Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShailendra
HomeShailendra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha amaanaten main pyaar ki gaya tha jisko saunp kar wo mere dost tum hi the tum hi to the jo zindagi ki raah mein bane the mere humsafar wo mere dost tum hi the tum hi to the saare bhed khul gaye raazdaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha gale lagi seham seham bhare gale se boltin wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi safar ke waqt mein falak pe motiyon ko tolti wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi nashe ki raat dhal gayi ab khumaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha wafaa ka le ke naam jo dhadak rahe the har ghadi wo mere nek nek din tumhin to ho jo muskuraa ke reh gaye zehar ki jab suyi gadi wo mere nek nek din tumhin to ho ab kisi ka mere din intezaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost
dua kar gham e dil khudaa se duaaa karrrrrrrrrr wafaaon ka majboor daaman bichhaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar jo bijali chamakti hai unke mehal par wo kar le tasalli mera ghar jala kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar salaamat rahe tu meri jaan jaaye salaamat rahe tu meri jaan jaaye mujhe iss bahaane se hi maut aaye karungi main kya chand saansen bachaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar main kya doon tujhe mera sab loot chuka hai duaa ke siwaa mere paas aur kya hai main kya doon tujhe mera sab loot chuka hai duaa ke siwaa mere paas aur kya hai garibon ka ek aasraa e khudaa hai garibon ka ek aasraa e khudaa hai magar meri tujhse yahi iltezaa hai naa dil todna dil ki duniyaa basaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar wafaaon ka majboor daaman bichhaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar
dum bhar jo udhar munh phere dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dil karta hai pyaar ke sajde dil karta hai pyaar ke sajde aur main bhi unke saath chaand ko chanda roz hi dekhe meri pehli raat hoo meri pehli raat baadal mein ab chhup jaa re o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo idhar munh phere dum bhar jo idhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga main chor hoon kaam hai chori main chor hoon kaam hai chori duniya mein hoon badnaam dil ko churata aaya hoon main ye hi mera kaam hoo ye hi mera kaam aana tu gawahi dene o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga dil ko chura ke kho mat jaana dil ko chura ke kho mat jaana raah na jaana bhool in kadmon se kuchal na dena mere dil ka phool hoo mere dil ka phool ye baat unhe samjha
duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo insaan ke dost ban kar insaan se pyaar kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo insaan ke dost ban kar insaan se pyaar kar lo around the world in eight dollers around the world in eight dollers around the world in eight dollers around the world in eight dollers los anglis bhadkila jahaan hollywood hai rangeela dekho desiny land mein aa kar pariyon ka desh dharti par los anglis bhadkila jahaan hollywood hai rangeela dekho desiny land mein aa kar pariyon ka desh dharti par duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo insaan ke dost ban kar insaan se pyaar kar lo around the world in eight dollers around the world in eight dollers around the world in eight dollers around the world in eight dollers hum aman chaahne waale hum pyaar pe marne waale ik baat kahenge sab se nafrat ko mita do jag se insaan ke haath ka
aaaaaaaaa da re naaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa duniyaa naa bhaaye mohe ab to bulaa le duniyaa naa bhaaye mohe ab to bulaa le charnon mein charnon mein tere charnon mein charnon mein duniyaa naa bhaaye mohe ab to bulaa le duniyaa naa bhaaye mohe ab to bulaa le charnon mein charnon mein tere charnon mein charnon mein mere geet mere sang sahaare mere geet mere sang sahaare koi naa mera sansaar mein koi naa mera sansaar mein dil ke ye tukdeeeee dil ke ye tukde kaise bech doon duniyaa ke baazar mein duniyaa ke baazar mein mann ke ye moti rakhiyo tu sambhaale mann ke ye moti rakhiyo tu sambhaale charnon mein charnon mein tere charnon mein charnon mein saat suron ke saaton saagar saat suron ke saaton saagar mann ki umango se jaage mann ki umango se jaage tu hi bataaaaaaa tu hi bataa
duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door wo pyaar ka jahaan hai har dil pe meharbaan hai kuchh aur wo zameen hai kuchh aur aasmaan hai naa zulm kaa nishaan hai naa ghum ki daastaan hai har koi jisko samjhe wo pyaar ki jubaan hai duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door haathon mein haath daale khud ko bhi naa sambhaale niklenge hum jidhar se ho jaayenge ujaale chanda kahega hans kar seene pe haath rakh kar wo jaa rahe hain dekho do pyaar karne waale duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door duniyaawaalon se door jalne waalon se door aa jaa aa jaa chale kahin door kahin door kahin door hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya kaali naagin si ghiri raina kajraari sehmi sehmi si hai ye nagri humaari kaali naagin si ghiri raina kajraari sehmi sehmi si hai ye nagri humaari de ke aawaaz thakaaaaa oooooo oooooo de ke aawaaz thaka mann dukhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya phir wohi raat kathin chhup gaye taare phir wohi raat kathin chhup gaye taare abhi se bujhne lage deep humaare door badi door saveraaaa door badi door ujaalaaa door badi door savera door badi door ujaala door hai aashaaon ka phool kinara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na ruka chhaaya andhiyaara aaj bhi naav na aayi aaya na khewanhaara ek din aur gaya haaye roke na
ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen raat ko chhup chhup ke milna duniyan samjhe paap re ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen ye mad mast jawani hai ye mad mast jawani hai tere liye ye deewani hai doob ja iss ghehraayi mein doob ja iss ghehraayi mein dekhein kitna paani hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen kyun tu mujhe thukraata hai kyun tu mujhe thukraata hai mujhse nazar kyun churaata hai loot le duniya teri hai loot le duniya teri hai pyaar se kyun ghabraata hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen
ek nazar kisi ne dekha aur dil hua deewaana hai baat bas itni si aur ban gaya afsaana ek nazar kisi ne dekha aur dil hua deewaana hai baat bas itni si aur ban gaya afsaana chori chori bagiya mein aayi jo bahaar kaliyon ki ankhiyon se chhalka khumaar chori chori bagiya mein aayi jo bahaar kaliyon ki ankhiyon se chhalka khumaar chhup chhup kisi se nazar huyi chaar koi dil jeet gaya koi gaya haar man mere jhoom taaron ko choom aaya tera zamaana ek nazar kisi ne dekha aur dil hua deewaana hai baat bas itni si aur ban gaya afsaana baaje mora bichhua to mast chaloon chaal dhak dhak dil mera deta jaaye taal baaje mora bichhua to mast chaloon chaal dhak dhak dil mera deta jaaye taal udde hai chunar jaise shaayar ka khayaal jaane kaise jaadu leke aaya hai ye saal aankhen churaaun chhup chhup ke gaaun main ek naya taraana ek nazar kisi ne dekha aur dil hua deewaana hai baat bas itni si aur ban gaya afsaana nayi nayi duniya hai main hoon anjaan abhi abhi kisi se huyi hai
ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo har sawaal ka sawaal hi jawaab ho ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo har sawaal ka sawaal hi jawaab ho ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo pyaar ki belaa saath sajan ka phir kyon dil ghabaraaye nayhar se ghar jaati dulhan kyon naina chhalakaaye hain maalum ki jaana hoga duniya ek saraay phir kyon jaate waqt musaafir roye aur rulaaye ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo har sawaal ka sawaal hi jawaab ho ek sawaal main karoon ek sawaal tum karo ga ga ga re sa re sa sa sa gaa pa pa pa ni dha dha sa ni re sa ni pa ma pa ga ga ga ga re sa re sa sa sa gaa pa pa pa ni dha dha sa ni re sa ni ma pa ga chaand ke maathe daag hai phir kyon chaand ko laaj na aaye uska ghatta badhataa cheharaa kyun sundar kehlaaye kaajal se naino ki shobha kyon duguni ho jaaye gore gore gaal pe kaalaa til kyon mann ko bhaaye ek sawaal main karoon ek sawaal tum
Ek Sitara Hai Akash Mein
aaaaa aaaaa ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani aaaaaa aaaaaa ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo oooooo oooo the wo bachpan ke saathi ek duje ke deewaane khela karte the milkar milkar gaate the gaane aaaa aaaaa milkar gaate the gaane din the wo ujle raatein suhaani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani wo ude baadlon ke sang wo indra dhanush pe jhoole pariyon ke desh mein pahunche wo is duniya ko bhoole aaaaaaaa wo is duniya ko bhoole baat hai kal ki par hai puraani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo oooooo oooo ik din donon ne mil kar kaagaz ki naav banaayi wo naav bahi dam bhar ko phir zor ki aandhi aayi aaaaa aaaaa phir zor ki aandhi aayi naav to kho gayi beh gaya paani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo ek tha raaja ek thi raani
gaata rahe mera dil tu hi meri manzil gaata rahe mera dil tu hi meri manzil haai kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil tu hi meri manzil haai kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil pyaar karne waale arre pyaar hi karenge jalne waale chaahe jal jal marenge pyaar karne waale arre pyaar hi karenge jalne waale chaahe jal jal marenge milke jo dhadke hain do dil har dum ye kahenge kahin beete na kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil tu hi meri manzil o mere hum raahi meri baanh thame chalna badle duniya saari tum na badalna o mere hum raahi meri baanh thame chalna badle duniya saari tum na badalna pyaar humein bhi sikhla dega gardish mein sambhalna kahin beete na kahin beete na ye raatein kahin beete na ye din gaata rahe mera dil tu hi meri manzil dooriyan ab kaisi are shaam ja rahi hai
