Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNeelam
HomeNeelam
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja reee saajan aaja reee saajan aaja reee aaa saajan saajan saajan aaja ree saajan aaja ree waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree pyaar kiya to pyaar mein ab kuchh bhi anjaam ho par jeete jee pyaar kaa naam na yun badnaam ho chhute jahan ruthe khuda chhute kasam na pyaar ki pyaar ke dushman dekh le pyaar ki ye deewangi waadaa waadaa waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree duniya ki parwaah kya hum hain mile taqdeer se pyaar ko baandhe kya koi zulmon ki zanjeer se saare bandhan tod de deewane dil pyaar ke jeene se kya fayada pyaar ki baazi haar ke waadaa waadaa waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree aaaaaaa aaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaaaa ye jaan rahe yaa na rahe hum door honge nahin ho ye jahan ya wo jahan tu hai jahan main wahin ye jaan rahe yaa naa rahe hum
mai se meena se na saaqi se mai se meena se na saaqi se na paimaane se dil bahalta hai mera aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se gul se gunchon se na bul bul ke gul se gunchon se na bul bul ke gun gunane se dil bahalta hai mera aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se khaab mein jannat ka naksha aa gaya jab saamne khaab mein jannat ka naksha aa gaya jab saamne phoolon se bhi dil na behla hum lage tujhe dhoondhane jannat ki baharon se na pariyon ke jannat ki baharon se na pariyon ke muskuraane se dil bahalta hai mera aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se ek din main bhi gayi thi jauhary baazaar mein ek din main bhi gayi thi jauhary baazaar mein teri aankhen yaad aayi heeron ke bhi haar mein moti se na heeron se na jewar se moti se na heeron se na jewar se na kisi khazane se dil bahalta hai mera aap
hey hey abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you chhutiyon ke ye din hai suhaane saathi tera yun saath rahe bachhon ke sang bachhe phir ban jaaye mauj mein jhoome zara masti karen ban ke baadal ban ke panchhi udte rahen abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you hey hey aaaa haaa apne gaanv ki galiyon mein chalen hum bachpan ki yaadon mein khoya hai mann baahen thaame teen bhaayiyon ki thumkegi phir se unki behan saawan ke jhoolon se baabul ke aangan se hoga milan abcdefghi jklm nopqrstuvwx hoo hoo hoo i love you thandi thandi ye hawaayen humko chupke chupke kya kehti suno manzil hai kareeb ab humaare bole ghataayen khushiyaan chuno nazren chura ke dil mein chhupa ke sapne buno abcdefghi jklm nopqrst uvwx y z i love you abcdefghi nopqrstuv y z i love you i love you
hurrrr hey hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge aayegi jab jab diwali mil kar deep jalayenge chunri ki kar degi chhaiyan hey chunri ki kar degi chhaiyan aayegi ban ke purwaiyan hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan naye safar mein lag jayegi pyar ki inko hathkadiyan jachte hain dekho kaise bade bhaiya jachte hain dekho kaise bade bhaiya ramji bihane chale sita maiya hoye chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan
chori chori yun jab hon aankhen chaar kya hota hai hey deewana dil jab dhadke pehli baar kya hota hai begaane ban jaate hain yaar yaar yaar yaar anjaane ho jaata hai pyaar pyaar pyaar pyaar ye kya hota hai kaise hota hai jaane ye koi naa chori chori yun jab hon aankhen chaar kya hota hai deewana dil jab dhadke pehli baar kya hota hai saara ye shehar dekha ghoom ke dekhe laakhon haseen haaan humko hai yakeen koi bhi kahin tere jaisi nahin dil jo paagal kar jaaye wo deedar kya hota hai jaana ab humne jaana pehla pyaar kya hota hai begaane ban jaate hain yaar yaar yaar yaar anjaane ho jaata hai pyaar pyaar pyaar pyaar ye kya hota hai kaise hota hai jaane ye koi naa chori chori yun jab hon aankhen chaar kya hota hai deewana dil jab dhadke pehli baar kya hota hai dekhen jab tujhe dekhte rahen phir nazar naa jhuke haaye karna chaahe dil kitni hi baaten par zubaan naa khule bin bole hi aankhon se ye iqraar kya hota hai naa bhi jab haan lagti hai ye inqaar kya hota hai
