MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJan-Nisar-Akhtar
HomeJan-Nisar-Akhtar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm kaahe pagli barkha chhayi tere in do nainan mein kaahe pagli barkha chhayi tere in do nainan mein jaane aise kitne mausam aayen jaayen jeevan mein duniya sulagi aag hai maana jalne de is aag mein dil duniya sulagi aag hai maana jalne de is aag mein dil aag lage se hota kya hai phir bhi khushboo chandan mein kaahe pagli barkha chhayi tere in do nainan mein pal pal mujhko aisa lagta beet chale andhiyaare din pal pal mujhko aisa lagta beet chale andhiyaare din koi sooraj jhaank raha hai mere man ke angan mein maine teri khaatir kitne sundar sapne dekhe hain maine teri khaatir kitne sundar sapne dekhe hain maathe jhoomar pairon paayal haath saje hain kangan mein kaahe pagli barkha chhayi tere in do nainan mein click here
kab tere husn se inkaar kiya hai maine kab tere husn se inkaar kiya hai maine zindagi tujhse bahut pyaar kiya hai maine muskuraati hai kisi aankh mein kaajal ban ke kisi seene se dhadak uthti hai aanchal ban ke kabhi phulon ke kataaron se chhalak jaati hai kabhi shole kabhi shabnam se lapak jaati hai kaise kaise tera deedaar kiya hai maine kaise kaise tera deedaar kiya hai maine tu har ek rang har ek shey mein nazar aati hai zarre zarre se kiran ban kar ubhar aati hai tere jaadu teri khushboo teri muskaanon ko tere umde huye machle huye toofaanon ko apni saanson mein giraftaar kiya hai maine zindagi tujhse bahut pyaar kiya hai maine tujhko chaaha to magar koi takaaza na kiya maine bhule se tere pyaar ko ruswa na kiya ye bata maine kabhi tujhse churai aankhen tere chehre se kahaan maine hataai aankhen khud ko kab tera gunehgaar kiya hai maine zindagi tujhse bahut pyaar kiya hai maine maut aayegi to ek pal ki na fursat degi maut aayegi to ek pal ki na fursat degi click here
kanha bole naa kanha bole naa puchhun baar baar kanha bole naa kya hai preet kya hai pyaar kanha bole naa kanha bole naa kanha bole naa puchhun baar baar kanha bole naa kya hai preet kya hai pyaar kanha bole naa kanha bole naa kanha bole naa puchhun baar baar kanha bole naa kya hai preet kya hai pyaar kanha bole naa ban ke jyoti man mein jhanke yun nayan nayan dole aa ke ban ke jyoti man mein jhanke yun nayan nayan dole aa ke maanu barse surajava jamuna ki dhar pyasa man phir bhi pyasa reh jaaye dekhe nahin naina priye khole naa kanha bole naa kanha bole naa kanha bole naa puchhun baar baar kanha bole naa kya hai preet kya hai pyaar kanha bole naa hmmm hmmm hmmm mmmmmmm mohan to man lahari re mori peeda bhayi gehri gehri re mohan to man lahari re mori peeda bhai gehri gehri re palken sooni sooni sapne soye soye laage baina re naina ye khoye khoye aiso bedardi zara dole naa puchhun baar baar kanha bole naa kya hai preet kya hai pyaar kanha bole naa hmmm hmmm hmmm click here
kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki chaal kyun dagmagaane lagi hai dil mein chupke chupke chupke se kisne chhede ye rangin taraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka wo nashili nazar jaag uthi hai idhar wo nashili nazar jaag uthi hai idhar chha gaya kyun sama bekhudi ka kuchh sanwar ke aa aaaaa kuchh bikhar ke aa jaane zulfen kahe sab fasaane aannn kaun jaane hnnnnn har ba haannnnnnn kyun mere dil laga muskuraane hnnnnnn kaun jaane aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti hain sabhi meri baatein aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti click here
kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai dekh ja aake mehakte huye jakhmon ki bahaar maine ab tak tere gulshan ko saja rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai click here
