala hoon kitna tujhko utna na jalaya to mera naam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin sari duniya mein fakat tujhse mohabbat ki hai tu kisi aur ki ho jaye ye mumkin hi nahin naam tera hi mere naam ke saath aayega tu kisi aur ki kehlaye ye mumkin hi nahin naaz hai tujhko naaz hai tujhko bahut husn pe apne lekin tere sar ko na jhukaya to mera naam nahin
aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye sehmi nazar badli adaa aaj hai har andaaz naya dil ki lagi chhup naa saki raaz ye aakhir khul hi gaya rang badal kar kidhar chali ho badan samete nazar churaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye mehki hawaa behki ghata ye aalam ye madhoshi chup naa raho kuchh to kaho tod bhi do ye khaamoshi ye mausam ye ghadi milan ki roz kahaan jeevan mein aaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye aankh ka kaajal kyun sharmaaye aakhir kya hai baat hansi kyun honthon tak aa kar ruk jaaye aaj ye aanchal munh kyun chhupaaye dil ko mere mil hi gaya saathi pyaar ki raahon ka saath
aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar zarron mein bhi hai roshni le ke tu mujhko aa gayi aye zindagi kahaan aye zindagi kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se dil mein bhi hai surror sa aankhon mein bhi hai noor sa shamma jali kahaan shamma jali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan raahon mein meri phool hain taaren meri nighaah mein ab naa
oooo oooo ooo aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja rokte hain duniya waale pyaar ke yeh raaste rokte hain duniya waale pyaar ke yeh raaste mushkilen hi mushkilen hain do dilon ke waaste majboor mera pyaar hai majboor majboor ooo aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja tod sakta hai agar duniya ke bandhan tod de tod sakta hai agar duniya ke bandhan tod de pyaar karne waale is duniya se darna chhod de aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja pyaar ki taqdeer mein likhi hain yeh majbooriyaan pyaar ki taqdeer mein likhi hain yeh majbooriyaan haai yeh majbooriyaan yeh do dilon ki dooriyan majboor mera pyaar hai majboor majboor o oo aaja aaja tera intezaar hai tujhe dhundh raha mera pyaar hai aaja aaja majboor mera pyaar hai majboor majboor
oooo more sajnaa dhoondun kahan tera nishaan tujhko pukaare mere dil ka jahan aaja kahin se aaja dil ka qaraar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja dil ka qaraar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja ye hawaayen bheegi bheegi yeh haseen haseen nazaare mere saath kar rahe hain tera intezaar pyaare tera intezaar pyaare bas ik jhalak dikha de aankhon mein pyaar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja kehti hain aarzooyen aaja isi bahaane kehti hain aarzooyen aaja isi bahaane dil hi mein reh na jaaye kahin pyaar ke fasaane kahin pyaar ke fasaane mere chaman mein aa jaa phir se bahaar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja lehron zara bata do kab aayegi wo naiyya baitha hua hai jis mein mere pyaar ka khiwaiyya mere pyaar ka khiwaiyya mujh ko gale laga le baahon ka haar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja
aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai puchhe koi ki khaabe tamannaa ka kyaa huaa range heennaa mein khoon hai dil ka milaa huaa aankhon ko aansuon pe ikhtiyaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai zakhamon ki aag main hai teri yaad ka dhuaan tu door hai nigaah se dil se judaa kahaan dil tujh ko bhoolne ka gunehgaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai tu hi bataa ki rasmein wafaa kaise tod doon kyaa reshmi kasam ke liye tujh ko chhod doon itnaa bhi zindagi se mujhe pyaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai manzil mujhe hayaat ki paane se rok le jo mujh ko tera saath nibhaane se rok le itni buland raah ki deewaar nahin hai tere siwaa kisi ka intezaar nahin hai aaja ke meri jaan ko karaar nahin hai aaja ke
Aaja Mere Pyar Aaja
ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se laage re darr mohe laage re ho ho ho ye kya darne ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa mar gaye hum nikla dum mar gaye hum ho ho ho mausam kya albela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai tanha hai phir bhi dil tanha hai ho ho ho laaga sapnon ka mela hai ho ho ho aaja
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Kal Zindagi Wake Up Sid (2009) 04:12 17006
 
Poster of Wake Up Sid (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor, Konkana Sen
Duration : 04:12   Song Number : 17006   

