apni nazron se bahut door chhupa doon khud ko jee mein aata hai kahin rakh ke bhula doon khud ko na apna tha jo kal guzra jo ab hai wo hai gairon ka nahin ummeed ab koi hamaara kal bhi kya hoga hamaara kal bhi kya hoga na apna tha jo kal guzra badi raanaiyaan hongi jahaan mein hum nahin honge badi raanaiyaan hongi jahaan mein hum nahin honge hamaare ek na hone se fasaane kam nahin honge hamaara aaj charcha hai to kal auron ka bhi hoga na apna tha jo kal guzra jo ab hai wo hai gairon ka nahin ummeed ab koi hamaara kal bhi kya hoga hamaara kal bhi kya hoga na apna tha jo kal guzra ujadne ko hai ye mehfil nayi aabaad kar lena ujadne ko hai ye mehfil nayi aabaad kar lena nayi buniyaad jab rakho hamein bhi yaad kar lena dukhana dil ko na hargij dukha kar dil ko kya hoga na apna tha jo kal guzra jo ab hai wo hai gairon ka nahin ummeed ab koi hamaara kal bhi kya hoga hamaara kal bhi kya hoga na apna tha jo kal guzra
Na Apna Tha Jo Kal Guzra
Jeevan Rekha (1974)