Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMahmood
HomeMahmood
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apni naakaami se mujhko kaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai ho unhen raahat mujhe aaraam hai dil humara aur nahin kuchh ikhtiyaar dil humara aur nahin kuchh ikhtiyaar haaye majboori issi kaa naam hai haaye majboori issi kaa naam hai apni naakaami se mujhko kaam hai dil ki uljhan mein pata chalta nahin dil ki uljhan mein pata chalta nahin hum kahaan hain suboh hai yaa shaam hai hum kahaan hain suboh hai yaa shaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai hum tadapte hain nahin unko khabar hum tadapte hain nahin unko khabar kya mohabbat ka yahi anjaam hai kya mohabbat ka yahi anjaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai
armaan bhare dil ki lagan tere liye hai armaan bhare dil ki lagan tere liye hai ho lagan tere liye hai ho lagan tere liye hai nagri mere jeevan ki sajan tere liye hai ho sajan tere liye hai ho sajan tere liye hai loota hai mere dil ne muhabbat ka khazaana ho muhabbat ka khazaana ho muhabbat ka khazaana jo teri kahaani hai wohi mera fasaana haan wohi mera fasaana haan wohi mera fasaana ye phool ye phool ye khushboo ye chaman tere liye hai ho chaman tere liye hai ho chaman tere liye hai armaan bhare dil ki lagan tere liye hai kyun pyaar ki duniyaa mein naa ho raaz humara kyun naa ho raaz humara kyun naa ho raaz humara hai dil ko teri nargisi aankhon ka sahara teri aankhon ka sahara teri aankhon ka sahara ye chaand ye chaand ye dharti ye gagan tere liye hai ho gagan tere liye hai ho gagan tere liye hai armaan bhare dil ki lagan tere liye hai ho lagan tere liye hai ho lagan tere liye hai nagri mere jeevan ki sajan tere liye hai ho sajan tere liye hai ho sajan tere liye
ashkon ne jo paaya hai wo geeton mein diyaa hai iss par bhi suna hai ke zamaane ko gila hai ashkon ne jo paaya hai jo taar se nikali hai wo dhun sabne suni hai jo taar se nikali hai wo dhun sabne suni hai jo saaz pe guzri hai wo kis dil ko pata hai ashkon ne jo paaya hai wo geeton mein diyaa hai iss par bhi suna hai ke zamaane ko gila hai ashkon ne jo paaya hai hum phool hai auron ke liye laaye hain khushboo hum phool hai auron ke liye laaye hain khushboo apne liye le de ke bas ek daag mila hai ashkon ne jo paaya hai wo geeton mein diyaa hai iss par bhi suna hai ke zamaane ko gila hai ashkon ne jo paaya hai
aur hai dil ki lagi aur dil lagana aur hai ye kahani aur hai aur woh fasana aur hai aur hai dil ki lagi rooth ke jo chal diya rooth ke jo chal diya kya khabar usko bhala kya khabar usko bhala yaad rakhna aur hai aur bhool jana aur hai aur hai dil ki lagi jo tarana lab pe aaya jo tarana lab pe aaya wo to sabne sun liya wo to sabne sun liya rah gaya jo dil hi dil mein wo tarana aur hai aur hai dil ki lagi haye kis khoobi se loota haye kis khoobi se loota bewafaa taqdeer ne bewafaa taqdeer ne meri barbaadi toh hai phir har fasaana aur hai aur hai dil ki lagi
shahar ki raat aur main naashaad o naakaara phirun jagamagaati jaagati sadkon pe aawaara phirun aye ghum e dil kya karoon aye vehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon aye vehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon ye rupahali chhaanv ye aakaash par taaron ka jaal ye rupahali chhaanv ye aakaash par taaron ka jaal jaise soofi ka tasavvur jaise aashiq ka khayaal aah lekin kaun samajhe kaun jaane jee ka haal aye ghum e dil kya karoon aye vehashat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon raaste mein ruk ke dam lun ye meri aadat nahin raaste mein ruk ke dam lun ye meri aadat nahin laut kar waapas chala jaaun meri fitrat nahin aur koi humnava mil jaaye ye qismat nahin aye ghum e dil kya karoon aye vehashat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon
aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon jhoothi aasha ke taare na hon inn baharon se kya faayada jis mein dil ki kali jal gayi zakhm phir se hara ho gaya aye mere dil kahin aur chal chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya pher ke munh koi chal diya lut raha tha kisi ka jahaan dekhti reh gayi ye zameen chup raha berahem aasmaan aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal
aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa wo laila rahi naa wo memil raha naa wo laila rahi naa wo memil raha paas manzil ke aa ke loota carwaan ho loota carwaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ro raha hai mere haal par aasmaan haal par aasmaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tum se milte hi masti mein khoye thhe hum tum se milte hi masti mein khoye thhe hum aankh kholi to ujda hua tha jahaan ab main jaaun kahaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan
aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo hmmm hmmm hmmmm hmmmmm ooooo ooooo ooooo ooooo oooooo hmmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmmm aye sanam aye sanam aaj ye kasam khaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen mudd ke ab dekhne ka naam naa len pyaar ki waadiyon mein kho jaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen faasle pyaar ke mita daalen aur duniyaa se door ho jaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen jiss taraf jaayen bahaaron ke salaam aayenge jiss taraf jaayen bahaaron ke salaam aayenge aasmaanon se berangeen paiyaam aayenge tera jalwa hai jahaan meri zannat hai wahan tere honthon ki hansi sau bahaaron ka samaan aye sanam aaj ye kasam khaayen faasle pyaar ke mita daalen aur duniyaa se door ho jaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen apna imaan faqat apni muhabbat hogi har ghadi ishq ki ik taaza qayamat hogi dekh kar rang e wafaa muskuraayega khudaaa aur sochega zara ishq kyun paida kiya ishq kyun paida kiya ishq kyun paida kiya ooooooooooo aye sanam
baagon mein khilte hain phool kasam teri aankhon ki kha ke baagon mein khilte hain phool kasam teri aankhon ki kha ke aayi samajh mein jo bhool gire tere kadmon mein aake aayi samajh mein jo bhool gire tere kadmon mein aake ghunghat ke peechhe ye roop saada badli mein jaise ho chaand aadha ghunghat ke peechhe ye roop saada badli mein jaise ho chaand aadha tum mere sapnon ke natkhat kanhaiya tum mere sapnon ke natkhat kanhaiya main hoon tumhaare khwabon ki radha oooo baagon mein khilte hain phool kasam teri aankhon ki kha ke aayi samajh mein jo bhool gire tere kadmon mein aake aankhon mein rakhna dil mein basaana dharti ke zarre ko taara banaana aankhon mein rakhna dil mein basaana dharti ke zarre ko taara banaana jeewan ki raahon ke maasoom saathi jeewan ki raahon ke maasoom saathi teri nazar pe luta doon zamaana hoooo baagon mein khilte hain phool kasam teri aankhon ki kha ke aayi samajh mein jo bhool gire tere kadmon mein aake
badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam tumhare hain jab tak ke dum mein hai dum tumhari kasam kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai batao to hoga tumhara karam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen khushi se sahenge tumhare sitam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge na dolenge ulfat mein apne kadam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam
badi mushkil hai badi mushkil hai tumhen bhool jaana tumhen bhool jaana badi mushkil hai badi mushkil hai tumhen bhool jaana tumhen bhool jaana bada sangdil hai bada sangdil hai ye zaalim zamaana ye zaalim zamaana bada sangdil hai bada sangdil hai ye zaalim zamaana ye zaalim zamaana aaa aaa aa aaaa aaaa aaaaa zamaana wafa ki sazaa de raha hai sazaa de raha hai tumhen dil tadap kar sadaa de raha hai sadaa de raha hai bane hum nishaana zara dekh jaana badi mushkil hai badi mushkil hai tumhen bhool jaana tumhen bhool jaana aaa aaa aa aaaa aaaa aaaaa wohi aag ab tak lagi hai jigar mein lagi hai jigar mein tumhaari hi surat basi hai nazar mein basi hai nazar mein kiya har bahaana magar dil na maana bada sangdil hai bada sangdil hai ye zaalim zamaana ye zaalim zamaana aaa aaa aa aaaa aaaa aaaaa kahaan leke jaayen ye aansu ye aahen ye aansu ye aahen nibhayen to kaise mohabbat nibhayen mohabbat nibhayen sada zakhm khana magar muskuraana badi mushkil hai badi mushkil hai