aa aa aa aa aa aa aa aa ha aa ha aa aa aa aa kisi ka naam jo hothon pe baar baar aaye koi bataaye mujhe kis tareh qaraar aaye kiske liye beqaraar gori aaj tera pyaar kiske liye beqaraar gori aaj tera pyaar dil mein jaadu sa jagaaye ho jaadu sa jagaaye gori teri ye pukaar kiske liye beqaraar gori aaj tera pyaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar mera jiyra jalaaye ho jiyra jalaaye teri aankhon ka khumaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar khadi khadi jhoomun main tere aage ab to piya tose nain hain laage ab to piya tose nain hain laage dil mein saiyaan dard sa jaage dil mein saiyaan dard sa jaage kiske liye beqaraar gori aaj tera pyaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar mera jiyra jalaaye ho oo oo jiyra jalaaye teri aankhon ka khumaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar tikhi tikhi nazren teer chalaayen hum to bharen gori der se aahen dil se niklen phir bhi click here
kiya ye kya tune ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi kiya ye kya tune ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi ye tera dil ye mera dil gaya hai dil dil se mil kiya ye kya tune ishaara are abhi abhi zaalim baharon ki raatein aa gayin humko mohabbat ki baatein aa gayin zaalim baharon ki raatein aa gayin humko mohabbat ki baatein aa gayin ye tera dil ye mera dil gaya hai dil dil se mil kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi hothon pe gaate fasaane aa gaye nazron ko teekhe nishaane aa gaye hothon pe gaate fasaane aa gaye nazron ko teekhe nishaane aa gaye ye tera dil ye mera dil gaya hai dil dil se mil kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi tu kya mila hai zamana mil gaya jeene ka mujh ko bahana mil gaya tu kya mila hai zamana mil gaya jeene ka mujh ko bahana mil click here
kya kya kya kya dil mein chhipa hai tere ye to bata kya dil ne kaha hai tere humse na baat chhupa chhip chhip chhip koi man mein jo dole re pal pal pal jiya khaye jhakole re mujhko ye kya ho gaya aa aa aa man ki tu kya baat puchhe oo matwaare dil se jaane kaun karta aaj ishaare ho oo ho oo oo aa aa aa sajaniya paas hans ke nain mila le humko teri ye adaayein maar na daalen chhip chhip chhip koi man mein jo dole re pal pal pal jiya khaye jhakole re mujhko ye kya ho gaya aa aa aa gori tere din rangeele chanchal ratiyaan karle humse do ghadi to meethi batiyaan ho oo ho oo oo aa aa meethi meethi aag si ek man mein bhadke jaane tujhse baat karte dil kyun dhadke kya kya kya kya dil mein chhipa hai tere ye to bata kya dil ne kaha hai tere humse na baat chhupa aa aa aa ghir ghir badra chha rahe wo mast khiwaiya tan man mera dolta jyun dole naiya ho oo ho oo oo aa aa hilmil maujen gaa rahin sun raag suhaana tu bhi nadiya pyaar ki ban behti jaana chhip chhip chhip koi man click here
main abhi gair hoon mujh ko abhi apna na kaho haay mar jaayenge mit jaayenge aisa na kaho main abhi gair hoon dil ki dhadkan ki tarah dil mein basi rehti ho khaab ban kar meri palkon pe saji rehti ho khaab ban kar meri palkon pe saji rehti ho kya kahun tum ko agar jaan e tamanna na kahun main abhi gair hoon mujh ko abhi apna na kaho main abhi gair hoon yun na dekho ke meri saans ruki jaati hai jo nazar uthati hai sharma ke jhuki jaati hai jo nazar uthati hai sharma ke jhuki jaati hai meri nazron ko mere dil ka taqaaza na kaho haay mar jaayenge mit jaayenge aisa na kaho haay mar jaayenge raaz kyun raaz rahe iski zarurat kya hai hamse daaman na chhudaao ye qayaamat kya hai hamse daaman na chhudaao ye qayaamat kya hai ham to kehte hain hamein shauq se deewaana kaho main abhi gair hoon click here
Mani Maucha Baal click here
meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaaaan betaab hawaaein aise mein khushboo na udaa len baalon ki khilti huyi kaliyaan chupke se rangat na churaa len gaalon ki ye rang kahin bant jaaye naa ye husn bikhar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaaaan in phool si naazuk baahon se har shaakh lachakna seekh na le yoon jaan ke gehri saans na lo har mauj chhalakna seekh na le lehraa ke tumhaare aanchal tak har shokh nazar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaaaan tum yoon hi qayaamat lagti ho ab aur adaayen jaane do maathhe pe ye bal kyun daale hain is darjaa sazaayen jaane do itna bhi kisi se rootho na koi jee se guzar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaan click here
