MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsha-Bhosle
HomeAsha-Bhosle
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaane jahaan paas aayo aayo na kya kaha hmm hmm soch lo ye hawayein kya kahengi ye nazaare kya kahenge do jawaan dil magar door door jal rahe hain apni apni aag mein aayo na hawaayon ko dekho nazaaron ko dekho jo mujhse hain badhke haseen mera husn to hai nigaahon ka dhoka ye dhoka na khana kahin jaane bahaar jaane jigar rabz ki in chanchal lehron mein kyun na hum donon beh jaayen chillaane do in saanson ko hum chupke se kuchh keh jaayen aur zara jo paas aa jaayo ghulti milti in saanson ki khushboo jeevan jot banegi preet haha hansegi haina ye saanson ki khushboo ye baaton ka jaadu ye saazish hai halaat ki ye nagmon ki baarish ye saazon ki halchal hain bas ek hi raat ki ye khamoshi ye aadhi raat chaand ki aankhen ojhal ojhal aise mein kyun na hum donon chalte jaayen badhte jaayen aur jahaan akaash zameen se mil jaaye dum tod dein hum donon subah sawere koi farishta sair ko aaye dekhe do thandi laashon ko aur shabnam ke katre chunkar unko ek kafan pehna de mera is click here
jaane jigar haay haay dekho to idhar haay haay jaane jigar haay haay dekho to idhar haay haay nazren to laakhon hain magar teri nazar haay haay jaane jigar haay haay dekho to idhar haay haay nazren to laakhon hain magar teri nazar haay haay jaane jigar haay haay ruki hai bahaar ghataaon ke tale javaan hai khumaar kahaan uth ke chale ruki hai bahaar ghataaon ke tale javaan hai khumaar kahaan uth ke chale dekho ji mera dil na jale mera dil na jale dilbar haay haay jaane jigar haay haay dekho to idhar haay haay nazren to laakhon hain magar teri nazar haay haay jaane jigar haay haay jaane jigar haay haay dekho to idhar haay haay nazren to laakhon hain magar teri nazar haay haay jaane jigar haay haay nazar mein jala ke umangon ke diye aaye the huzur badi aas liye nazar mein jala ke umangon ke diye aaye the huzur badi aas liye mudke zara dekh bhi lo zara dekh bhi lo ji idhar haay haay jaane jigar haay haay dekho to idhar haay haay nazren to laakhon hain magar teri nazar click here
jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the jab talak aap mere dil ke mehmaan na the dil ke mehmaan na the tum se mehka hai mera viraana kabhi apno ko nahin kehte begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai ho ho ho hmm hmm aa haa haa ha main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya apni aankhon mein mujhe naya aakaash diya naya aakaash diya yehi chhota sa mera afsaana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya yehi to hoga sanam tumne jab pyaar kiya tumne jab pyaar kiya mere paas aao click here
jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai saari saari raat mujhe kisne jagaaya saari saari raat mujhe kisne jagaaya jaise koi sapna jaise koi saaya koi nahin lagta hai koi mere saath hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai aaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai ghunghat abhi se mera khol raha hai door abhi to piya ki mulaaqat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai neend nahin aati badi lambi raaaaaaat hai click here
aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka aaj dar chhod chala hai koi maikhaane ka jaane kya haal ho haath tharraane lage jaam gira toot gayaaa haath tharraane lage jaam gira toot gayaaa ye koi waqt na tha aapke yaad aane kaa ye koi waqt na tha aapke yaad aane kaa jaane kya haal ho phir na sharmaoge tum apni kahaani sunn ke phir na sharmaoge tum apni kahaani sunn ke dard thoda sa mila lo mere afsaane ka dard thoda sa mila lo mere afsaane ka jaane kya haal ho bewfaai ka gila sunn ke haseen aati hai bewfaai ka gila sunn ke haseen aati hai dhundhiye aur bahaana koi tadpaane kaa dhundhiye aur bahaana koi tadpaane kaa jaane kya haal ho kal sheeshe ka paimaane ka aaj dar chhod chala hai koi maikhaane ka jaane kya haal ho click here