aaaaa jaaaaaaa aaaaa jaaaaaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa tere muntizir hai sitaare tu aa jaa baharon ki duniyaan sadaa khush rahe tu bhulaa dene waale duwaa de rahe hain duwaa dene waale duwaa dene waale nayi zindagi ke sahaare tu aa jaa baharon ki duniyaan faqeer e kaa bas ho zabaan par hai naale zabaan par hai naale humari muhabbat khuda ke hawaale khuda ke hawaale kare door se dil ishaare tu aa jaa khayaalon ke daaman mein ghum aa gaya hai ghum aa gaya hai chali aa ke aankhon mein dam aa gaya hai dam aa gaya hai pareshaan hai tujh bin nazaare tu aa jaa baharon ki duniyaan teri yaad shaam o sahar jaagti hai sahar jaagti hai naseeba hai khoya nazar jaagti hai nazar jaagti hai sukoon ban ke dil mein humaare tu aa jaa tere muntizir hai sitaare tu aa jaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa baharon ki duniyaan
bechain nazar betaab jigar bechain nazar betaab jigar ye dil hai kisi ka deewana haaye deewana kab shaam ho aur wo shamma jale kab udd kar pahunche parwaana haaye parwaana hai dil ka chaman khilne ke liye aayega koi milne ke liye phoolon se kaho taaron se kaho phoolon se kaho taaron se kaho chupke se sajja den veerana haaye veerana jab raat zara shabnam se dhule lehraayi huyi wo zulf khule nazron se nazar ek bhed kahe nazron se nazar ek bhed kahe dil dil se kahe ek afsaana haaye afsaana rangeen fiza chhaaaye to zara waade pe koi aaye to zara aye josh e wafaa dil cheez hai kya aye josh e wafaa dil cheez hai kya hum jaan bhi de den nazraana haaye nazraana bechain nazar betaab jigar ye dil hai kisi ka deewana haaye deewana
Bekaif Dil Hai Aur Jiye Ja Raha Hun Main
beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan beraham aasmaan jo naa socha tha wo ho gaya kyun naseeba mera so gaya ghum ki aisi ghata chhaa gayi chain dil ka kahin kho gaya ye bata kis liye le rahaa hai mera imtehaan beraham aasmaan bhujh gaya hai ye dil iss tarah chaand pichhale paher jis tarah itni taarikiyon mein bata raah dhoondhe koi kiss tarah kho gayi manzilen ho gaya ghum kahin carvaan beraham aasmaan jaa rahe hai naa jaane kidhar dekh sakti nahin kuchh nazar chhod di naav majhdhaar mein kiss kinaare lage kya khabar kya kare door tak roshani ka nahin hai nishaan beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan beraham aasmaan mujhse kismat ne dhokha kiya har kadam par naya ghum diya hai khushi ki kasam ke yahaan chain kaa saans tak naa liyaa bhujh gaya dil mera raas aaya naa tera jahaan beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan teri duniyaan mein yun hum jiye aansuyon ke samandar piye dil mein shikwen tadapte rahe honth lekin hamesha siye kab talak hum rahen
betaab hai dil bechain nazar anjaam ho kya maloom nahin apni bhi nahin kuchh humko khabar unka bhi pata maloom nahin betaab hai dil bechain nazar kismat ye kahaan le aayi haiii mehfil bhi jahan tanhaai hai kismat ye kahaan le aayi haiii mehfil bhi jahan tanhaai haiii phoolon se nikalte hain shole ye raaz hai kya maloom nahin betaab hai dil bechain nazar hum bhool gaye manzil ka nishaaan ab yaad nahin jana hai kahaan hum bhool gaye manzil ka nishaaan ab yaad nahin jana hai kahaan aaaaa bus unki tamanna hai dil mein kuchh iss ke siwa maloom nahin betaab hai dil bechain nazar anzam wo kya maloom nahin betaab hai dil
