MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsha-Bhosle
HomeAsha-Bhosle
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan yahi hai dil ki sadaa raho nazar mein sadaa ab ek pal bhi sanam kabhi na honge judaa yahi hai dil ki sadaa haaaa aaaaa aaaa raho nazar mein sadaa aaaaa aaaaa aaaa ab ek pal bhi sanam aaaaa aaaaa aaaa kabhi na honge judaa hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan dulhan banungi sajan chalungi main ban than bhare tu maang meri khilega dil ka chaman dulhan banungi sajan chalungi main ban than bhare tu maang meri khilega dil ka chaman hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan click here
hum apne ghum ko saja kar bahaar kar lenge hum apne ghum ko saja kar bahaar kar lenge tere khayaalon ko thoda sa pyaar kar lenge hum apne ghum ko kabhi to aayega tu mere dil ki raahon par kabhi to aayega tu mere dil ki raahon par tamaam umr tera intezaar kar lenge tere khayaalon ko thoda sa pyaar kar lenge hum apne ghum ko tadap tadap ke kahin ro ke raat kaatenge tadap tadap ke kahin ro ke raat kaatenge haseen chaand ko hum raazdaar kar lenge tere khayaalon ko thoda sa pyaar kar lenge hum apne ghum ko saja kar bahaar kar lenge hum apne ghum ko click here
hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you koi laata gudiya motar koi laata gudiya motor race to koi laata phirki lattu koi chabbi ka tattu aur duniya kehti happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you kitni pyari hoti hai ye bholi si umar na naukri ki chintha na roti ki phikar nanhe munhe hote hum to dete sau hukam peeche peeche daddy mummy banke naukar choclate biscuit toffee khate aur peeta duddu aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you kaise kaise nakhre karte ghar walon se hum pal mein hanste pal mein rote karte naak mein dum akkad bakkad lukka chuppi kabhi chuha chu karte din bhar hulla gulla click here
are hum bhi akele tum bhi akele duniya ka dar kya oye hum to mohabbat karega oye hum to mohabbat karega roni surat tujhse mohabbat jaa deewaane jaa oye tu kya mohabbat karega oye tu kya mohabbat karega are hum bhi akele tum bhi akele duniya ka dar kya oye hum to mohabbat karega oye hum to mohabbat karega roni surat tujhse mohabbat jaa deewaane jaa oye tu kya mohabbat karega oye tu kya mohabbat karega dekho ji dil na todo pehla pehla pyaar mera pehla pehla pyaar hai dekho ji dil na todo pehla pehla pyaar mera pehla pehla pyaar hai jaao ji rasta chhodo dil tumse bejaar mera dil tumse bejaar hai haye haye to phir main kahaan jaaun jaao jahannum mujhko kya ghum jaane meri balaa oye tu kya mohabbat karega oye tu kya mohabbat karega are hum bhi akele tum bhi akele duniya ka dar kya oye hum to mohabbat karega oye tu kya mohabbat karega karte ho dhokha humse kitne beimaan ho ji kitne beimaan ho karte ho dhokha humse kitne beimaan ho ji kitne beimaan ho jo bhi chaho wo click here
ye naa hoga nahin hoga hoga kaise mano tum agar mera kehna hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega ooooo hoooooo oooo oooo ooooo oooo hooo ooooo oooo hoooo oooo chitthi ke lifaafe pe naam kya likhenge naam chhodo poochho ke paigaam kya likhenge ho likhenge ke chitthi milte hi chale aao baaghon mein phoolon ke khilte hi chale aao chamkenge taare dil mein humare aur ban ke wo mehtaab aayega hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega waada tha tumhara doge tum ik nishaani doonga abhi to hai baaki saari zindagani jab hum na honge tab shayad ye baat ho ho sakta hai aaj hi wo pyaar bhari raat ho hain wo safar mein iss sune ghar mein ban ke mehmaan wo janab aayega hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega click here