gagan ke chanda na poochh humse kahaan hoon main dil mera kahaan hai gagan ke chanda na poochh humse kahaan hoon main dil mera kahaan hai kisi ki chahat mein kho gaye hum na apna dil hai na apni jaan hai gagan ke chanda nazar se nazar milke sharma rahi hai har ek raaz jhuk kar kahe ja rahi hai nazar se nazar milke sharma rahi hai har ek raaz jhuk kar kahe ja rahi hai ghadi ye mohabbat ke ikraar ki hai rut pyaar ki hai ye shab pyaar ki hai shab pyaar ki hai kisi ke roke nahin rukega ki ye bahaaron ka caarwaan hai gagan ke chanda na poochh humse kahaan hoon main dil mera kahaan hai gagan ke chanda kise hai khabar hum kidhar ja rahe hain bas ek dusre ke kareeb aa rahe hain kise hai khabar hum kidhar ja rahe hain bas ek dusre ke kareeb aa rahe hain mohabbat ke jo geet hum gaa rahe hain wahi aaj taare bhi dohra rahe hain dohra rahe hain jawaan hai dil bhi wahi jawaan hai jawaan zameen aasamaan jawaan hai gagan ke chanda na poochh humse kahaan hoon main dil mera kahaan
ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke saari umar ke badle maine maangi thi ye shaam aaj yahin kho jaaungi main unki baahen thaam re unki baahen thaam pyaar mila aanchal bhar ke dil dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke aaj papihe tu chup rehna main bhi hoon chup chaap dil ki baat samajh lenge saanwariya apne aap re saanwariya apne aap dekh zara dheeraj dhar ke dil dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke
ghar aaja ghir aaye badraa saanwariya ghar aaja ghir aaye badraa saanwariya mora jiyaa dhak dhak re chamke bijuriya ghar aaja ghir aaye suna suna ghar mohe dasne ko aaye re suna suna ghar mohe dasne ko aaye re khidki pe baithi baithi saari rain jaaye re tap tap sunat main to bhayi re baawariya ghar aaja ghir aaye kasmas jiara kasak mori suni re kasmas jiara kasak mori suni re piyasi piyasi akhiyon ki galiyaa hai suni re jaane mohe laagi kis bairan ki nazariya ghar aaja ghir aaye badraa saanwariya mora jiyaa dhak dhak re chamke bijuriya ghar aaja ghir aaye
ghar aaya mera pardesi pyaas bhujhi meri ankhiyan ki tu mere mann ka moti hai inn naiynan ki jyoti hai yaad hai mere bachpan ki ghar aaya mera pardesi ab dil tod ke mat jaana roti chhod ke mat jaana kasam tujhe mere ansuwan ki ghar aaya mera pardesi
hmmm hmmm hmmmm aaaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaaaaa aaaaaaaaaa hmmm hmmmm hmmm ghayal hiraniya main ban ban dolun ghayal hiraniya main ban ban dolun kiska laga baan kiska laga baan mukh se na bolun ghayal hiraniya mud ke jo dekhun to bachpan bulaaye bulaaye eeeee mud ke jo dekhun to bachpan bulaaye palkon mein lekin koi muskuraaye jee ko dukhaun ke pee sang ho loon ghayal hiraniya main ban ban dolun aa aa aa aa ho ho ho ho mm mm mm mm la la la laa pa pa ni pa pa sa pa pa re ma dha pa sa dha re ma pa sa sa sa sa sa ga re sa ga re sa ga re ma ga re sa ni dha pa ma ga ga re sa ni dha pa ma ga re ma dha ni sa ga re sa aaaa aaaa jab se ye naina balam sang laage ye naina balam sang laage jab se ye naina balam sang laage dukh sukh mere man mein ik sang jaage pal mein hansun pal mein naina bhigo loon ghayal hiraniya main ban ban dolun kiska laga baan kiska laga baan mukh se na bolun ghayal hiraniya gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha gha ghayal hiraniya ban ban
ghum ki badli mein chamakta ik sitaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai ghum ki badli mein chamakta ik sitaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai hum se gairon ka nahin apna sahaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai gardishon se haar kar oh baithne waale gardishon se haar kar oh baithne waale khud ko khabar kya apne pairon mein bhi hain chhaale khud ko khabar kya apne pairon mein bhi hain chhaale par nahin rukte ke manzil ne pukaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai ye kadam aise jo saagar kaat dete hain ye wo iraade hain jo parvat kaat dete hain karz in haathon ne dharti par utaara hai sach yayi gaata hai dil kab tak andhera hai raat ke uss paar lekin phir savera hai har samander ka kahin par toh kinaara hai kal humaara hai kal humaara hai kal humaara hai kal humaara hai
gori tere natkhat nainaa waar karen chhup jaayen saiyaan tere ras bhare bainaa saari saari rain jagaayen gori tere natkhat nainaa waar karen chhup jaayen chup chup mera tan man phoonke kisne ye meethi aag laga di prem lagan bin jeena kaisa preet ne jeewan reet sikha di premi man albele aag se aag bujhayen saiyaan tere ras bhare bainaa saari saari rain jagaayen gori tere natkhat nainaa waar karen chhup jaayen jis path se tu panghat jaaye uspe main apne nain bichha doon jis sapne mein tu aa jaaye uspe main saari umar luta doon tum sang uljhe nainaa ab kaise suljhayen ab aankhon mein tum hi tum ho tum bin saajan kal nahin paaun dil to chahe tujhko chura kar jag se door kahin le jaaun kab tak dheer dharen hum kab tak preet chhupaayen gori tere natkhat nainaa waar karen chhup jaayen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dost Dost Naa Raha Sangam (1964) 05:47 20403
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 20403   