oo oo oo aa aa aa aa aa aa piya main hoon patang tu dor main udati charon or mera dil ye jawaan rahe bas mein kahaan jab chhaaye ghata ghanghor piya main hoon patang tu dor main udati charon or mera dil ye jawaan rahe bas mein kahaan jab chhaaye ghata ghanghor thandi hawa nache lehraye pyaar ki badli dil par chhaye thandi hawa nache lehraye pyaar ki badli dil par chhaye jhoom ke tan mann mera gaaye haay re aanchal udta jaye jhoom ke tan mann mera gaaye haay re aanchal udta jaye aanchal udata jaaye piya main hoon patang tu dor main udati charon or mera dil ye jawaan rahe bas mein kahaan jab chhaaye ghata ghanghor hmm hmm hmm hmm aa aa aa haa haa aa haa haa hmm dil ye jawaan rahe bas mein kahan jab chhaye ghata ghanghor banki ada nayna matwale chaal nayi andaaz niraale banki ada nayna matwale chaal nayi andaaz niraale pyaar ka jadu dil par dale aankh mila kar neend chura le pyaar ka jadu dil par dale aankh mila kar neend chura le neend chura le haay meri gori click here
pukaarti hai muhabbat hoo ooo ooo ooo pukaarti hai muhabbat kareeb aa jaao kareeb aa jaao tumhi to ho meri jannat ooo ooo ooo ooo tumhi to ho meri jannat kareeb aa jaao kareeb aa jaao jidhar nigaah uthhe hans rahi ho phoolon mein tumhi to jhool rahi ho kiran ke jhoolon mein nazar ko hosh nahin dilnasheen nazaaron kaa alag wajood nahin tumse chaand taaron kaa hoo oo oo oo baraste husn ki soorat kareeb aa jaao tumhi to ho meri jannat hoo oo oo oo tumhi to ho meri jannat kareeb aa jaao kareeb aa jaao ye pyaar jispe farishton ko rashq aataa hai khuda bhi hum pe muhabbat se muskuraata hai dilon ka mel ibaadat hai kaun jaanegaa yahi to asl haqeeqat hai kaun maanegaa hoo oo oo oo humaara ishq salaamat kareeb aa jaao pukaarti hai muhabbat hoo ooo ooo ooo pukaarti hai muhabbat kareeb aa jaao kareeb aa jaao kareeb aa jaao kareeb aa jaao click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm rururururu lalalalaa lala lala lalalalaa pyaas thi pyaas thi phir bhi taqaaza na kiya phir bhi taqaaza na kiya pyaas thi phir bhi taqaaza na kiya jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya badh ke haathon pe utha lena tha tujhko seene se laga lena tha tere honthon se tere honthon se tere gaalon se mujhko har rang chura lena tha jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya haath aanchal se jo takra jaata haath aanchal se jo takra jaata ek rangeen nasha chha jaata tere seene pe tere seene pe khuli zulfon ko choom leta to qaraar aa jaata jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya pyaas thi phir bhi taqaaza na kiya jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya dil haseen aag mein dhal sakta tha mera armaan nikal sakta tha tera marmal se tera marmal se taraasha ye badan garm haathon mein pighal sakta tha jaane kya soch ke aisa na kiya soch ke aisa na kiya pyaas thi phir bhi taqaaza na kiya jaane kya soch ke aisa na click here
Raat Bheegi Jaye click here
raat piya ke sang jaagi re sakhi raat piya ke sang jaagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi raat piya ke sang he he haa haa saiyaan ji ne jadoo phera saiyaan ji ne jadoo phera baahon ka daala ghera karke zara andhera achra jo kheencha mera god piya ki tang laagi re sakhi god piya ki tang laagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi raat piya ke sang jaagi naa sakhi saiyaan ji ne daaka daala saiyaan ji ne daaka daala uljha laton mein baala bikhri gale ki maala bhadki badan ki jwaala deh dhanush rang laagi re sakhi deh dhanush rang laagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi raat piya ke sang jaagi re sakhi gajra suhaana toota gajra suhaana toota kajra nayan ka chhoota sab tan bhaya re jhoota jitna sataaya loota aur bhi baake ang laagi re sakhi aur bhi baake ang laagi re sakhi tan ki chhupi tarang jaagi re sakhi tan ki chhupi tarang jaagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi aah haa click here