Aaj Ke Is Insaan Ko Amar Rahe Yeh Pyaar (1963) 06:48 15646
 
Poster of Amar Rahe Yeh Pyaar (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Pradeep
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nalini
Duration : 06:48   Song Number : 15646   

Aaj Ki Kali Ghata Uski Kahani (1966) 06:07 16335
 
Poster of Uski Kahani (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Archana Kapoor
Duration : 06:07   Song Number : 16335   

Aaj Ki Raat Piya Baazi (1951) 03:03 20020
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:03   Song Number : 20020   

Aaj Kuchh Aisi Chot Lagi Hai Afsana (1951) 02:51 12146
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena Kumari
Duration : 02:51   Song Number : 12146   

Aaj Machi Hai Dhoom Dard (1947) 03:52 13020
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Munavvar Sultana
Duration : 03:52   Song Number : 13020   

Aaj Main Jawaan Ho Gayi Main Sundar Hoon (1971) 05:21 32410
 
Poster of Main Sundar Hoon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 05:21   Song Number : 32410   

Aaj Maine Jaana Mera Dil Hai Deewaana Farishta (1958) 04:03 39814
 
Poster of Farishta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:03   Song Number : 39814   

Aaj Mere Naseeb Ne Mujhko Rula Diya Hulchul (1951) 03:58 11970
 
Poster of Hulchul (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Khumar Barabankvi
Music Director- 
Sajjad Hussain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:58   Song Number : 11970   

Aaj Naa Chhodenge Kati Patang (1970) 05:10 20027
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Asha Parekh, Others
Duration : 05:10   Song Number : 20027   

Aaj Phir Jeene Ki (Kanton Se Khinch) Guide (1965) 03:59 20028
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 03:59   Song Number : 20028   

Aaj Pila De Saaki Doli (1969) 04:31 13156
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Prem Chopra, Nazima
Duration : 04:31   Song Number : 13156   

Aaj Tu Gair Sahi Oonche Log (1985) 05:57 36865
 
Poster of Oonche Log (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:57   Song Number : 36865   

Aaj Ye Aanchal Munh Kyun Chhupaye Holiday In Bombay (1963) 04:41 16248
 
Poster of Holiday In Bombay (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Naseem Bano
Duration : 04:41   Song Number : 16248   

Aaj Ye Meri Zindagi Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 06:58 14428
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Leela Naidu
Duration : 06:58   Song Number : 14428   

Aaja Aaja Tera Intezaar Sazaa (1951) 03:16 18692
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nimmi
Duration : 03:16   Song Number : 18692   

Aaja Kahin Se Aaja Samundar (1957) 06:35 15661
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Ramkali
Duration : 06:35   Song Number : 15661   

Aaja Ke Meri Jaan Ko Parbat Ke Us Paar (1988) 06:01 13919
 
Poster of Parbat Ke Us Paar (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Yunus Parvez, Lubna, Manju Mishra
Duration : 06:01   Song Number : 13919   

Aaja Mere Pyaar Aaja Heeralal Pannalal (1978) 04:22 12989
 
Poster of Heeralal Pannalal (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Prem Nath, Zeenat Aman
Duration : 04:22   Song Number : 12989   

Aaja Panchhi Akela Hai Nau Do Gyarah (1957) 02:50 20039
 
Poster of Nau Do Gyarah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Kalpana Kaartik
Duration : 02:50   Song Number : 20039   
Karaoke Songs of n/a, Sad Songs of n/a, Love Songs of n/a, Dance Songs of n/a, Hip-hop songs of n/a, Best songs of n/a, Super hit songs of n/a, hit songs of n/a, duet songs of n/a, solo songs of n/a, old songs of n/a, famous songs of n/a, Hindi Karaoke Songs of n/a, Hindi Sad Songs of n/a, Hindi Love Songs of n/a, Hindi Dance Songs of n/a, Hindi Hip-hop songs of n/a, best Hindi songs of n/a, super hit Hindi songs of n/a, hit Hindi songs of n/a, duet Hindi songs of n/a, solo Hindi songs of n/a, old Hindi songs of n/a, famous Hindi songs of n/a, Sing Along Songs of n/a, Sing Along Sad Songs of n/a, Sing Along Love Songs of n/a, Sing Along Dance Songs of n/a, Sing Along Hip-hop songs of n/a, Sing Along Best songs of n/a, Sing Along Super hit songs of n/a, Sing Along hit songs of n/a, Sing Along duet songs of n/a, Sing Along solo songs of n/a, Sing Along old songs of n/a, Sing Along famous songs of n/a