Dua Kar Gham E Dil Se Anarkali (1953) 03:42 12678
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:42   Song Number : 12678   

Dum Bhar Jo Udhar Munh Phere Awara (1951) 04:36 20311
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:36   Song Number : 20311   

Duniya Ki Sair Kar Lo Around The World (1967) 06:20 20419
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rajshree
Duration : 06:20   Song Number : 20419   

Duniyaa Naa Bhaaye Mohe Basant Bahar (1956) 06:01 12855
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Todi
Duration : 06:01   Song Number : 12855   

Duniyaawaalon Se Door Ujala (1959) 03:21 12112
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Duration : 03:21   Song Number : 12112   

Ek Din Aur Gaya Door Ka Rahi (1971) 05:17 38879
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Manna Dey
Duration : 05:17   Song Number : 38879   

Ek Do Teen Awara (1951) 02:50 32787
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 02:50   Song Number : 32787   

Ek Nazar Kisi Ne Dekha Rangoli (1962) 03:36 37125
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Durga
Duration : 03:36   Song Number : 37125   

Ek Sawaal Main Karoon Sasural (1961) 06:05 14155
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, B Saroja Devi
Duration : 06:05   Song Number : 14155   

Ek Sitaara Hai Akaash Mein Nagina (1951) 02:29 37660
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:29   Song Number : 37660   

Ek Tha Raaja Ek Thi Raani Hariyali Aur Rasta (1962) 04:51 18080
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:51   Song Number : 18080   

Gaata Rahe Mera Dil Guide (1965) 05:08 20458
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 05:08   Song Number : 20458   

Gagan Ke Chanda Na Poochh Humse Apne Huye Paraye (1964) 05:28 40817
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shashikala
Duration : 05:28   Song Number : 40817   

Ghadi Ghadi Mora Dil Madhumati (1958) 03:09 13642
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:09   Song Number : 13642   

Ghar Aaja Ghir Aaye Chhote Nawab (1961) 03:39 12985
 
Poster of Chhote Nawab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amita
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:39   Song Number : 12985   

Ghar Aaya Mera Pardesi Awara (1951) 02:12 20476
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:12   Song Number : 20476   

Ghayal Hiraniya Munimji (1955) 04:29 39199
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:29   Song Number : 39199   

Ghum Ki Badli Kal Hamara Hai (1959) 04:34 37178
 
Poster of Kal Hamara Hai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 04:34   Song Number : 37178   

Gori Tere Natkhat Naina Hum Bhi Insaan Hain (1959) 03:25 11979
 
Poster of Hum Bhi Insaan Hain (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Hemant Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 11979   
Karaoke Songs of shailendra, Sad Songs of shailendra, Love Songs of shailendra, Dance Songs of shailendra, Hip-hop songs of shailendra, Best songs of shailendra, Super hit songs of shailendra, hit songs of shailendra, duet songs of shailendra, solo songs of shailendra, old songs of shailendra, famous songs of shailendra, Hindi Karaoke Songs of shailendra, Hindi Sad Songs of shailendra, Hindi Love Songs of shailendra, Hindi Dance Songs of shailendra, Hindi Hip-hop songs of shailendra, best Hindi songs of shailendra, super hit Hindi songs of shailendra, hit Hindi songs of shailendra, duet Hindi songs of shailendra, solo Hindi songs of shailendra, old Hindi songs of shailendra, famous Hindi songs of shailendra, Sing Along Songs of shailendra, Sing Along Sad Songs of shailendra, Sing Along Love Songs of shailendra, Sing Along Dance Songs of shailendra, Sing Along Hip-hop songs of shailendra, Sing Along Best songs of shailendra, Sing Along Super hit songs of shailendra, Sing Along hit songs of shailendra, Sing Along duet songs of shailendra, Sing Along solo songs of shailendra, Sing Along old songs of shailendra, Sing Along famous songs of shailendra