jab hum hain tere saath phir darne ki kya baat janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho jab hum hain tere saath phir darne ki kya baat janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho bachpan se apne pairon par jo bhi khade hote hain wahi mahaan bana karte hain wahi bade hote hain himmat hai tere saath phir mushkil hai kya baat janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho humen dekh apnon se bichhde phir bhi muskaate hain museebatein darti hain humse aansoo ghabraate hain tu dulha hum baaraat laa de haathon mein haath janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho naam likha jaaye taaron mein kaam tu karna aise tujhe dhundhti phir teri maa aayegi nahin kaise are dede ghum ko maat hum sab ki dua tere saath janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho
Janam Din Tujhko Mubarak Ho
Archana (1974)