thar thara uthti hai khamosh faza raat gaye thar thara uthti hai khamosh faza raat gaye kaun deta hai ye galiyon mein sada raat gaye kaun deta hai ye galiyon mein sada raat gaye thar thara uthti hai chubh ke rah jaati hai seene main vatan ki khushboo chubh ke rah jaati hai seene main vatan ki khushboo kaun deta hai koi bande kaba raat gaye kaun deta hai koi bande kaba raat gaye thar thara uthti hai din ke hangaamon mein kya koi kasak ho mehsoos din ke hangaamon mein kya koi kasak ho mehsoos dil ki har chot ka chalta hai pata raat gaye dil ki har chot ka chalta hai pata raat gaye thar thara uthti hai bheegi bheegi hui mausam ki hawaaon pe na ja bheegi bheegi hui mausam ki hawaaon pe na ja jinpe barsegi shararon ki ghataa raat gaye jinpe barsegi shararon ki ghataa raat gaye thar thara uthti hai aao hum jism ki shammo se ujala kar lein aao hum jism ki shammo se ujala kar lein chand nikla bhi to niklega zara raat gaye chand nikla bhi to niklega zara raat gaye thar click here
tujh mein jo baat hai gulshan ke nazaaron mein nahin tujh mein jo baat hai gulshan ke nazaaron mein nahin tujhsa rangeen to koi phool bahaaron mein nahin tujh mein jo baat hai de ke aawaaz mujhe paas bula le ab to de ke aawaaz mujhe paas bula le ab to ab maza door ke khamosh ishaaron mein nahin tujh mein jo baat hai mauj e toofaan mujhe seene se lagaaye rakhna tere aagosh ki lazzat to kinaaron mein nahin tujh mein jo baat hai zindagi beet chali hai tera rasta takte zindagi beet chali hai tera rasta takte koi aahat bhi magar raahguzaron mein nahin tujh mein jo baat hai click here
yahan hum wahan tum mera dil hua hai gum bolo kahaan aji yahaan bolo kahaan aji yahaan yahin hum yahin tum kahin ho na jaye gum bolo kahaan are yahaan bolo kahaan are yahaan mera dil tha hasin mera dil tha jawan liya kisne chura gaya haaye kahan kahan dil hai tera kahan tera jigar yahan khud hi nahin hamen apni khabar kahan dil hai tera kahan tera jigar yahan khud hi nahin hame apni khabar mat haye karo mera naak mein dam yahan hum wahan tum mera dil hua hai gum bolo kahaan aji yahaan bolo kahaan aji yahaan yahan dekh liya wahan dekh liya nahin haye kahin mere dil ka pata chalo theek hua tali sar se bala aji jaan bachi karo shukar ada chalo theek hua tali sar se bala aji jaan bachi karo shukar ada aisa na kaho tumhe meri kasam yahan hum wahan tum mera dil hua hai gum bolo kahaan aji yahaan bolo kahaan aji yahaan yahin hum yahin tum kahin ho na jayen gum bolo kahaan are yahaan bolo kahaan are yahaan click here
hmmmmm hmmmm ye neer kahan se barse hai ye badri kahan se aayi hai ye neer kahan se barse hai ye badri kahan se aayi hai ye badri kahan se aayi hai gehre gehre naale gehra gehra pani re gehre gehre naale gehra pani re gehre man ki chah anjani re jag ki bhool bhulaiya mein jag ki bhool bhulaiya mein kunj koi kaurahi hai ye badri kahan se aayi hai cheedon ke sang aahein bhar li cheedon ke sang aahein bhar li aag chanaar ki mang mein dhar li bujh na paye re bujh na paye re bujh na paye re raakh mein bhi jo aisi agan lagayi hai ye badri kahaan se aayi hai panchhi pagle kahan ghar tera re panchhi pagle kahan ghar tera re bhool na jaiyo apna basera re koyal bhool gayi jo ghar koyal bhool gayi jo ghar wo laut ke phir kab aayi hai wo laut ke phir kab aayi hai ye neer kahan se barse hai ye badri kahan se aayi hai hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm hmm hmmm click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaahe Pagali Barkha Chhayi Mutthi Bhar Chawal (1975) 03:11 40495
 
