Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKohli
HomeKohli
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe sadiyon se intzaar tha is raat ka mujhe haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe haasil maza hai teri mulaakaat ka mujhe sadiyon se intzaar tha is raat ka mujhe sadiyon se intzaar tha is raat ka mujhe bechainiyon se jhoomte dil mein samet kar aayi hoon chandani mein badan ko lapet kar aakaash se utar ke jab aati hai aisi raat takdeer aashiqon ki jagaati hai aisi raat ye raat aarzu hai khushi hai umang hai is ek raat mein kai raaton ka rang hai is ek raat mein kai raaton ka rang hai kitna khayaal hai tere jazbaat ka mujhe sadiyon se intzaar tha is raat ka mujhe tu hai mujhe pasand main tujhko pasand hoon moti hoon main magar teri mutthi mein band hoon aye jaanejaan tera mere haathon mein haath hai utri huyi dilon mein khushi ki baraat hai aye mere chaand teri kiran ban gayi hoon main lagta hai aaj raat dulhan ban gayi hoon main lagta hai aaj raat
haila haila hey tari ra ra ra ri ra ri ra ra tari ra ra ra ri ra ra ra haila haila haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila huwa huwa haila haila tune chhua haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re chhuna tha ek bahaana chhu liya chhu liya chhu liya hey pyaar tha ye puraana keh diya keh diya keh diya tumko main maan gayi aaj pehchaan gayi tumko main maan gayi aaj pehchaan gayi nikle tum to deewaane meri chori maine pakdi gori baahen kaahe jakdi kaanpne laga hai ye jiya haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re phir koyi ghata baras gayi re rok kar dil ko dekha na ruka na ruka na
hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar ki ye rutt badi tufani tu darna na oh meri raani badlega ye mausam ari deewani hum likhenge prem kahani hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar ki ye rutt badi tufani tu darna na oh meri raani badlega ye mausam ari deewani hum likhenge prem kahani gardish mein hi sahi ye sitare humnashin gardish mein hi sahi ye sitare humnashin dhundengi kal hamein ye bahare humnashin imteha pyaar ke roz hote nahi pyaar wale kabhi sabra khote nahin mohabbat ho hi jati hai mohabbat ki nahin jaati hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar ki ye rutt badi tufani tu darna na oh meri raani badlega ye mausam ari deewani hum likhenge prem kahani woh mohabbat hi nahin jisme dil lut gaye woh mohabbat hi nahin jisme dil lut gaye deke kurbaniya premi khud mit gaye sochle janeman humko milna hai ab aage peechhe nahin saath chalna hai ab mohabbat raaz hai aisa jo samjhaya nahin jata hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar
hum aapke hain kaun hum aapke hain kaun bechain hain meri nazar hai pyaar ka kaisa asar na chup raho itna kaho hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun khud ko sanam roka bada aakhir mujhe kehna pada khaabon mein tum aate ho kyun hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun bechain hain meri nazar hai pyaar ka kaisa asar hain hosh gum puchho na tum hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun kaise kahon dil ki lagi chehra mera padh lo kabhi besharm ki surkhi kahe hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun
phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain nainon mein jyoti hai seepee mein moti hain janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise hanson ke hansini jaise chanda mein hai chandani jaise kaviyon ki ho bhavna mann mein koi kaamnaa diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise aankhon mein ho shokhiyaan jaise honthon pe ho surkhiyaan jaise saawan mein jhoomen jeeya sajni ke sang ho piya diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain
idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala are phisal gaya ye tune kya kiya idhar chali main udhar chali jaane kahaan main kidhar chali idhar chali main udhar chali jaane kahaan main kidhar chali are phisal gayi le tere sang ho chali nazar ye kis ki humen lagi nazar ye kis ki humen lagi ke chalte chalte phisal gaye hansi hansi mein ye kya hua hum badal gaye nazar ye kis ki humen lagi ke chalte chalte phisal gaye hansi hansi mein ye kya hua hum badal gaye kyun badal gaye hum badal gaye idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala are phisal gaya ye tune kya kiya tum itne bhole ho kis liye tum itni achchhi ho issliye kyun achchhi hoon ye bataao tum kyun bataaun main tum itne bhole ho kis liye tum itni achchhi ho issliye kyun achchhi hoon ye bataao tum kyun bataaun main kuchh bataao naa kyun bataaun main idhar chali
bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya geet sunaati hai bachcha vahaan aaj bhi chaand ko chandamaama kehta hai jis desh mein ganga rehta hai jis desh mein ganga rehta hai bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya geet sunaati hai bachcha vahaan aaj bhi chaand ko chandamaama kehta hai jis desh mein ganga rehta hai jis desh mein ganga rehta hai gaanv ka panghat panghat ka paani bhare gagariya koi deewani thandi thandi purvaayi mein meethi meethi khushboo mat puchho us khushboo mein hota hai kaisa jaadu jaadu aisa hota hai ke har koi jhumta rehta hai jis desh mein bhaabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai maddham maddham si pavan chale koyaliya geet sunaati hai dil mein basa kar gaanv ki mamta shahar mein aaya main jogi ramta dil mein basa kar gaanv ki mamta shahar mein aaya main jogi ramta
kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the barsaat ye pyaar ki na rukegi ab to ghata aur neeche jhukegi barsaat ye pyaar ki na rukegi ab to ghata aur neeche jhukegi barson ki pyaasi ye dil ki zamin hai chal bheeg jaayen zannat yahi hai kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the taqdeer ke faisle kaise kaise shuru ho gaye silsile kaise kaise taqdeer ke faisle kaise kaise shuru ho gaye silsile kaise kaise aayi bahaaren aane se tere khile gul hazaaron gulshan mein mere kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the aaaa haaa haaa hmm hmm hmm hmm hmm hooo ooooo ho ho ho ho ho hoo ooooo aaaaa aaaa aaaa hoo ooooo aaaaa aaaa aaaa saajan mere haath thame hi chalna rasta naya har kadam pe sambhalna saajan mere haath thame hi chalna rasta naya har kadam pe sambhalna
kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse ab yeh pyaar na hoga phir humse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse log kehte hai paagal hoon main yeh bhi na jaanu dil lutaya hai maine ab kisi ki na maanu chain dekar ke maine bechainiyaa yeh li hai neende uda ke maine tumse wafaye ki hai kasam ki kasam hai kasam se jee rahe hai hum tere dum se ab yeh pyaar na hoga phir humse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse kuchh ishaaron mein tumne humse jo yeh kahaa hai ab yakin aa raha hai tumko bhi kuchh hua hai kyun tumko dekhte hain kya dil mein sochte hai toofan jo uth raha hai hum usko rokte hai kasam ki kasam hai kasam se yeh milan hai sanam ka sanam se ab yeh pyaar na hoga phir humse kasam ki kasam haan kasam yeh kasam di kasam li kasam haan kasam kasam kasam kasam kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse ab yeh pyaar na hoga phir humse o hoo hoo hoo hoo
usne bola kem chhe kem chhe kem chhe maine bola aim chhe aim chhe aim chhe neend nahin aati hai raaton mein are ye to prem chhe prem chhe prem chhe prem chhe hey usne bola kem chhe kem chhe kem chhe maine bola aim chhe aim chhe aim chhe neend nahin aati hai raaton mein are ye to prem chhe prem chhe prem chhe prem chhe ye to prem chhe prem chhe prem chhe prem chhe ye dil jalta hai aise jaise jalta ha heetar dhadkan chalti hai aise jaise chalta hai metar bas chadhta hi jaata hai jaane hai kaisa fever kitna hai tujhe bataun gar ho jo tharma metar haaye rog ye donon ka laailaaz hai lekin same chhe same chhe same chhe same chhe ye to prem chhe prem chhe prem chhe prem chhe jab tumne mujhko dekha aur dekh kar di smile mere bhi dil ne kholi phir chaahat waali file jab laga serious hone aankhon aankhon mein metter phir mere dil ne tere dil ko likha love letter haal chaal likha hai upar neeche neeche name chhe name chhe name chhe name chhe usne bola kem chhe kem chhe kem
Kya Kismat Pyaar Mein, Dekha Yeh Akhbaar Mein Likha Sitaron Mein, Ladki Hogi Saath Mein
kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega rahne de dil ki baatein varna pachhtayega tumse pyaar ho jayega achcha kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega ho rahne de dil ki baatein varna pachhtayega tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega dil mera ae jane jaana anmol hai ye khazana tujh par lutaunga sadke main jaunga tujh par lutaunga sadke main jaunga mujh sa hai aashiq kahan haye kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega hey kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega are rehne de dil ki baatein varna pachhtayega tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega tumse karun pyaar kaise kar lun main ikraar kaise mujhko sataaoge neenden udaaoge mujhko sataaoge neenden udaaoge achhi hai ye dooriyan haan kya khabar thi jaana tumse pyaar ho jayega kya
maaye ni maaye munder pe teri bol raha hai kagaa maaye ni maaye munder pe teri bol raha hai kagaa jogan ho gayi teri dulaari mann jogi sang laaga maaye ni maaye munder pe teri bol raha hai kagaa jogan ho gayi teri dulaari mann jogi sang laaga chan maahiya chan maahiya mere dhol sipaahiyaa chaand ki tarah chamak rahi thi uss jogi ki kaaya mere dwaare aa kar usne pyaar ka alakh jagaaya apne tan pe bhasm ramaa ke apne tan pe bhasm ramaa ke saari rain wo jaaga jogan ho gayi teri dulaari mann jogi sang laaga mannat maangi thi tune ik roz main jaaun bihaayi uss jogi ke sang meri tu kar de ab kudmaayi inn haathon mein lagaa de mehndi inn haathon mein lagaa de mehndi baandh shagun ka dhaaga jogan ho gayi teri dulaari mann jogi sang laaga maaye ni maaye munder pe teri bol raha hai kagaa jogan ho gayi teri dulaari mann jogi sang laaga
na tum rahoge na hum rahenge na aankhen rahengi na ishaare rahenge na ye jaan rahegi ye do badan na rahenge tum hamaare rahoge hum tumhare rahenge mar ke bhi laut aayenge hum yaar ke liye aik janam kam hai sanam pyaar ke liye pyaar ke liye aye meri zindagi saath hum the kabhi main nahin ajnabi tu nahin ajnabi phir laut aaye chaahat ke lamhe dil mein chhupa lun tumhen bechain saansen kehti hai aankhen dil mein basa lun tumhen mar ke bhi laut aayenge hum yaar ke liye aik janam kam hai sanam pyaar ke liye pyaar ke liye yaad hai hum nasheen bhoolta hi nahin tera chehra hasseen har ada dil nasheen hoton se surkhi aankhon se kaajal inko chura lunga main berang sapne jitne hain apne unko sajaa lunga main dil mein tu hi tu hamesha hamesha hamesha hameshaa tu mujh mein rahegi mar ke bhi laut aayenge hum yaar ke liye aik janam kam hai sanam pyaar ke liye pyaar ke liye
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm mehfil hai meri yeh tanhaiyaan rahe bas yaadon ki parchhaiyaan zindagi tujhse shikwa nahin kismat mein likhi hain ruswaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan rahe bas yaadon ki parchhaiyaan zindagi tujhse shikwa nahin kismat mein likhi hain ruswaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan kaun sunta dard e dil ki aawaaz ko ho oo kaun sunta dard e dil ki aawaaz ko tod ke jab chal diye tum mere saaz ko door tak ab baj rahi hain ghum ki shehnaiyaan oo mehfil hai meri yeh tanhaiyaan rahe bas yaadon ki parchhaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan maang raha hoon tere liye aaj main ye dua main hoon tanha to kya hua tu khush rahe sada dekhi hai pyaar ki dil ne gehraiyaan ho oo mehfil hai meri yeh tanhaiyaan rahe bas yaadon ki parchhaiyaan zindagi tujhse shikwa nahi kismat mein likhi hain ruswaiya mehfil hai meri yeh tanhaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan mehfil hai meri yeh tanhaiyaan
iss duniyaa mein desh kai desh kai mein desh hai ek aur uss desh ka naam hai bhaarat bhaarat bhaarat bhaarat bhaarat humara bhaarat tumhara bhaarat pyaara bhaarat pyaara bhaarat bhaarat desh mein gaanv kai gaanv kai mein gaanv hai ek apne gaanv ke log hain nek logon ke seene mein rehta hai dil aur dil kehta hai kehta hai kehta hai kehta hai kehta hai kehta hai dil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa lal lal laa aa haa haa haa haa haa haa mela dilon ka aata hai ek baar aa ke chala jaata hai mela dilon ka aata hai ek baar aa ke chala jaata hai aate hain musaafir jaate hain musaafir jaana hi hai sabko kyun aate hain musaafir mela dilon ka aata hai ek baar aa ke chala jaata hai hans le gaa le ye din naa milenge kal thodi khushiyaan hain thode se ye pal hans le gaa le ye din naa milenge kal thodi khushiyaan hain thode se ye pal ek baar chali gayi jo ye bahaaren laut ke na aayengi guzri bahaaren mela bahaaron ka mela bahaaron ka aata hai ek baar aa ke