hey halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani hoo bin peeye hey halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani hoo bin peeye hey honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani hoo bin peeye hey honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny hey bachpan mein to sabhi ki nahi maani jo bhi bado ne kahi la la la lala la la la lala la la la lala la la la lala udalyi udalyi udalyi ooo udalyi udalyi udalyi ooo udalyi udalyi udalyi ooo ooouuu bachpan mein to sabhi ki nahi maani jo bhi badon ne kahi ab mann maani karenge hum apne bhi to din hain yahi hey halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani halla gulla majaa hai jawaani chadta nashaa hai jawaani hoo bin peeye hey honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny honny ae hey ae ji haan hey haan hurr hurr hey
phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain nainon mein jyoti hai seepee mein moti hain janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise hanson ke hansini jaise chanda mein hai chandani jaise kaviyon ki ho bhavna mann mein koi kaamnaa diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise aankhon mein ho shokhiyaan jaise honthon pe ho surkhiyaan jaise saawan mein jhoomen jeeya sajni ke sang ho piya diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain
aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga jeeyega kaise andhere mein koi parwaana khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam humare waaste jannat hai aapki baahen humare waaste jannat hai aapki baahen hila sakegi naa duniyaa kabhi wafaa ke kadam khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana khuda huzur ko wo bijliyaan hain aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa wo bijliyaan hain nazar mein jo baadlon mein nahin aaaaa sharaab aur bhi hai aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa sharaab aur bhi hai sirf botlon
kundhanaala bomma kopamendhukamma bunga moothi pettakea gumma chindhuleyakamma osie butta bomma chentha cheri ichhuko chummaa kundhanaala bomma kopamendhukamma bunga moothi pettakea gumma chindhuleyakamma osie butta bomma chentha cheri ichhuko chummaa inthamandhitho ganthulaadithea majaagunnadhea pillaa gollavaadalo kitta moorthine gurthu cheyyana mallaa hayyya ho hayyya hayyaa hayyayyaaaa kundhanaala bomma kopamendhukamma bunga moothi pettakea gumma chindhuleyakamma osie butta bomma chentha cheri ichhuko chummaaa pilladu ilaaga theginchi chebithea elaga gadapanu bathukantha chalaki chekori pelladukunta dhigaalupadakea isumantha ayyoraama ayyoraama ninnu nammi mosapona sardhukovea sathya bhaama raani vaasam ichhukona savathula porunu sahinchalenura nippulagundamu lopala dookutha noothilo gothilo chappuna dookutha gadantha mudesi vuresukunta nijanga ivaala gutukkumanta avasaramaa avasaramaa avasaramaa avasaramaa kundhanaala bomma kopamendhukamma bunga moothi
janejaaan janejaaan maana abhi ho kamsin aji maana abhi ho kamsin aur nadaan ho tum lekin ek jawaan dil ka armaan ho tum o ho ho maana abhi ho kamsin aur nadaan ho tum lekin ek jawaan dil ka armaan ho tum o ho ho maana abhi ho kamsin hey jis din aa jaogi pyaar ki raahon mein uss din duniyan hogi meri baahon mein aji jis din aa jaogi pyaar ki raahon mein uss din duniyan hogi meri baahon mein abhi pyaar ki raahon se anjaan ho tum o ho ho maana abhi ho kamsin aur nadaan ho tum lekin ek jawaan dil ka armaan ho tum o ho ho maana abhi ho kamsin kuchu kuchu bachpan ke khilne se jawaani aati hai bhanwra aa jaye kali muskaati hai aji bachpan ke khilne se jawaani aati hai bhanwra aa jaye kali muskaati hai gulshan mein ek aisi hi muskaan ho tum o ho ho maana abhi ho kamsin aji maana abhi ho kamsin aur nadaan ho tum lekin ek jawaan dil ka armaan ho tum o ho ho maana abhi ho kamsin are maana abhi ho kamsin