jaane kyun aisa lagta hai hmm hmm hmm aisa lagta hai jab jab jab jab humne janam liya har baar tumhin se pyaar kiya jab jab humne janam liya har baar tumhin se pyaar kiya tere naam ka hi sindoor bhara tere pyaar se hi singaar kiya jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai tujhse milne se pehle bhi teri soorat thi meri aankhon mein teri yaaden thi mere sapnon mein teri khushboo thi mere saanson mein shayad pehle bhi kahin humne ye pyaar ka tha iqraar kiya jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai jeete jee yahaan sab pyaar karen hum mar ke bhi pyaar nibhayenge tujhse mil ke jeena seekha tere pyaar mein hum mar jaayenge tere saath jeeyen tere saath maren jeevan mein yahi har baar kiya jaane kyun aisa lagta hai hmm hmm hmm aisa lagta hai jaane kyun aisa lagta hai jaane kyun aisa hmm hmm hai click here
jaan e tammanna kya kar daala aanchal mein muskaa ke jaan e tammanna kya kar daala aanchal mein muskaa ke dil ki dhadkan aur badha di yun dekha sharma ke jaan e tammanna kya kar daalaa aa aaaa aaaa aaaa ahha ha ha oh ho ho ho aaha ha ha ha aaaa kitna haseen hai teri aankhon ka jaadu haay oi hoy hoy hoye kitna haseen hai teri aankhon ka jaadu khushboo mein doobi huyi saanson ka jaadu dil ko lubhaane waali baaton ka jaadu baaton ka jaadu haar gayi main sab kuchh apna in kadmon mein aake haar gayi main sab kuchh apna in kadmon mein aake dil ki dhadkan aur badha di yun dekha sharma ke jaan e tammanna kya kar daalaa ho ho ho ho ho aa ha aa ha ha oho oho ho ho ha ho aah ha ha ha ha ha ha betaab dil hai mera madhosh aankhen haay oi hoy hoy hoye betaab dil hai mera madhosh aankhen karta hoon dil se apne teri hi baaten kaise guzaarun apni bechain raatein bechain raatein mere dil mein aa jaao tum duniya ko thukra ke mere dil mein aa jaao tum duniya ko thukraa ke jaan e click here
aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa jaane waale o mere pyaar jaane waale o mere pyaar teri khushi hai meri bahaar aansu mere yaad rahe kar loongi main intezaar hoo jaane waale o mere pyaar teri khushi hai meri bahaar aansu mere yaad rahe kar loongi main intezaar hoo jaane waale o mere pyaar aaaa aaaa aaaa rangi ajanta ki ranginiyon se tu chaahe dil ko lagaana madurai ki dil kash nazaaron mein reh kar tum chaahe sapne sajaana beloor ki naazni waadiyon mein tum chahe hasti mitaana apni kala se jhuka dena duniyaa apni kala se jhuka dena duniyaa lekin lekin mere dil ke qaraar aansu mere yaad rahe kar loongi main intezaar hoo jaane waale o mere pyaar aaaa aaaa aaaa dilwaari ke dilruba mandiron mein tum chahe raaten jagaana saachi ki mastana gehraiyon mein mast ho kar doob jaana taaj mahal ki madhur chandni mein tum chahe jeewan bitaana taaron se uncha ho naam tumhaara taaron se uncha ho naam tumhaara lekin lekin sun lo itni pukaar aansu mere yaad rahe kar loongi main intezaar click here
jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana ro rahe baabul ro rahi maayi ro rahi maayi is jag mein beti hai daulat paraayi daulat paraayi in bichhdon ko bisraana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana jaane kab milogi humse aao vida ho lein aao vida ho lein aao ek baar behna gale mil ke ro lein gale mil ke ro lein zindagi ka koi hai thikaana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana jao ri suhagin tirath karne tirath karne pati sang jeene aur pati sang marne pati sang marne dukh mein kabhi bhi ghabraana na bhool na jaana jaane waali dulhan khushi khushi jaana lekin itna sa naata jaa ke nibhaana hum dukhiyon ko bhool jaana na bhool na jaana click here
jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le tere sadd ke idhar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le ye bahaaren ye chaman sab khushi se hai magan choome kadmon ko tere chaand ki pehli kiran aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jaane jaan ruh e wafaa dil hai deewana tera chaahe apna naa samjh neechi nazaren to utha gair hi jaan kar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa jo bhi marzi hai teri hai wohi meri khushi meri jaanib se tujhe ho mubaaraq ye ghadi aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa zulf ki chhanv tale pyaar ka daur chale shaam e furqat mein agar koi jalta ho jale tu khushi ki sehar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le usne yusuf ki kasam dagmagaate hain kadam jee mein aata hai yahi chheen loon tera sanam aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa lekin main mast e adaa maan click here
sona sona sona sona sona sona sona sona aye tu hai deewana tu nahin maana tu tu tu hai deewana tu tu tu nahin maana mere yaar kabhi ise loota yahan kabhi use maara wahan ab hoga jeena dushwaar aye jaani jaani buri manmaani ha ha jaani jaani buri manmaani tu hai dewaana hey hey hey tu nahin maana tu tu tu hai deewana are tu nahin maana mere yaar kabhi ise loota yahan kabhi use maara wahan ab hoga jeena dushwaar o jaani jaani yah buri manmaani aye jaani jaani buri manmaani ha ya yaya ya yaya ya ya ya ya hey aankhein to mila tu humko bhi dikha tu baahon mein teri hai kitna zor ooo zaalim to bade hain sooli pe chadhe hain jelon main pade hain kitne chor bhale ye burai kahan tune suna hoga yahan bure ka bura ho har vaar oh jaani jaani haaa buri manmaani aye jaani jaani buri manmaani yaaron ke pyaar mein khele hum jaan pe dushman bichha le koi jaal aye bichhde do yaar phir jis din mil jayenge us din kya hoga tera haal humein pehchaane kahan abhi tu ye jaane kahan kaise click here
jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa are jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa main bhi jaanu ri peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke peepal ki chhaiyaan tale peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke bhole bhaale dil ko le gaya udaaiyi ke sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baiyaan marod ke baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baith gaye chhailwaa mann mein samaaiye ke gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu ri jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa tu naa keh kisi click here
jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar are jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan are nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le jaanu meri jaan main tere qurbaan o jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan hey hey hey hey click here
jaao ji jaao dekhe hain bade tum jaise chor lutere zulfen sanvaar ke hai seena ubhar ke lagayen hasinon ki galiyon ke phere jaao ji jaao teri galiyaan jo pyaar se bulaayen tu hi bol dilwaale kyun na aayen teri galiyaan jo pyaar se bulaayen tu hi bol dilwaale kyun na aayen zara dil ko sambhaal bura kar dega haal aahen bharega tu shaam savere he jaao ji jaao dekhe hain bade tum jaise chor lutere zulfen sanvaar ke hai seena ubhar ke lagayen hasinon ki galiyon ke phere jaao ji jaao mar mar ke mila hai dar tera jaao karte ho kyun pichha mera haay mar mar ke mila hai dar tera jao karte ho kyun pichha mera karo jaane ki na baat yahin din yahin raat mera pyaar lagayega dere jaao ji jaao dekhe hain bade tum jaise chor lutere zulfen sanvaar ke hai seena ubhar ke lagayen hasinon ki galiyon ke phere jaao ji jaao pyaar karne mein kaun si hai chori aisi chori se to achchhi seena zori haay pyaar karne mein kaun si hai chori aisi chori se to achchhi seena zori kabhi subho kabhi click here
aaaaaaa jaaon to kahan jaaon jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon jaise bhi rokun bihari mohe jag to pukare bihari mohe tere dwaar aa ke haa aaaa tere dwaar aa ke jana nahin hai jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon preet tere sang jodi piya chunari tere rang odhi piya haaaa kahin aur ghunghata haaa aaa kahin aur ghunghata uthana nahin hai jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon sab kuchh yahin hai tere ghar ke bahar to na duniya na deen hai jaaon to kahan jaaon haa aaa aaa click here