mujhse juda ho kar tumhen door jaana hai mujhse juda ho kar tumhen door jaana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai saathiya sang rahega tera pyaar saathiya rang laayega intezaar tumse juda ho kar mujhe door jaana hai tumse juda ho kar mujhe door jaana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai saathiya sang rahega tera pyaar saathiya rang laayega intezaar main hoon teri sajni saajan hai tu mera tu baandh ke aaya mere pyaar ka sehra chehre se ab tere hatti nahin ankhiyaan tera naam le le kar chheden mujhe sakhiyaan sakhiyon se ab mujhko peechhaa chhudana hai sakhiyon se ab mujhko peechhaa chhudana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai saathiya sang rahega tera pyaar saathiya rang laayega intezaar mere tasavvur mein tum roz aati ho chupke se tum aa kar mera ghar sajaati ho sajni bada pyaara ye roop hai tera gajre ki khushboo se mehka hai ghar mera aankhon se ab teri kaajal churana hai aankhon se ab teri kaajal churana hai pal bhar ki judaai phir laut aana hai
munda tu ayen punjabi sona ho munda tu ayen punjabi sona ke tere utte dil aa gaya munda tu ayen punjabi sona ho munda tu ayen punjabi sona ke tere utte dil aa gaya ho koi tere jaisa nahin hona ho koi tere jaisa nahin hona ke tere utte dil aa gaya munda tu ayen punjabi sona kaisi ye jawaani aayi aage badke tere laiyi seene vich dil dhadke hooooo kaisi ye jawaani aayi aage badke tere laiyi seene vich dil dhadke dil utte zor mera chalda nahin haaye tujhe dekhti hoon mud mud ke tune kar diya jaadu tona ho tune kar diya jaadu tona ke tere utte dil aa gaya munda tu ayen punjabi sona ho munda tu ayen punjabi sona ke tere utte dil aa gaya ho munda tu ayen punjabi sona lage wo begaane mujhe hain jo apne din mein bhi dekhti hoon tere sapne hooooo lage wo begaane mujhe hain jo apne din mein bhi dekhti hoon tere sapne aise tere pyaar ki deewani ho gayi poochhate hai log kiya jaadu kisne tujhe paa liya ab nahin khona tujhe paa liya ab nahin khona ke tere utte dil aa gaya munda
apni nazron se bahut door chhupa doon khud ko jee mein aata hai kahin rakh ke bhula doon khud ko na apna tha jo kal guzra jo ab hai wo hai gairon ka nahin ummeed ab koi hamaara kal bhi kya hoga hamaara kal bhi kya hoga na apna tha jo kal guzra badi raanaiyaan hongi jahaan mein hum nahin honge badi raanaiyaan hongi jahaan mein hum nahin honge hamaare ek na hone se fasaane kam nahin honge hamaara aaj charcha hai to kal auron ka bhi hoga na apna tha jo kal guzra jo ab hai wo hai gairon ka nahin ummeed ab koi hamaara kal bhi kya hoga hamaara kal bhi kya hoga na apna tha jo kal guzra ujadne ko hai ye mehfil nayi aabaad kar lena ujadne ko hai ye mehfil nayi aabaad kar lena nayi buniyaad jab rakho hamein bhi yaad kar lena dukhana dil ko na hargij dukha kar dil ko kya hoga na apna tha jo kal guzra jo ab hai wo hai gairon ka nahin ummeed ab koi hamaara kal bhi kya hoga hamaara kal bhi kya hoga na apna tha jo kal guzra
wo hai badi kamseen wo hai badi charming lagta hai logo wo hai meri darling neela dupatta peela suit kahaan chali tu dil ko loot dil mein tere haan hain haan hain honto par naa naa hai jhooth ye ladki ka haq hai ladkon se wo jaaye rutt ke ladke phir aayenge peechhe pehan ke suit boot neela dupatta peela suit chali chali main dil ko loot har ladka meri nazar mein meri jooti mera boot ye ladki ka haq hai ladko se wo jaaye ruth ke ladke phir aayenge peechhe pehan ke suit boot wo hai badi kamseen wo hai badi charming lagta hai logo wo hai meri darling janeman chali kahaan chali mujhe chhod ke rakh diya dil mera haaye tune tod ke toota phoota dil tera raste ki cheez hai ladki ko chhedta hai bada badtmeez hai thodi si chaalak hai thodi masoom hai uska deewana hoon main use maloom hai neela dupatta peela suit kahaan chali tu dil ko loot dil mein tere haan hain haan hain honto par naa naa hai jhooth ye ladki ka haq hai ladkon se wo jaaye rutt ke ladke phir aayenge peechhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haasil maza Hai Teri Dhaal (1997) 06:27 38862
 
