MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsha-Bhosle
HomeAsha-Bhosle
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye haseen raat ye bahar ye sama aise mein huzoor mujhko le chale kahaan baadlon se door aur bhi hai ek jahaan chalo hum dikhayen kya hai zindagi wahaan ye haseen raat ye muskurata chand ye jagmagati raat keh rahi hai gunguna ke do dilon ki baat hai gulon pe nikhar aaja chheden dil ke taar pyaar ke tarane milke gayen saath saath ho rahin hai ab dil ki dhadkanen jawaan aise mein huzoor mujhko le chale kahaan baadlon se door aur bhi hai ek jahaan chalo hum dikhayen kya hai zindagi wahaan ye haseen raat ae humsafar bata hum aa gaye kahaan kaisi ye jameen hai ye kaisa aasmaan hai tujhe kya pata ae meri jaan e jaan yahi to hai tere mere pyaar ka jahan in fizaon mein hai kuchh nasha sa meharbaan chalo kahin aur dhunden pyaar ka jahan ye haseen raat ye bahar ye sama aise mein huzoor mujhko le chale kahaan baadlon se door aur bhi hai ek jahaan chalo hum dikhayen kya hai zindagi wahaan ye haseen raat click here
ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa ye raat dhalne naa paaye hone naa paaye savera tu bhi utha lambi palken zulfon ko maine bikhera yun hi chanda tale meri naiyya chale teri baahon ka le ke sahaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa aise mile aaj saiyaan teri nazar meri aankhen dhadkan meri tera dil ho lab hon mere teri baaten dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa click here
ye kaun hai jiske aane se suraj ki kiran sharmai hai ye kaun hai jiske aane se suraj ki kiran sharmai hai ye kiske badan ke sholon ne paani mein aag lagai hai ye kiske badan ke sholon ne paani mein aag lagai hai ye kaun hai jiske aane se ye thandi pawan lahrayi hai ye kaun hai jiske aane se ye thandi pawan lahrayi hai ye kiske machalte geeton ne maujon ko tadap sikhlaai hai ye kiske machalte geeton ne maujon ko tadap sikhlaai hai ye kiski nasheeli zulfon ki parchhai padi hai lahron par ye kiski nasheeli zulfon ki parchhai padi hai lahron par aakash pe ek badal bhi nahin nadiya mein ghata ghir aayi hai aakash pe ek badal bhi nahin nadiya mein ghata ghir aayi hai ah ha ha ah ha ha ha oh ho ho oh ho ho ho ho ah ha ha ah ha ha ha oh ho ho ho oh ho ho ho ho ye kaun khada hai maujon mein toofan liye armanon ka ye kaun khada hai maujon mein toofan liye armanon ka hai laaj se dil paani paani ye kiss se nazar takrayi hai hai laaj se dil paani paani ye kiss se nazar takrayi click here
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa ye kaun thak ke so raha ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein ye phool hai paraag hai ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein jagao mat isse ke phir sulag uthengi chingiyaan jagao mat isse ke phir sulag uthengi chingiyaan garaj uthengi badliyaan laraj uthengi bijliyaan garaj uthengi badliyaan laraj uthengi bijliyaan thakaan khone do isse sapan pirone do isse ye muflison ka taaj hai ye desh ka suhaag hai ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein na ghoom ae zameen tu na rang badal o aasmaan na ghoom ae zameen tu na rang badal o aasmaan bahot dinon pe hai bana ke bijliyon mein aashiyaan bahot dinon pe hai bana ke bijliyon mein aashiyaan nazar isse lage nahin hawa isse chhue nahin ye soz hai ye saaz hai ye baagbaan ye baag hai ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein aaa aaa aaa aaa aaaa aaa aaa aaaa hmmmm hmmm hmmm click here
ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan haaye ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa haaa hooooo hooo hoooo aaaaa haaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa haaaaa haaaa oooo hoooo ooooo hooo hooo hooo hooo hoooo ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye hain baraf ke dher yaa sang e marmar banaa le naa kyun apni jannat yahaan ye khaamoshiyaan aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ye tanhaaiyaan aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan ye unche pahaadon ke magroor saaye ye kehte hain insaan nazar to milaaye ye kehte hain insaan nazar to milaaye farishten bhi hai iss jagah bezubaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan naa parda hai koi naa hai koi chilman jahaan paaun rakh den hai click here
ye kya jagah hai doston ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan had e nigaah tak jahaan gubaar hi gubaar hai gubaar hi gubaar hai ye kya jagah hai doston ye kis maqaam par hayaat ye kis maqaam par hayaat mujhko le ke aa gayi mujhko le ke aa gayi naa bas khushi pe hain jahaan naa bas khushi pe hain jahaan naa ghum pe ikhtiyaar hai naa ghum pe ikhtiyaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai tamaam umr ka hisaab tamaam umr ka hisaab maangti hai zindagi maangti hai zindagi ye mera dil kahe to kya ye mera dil kahe to kya ke khud se sharmsaar hai ke khud se sharmsaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai bulaa raha hai kaun bulaa raha hai kaun mujhko chilmano ke uss taraf mere liye bhi kya koi mere liye bhi kya koi udaas beqaraar hai udaas beqaraar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan gubaar hi click here
ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune sun re piya kaisa jeeya nazron ka paimaana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun sun mere dil sapnon mein mil dard hua deewana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya pehle tha zamaana pheeka ab laage click here
hey parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pa pap pap parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pap papaaaaa main akela raat ka mela tu kahaan se aayi aise mein tu bhool ke rasta mujh se aa takraayi ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye hey aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye chaabi se ye chale chaabi se ye ruke chaabi se ye hanse rooth jaaye hai kaanch ki ye gudiyaa kaagaz ki ye pudiyaa kisi shaitaan ki naani lagti hai parap parap pa pa ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai hum akele raat ke mele tu kahaan se aaya aise mein tu bhool ke rasta humse aa takraaya are re re re re ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi modal purana lagta hai ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi click here
ae zindagi ye lamha jee lene de ho o pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de maasoom si hansi bevaja hi kabhi honton pe khil jaati hai anjaan si khushi behti hui kabhi saahil pe mil jaati hai ye anjaana sa darr ajnabi hai magar khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de dil hi mein rehta hai aankhon mein behta hai kaccha sa ik khaab hai lagta sawaal hai shaayad jawaab hai dil phir bhi betaab hai ye sukoon hai to hai ye junoon hai to hai khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de hoo pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch ho likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de click here
ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka kisi ki nighahon mein muhabbat ki raahon mein khoya gaya hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki ye bheegi fizaayen suhaana samaan koi le ke dil chhup gaya hai kahaan chale aayenge ye zameen aasmaan bula ke to dekhen kisi ki zubaan muhabbat ke dil mein shamma jab jali hai aayega aayega parwana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki mere dil ke armaan jagaavo nahin muhabbat ki baaten banaavo nahin ye keh ke mera dil dukhaao nahin hansi pyaar ki tum udaao nahin asar kar gayi hain ye baaten teri sunn ke hua hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki click here