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayamat tak khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge ye intezaar bhi ik imtihaan hota hai issi se ishq ka shola jawaan hota hai ye intezaar salaamat ho haaye ye intezaar salaamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge bichhaye shauk se sajde wafaa ki raahon mein khade hain deed ki hasrat liye nighaahon mein qubool e dil ki ibaadat ho haaye qubool e dil ki ibaadat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare khuda humari muhabbat ko kaamyaab kare jawaan sitaara e kismat ho jawaan sitaara e kismat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge click here
hum jab honge saath saal ke aur tum hogi pachpan ki bolo preet nibhaaogi na tab bhi apne bachpan ki kyaa kyaa kyaa ho ho hmm hum jab honge saath saal ke aur tum hogi pachpan ki bolo preet nibhaaogi na tab bhi apne bachpan ki hum jab honge saath saal ke aur tum hogi pachpan ki bolo preet nibhaaogi na tab bhi apne bachpan ki tum jab hoge saath saal ke aur main hongi pachpan ki preet ki jyot jalaaongi main tab bhi apne bachpan ki haan baahon ka sahara ho jab lakdi kyon hum tekenge aankh bhale dhundhali ho jaaye dil ki nazar se dekhenge haan baahon ka sahara ho jab lakdi kyon hum tekenge aankh bhale dhundhali ho jaaye dil ki nazar se dekhenge aankhon mein tum yunhi dekhana aankhon mein tum yunhi dekhana kya hai zaroorat darpan ki bolo preet nibhaaogi na tab bhi apne bachpan ki aur main hongi pachpan ki preet ki jyot jalaaongi main tab bhi apne bachpan ki roop ki ye mastani dhoop ik din to dhal jaayegi aur kismat bhi chehre pe samay ka rang mal jaayegi roop ki ye click here
hooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa hooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hoo khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi lehraake apne aap jawaan zulf khul gayi hum apni dil pasand panaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaa haaa aaaa haaa haaa o hooo hooo hmm hmm hmmm lara laaaa aaaa haaa haaa hmm hmm hmmm lala la laaaa keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne iqraar kar liya hai bahaaron ke saamne donon jahaan aaj gawaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa click here
aaaaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaaaa aa aa aa aa aa aa aa hai agar dushman hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin koi aaye aye aye aye aye koi aaye koi aaye koi aaye koi hum kisi se kum nahin kum nahin hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin hai agar dushman dushman aaaaaa aa aa aa aa aaaa aaaaaa aa aa aa aa aaaa aa aa aa aaaaaa aa aa aa aa kya kare dil ki jalan ko iss muhabbat ke chalan ko jo bhi ho jaaye ke ab to sar se bandha hai kafan to hum to deewane diljale zulm ke saaye mein pale daal kar aankhon ko tere rukhsaaron pe roz hi chalte hain hum to angaaron pe aaaaaa aa aa aaa aaaaaaa aaj hum jaise jigar waale kahaan zakhm khaaya hai tab huye hai jawaan teer ban jaaye doston ki nazar ya bane khanjar dushmano ki jubaan baithe hain tere dar pe to kuchh kar ke uthenge ya tujhko hi le jaayenge ya mar ke uthenge aaj hum jaise jigar waale kahaan zakhm click here
la la la la la la la la la la la la laa hum na hum rahen tum na tum raho hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho dekhte hi tumhen meri aankhon mein kyun ye diye jhilmilaane lage tez kyun ho gayi dil ki ye dhadkanen kyun kadam dagmgaane lage tum mile to humein jaane kya ho gaya hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho madbhari chandni dil jalaane lagi udd rahi tan se chingaariyaan meri har saans ki jal uthi aaj yoon na kahin aag hai na dhuaan jaan ye le na le ye jalan dilruba hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho chaar din ko mili umr ye pyaar ki pyaar mein doob jaayen na kyun pyaas jo click here