Poster of Dhaal (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Gautami
Duration : 06:27   Song Number : 38862   

Haila Haila Koi Mil Gaya (2003) 05:47 40392
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:47   Song Number : 40392   

Hawaaon Ne Ye Kaha Aap Mujhe Achche Lagne Lage (2002) 08:43 32648
 
Poster of Aap Mujhe Achche Lagne Lage (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan, Chorus
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 08:43   Song Number : 32648   

Hum Aapke Hain Kaun Hum Aapke Hain Koun (1994) 04:02 20524
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Madhuri Dixit
Duration : 04:02   Song Number : 20524   

Hum Saath Saath Hain Hum Saath Saath Hain (1999) 03:49 11882
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 03:49   Song Number : 11882   

Idhar Chala Main Udhar Chala Koi Mil Gaya (2003) 06:05 11955
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 06:05   Song Number : 11955   

Jis Desh Mein Ganga Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000) 05:33 39385
 
Poster of Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Music Director- 
Anand Raj Anand
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Govinda, Rinki Khanna
Duration : 05:33   Song Number : 39385   

Kabhi Ajnabi The Kabhie Ajnabi The (1985) 07:35 18370
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Ramesh Deo
Duration : 07:35   Song Number : 18370   

Kasam Ki Kasam Main Prem Ki Diwani Hoon (2003) 06:03 11983
 
Poster of Main Prem Ki Diwani Hoon (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Chitra Singh, Shaan
Duration : 06:03   Song Number : 11983   

Kem Chhe Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000) 04:57 17883
 
Poster of Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Rinki Khanna, Govinda
Duration : 04:57   Song Number : 17883   

Kismat Sonu Nigam 04:33 11660
 
Poster of Sonu Nigam
 
Category
Indipop
Music Director- 
Sonu Nigam
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Sonu Nigam, Bipasha Basu
Duration : 04:33   Song Number : 11660   

Kya Khabar Thi Jaana Khiladi (1992) 04:58 36170
 
Poster of Khiladi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ayesha Julka, Akshay Kumar
Duration : 04:58   Song Number : 36170   

Maaye Ni Maaye Hum Aapke Hain Koun (1994) 04:24 20841
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:24   Song Number : 20841   

Mar Ke Bhi Laut Aayenge Hameshaa (1997) 05:39 18761
 
Poster of Hameshaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kajol
Duration : 05:39   Song Number : 18761   

Mehfil Hai Meri Yeh Tanhaiyaan Partner (1982) 04:39 36057
 
Poster of Partner (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
Singer- 
Ashok Khare
On Screen Actors- 
Kanwaljeet Singh, Deepti Naval
Duration : 04:39   Song Number : 36057   

Mela Dilon Ka Mela (2000) 10:34 18608
 
Poster of Mela (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Twinkle Khanna, Amir Khan, Faisal Khan
Duration : 10:34   Song Number : 18608   

Mujhse Juda Hokar Hum Aapke Hain Koun (1994) 06:01 20991
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Salman Khan
Duration : 06:01   Song Number : 20991   

Munda Tu Ayen Punjabi Sona Jaspinder Narula 04:15 18702
 
Poster of Jaspinder Narula
 
Category
Punjabi
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Utpal Anil Biswas
On Screen Actors- 
Abhishek Chaddha, Beena Kapoor
Duration : 04:15   Song Number : 18702   

Na Apna Tha Jo Kal Guzra Jeevan Rekha (1974) 04:53 38690
 
Poster of Jeevan Rekha (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Jagdish J
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:53   Song Number : 38690   

Neela Dupatta Hameshaa (1997) 06:25 18778
 
Poster of Hameshaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kajol, Laxmikant Berde
Duration : 06:25   Song Number : 18778   
Karaoke Songs of kohli, Sad Songs of kohli, Love Songs of kohli, Dance Songs of kohli, Hip-hop songs of kohli, Best songs of kohli, Super hit songs of kohli, hit songs of kohli, duet songs of kohli, solo songs of kohli, old songs of kohli, famous songs of kohli, Hindi Karaoke Songs of kohli, Hindi Sad Songs of kohli, Hindi Love Songs of kohli, Hindi Dance Songs of kohli, Hindi Hip-hop songs of kohli, best Hindi songs of kohli, super hit Hindi songs of kohli, hit Hindi songs of kohli, duet Hindi songs of kohli, solo Hindi songs of kohli, old Hindi songs of kohli, famous Hindi songs of kohli, Sing Along Songs of kohli, Sing Along Sad Songs of kohli, Sing Along Love Songs of kohli, Sing Along Dance Songs of kohli, Sing Along Hip-hop songs of kohli, Sing Along Best songs of kohli, Sing Along Super hit songs of kohli, Sing Along hit songs of kohli, Sing Along duet songs of kohli, Sing Along solo songs of kohli, Sing Along old songs of kohli, Sing Along famous songs of kohli