main tera tota tu meri maina main tera tota tu meri maina maane na kyun kehna phoolon ke jaisi teri jawaani phoolon ke jaisi teri jawaani jaane kya jaadu chalaye mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye na tu hai tota na main hoon maina maanungi na kehna na tu hai tota na main hoon maina maanungi na kehna jaanun main jaanun baatein bana ke jaanun main jaanun baatein bana ke tu kaisa chakkar chalaye kyun dil tota ban jaaye kahe mitthu mitthu bole haaye kyun dil tota ban jaaye kahe mitthu mitthu bole haaye raahon mein kyun roke mujhko subho shaam khulke to bol kabhi mujhse tujhe kya hai kaam mujhko to hai tujhse bas itna sa kaam likh de haan likh de tu saari umar mere naam mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye mera dil tota ban jaaye kaisa mitthu mitthu bole haaye main tera tota tu meri maina maane na kyun kehna phoolon ke jaisi teri jawaani phoolon ke jaisi teri jawaani jaane kya
mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karungi mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karunga mere saathiya mere saath chal andekhe hain ye sapne anjaani hain yeh raahein isiliye to kehta hoon tu thaam le meri baahein andekhe hain ye sapne anjaani hain yeh raahein isiliye to kehta hoon tu thaam le meri baahein pyaar ke kachche dhaage se tumne mujhko baandh liya o mere saathiya mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karungi mere saathiya mere saath chal is pyaar ke lambe raste mein mod hazaaron aate hain kabhi kabhi in modon pe log bichhad bhi jaate hain is anjaane darr se haaye dhak dhak dhadke mera jiya o mere saathiya mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karungi mere saathiya mere saath chal main kho jaaun
mhaare hiwada mein mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan badla mausam badle nazaare ya badla hai nazariyaa hoo mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan badla mausam badle nazaare ya badla hai nazariyaa ho mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan tu nayi naveli dulhan hai tera roop pyaar ka darpan hai ooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooooo tu nayi naveli dulhan hai tera roop pyaar ka darpan hai teri mehndi se tere gajre se mehka mehka mera jeevan hai mere sawaalon ka jawaaab ban ke tu aayi sajjaniyaa mhaare hiwada mein mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya aisi bandhi pyaar ki dor huyi main baawariyaa badla mausam badle nazaaren ya badla hai nazariyaa ho mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan ye pyaar ka saawan
peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti naya sa laage sab sansaar zara si hoye zara si haaye zara si aur pila de yaar zara si aur pila de yaar peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti naya sa laage sab sansaar zara si aur pila de yaar zara si aur pila de yaar peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti maine kam pi toone zyadaa kar le pyaala aadha aadha maine kam pi toone zyadaa kar le pyaala aadha aadha pi le lekin tu behki to laaj rahegi na maryaada badhaa na baat kar takraar zara si aur pila de yaar zara si aur pila de yaar ho peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti ho peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti utri soorat aur bikhre baal haaye ye behki are behki chaal utri soorat bikhre baal haaye ye behki behki chaal darpan laaun tujhe dikhaaun
pyaar karte hain hum tumhein itna pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna dil mein kab tak karoge basera dil mein kab tak karoge basera saath kab tak na chhodoge mera dharti chhode na sooraj ka phera saath chhodenge yun na hum tera pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna zindagi ka tumhin ho iraada zindagi ka tumhin ho iraada yaad rakhhoge kya tum ye waada nahin bhoolenge hum tumhein aise dil na bhoole dhadakna jaise pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna jeete hain hum tumhaare sahaare jeete hain hum tumhaare sahaare din guzarte hain kaise tumhaare ab judaayi na seh paayenge hum tum se bechhade to mar jaayenge hum pyaar karte hain hum tumhein itna