hey saabaa hey saabaa hey saabaa uu saabaa ye naina yaad hain piyaa ke bhool gaye ye naina yaad hain piyaa ke bhool gaye in mein dekho to kiski tasveer hai aage meri taqdeer hai aaja re aa aa aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan ye naina yaad hain piyaa ke bhool gaye dekho ae dilrubaa mere haathon pe aaj bhi hain nishaan tumhaare honton ke ho o o dekho ae dilrubaa mere haathon pe aaj bhi hain nishaan tumhaare honton ke haathon mein dekho to kiski ye tasveer hai aage meri taqdeer hai aaja re aa aa aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan hey saabaa hey saabaa hey saabaa uu saabaa ho ke tumse judaa aur kyaa hona uth raha hai dhuan badan se dekho na ho o o ho ke tumse judaa aur kyaa hona uth raha hai dhuan badan se dekho na dhuen mein dekho to kiski ye tasveer hai aage meri taqdeer hai aaja re aa aa aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa click here
ye raat aashiqaana chhaya sama suhaana nazren milaane waale dil bhi zara milaana zulfen hasin ghataayen aankhen sharaab khaana tujhse nazar mili kya dil ho gaya deewaana ye raat aashiqaana chhaya sama suhaana nazren milaane waale dil bhi zara milaana zulfen hasin ghataayen aankhen sharaab khaana tujhse nazar mili kya dil ho gaya deewaana tere liye hai aaja palkon ke ye ishaare honthon ki mast kaliyaan aankhon ke shokh taare chhaaya hua nasha hai apni kise khabar hai kya jaane main kahaan hoon kya jaane dil kidhar hai tere liye hai aaja palkon ke ye ishaare honthon ki mast kaliyaan aankhon ke shokh taare chhaaya hua nasha hai apni kise khabar hai kya jaane main kahaan hoon kya jaane dil kidhar hai kuchh keh raha hai tujhse ye dilruba zamaana nazren milaane waale dil bhi zara milaana zulfen hasin ghataayen aankhen sharaab khaana tujhse nazar mili kya dil ho gaya deewaana behke huye kadam hain behki huyi fiza hai dil ka har ek armaan tujhko pukaarta hai dil mein tujhe click here
ye raat ye fizaayen phir aayen yaa naa aayen aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen hmm hmm hmm hmm hmm phir aayen yaa naa aayen aaaa aaaa aaaa aaaa aao shamma bhujhaa ke hooo oooo ooo oooo hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aaaa haaaa phir aayen yaa naa aayen oooo hooooo aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye narm si khaamoshi ye reshami andhera kehta hai zulf kholo ruk jaayega saveraa jugnu se mil ke chamke taare se jhilmilaaye aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa aa aa bheegi huyi hawaa hai ab raat dhal rahi hai aise mein do dilon ki ik shamma jal rahi hai ye pyaar ka ujaala mil ke amar banaaye aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen click here
ye rang bhare baadal ye udta hua aanchal kehta hai ishaaron se mausam hai bahaaron ka aa door kahin chal ye rang bhare baadal ye udta hua aanchal kehta hai ishaaron se mausam hai bahaaron ka aa door kahin chal ye rang bhare baadal tere ye hansi andaaz sanam deewaana bana kar chhodenge tere ye hansi andaaz sanam deewaana bana kar chhodenge ye soch liya tha pehle hi tumhen apna bana kar chhodenge ab raahe zindagi ki ho jaayegi sahar ab raahe zindagi ki ho jaayegi sahar aaaa ye rang bhare baadal ye udta hua aanchal kehta hai ishaaron se mausam hai bahaaron ka aa door kahin chal ye rang bhare baadal ye hansta hua rangeen sama kahin beet na jaaye baaton mein ye hansta hua rangeen sama kahin beet na jaaye baaton mein aye jaane wafa takdeer meri hai aaj se tere haathon mein toote na zindagi bhar khwabon ka ye mahel toote na zindagi bhar khwabon ka ye mahel ye rang bhare baadal ye udta hua aanchal kehta hai isharon se mausam hai bahaaron ka aa door kahin chal ye rang bhare click here
