MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN/A
HomeN/A
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Tera Dil Jo Kehta Hai click here
tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale dil ka gamon se rishta jod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tujhpe yakin karke kya zulm jhele phoolon ki vadiyon mein sholon se khele ho tujhpe yakin karke kya zulm jhele phoolon ki vadiyon mein sholon se khele sadiyon ke sapne pal mein tod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale ho dil ka gamon se rishta jod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale manzar ajeeb dekhe tere shehar mein patthar ke log mile sheeshe ke ghar mein hoo manzar ajeeb dekhe tere shehar mein patthar ke log mile sheeshe ke ghar mein aise shaher se nazaren mod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale hoo dil ka gamon se rishta jod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale click here
tera husn allah allah tera roop raam raam tera husn allah allah tera roop raam raam ik main hi nahin tere karodon gulaam ik main hi nahin tere karodon gulaam tera husn allah allah tera roop raam raam tera husn allah allah tera roop raam raam tu jo palken jhuka de himaala jhuke tu jo palken jhuka de himaala jhuke tu ishaara kare ganga jamuna ruke teri zulfen sanwaare kashmir ki hawaa teri zulfen sanwaare kashmir ki hawaa dhoye kanyakumari tere paanv sadaa tere kadmon ki dhool ko sitaaron ka salaam tera husn allah allah tera roop raam raam tera husn allah allah tera roop raam raam tu mera ishq hai mera imaan hai tu mera ishq hai mera imaan hai main teri jaan hoon tu meri jaan hai tera deewana hoon ye dikha dunga main tera deewana hoon ye dikha dunga main teri aawaz pe sir kata lunga main teri khaatir main pee lunga zehar ka bhi jaam tera husn allah allah tera roop raam raam tera husn allah allah tera roop raam raam click here
tera ishq bada teekha mujhe teekha achha lage tere ishq mein dard bada mujhe dard achha lage tera ishq bada jhootha ho ho oo oo tera ishq bada jhootha mujhe jhutha achha lage o tera ishq bada teekha mujhe teekha achha lage tere ishq mein dard bada mujhe dard achha lage nis din mujhe bas ab teri yaad sataati hai tanhaai bhi raaton ko mujhe jagaati hai tere in labon pe mere honthon ka ab chumban hoga anjane khwabon ka aaj milan hoga tera ishq bada pheeka mujhe pheeka achha lage ha tera ishq bada jhootha mujhe jhootha achha lage o teri iss ada pe teri iss hansi pe jaan fida meri mil jaaye tu mujhko hai ye dua meri tere saaye mein tere pehlu mein jannat hai meri teri dilkash panahon mein raahat hai meri tera ishq bada khatta mujhe khatta acha lage tera ishq bada jhootha mujhe jhootha achha lage tera ishq bada teekha mujhe teekha achha lage tere ishq mein dard bada mujhe dard achha lage ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho tera ishq bada jhootha mujhe jhootha click here
tera ishq hai meri zindagi tera husn hai meri shayari tera ishq hai meri zindagi tera husn hai meri shayari jo tarashi maine khayal mein unhi jannaton ki hai tu pari unhi jannaton ki hai tu pari tu mila mujhe to sahar mili meri zindagi se nazar mili tu mila mujhe to sahar mili meri zindagi se nazar mili jahan dhadkanon ko qarar hai ye wo anjuman hai bahaar ki ye wo anjuman hai bahaar ki mere saaz ki tu haseen lay tera jism hai ke hai jaam e may tu kareeb aa tujhe choom loon teri har ada mein hai dilbari teri har ada mein hai dilbari yahi fasle gul yahi shaam ho yahi do dilon ka payaam ho mera haath ho tera jaam ho rahe umr bhar yahi bekhudi rahe umr bhar yahi bekhudi tu hi aaina hai jamaal ka tu hi baankpan hai khayaal ka tu rubaaiyon ki ada kabhi kabhi tu hai jaan e mussabari kabhi tu hai jaan e mussabari aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaaaaa aaaa aa mere rehnuma hai tera karam mera aasman pe hai har kadam mujhe mil sakega makaam ye mere khwaab mein bhi na tha click here
aa haa haa haa haaa haaa aa ho ho ho ho hooo hooo oo aaaa aaaa aa aaaa aaa aaaa aaaa tera khat le ke sanam paon kahin rakhte hain hum hoooo ooo kahin padte hain kadam kahin padte hain kadam tera khat le ke sanam paon kahin rakhte hain hum hoooo ooo kahin padte hain kadam kahin padte hain kadam raaz jo ismein chhipa hai wo samajhta hai dil aa aa aa aa aa raaz jo ismein chhipa hai wo samajhta hai dil kaise kholen tera khat hum ke dhadakta hai dil ye dil thehre zara nazar thehre zara hosh mein aa le zara hum tera khat le ke sanam paon kahin rakhte hain hum hoooo ooo kahin padte hain kadam kahin padte hain kadam ismein jo baat bhi hogi badi qaatil hogi aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa ismein jo baat bhi hogi badi qaatil hogi teri aawaaz bhi in baat mein shaamil hogi ye dil thehre zara nazar thehre zara sunen fir teri sadaa hum tera khat le ke sanam paon kahin rakhte hain hum hoooo ooo kahin padte hain kadam kahin padte hain kadam kyun na paa kar ise toofaan uthe seene click here