saajna main sada tere saath hoon ye jahan ho ya woh jahan saajna main sada tere saath hoon ye jahan ho ya woh jahan saajna aaja chalen wahan pehre na hon jahan na ho dushman koi aaja chalen wahan pehre na hon jahan na ho dushman koi aise jahan mein hi ja ke basayenge chhota sa ek aashiyan saajna main sada tere saath hoon ye jahan ho ya woh jahan saajna meri nigahon mein tu hi rahe sada maine bas ye chaha meri nigahon mein tu hi rahe sada maine bas ye chaha teri lagan mujhe meri lagan tujhe ye lagan yun rahe jawaan saajna main sada tere saath hoon ye jahan ho ya woh jahan saajna tere bina meri mere bina teri zindgi hai adhuri tere bina meri mere bina teri zindgi hai adhuri baahen ho baahon mein pyaar ki raahon mein chalta chale ye karwaan saajna main sada tere saath hoon ye jahan ho ya woh jahan saajna main sada tere saath hoon ye jahan ho ya woh jahan saajna
sunoji dulhan ek baat sunoji apne naye parivar se miloji tumhe milayen sab se aaj suno sunaye sab ke raaz haye tumhe milayen sab se aaj suno sunaye sab ke raaz pehle dulhan tum inse miloji ghar ke mukhiya tumhare sasurji jinke sar pe sukhon ka taaj dekho zara inka andaaz haan jinke sar pe sukhon ka taaj dekho zara inka andaaz rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam seedhi sadhi boli meri seedha sadha kaam ho jo bhi chahaa maine ho rab se woh paaya maine hoo rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam des bides ghumkar aaya main bhayi ho mehak gaon ki mittee ki naa bisrayi wahi gud chana dudh nashte mein bhaye ho chhuri aur kante se khana na aaye itne par bhiiii hoo itne par bhi hai nayi technikon ko pyaar se seekha maine rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam seedhi sadhi boli meri seedha sadha kaam aao dulhan ab inse miloji yeh hain tumhari sasu maji ghar mein chalta inka raaz inka khaas hai ek andaaz haye ghar mein chalta inka raaz inka khaas hai
tu rutha to main ro doongi sanam tu rutha to main ro doongi sanam aa jaa meri baahon mein aa aa aa jaa meri baahon mein aa aa aa aa aa tu rutha to main ro doongi sanam aa jaa meri baahon mein aa aa aa jaa meri baahon mein aa aa aa aa aa la lala la la lala lala lala la lala lala lala la lala lala lala la le legi jaan meri teri naarazgi jiss mein tu khush rahe meri uss mein khushi le legi jaan meri teri naarazgi jiss mein tu khush rahe meri uss mein khushi tu rutha to main ro doongi haan sanam aa jaa meri baahon mein aa aa jaa meri baahon mein aa aa aa aa aaaaaaa ho teri ye saadagi ye bholapan tera mera naseeb hai khilta joban tera meri bahaar tu mera qaraar tu masti se bhar diya tune jeevan mera tu meri hai main tera hoon sanam tu meri hai main tera hoon sanam ho pagli hai kya hans de zara pagli hai kya hans de zara aa aa aa aa chupke se bol de dil mein jo baat hai ab koi darr nahin apni har raat hai apna ye pyaar bhi lala la pooja se kam nahin lala la mujhko ye
ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm daata hai jo naam jinse mila thaam kar jinki ungali hai bachapan chala o o oo oo oo oo kaandhe par baith ke jinke dekha jahaan gyaan jinse mila kya bura kya bhala kitne upkaar hai kya kahein ye bataana na aasaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm deti hai jo maa jise jag kahe apni santaan mein praan jiske rahe o o oo oo oo oo loriyaan honthon par sapne bunti nazar neend jo waar de hans ke har dukh sahe mamta ke roop mein hain prabhoo aap se paaya vardaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai aapke khwaab hum aaj hokar jawaan uss param shakti se karte hain praarthana o o oo oo oo oo inki chhaaya rahe rehti duniyaa talak ek pal reh sake hum na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Re Saajan Aag Hi Aag (1987) 07:17 18753
 