khayaalon par mere chhaaye huye maaloom hote ho nahin aaye magar aaye huye maaloom hote ho aaa aaaa aaa aaaaa hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge tere rangeen husn par main ho ke paagal aaaaaa thaam lunga kaanpte haathon se aanchal aaaaaaa tere rangeen husn par main ho ke paagal thaam lunga kaanpte haathon se aanchal aaaaaaa haath na aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hogi ek din bekhabar teri jawaani aaaaaa zulf ke saaye mein so jaaunga raani aaaaaaa hogi ek din bekhabar teri jawaani zulf ke saaye mein so jaaunga raani aaaaaaa na mila saaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hongi tere bin jo sooni meri raatein aaaaaa khwaab mein tumse karunga dil ki baatein aaaaaaa hongi tere bin jo click here
Hum Pyar Tumhe Karte Hai click here
hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya raah ki dhool the aasmaan pe la bithaya hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya ho aisa na kehna aise na kehna aise na kehna sanam tu hi to hai meri kismat ka sitaara ye duniya hai tufaan ek tu hi kinaara tere hi liye to hai jeena gawaara hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya raah ki dhool the aasmaan pe la bithaya bin chalaaye chale aankh to teri wo teer hai la la la la qaid karle jo dil zulf teri wo zanjeer hai bin chalaaye chale aankh to teri wo teer hai la la la la qaid karle jo dil zulf teri wo zanjeer hai tu ajanta ke yauwan ki tasveer hai naya raanjha hoon main tu nayi heer hai hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya raah ki dhool the aasmaan pe la bithaya aisa na kehna aise na kehna aise na kehna sanam tu hi to hai meri kismat ka sitaara ye duniya hai tufaan ek tu hi kinaara tere hi liye to hai jeena gawaara hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya raah click here
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai dil ki ye aawaaz hai hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam saari duniyaa mein saari duniyaa mein aisa shabaab nahin hai ye haqeeqat hai tera jawaab nahin hai kisi aur mein kahaan ye adaa kisi aur mein kahaan ye adaa tere jaisa nahin hai koi doosra hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam pehle hi din se pehle hi din se hum dil mein thaan chuke hain tere ban ke tujhe apna maan chuke hain tere saamne karen kya bayaan tere saamne karen kya bayaan umr bhar saath rehne ka ye faislaa hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai dil ki ye aawaaz hai hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam click here
jo seene mein naa dil hota toh phir hum tum pe kyun marte aan bolo naa are jo seene mein naa dil hota toh phir hum tum pe kyun marte aa mohabbat jaisa ghatiya kaam karte bhi toh kyun karte hay re hay re raj gadi ke engine ki kasam hum toh jaani pyaar karega pyaar karega pyaar are are are are are deewane abe marega nahin darega nahin darega hum toh jaani pyaar karega pyaar karega pyaar karega hum toh jaani abhi hain jawaan duniya kaa kuchh nahin hai maja chakkha pyaar nahin toh duniya mein phir bolo kya hai rakkha abhi hai jawaan duniya kaa kuchh nahin hai maja chakkha pyaar nahin toh duniya mein phir bolo kya hai rakkha rok sako toh roko humko rok sako toh roko humko hum toh nainachaar karega nahin darega nahin darega hum toh jaani pyaar karega pyaar karega pyaar karega hum toh jaani hum toh jaani pyaar karega pyaar karega pyaar karega hum toh jaani dil se dil kaa sauda karne yeh hai aaya banda maan bhi jao pyaar se achchha nahin hai koyi dhandha dil se dil kaa click here
lalalala lalalala lalalala lalalala lalalaralalalalalalalalala hum tum chale tum chale hum chale pyaar ke safar mein humsafar ban chale milke ek ho gaye manzilon pe kho gaye kaun hum tum raahi manchale hum tum chale tum chale hum chale pyaar ke safar mein humsafar ban chale milke ek ho gaye manzilon pe kho gaye kaun hum tum raahi manchale abhi hai waqt soch ke kadam uthayiye haan jaayiye humein na aap aazmaayiye abhi hai waqt soch ke kadam uthayiye ho jaayiye humein na aap aazmaayiye chalenge saath hum badi hi chaahte na laut paayenge wafa ki raahte hum chale lo gaye are manzilon pe kho gaye kaun hum tum raahi manchale hum tum chale tum chale hum chale pyaar ke safar mein humsafar ban chale milke ek ho gaye manzilon pe kho gaye kaun hum tum raahi manchale zoo zoo zoo zoo hahahahaha zoo zoo zoo zoo hahahahaha zoo zoo zoo zoo zoo zoo hahahahaha hahahaha hahahahaha hahahahaha hahahahaha hahahaha hahahaha gali gali se hum guzar rahe hain jhoom ke kali kali ka rang roop click here