lal lal la la lal lal la la lal lal la la lala lala lala lala laaaaa la laaaa lala lala laaaaa la laaaa tera mera mera tera mera tera tera mera mil gaya dil dil se bol de mehfil se mil gaya dil dil se bol de mehfil se teri meri meri teri meri teri teri meri aankh mili mushkil se bol de mehfil se aankh mili mushkil se bol de mehfil se tera mera mera tera tera mera mera tera mera tera tera mera mil gaya dil dil se bol de mehfil se aankh mili mushkil se bol de mehfil se jee chaahta hai duniyaa se door kahin hum jaayen jee chaahta hai duniyaa se door kahin hum jaayen baith akele ik dooje ko dil ka dard hum dikhaayen tere dil ke dard ko maine apna samjh liya hai are abhi pyaar mein pehla kadam hai itni jaldi kya hai pyaar bhi hai dildaar bhi hai ye saath mile mushkil se bol de mehfil se saath mile mushkil se bol de mehfil se lal lal lal lal lal lal laa rang bhari ye mehfil dekho lage hai roop ke mele rang bhari ye mehfil dekho lage hai roop ke mele jinn ke seene mein click here
tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr mere jeewan saathi bata dil kyun dhadke reh reh kar kya kahaa hai chaand ne jisko sun ke chaandani har lahar pe jhoom ke kyun ye naachane lagi chaahat ka hai harsoon asar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr keh raha hai mera dil ab ye raat na dhale khushiyon ka ye silsila aise hi chalaa chale tujhko dekhun dekhun jidhar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr hai shabaab par umang har khushi jawaan hai meri dono baahon mein jaise aasmaan hai chalti hoon main taaron par phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr click here
haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda dekh lun ek jhalak oo oo o dekh lun ek jhalak aaja ab aa bhi ja tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda sunle tu haal e dil kya kya hai meri mushkil jo ishq mein sabko hota hai wo sab kuchh mujhko hota hai zulfen bikhri hain meri hoo oo oo zulfen bikhri hain meri inko suljha bhi jaa tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda dasti hai tanhaayi chubhti hai parchhayi do nain taraste rote hain na jagte hain na sote hain kya karun aise mein oo oo oo kya karun aise mein aake samjha bhi jaa tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda tere bin ik pal dil nahiyo lagda dil nahiyo lagda dekh lun ek jhalak oo oo oo dekh lun ek jhalak aaja ab aa bhi ja tere bin ik pal dil click here
hoooooooo la la lala la la heyyyyyy tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya ho tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya hooo aankhen jaam e sharaab hain gaal ye laal gulaab hain aankhen jaam e sharaab hain gaal ye laal gulaab hain nighaahon mein aaaaaa hawaaon mein aaaaa aaaaa nighaahon mein hawaaon mein fizaaon mein haan khaab sajaana aa gaya ho tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya ho tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya mausam hai ye pyaar ka waadon ka iqraar ka mausam hai ye pyaar ka waadon ka iqraar ka nazaaren hain hmmmm bahaaren hain heyyyy nazaaren hain bahaaren hain sahaaren hain dil lagaana aa gaya tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya hmmmmm lal laaa hmmmm lal laaa hmmm la la laaaa hmmm har lamha hai khumaar ka dilbar ka dildaar ka har lamha hai khumaar ka ho dilbar ka click here
tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin aisa jalwa na koi hai na hua na hoga o tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin aisa jalwa na koi hai na hua na hoga haye tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin apne uljhe huye baalon ko sanwar jaane de phool se apne ye rukhsaar nikhar jaane de apne uljhe huye baalon ko sanwar jaane de phool se apne ye rukhsaar nikhar jaane de saadgi hoti hai rukhsat to usse hone de jism par rang jo bikhre to bikhar jaane de o tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin ab teri chaal ko toofaan uthaane honge jitne soye huye fitne hain jagaane honge ab teri chaal ko toofaan uthaane honge jitne soye huye fitne hain jagaane honge apni aankhon ko ishaaron ki ijaazat de kar un ishaaron se kayi rang jamaane honge tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahin ye banaawat ka zamaana hai banaawat maange chaahe jhoothi hi sahi phir bhi sajawat maange ye banaawat ka click here
tere dil ki tu jaane uuuu uuu uuuu tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane tera jaane kya hai iraada hooooo tera jaane kya hai iraada ho tu nahin karta koi waada teri marzi tu jaane teri marzi tu jaane main apni marzi jaanun main waada karti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon pyaar ka pehla saal hai mera hoo ab se hi ye haal hai mera pyaar ka pehla saal hai mera ab se hi ye haal hai mera teri haalat tu jaane teri haalat tu jaane main apni haalat jaanun main aahein bharti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon naam tere sab kuchh likh jaaun tere click here
ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz sitaaron ne sajaayi thi dagar hawaaon ne jhulaaya bhi magar hmmm hmm hmm sitaaron ne sajaayi thi dagar hawaaon ne jhulaaya bhi magar jalaa daale jalaa daale pankh naseebon ne reh gayi hasrat e parwaaz tere ghungroo ki aawaaz ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz andheron mein chhupi hai kiran milan hai par ye kaisa milan hmmm hmm hmmm andheron mein chhupi hai kiran milan hai par ye kaisa milan adhoora hai adhoora hai geet jeevan ka aur toota toota saaz tere ghungroo ki aawaaz ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz click here
tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko zulfon ke aawara saawan mein zulfon ke aawara saawan mein tere ang ang ke darshan mein tere man ke kore darpan mein apni tasveer saja doon apni tasveer saja doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko bindiya ki chanchal chitwan se bindiya ki chanchal chitwan se baanhon ke khanakte kangan se paayal ki jhanakti chan chan se apni aawaz mila doon apni aawaz mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko click here
tere jaisa koi khoobsurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin sooraj chaand taare gagan ke jaise roshni dene chamke yun hi teri bindiya ke dam se meri duniya din raat damke tere hansne se achchha muhurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin main bhi aaj yeh maanta hoon kal tak jo yeh duniya thi kehti jag mein har safal aadmi ke peechhe ek aurat hai rehti munh chhupane ki koi zaroorat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin kitna mujhe tujhpe yakeen hai humdam tujhe kehna hai mushkil itna tujhe kehta hoon bas main tujh bin zinda rehna hai mushkil nainon mein bin tere koi moorat nahin ho tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota click here
tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna click here
hooo tere liye ye saare nazaare mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai hooooo tere liye rangeen bahaaren mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai hoooo nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara madhosh ho gaya hai dekho ye dil humaara hoooooo saara chaman kahe saara chaman kahe dharti gagan kahe mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai oooooo sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya har cheez ho paraayi par tu na ho paraaya hooooo waada hai ye waada waada hai ye waada koi ho kisi ka mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki click here
Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain, Hoooo Jahan Bhi Le Jayen Raahen, Hum Sang Hain, Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain click here
tere naaz uthaane ko jee chaahta hai tujhe dhoondh laane ko jee chaahta hai gaye din bulaane ko jee chaahta hai wafaa aazmaane ko jee chaahta hai kasam hai tujhe hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo kasam hai tujhe dil ki duniyaan mein aa jaa hooooo kasam hai tujhe dil ki duniyaan mein aa jaa hoooo ooooo oooooo oooooo ye duniyaan basaane ko jee chaahta hai ye duniyaan basaane ko jee chaahta hai jahaan dil ne kuchh dil se hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo jahaan dil ne kuchh dil se hans kar kaha tha jahaan dil ne kuchh dil se hans kar kaha tha hoooo ooooo oooooo wahin laut jaane ko jee chaahta hai wahin laut jaane ko jee chaahta hai muhabbat mein aata hai hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo muhabbat mein aata hai aisa bhi ik din hooooo ooooo muhabbat mein aata hai aisa bhi ik din hoooo ooooo oooooo oooooo jab aansoon bahaane ko jee chaahta hai wafaa aazmaane ko jee chaahta hai click here
rok lo apni mast angdaayi donon aalam na toot jaayen kahin aasmaan ke haseen haathon se chaand suraj na chhoot jaayen kahin dil ne dil se na jaane kya kaha ooooo oooooo tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe baaton baaton mein jaane kya hua ho tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe in bahaaron ne in bahaaron ne dulhan banaaya tujhe aur kirnon ka jewar pehnaaya tujhe saari kaliyon ne milkar sajaaya tujhe pyaar se humne jhula jhulaaya tujhe aaya mausam aaya mausam jawaan pyaar ka ooooo ooooo tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe baaton baaton mein jaane kya hua ho tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain dekhte rahe teri baahon ka teri baahon ka aisa sahaara mila jaise tufaan mein koi kinaara mila mere haathon ko daaman tumhaara mila jaise nadiya ko saagar ka dhaara mila dil khushi se dil khushi se machalne laga ho tere nain mere nain dekhte rahe ho tere nain mere nain click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tera Dil Kya Kehta Hai Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 05:22 40012
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:22   Song Number : 40012   