Poster of Aag Hi Aag (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Chunkey Pandey, Neelam
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:17   Song Number : 18753   

Aap Ke Aa Jaane Se Khudgarz (1987) 07:12 18698
 
Poster of Khudgarz (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Govinda, Neelam
Duration : 07:12   Song Number : 18698   

Abcdefg I Love You Hum Saath Saath Hain (1999) 04:30 11880
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mitali Shashank
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 04:30   Song Number : 11880   

Chhote Chhote Bhaiyon Hum Saath Saath Hain (1999) 04:17 11881
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Neelam, Sonali Bendre
Duration : 04:17   Song Number : 11881   

Chori Chori Yun Jab Paap Ki Duniya (1988) 06:07 18701
 
Poster of Paap Ki Duniya (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Neelam
Duration : 06:07   Song Number : 18701   

Halla Gulla Maja Hai Jawaani (1984) 05:18 18393
 
Poster of Jawaani (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Iron Maiden
On Screen Actors- 
Neelam, Karan Shah
Duration : 05:18   Song Number : 18393   

Hum Saath Saath Hain Hum Saath Saath Hain (1999) 03:49 11882
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 03:49   Song Number : 11882   

Khuda Huzur Ko Meri Sawan Ki Ghata (1966) 05:36 14175
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Neelam, Padma Kumari, Pran
Duration : 05:36   Song Number : 14175   

Kundanala Bomma Baachi (2000) 04:49 16487
 
Poster of Baachi (2000)
 
Category
Telugu
Year- 
2000
Lyricist
Kula Sekhar
Music Director- 
Mani Sharma
On Screen Actors- 
Jagapathi Babu, Neelambari
Duration : 04:49   Song Number : 16487   

Maana Abhi Ho Kamsin Jawaani (1984) 03:51 18394
 
Poster of Jawaani (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Neal Schon
On Screen Actors- 
Neelam, Karan Shah
Duration : 03:51   Song Number : 18394   

Main Tera Tota Paap Ki Duniya (1988) 07:51 36935
 
Poster of Paap Ki Duniya (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjaan Sagari
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Neelam Kothari, Chanki Pandey
Duration : 07:51   Song Number : 36935   

Mere Saathiya Parampara (1993) 06:07 18453
 
Poster of Parampara (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Neelam
Duration : 06:07   Song Number : 18453   

Mhaare Hiwada Mein Naache Mor Hum Saath Saath Hain (1999) 06:17 11884
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
R Kiran
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 06:17   Song Number : 11884   

Peeke Shankar Ji Ki Booti Ranbhoomi (1991) 06:26 12273
 
Poster of Ranbhoomi (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neelam Kothari
Duration : 06:26   Song Number : 12273   

Pyaar Karte Hain Hum Hotel (1981) 05:09 12358
 
Poster of Hotel (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Neelam Mehara
Duration : 05:09   Song Number : 12358   

Saajna Main Sada Tere Saath Hoon Jawaani (1984) 04:56 32624
 
Poster of Jawaani (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Neelam, Karan Shah
Duration : 04:56   Song Number : 32624   

Sunoji Dulhan Ek Baat Sunoji Hum Saath Saath Hain (1999) 12:15 32834
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 12:15   Song Number : 32834   

Tu Rutha To Main Jawaani (1984) 07:23 18110
 
Poster of Jawaani (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Neelam, Karan Shah
Duration : 07:23   Song Number : 18110   

Ye To Sach Hai Ke Bhagwaan Hai Hum Saath Saath Hain (1999) 06:49 11885
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 06:49   Song Number : 11885   
Karaoke Songs of neelam, Sad Songs of neelam, Love Songs of neelam, Dance Songs of neelam, Hip-hop songs of neelam, Best songs of neelam, Super hit songs of neelam, hit songs of neelam, duet songs of neelam, solo songs of neelam, old songs of neelam, famous songs of neelam, Hindi Karaoke Songs of neelam, Hindi Sad Songs of neelam, Hindi Love Songs of neelam, Hindi Dance Songs of neelam, Hindi Hip-hop songs of neelam, best Hindi songs of neelam, super hit Hindi songs of neelam, hit Hindi songs of neelam, duet Hindi songs of neelam, solo Hindi songs of neelam, old Hindi songs of neelam, famous Hindi songs of neelam, Sing Along Songs of neelam, Sing Along Sad Songs of neelam, Sing Along Love Songs of neelam, Sing Along Dance Songs of neelam, Sing Along Hip-hop songs of neelam, Sing Along Best songs of neelam, Sing Along Super hit songs of neelam, Sing Along hit songs of neelam, Sing Along duet songs of neelam, Sing Along solo songs of neelam, Sing Along old songs of neelam, Sing Along famous songs of neelam