aaaaaa aaaaaaaa la lala la lala la lala laaaa hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hoooo chhodo mujhe neend aayi hai jaao tum hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hoooo chhodo mujhe neend aayi hai jaao tum jhonke pawan ke khidki se jhaanke chhedo naa tum baalmaa sun le naa koi zaalimaa zaalimaa re jhonke pawan ke khidki se jhaanke chhedo naa tum baalmaa sun le naa koi zaalimaa bajne lage hai mere sang naa chum chum hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hoooo chhodo mujhe neend aayi hai jaao tum main naa sununga koi bahaana main to deewana ho gayaa tera mastaana ho gaya main naa sununga koi bahaana main to deewana ho gayaa tera mastaana ho gaya hoooo masti mein naache re jhoome jiyaa rum jhum jhumna jhumna jhumna jhumna jhumna jhumna jhumna jhum jhum jhum jhum jhum hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hoooo click here
hum tumse pyaar na karte to tum kya karte hum tumse pyaar na karte to tum kya karte tadap tadap ke jeete tadap tadap ke marte tadap tadap ke jeete tadap tadap ke marte aur hum kya karte hum tumse pyaar na karte to tum kya karte hum tumse pyaar na karte to tum kya karte aaah tadap tadap ke jeete tadap tadap ke marte tadap tadap ke jeete tadap tadap ke marte aur hum kya karte tum hamse na milte to hum tumse mil jaate tum hamse na milte to hum tumse mil jaate in phoolon ko khilna tha patjhad mein khil jaate hum ikraar na karte to tum kya karte hum ikraar na karte to tum kya karte tadap tadap ke jeete tadap tadap ke marte tadap tadap ke jeete tadap tadap ke marte aur hum kya karte jab tak bijli na chamke oo oooo jab tak bijli na chamke baadal nahin barasta hooooo saare premi takte hain ek dooje ka rasta saare premi takte hain ek dooje ka rasta par hum intzaar na karte to tum kya karte par hum intzaar na karte to tum kya karte aaahhh tadap tadap ke jeete tadap tadap ke click here
humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha naa humaar kaha haaye humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ho raaja ji haaye ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ulajh mat jaana raaja ji ulajh mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal ho raaja ji hoooooo raajaaa ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal phisal mat jaana raaja ji phisal mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji o raaja ji sautan hai kaanto waali bel o raaja ji haaye o raaja ji sautan hai kaanto waali bel lipat mat jaana raaja ji lipat mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji click here
aaaa aaaaa hmm hmm hmm hmmmm hamen haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamein haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye yeh kaisi mujhe toone di bekaraari kasak meethi meethi lagan pyaari pyaari oooo oo ooo ooo yeh kaisi mujhe toone di bekaraari kasak meethi meethi lagan pyaari pyaari mohabbat mein yeh dard sehna hai sahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamen haal e dil tumse kehna hai agar ho sake meri aankhon mein rahiye zamaane ka har jaal hans hans ke toden kabhi hum wafaon ka daaman na chhoden aaaaaa aaa aaa zamaane ka har jaal hans hans ke toden kabhi hum wafaon ka daaman na chhoden mohabbat ki maujon mein behna hai bahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamen haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye na main hosh mein hoon na dil hosh mein hai ki tu hi nigaahon ki aaghosh mein hai aaaa aaa aaa na main hosh mein hoon na dil hosh mein hai ki tu hi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hua Yun Pyaar Jawaan Jab Andhera Hota Hai (1974) 03:41 36826
 