Tera Ghar Teri Galiyaan Oonche Log (1985) 04:49 37193
 
Poster of Oonche Log (1985)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
- Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:49   Song Number : 37193   

Tera Husn Allah Allah 5 Rifles (1974) 03:12 16194
 
Poster of 5 Rifles (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Aziz Nazan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Ambika Jauhar
Duration : 03:12   Song Number : 16194   

Tera Ishq Bada Teekha Rowdy Rathore (2012) 04:26 36284
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 36284   

Tera Ishq Hai Meri Zindagi Dil E Nadaan (1982) 05:52 36306
 
Poster of Dil E Nadaan (1982)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
- Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Prada
Duration : 05:52   Song Number : 36306   

Tera Khat Leke Sanam Ardhangini (1959) 03:20 38971
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:20   Song Number : 38971   

Tera Mera Mera Tera Mil Gaya Dil Dil Nagin (1976) 07:14 18320
 
Poster of Nagin (1976)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
- Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 07:14   Song Number : 18320   

Tera Mera Pyaar Amar Asli-Naqli (1962) 03:52 21278
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana, Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21278   

Tere Bin Ek Pal Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:50 12128
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 05:50   Song Number : 12128   

Tere Bin Jeena Kya Red Rose (1980) 04:19 14072
 
Poster of Red Rose (1980)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
- Patel
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Poonam Dhillon
Duration : 04:19   Song Number : 14072   

Tere Chehre Mein Hai Jo Baat Chhote Sarkar (1974) 06:20 38942
 
Poster of Chhote Sarkar (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 06:20   Song Number : 38942   

Tere Dil Ki Tu Jaane Naam (1986) 04:51 38919
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Kumar Gaurav
Duration : 04:51   Song Number : 38919   

Tere Ghungroo Ki Aawaaz Ghungroo Ki Awaaz (1981) 04:54 18226
 
Poster of Ghungroo Ki Awaaz (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
- Vijay Anand
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 04:54   Song Number : 18226   

Tere Honthon Ko Tere Laali Ko Deedar (1970) 03:39 36420
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Verma Mullick
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar, Anjana
Duration : 03:39   Song Number : 36420   

Tere Jaisa Koi Khoobsurat Nahin Bezubaan (1982) 04:51 36729
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
- Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Reena Roy
Duration : 04:51   Song Number : 36729   

Tere Liye Palkon Ki Harjaee (1981) 05:33 15145
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
- Nida
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:33   Song Number : 15145   

Tere Liye Ye Saare Nazaare Main Aur Mera Haathi (1981) 05:19 19979
 
Poster of Main Aur Mera Haathi (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
- Maya Govind
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Poonam Dhillon
Duration : 05:19   Song Number : 19979   

Tere Mere Sapne Ab Guide (1965) 04:39 21297
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21297   

Tere Naaz Uthane Ko Jee Chaahta Hai Grahasti (1948) 03:23 31064
 
Poster of Grahasti (1948)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kuldeep Kaur, Sulochana Chatterji
Duration : 03:23   Song Number : 31064   

Tere Nain Mere Nain Rakhwala (1971) 05:16 39971
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:16   Song Number : 39971   
Karaoke Songs of n/a, Sad Songs of n/a, Love Songs of n/a, Dance Songs of n/a, Hip-hop songs of n/a, Best songs of n/a, Super hit songs of n/a, hit songs of n/a, duet songs of n/a, solo songs of n/a, old songs of n/a, famous songs of n/a, Hindi Karaoke Songs of n/a, Hindi Sad Songs of n/a, Hindi Love Songs of n/a, Hindi Dance Songs of n/a, Hindi Hip-hop songs of n/a, best Hindi songs of n/a, super hit Hindi songs of n/a, hit Hindi songs of n/a, duet Hindi songs of n/a, solo Hindi songs of n/a, old Hindi songs of n/a, famous Hindi songs of n/a, Sing Along Songs of n/a, Sing Along Sad Songs of n/a, Sing Along Love Songs of n/a, Sing Along Dance Songs of n/a, Sing Along Hip-hop songs of n/a, Sing Along Best songs of n/a, Sing Along Super hit songs of n/a, Sing Along hit songs of n/a, Sing Along duet songs of n/a, Sing Along solo songs of n/a, Sing Along old songs of n/a, Sing Along famous songs of n/a