Jaate Ho Jaane Jaana click here
jab andhera hota hai aadhi raat ke baad ek chor nikaltaa hai kaali si sadak pe yeh aawaaz aati hai chor chor chor chor chor chor chor chor sahron ki galiyon mein jab andhera hota hai aadhi raat ke baad ek chor nikaltaa hai kaali si sadak pe yeh aawaaz aati hai chor chor chor chor chor chor chor chor sahron ki galiyon mein jab andhera hota hai aadhi raat ke baad log band kamron mein chain se jab sote hain log band kamron mein chain se jab sote hain yeh jaagta hai saari raat bhagta hai taale toote hote hain jab savera hota hai yaa pap pap pap papa papa papa para pa pa aa para aa ra hey ra hey ra hey raa jab andhera hota hai aadhi raat ke baad sun lo pehredaaron hosh mein rehna yaaron sun lo pehredaaron hosh mein rehna yaaron saath ghumti hai naagan raat jhoomti hai albela mastaana woh savera hota hain yaaa pap pap pap papa papa papa para pa pa aa para aa ra hey ra hey ra hey raa jab andhera hota hai aadhi raat ke baad ek chor nikaltaa hai kaali si sadak pe yeh aawaaz click here
jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab dil toote to royen kyun jab dil toote to royen kyun hum gaaye kyu nahin hum naache kyu nahin jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote bholi surat wala har insaan badalte dekha humne apne yaaron ka imaan badalte dekha bholi surat wala har insaan badalte dekha humne apne yaaron ka imaan badalte dekha dil ki ruswaai hai sanam har jaayi hai dil ki ruswaai hai sanam har jaayi hai jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote dil ne jisko pyaar kiya hai ussi ne dil ko tooda kiske haath ke khaatir dekho kiske haath ko chhoda dil ne jisko pyaar kiya hai ussi ne dil ko tooda kiske haath ke khaatir dekho kiske haath ko chhoda humen bhi koi ghum nahin kisi se hum kam nahin humen bhi koi ghum nahin kisi se hum kam nahin jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote apne jab begaane ban kar mehfil nayi sajaayen hum click here
jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye zindagi ki daastaan chaahe kitni ho haseeen bin tumhaare kuchh nahi bin tumhaare kuchh nahi kya maza aata sanam aaj bhoole se kahin tum bhi aa jaate yahin tum bhi aa jaate yahin ye bahaare ye fiza dekh kar o dilruba jaane kya dil ko huaa tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye ye nazaaren ye sama aur phir itne jawaan haay re ye masteeyan haay re ye masteeyan aisa lagta hai mujhe jaise tum najadeek ho iss chaman se jaane jaan iss chaman se jaane jaan sun ke pee pee ki sada dil dhadakata hai mera aaj pehle se siva tum yaad aaye jab chali thandi hawa jab uthi kaali ghata mujhko aye jaan e wafa tum yaad aaye click here
hmmmm jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye phoolon ki narmi hoon main sholon ki garmi hoon main phoolon ki narmi hoon main sholon ki garmi hoon main toofanon ki hulchal hoon hawaaon kaa aanchal hoon main jo dhundhe wo paaye phir bhi haath aaye haaye jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye kabhi main dard jagaati hoon kabhi main zakhm mitaati hoon kabhi main dard jagaati hoon kabhi main zakhm mitaati hoon kabhi main raaz chhupaati hoon kabhi khud raaz ban jaati hoon dil toote haan saath chhute phir bhi tu pichhe aaye hoo jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye mujhse tum takraana naa aake yahaan pachhtana naa mujhse tum takraana naa aake yahaan pachhtana naa mera badan pighla sona jaan bhi jaaye khabar ho naa ye masti hai nahin sasti dilwaala hi boli lagaaye haaye jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Jahaan Paas Aao Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 03:53 40226
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Leela Naidu
Duration : 03:53   Song Number : 40226   