ae ae ae ae ae ae ae ae yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai aao keh dein aaj dil mein jo bhi tere mere raaz hain yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai aaj wo jalwon ke rang machal ke chhalka doon chhodiye hangaama chalta rahe na halka ho o hum bhi to dekhen teri adaayen kya tera andaaz hai aao keh dein aaj dil mein jo bhi tere mere raaz hain hey yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai chahiye kya usko jisko kisi ka pyaar mile yaar ki albeli do baahon ka haar mile ho jab se mila hai yeh pyaar tera khud par mujhe naaz hai aao keh dein aaj dil mein jo bhi tere mere raaz hain hey yeh range mehfil behke huye dil nagma hai aur saaz hai click here
la la ra la la la la ra la aa aaaa ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil nazar se nazar ki mulaqat dekhi adaaon ke teeron ki barsaat dekhi ho bahut dekhe hamne dil dene waale magar tujh mein zaalim nayi baat dekhi dekh kar umr bhar ki khushi mil gayi ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil kisi se kabhi pyaar kar ke to dekho kisi husn waale pe mar ke to dekho ho toofaan ke daman mein lakhon kinare ye sholon ka dariya guzarte to dekho ik nayi bekhudi ik nayi roshni ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil click here
ye re ghanaa ye re ghanaa naahu ghal majha manaaaa ye re ghanaa ye re ghanaa ye re ghanaa ye re ghanaa naahu ghal majha manaaaa ye re ghanaa ye re ghanaa fule maajhi alumaalu vaara baaghe churgaluu fule maajhi alumaalu vaara baaghe churgaluu nako nako mhantaana nako nako mhantaana gandh gelaa ranavaana ye re ghanaa ye re ghanaa ye re ghanaa naahu ghal majha manaaaa ye re ghanaa ye re ghanaa takuniyaa ghardaar nachnaar nachnaar takuniyaa ghardaar nachnaar nachnaar nako nako mhantaana nako nako mhantaana manmor bhar raana ye re ghanaa ye re ghanaa ye re ghanaa naahu ghal majha manaaaa ye re ghanaa ye re ghanaa nako nako kiti mhanu vajnaar dur venu nako nako kiti mhanu vajnaar dur venu bolaavato sosatyaacha vaara malaa raspaana vaara malaa raspaana ye re ghanaa ye re ghanaa ye re ghanaa naahu ghal majha manaaaa ye re ghanaa ye re ghanaa ye re ghanaa ye re ghanaa ye re ghanaa ye re ghanaa click here
Yeh Silsila Pyar Se click here
aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara ungali mein meri anguthi tumhari chamka meri kismat ka tara ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara duniya mein meri tum aa gaye ho aankhon mein meri tum chha gaye ho duniya mein meri tum aa gaye ho aankhon mein meri tum chha gaye ho meri ummidon ki duniya ko tumne kya kya nikhara kya kya sanvara ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara kaisa jagaya mohabbat ka jaadu dil pe bhi apne nahin ab to kaabu kaisa jagaya mohabbat ka jaadu dil pe bhi apne nahin ab to kaabu kaisi ajab hai mohabbat ki baazi dil tha hamara ab hai tumhara ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara nazaron se paigaam dete hi rehna iss dil ko aaram dete hi rehna nazaron se paigaam dete hi rehna iss dil ko aaram dete hi rehna meri khushi ka chaman maangta hai tabassum tumhara ishaara tumhara ye tohfa tumhare pyaar ka dil click here
lagi hai aag si har mauj ki rawaani mein machal rahi hai koi naazni paani mein ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga chham se bahar aayi jaan e wafa aaj tere saath tere saath pyaar le angdaai chhaya nasha tham mera haath mera haath door na jana kar ke bahaana mere sanam tu mere sanam tu ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga ban ke lehar jhoome aaj mera pyaar tere saath tere saath zulf teri choome kaali ghata jaise mere saath mere saath bhool na jaana dil ka fasana mere sanam tu mere sanam tu ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga udta hua aanchal leke hawa dole mere saath mere saath dil mein machi halchal jaan e ada bol koi baat koi baat tod na jaana dil ye diwaana mere sanam tu click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Haseen Raat Girls Hostel (1962) 03:27 37979
 