Poster of Mutthi Bhar Chawal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:11   Song Number : 40495   

Kab Tere Husn Se Inkaar Kiya Sandhya (1975) 05:45 19991
 
Poster of Sandhya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 05:45   Song Number : 19991   

Kanha Bole Naa Sangat (1975) 06:28 36328
 
Poster of Sangat (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Rakesh Pandey, Om Prakash
Duration : 06:28   Song Number : 36328   

Kaun Jaane Har Bahaane Do Bhai (1961) 04:06 39020
 
Poster of Do Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Anil Kumar, Shakila
Duration : 04:06   Song Number : 39020   

Kaun Kehta Hai Tujhe Talat Mahmood 03:18 40323
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:18   Song Number : 40323   

Kiske Liye Bekarar Ustad (1957) 03:38 20702
 
Poster of Ustad (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:38   Song Number : 20702   

Kiya Ye Kya Tune Ishaara Duniya Rang Rangili (1957) 03:42 36606
 
Poster of Duniya Rang Rangili (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Chand Usmani, Helen
Duration : 03:42   Song Number : 36606   

Kya Dil Me Chhipa Hai Ustad (1957) 03:38 20709
 
Poster of Ustad (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:38   Song Number : 20709   

Main Abhi Gair Hoon Main Aur Mera Bhai (1961) 03:29 38277
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
Duration : 03:29   Song Number : 38277   

Mani Maucha Baal Sharad Muthe 03:25 40920
 
Poster of Sharad Muthe
 
Category
Marathi
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Sharad Muthe
Duration : 03:25   Song Number : 40920   

Meri Jaan Na Zulfen Kholo Awara Badal (1964) 03:44 37104
 
Poster of Awara Badal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Ajit, Ragini
Duration : 03:44   Song Number : 37104   

Piya Main Hoon Patang Raagini (1958) 04:43 38383
 
Poster of Raagini (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Padmini
Duration : 04:43   Song Number : 38383   

Pukaarti Hai Muhabbat Dastan E Laila Majnu (1974) 04:07 40198
 
Poster of Dastan E Laila Majnu (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Duration : 04:07   Song Number : 40198   

Pyaas Thi Phir Bhi Alingan (1974) 05:31 37722
 
Poster of Alingan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Zahira, Romesh Sharma
Duration : 05:31   Song Number : 37722   

Raat Bheegi Jaaye Unchi Uraan (1984) 05:04 40554
 
Poster of Unchi Uraan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jeetu Tapan
Duration : 05:04   Song Number : 40554   

Raat Piya Ke Sang Prem Parbat (1973) 03:36 17635
 
Poster of Prem Parbat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jaidev
Duration : 03:36   Song Number : 17635   

Thar Thari Uthti Hai Mukesh 05:51 32999
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:51   Song Number : 32999   

Tujh Mein Jo Baat Hai Talat Mahmood 03:17 40322
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:17   Song Number : 40322   

Yahan Hum Wahan Tum Shrimati 420 (1956) 03:12 36620
 
Poster of Shrimati 420 (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Om Puri, Johny Walker, Meena, Meena Shori
Duration : 03:12   Song Number : 36620   

Ye Neer Kahan Se Barse Prem Parbat (1973) 04:59 37025
 
Poster of Prem Parbat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:59   Song Number : 37025   
Karaoke Songs of jan nisar akhtar, Sad Songs of jan nisar akhtar, Love Songs of jan nisar akhtar, Dance Songs of jan nisar akhtar, Hip-hop songs of jan nisar akhtar, Best songs of jan nisar akhtar, Super hit songs of jan nisar akhtar, hit songs of jan nisar akhtar, duet songs of jan nisar akhtar, solo songs of jan nisar akhtar, old songs of jan nisar akhtar, famous songs of jan nisar akhtar, Hindi Karaoke Songs of jan nisar akhtar, Hindi Sad Songs of jan nisar akhtar, Hindi Love Songs of jan nisar akhtar, Hindi Dance Songs of jan nisar akhtar, Hindi Hip-hop songs of jan nisar akhtar, best Hindi songs of jan nisar akhtar, super hit Hindi songs of jan nisar akhtar, hit Hindi songs of jan nisar akhtar, duet Hindi songs of jan nisar akhtar, solo Hindi songs of jan nisar akhtar, old Hindi songs of jan nisar akhtar, famous Hindi songs of jan nisar akhtar, Sing Along Songs of jan nisar akhtar, Sing Along Sad Songs of jan nisar akhtar, Sing Along Love Songs of jan nisar akhtar, Sing Along Dance Songs of jan nisar akhtar, Sing Along Hip-hop songs of jan nisar akhtar, Sing Along Best songs of jan nisar akhtar, Sing Along Super hit songs of jan nisar akhtar, Sing Along hit songs of jan nisar akhtar, Sing Along duet songs of jan nisar akhtar, Sing Along solo songs of jan nisar akhtar, Sing Along old songs of jan nisar akhtar, Sing Along famous songs of jan nisar akhtar