Jaane Jigar Haay Haay Nau Do Gyarah (1957) 03:12 20331
 
Poster of Nau Do Gyarah (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Shashikala
Duration : 03:12   Song Number : 20331   

Jaane Kaisa Hai Mera Deewana Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 04:42 20614
 
Poster of Aansoo Ban Gaye Phool (1969)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
- Taj Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 04:42   Song Number : 20614   

Jaane Kya Baat Hai Asha Bhosle 04:54 15020
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
- Hindi Non Film
Year- 
1984
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:54   Song Number : 15020   

Jaane Kya Haal Ho Kal Sheeshe Ka Maa Ka Aanchal (1970) 05:05 15726
 
Poster of Maa Ka Aanchal (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anjana
Duration : 05:05   Song Number : 15726   

Jaane Kyun Aisa Lagta Hai Shradhanjali (1981) 05:00 16322
 
Poster of Shradhanjali (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
- Anjan
Music Director- 
Hemant Bhosale
On Screen Actors- 
Deepak Parashar, Rakhi
Duration : 05:00   Song Number : 16322   

Jaane Tammanna Kya Kar Daala C I D 909 (1967) 03:20 17975
 
Poster of C I D 909 (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:20   Song Number : 17975   

Jaane Waale O Mere Pyaar Geet Gaaya Pattharon Ne (1964) 05:02 21672
 
Poster of Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ramlal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rajshree
Duration : 05:02   Song Number : 21672   

Jaane Waali Dulhan Naag Mani (1957) 03:06 37782
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Kavi Pardeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Duration : 03:06   Song Number : 37782   

Jaaneman Ek Nazar Mere Mehboob (1963) 03:37 13730
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Duration : 03:37   Song Number : 13730   

Jaani Jaani Wanted (1983) 06:30 36957
 
Poster of Wanted (1983)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
- Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Tina Munim
Duration : 06:30   Song Number : 36957   

Jaanu Jaanu Ri Insaan Jaag Utha (1959) 03:32 12015
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:32   Song Number : 12015   

Jaanu Meri Jaan Shaan (1980) 07:10 18211
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 07:10   Song Number : 18211   

Jaao Ji Jaao Sharabi (1964) 03:16 20663
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:16   Song Number : 20663   

Jaaon To Kahan Jaaon Anamika (1973) 03:37 36768
 
Poster of Anamika (1973)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Duration : 03:37   Song Number : 36768   

Jaate Ho Jaane Jaana Parvarish (1977) 05:39 40048
 
Poster of Parvarish (1977)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:39   Song Number : 40048   

Jab Andhera Hota Hai Raja Rani (1973) 05:50 14047
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:50   Song Number : 14047   

Jab Apne Ho Jaayen Souten (1983) 04:48 14281
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
- Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:48   Song Number : 14281   

Jab Chali Thandi Hawa Do Badan (1966) 03:51 20627
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
- Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Asha Parekh
Duration : 03:51   Song Number : 20627   

Jab Chhaye Mera Jadoo Lootmaar (1980) 05:21 20628
 
Poster of Lootmaar (1980)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
- Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tina Munim
Duration : 05:21   Song Number : 20628   
Karaoke Songs of asha bhosle, Sad Songs of asha bhosle, Love Songs of asha bhosle, Dance Songs of asha bhosle, Hip-hop songs of asha bhosle, Best songs of asha bhosle, Super hit songs of asha bhosle, hit songs of asha bhosle, duet songs of asha bhosle, solo songs of asha bhosle, old songs of asha bhosle, famous songs of asha bhosle, Hindi Karaoke Songs of asha bhosle, Hindi Sad Songs of asha bhosle, Hindi Love Songs of asha bhosle, Hindi Dance Songs of asha bhosle, Hindi Hip-hop songs of asha bhosle, best Hindi songs of asha bhosle, super hit Hindi songs of asha bhosle, hit Hindi songs of asha bhosle, duet Hindi songs of asha bhosle, solo Hindi songs of asha bhosle, old Hindi songs of asha bhosle, famous Hindi songs of asha bhosle, Sing Along Songs of asha bhosle, Sing Along Sad Songs of asha bhosle, Sing Along Love Songs of asha bhosle, Sing Along Dance Songs of asha bhosle, Sing Along Hip-hop songs of asha bhosle, Sing Along Best songs of asha bhosle, Sing Along Super hit songs of asha bhosle, Sing Along hit songs of asha bhosle, Sing Along duet songs of asha bhosle, Sing Along solo songs of asha bhosle, Sing Along old songs of asha bhosle, Sing Along famous songs of asha bhosle