Poster of Girls Hostel (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:27   Song Number : 37979   

Ye Hawaa Ye Nadi Ka Kinaraa Ghar Sansar (1958) 03:33 16242
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kumkum
Duration : 03:33   Song Number : 16242   

Ye Kaun Hai Jiske Aurat (1967) 03:43 36358
 
Poster of Aurat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Padmini Kolhapure
Duration : 03:43   Song Number : 36358   

Ye Kaun Thak Ke So Raha Tu Hi Meri Zindagi (1965) 06:18 37753
 
Poster of Tu Hi Meri Zindagi (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Rono Deb Mukherjee
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 06:18   Song Number : 37753   

Ye Khamoshiyan Ye Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 05:39 14430
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Leela Naayadu
Duration : 05:39   Song Number : 14430   

Ye Kya Jagah Hai Umrao Jaan (1981) 06:17 14380
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:17   Song Number : 14380   

Ye Kya Kar Daala Tune Howrah Bridge (1958) 04:53 21473
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:53   Song Number : 21473   

Ye Ladki Zara Si Dewaani Love Story (1981) 05:14 13628
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:14   Song Number : 13628   

Ye Lamha Filhaal Jee Lene De Filhaal (2002) 05:30 21447
 
Poster of Filhaal (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sushmita Sen
Duration : 05:30   Song Number : 21447   

Ye Mehfil Sitaaron Ki Arab Ka Saudagar (1956) 03:11 16203
 
Poster of Arab Ka Saudagar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shashikala
Duration : 03:11   Song Number : 16203   

Ye Naina Yaad Hain Manzil Manzil (1984) 07:30 13688
 
Poster of Manzil Manzil (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Dimple Kapadia
Duration : 07:30   Song Number : 13688   

Ye Raat Aashiqaana Naya Andaz (1956) 03:27 39196
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:27   Song Number : 39196   

Ye Raat Ye Fizayen Batwara (1961) 03:40 11899
 
Poster of Batwara (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S Madan
On Screen Actors- 
Jawahar Kaul, Zabeen
Duration : 03:40   Song Number : 11899   

Ye Rang Bhare Baadal Tu Nahin Aur Sahi (1960) 03:56 19851
 
Poster of Tu Nahin Aur Sahi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:56   Song Number : 19851   

Ye Range Mehfil Shaukeen (1982) 03:48 40851
 
Poster of Shaukeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:48   Song Number : 40851   

Ye Rangeen Mehfil Shikari (1963) 04:26 14245
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:26   Song Number : 14245   

Ye Re Ghana Asha Bhosle 03:39 29197
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Marathi
Lyricist
Aarti Prabhu
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Bhosle
Duration : 03:39   Song Number : 29197   

Ye Silsila Pyaar Se Zehreela Insaan (1974) 04:41 40922
 
Poster of Zehreela Insaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Kapoor
Duration : 04:41   Song Number : 40922   

Ye Tohfa Tumhare Pyaar Nai Roshni (1967) 04:13 13822
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 04:13   Song Number : 13822   

Ye Tune Kya Kaha Kaha Hoga Insaaf (1966) 04:04 32835
 
Poster of Insaaf (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Akhtar Rahmani
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor
Duration : 04:04   Song Number : 32835   
Karaoke Songs of asha bhosle, Sad Songs of asha bhosle, Love Songs of asha bhosle, Dance Songs of asha bhosle, Hip-hop songs of asha bhosle, Best songs of asha bhosle, Super hit songs of asha bhosle, hit songs of asha bhosle, duet songs of asha bhosle, solo songs of asha bhosle, old songs of asha bhosle, famous songs of asha bhosle, Hindi Karaoke Songs of asha bhosle, Hindi Sad Songs of asha bhosle, Hindi Love Songs of asha bhosle, Hindi Dance Songs of asha bhosle, Hindi Hip-hop songs of asha bhosle, best Hindi songs of asha bhosle, super hit Hindi songs of asha bhosle, hit Hindi songs of asha bhosle, duet Hindi songs of asha bhosle, solo Hindi songs of asha bhosle, old Hindi songs of asha bhosle, famous Hindi songs of asha bhosle, Sing Along Songs of asha bhosle, Sing Along Sad Songs of asha bhosle, Sing Along Love Songs of asha bhosle, Sing Along Dance Songs of asha bhosle, Sing Along Hip-hop songs of asha bhosle, Sing Along Best songs of asha bhosle, Sing Along Super hit songs of asha bhosle, Sing Along hit songs of asha bhosle, Sing Along duet songs of asha bhosle, Sing Along solo songs of asha bhosle, Sing Along old songs of asha bhosle, Sing Along famous songs of asha bhosle