Poster of Jab Andhera Hota Hai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Sapan Chakraborty
On Screen Actors- 
Prem Narayan, Helen
Duration : 03:41   Song Number : 36826   

Hum Apne Ghum Ko Saja Kar Madan Manjari (1961) 03:08 19978
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:08   Song Number : 19978   

Hum Bhi Agar Bachhe Hote Door Ki Awaz (1964) 05:23 13170
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Joy Mukherjee, Sayra Banu
Duration : 05:23   Song Number : 13170   

Hum Bhi Akele Salaam Memsaab (1961) 03:14 20659
 
Poster of Salaam Memsaab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:14   Song Number : 20659   

Hum Donon Mil Ke Kaagaz Pe Dil Ke Tumhari Kassam (1978) 03:57 16332
 
Poster of Tumhari Kassam (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Padmini Kapila, Navin Nischal
Duration : 03:57   Song Number : 16332   

Hum Intezaar Karenge Bahu Begum (1967) 03:35 12799
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Durga
Duration : 03:35   Song Number : 12799   

Hum Jab Honge Saath Saal Ke Kal Aaj Aur Kal (1971) 04:59 13498
 
Poster of Kal Aaj Aur Kal (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Babita, Raj Kapoor
Duration : 04:59   Song Number : 13498   

Hum Jab Simat Ke Aapki Waqt (1965) 05:33 14405
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 14405   

Hum Kisi Se Kum Nahin Hum Kisise Kum Naheen (1977) 07:43 13352
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zeenat Aman
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:43   Song Number : 13352   

Hum Na Hum Rahen Muqaddar Ka Faisla (1987) 07:01 39733
 
Poster of Muqaddar Ka Faisla (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Meenakshi Seshadri
Duration : 07:01   Song Number : 39733   

Hum Pe Dil Aaya To Bolo Do Ustad (1959) 04:44 20498
 
Poster of Do Ustad (1959)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Madhu Bala
Duration : 04:44   Song Number : 20498   

Hum Pyaar Tumhen Karte Hain Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:26 39317
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:26   Song Number : 39317   

Hum Sanam Kuchh Na The Waqt Ke Shehzade (1982) 06:43 40577
 
Poster of Waqt Ke Shehzade (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Deepak Parashar
Duration : 06:43   Song Number : 40577   

Hum Tere Bin Jee Naa Thakur Jarnail Singh (1966) 03:37 14343
 
Poster of Thakur Jarnail Singh (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 03:37   Song Number : 14343   

Hum To Jaani Pyaar Karega Baarish (1957) 03:32 12155
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Kumkum, Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 12155   

Hum Tum Chale Zameen Aasman (1972) 04:59 20912
 
Poster of Zameen Aasman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kishore Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 20912   

Hum Tum Gum Sum Raat (Duet) Humshakal (1974) 04:30 13368
 
Poster of Humshakal (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 04:30   Song Number : 13368   

Hum Tumse Pyaar Na Karte Ek Hi Bhool (1981) 05:49 39908
 
Poster of Ek Hi Bhool (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:49   Song Number : 39908   

Humaar Kaha Maano Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:31 13193
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:31   Song Number : 13193   

Humen Haal E Dil Tumse Kehna Hai 24 Ghante (1958) 03:39 37764
 
Poster of 24 Ghante (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Prem Nath, Shakeela
Duration : 03:39   Song Number : 37764   
Karaoke Songs of asha bhosle, Sad Songs of asha bhosle, Love Songs of asha bhosle, Dance Songs of asha bhosle, Hip-hop songs of asha bhosle, Best songs of asha bhosle, Super hit songs of asha bhosle, hit songs of asha bhosle, duet songs of asha bhosle, solo songs of asha bhosle, old songs of asha bhosle, famous songs of asha bhosle, Hindi Karaoke Songs of asha bhosle, Hindi Sad Songs of asha bhosle, Hindi Love Songs of asha bhosle, Hindi Dance Songs of asha bhosle, Hindi Hip-hop songs of asha bhosle, best Hindi songs of asha bhosle, super hit Hindi songs of asha bhosle, hit Hindi songs of asha bhosle, duet Hindi songs of asha bhosle, solo Hindi songs of asha bhosle, old Hindi songs of asha bhosle, famous Hindi songs of asha bhosle, Sing Along Songs of asha bhosle, Sing Along Sad Songs of asha bhosle, Sing Along Love Songs of asha bhosle, Sing Along Dance Songs of asha bhosle, Sing Along Hip-hop songs of asha bhosle, Sing Along Best songs of asha bhosle, Sing Along Super hit songs of asha bhosle, Sing Along hit songs of asha bhosle, Sing Along duet songs of asha bhosle, Sing Along solo songs of asha bhosle, Sing Along old songs of asha bhosle, Sing Along famous songs of asha bhosle