dua kar gham e dil khudaa se duaaa karrrrrrrrrr wafaaon ka majboor daaman bichhaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar jo bijali chamakti hai unke mehal par wo kar le tasalli mera ghar jala kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar salaamat rahe tu meri jaan jaaye salaamat rahe tu meri jaan jaaye mujhe iss bahaane se hi maut aaye karungi main kya chand saansen bachaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar main kya doon tujhe mera sab loot chuka hai duaa ke siwaa mere paas aur kya hai main kya doon tujhe mera sab loot chuka hai duaa ke siwaa mere paas aur kya hai garibon ka ek aasraa e khudaa hai garibon ka ek aasraa e khudaa hai magar meri tujhse yahi iltezaa hai naa dil todna dil ki duniyaa basaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar wafaaon ka majboor daaman bichhaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar
Dua Kar Gham E Dil Se
Anarkali (1953)