bharam teri wafaon ka mita dete to kya hota bharam teri wafaon ka mita dete to kya hota tere chehre se hum parda utha dete to kya hota tere chehre se hum parda utha dete to kya hota bharam teri wafaon ka mohabbat bhi tijarat ho gayi hai is zamaane mein mohabbat bhi tijarat ho gayi hai is zamaane mein agar ye raaz duniya ko bata dete to kya hota bharam teri wafaon ka teri ummeed par jeene se haasil kuchh nahin lekin teri ummeed par jeene se haasil kuchh nahin lekin agar yunhi na dil ko aasra dete to kya hota agar yunhi na dil ko aasra dete to kya hota bharam teri wafaon ka
bhool jaa sapne suhaane bhool jaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa saajnaa saajnaa main tumse door dil ghum se choor mere dil ko sajan samjha ja kaise tujhko bhulaaun saajnaa ek toofaan idhar hoooo ek toofaan udhar hoooo fir bhi milke rahegi nazar se nazar fir bhi milke rahegi nazar se nazar aaj milke rahegi nazar kaise tujhko bhulaaun saajnaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa mujhe teri kasam hoooo nahin marne ka ghum hoooo ghum ye hai bichhad jaayenge tumse hum ghum ye hai bichhad jaayenge tumse hum ho bichhad jaayenge tumse hum bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa aayi lehron ka seena sanam cheer ke hooo aayi lehron ka seena sanam cheer ke hooo jeetna hai tujhe aaj takdeer se jeetna hai tujhe aaj takdeer se aaj takdeer se o sanam kaise tujhko bhulaaun saajnaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa
chadhyan anmol kishti par pawan tarfen no lidho chadhyan anmol kishti par pawan tarfen no lidho chata navik madiyo evo samundar paar na kidho chata navik madiyo evo samundar paar na kidho have kaheche kinaara maa nathi raskas nathi masti have kaheche kinaara maa nathi raskas nathi masti laine naav bhamraama amune ashro didho laine naav bhamraama amune ashro didho upar navshing holi che dhara majan jivna bhishan upar navshing holi che dhara majan jivna bhishan vamad ne ghor chakraave amaaro panth na sidho vamad ne ghor chakraave amaaro panth na sidho bhariyo ras je janam dariye ki vaayo na taras laagi bhariyo ras je janam dariye ki vaayo na taras laagi niranjan ma japan khaaro anokho aasuno pidho niranjan ma japan khaaro anokho aasuno pidho chadhyan anmol kishti par
chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan gir padi bijliyaan jal gaya aashiyaan uth raha hai dhuwaan chal diya carvaan o jaane waale thehar zaraaaaa fariyaad humari suntaa jaa daaman pe likhi hai ashqon ne rudaad humaari suntaa jaa jee sakenge naa hum tujhse ho kar judaa jaa meri zindagi tera haafiz khuda tera mehnil chalaa haath se dil chala reh gayi daastaan chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan chal diya carvaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni Naakaami Se Subah Ka Tara (1954) 03:00 31153
 
Poster of Subah Ka Tara (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Noor Lakhnavi
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:00   Song Number : 31153   

Armaan Bhare Dil Ki Lagan Jan Pehchan (1950) 03:11 15602
 
Poster of Jan Pehchan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Khem Chandra Prakash, Manna Dey
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 15602   

Ashkon Ne Jo Paaya Hai Chandi Ki Deewar (1964) 03:18 15691
 
Poster of Chandi Ki Deewar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:18   Song Number : 15691   

Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Ka Lagana Raag Rang (1952) 03:13 36181
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 36181   

Aye Ghum E Dil Kya Karoon (Male) Thokar (1953) 03:28 19218
 
Poster of Thokar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majaz Lakhnavi
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shyama, Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 19218   

Aye Mere Dil Kahin Aur Daag (1952) 02:54 20109
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:54   Song Number : 20109   

Aye Meri Zindagi Adl E Jehangir (1955) 03:03 16379
 
Poster of Adl E Jehangir (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:03   Song Number : 16379   

Aye Sanam Aaj Ye Kasam Jahan Ara (1964) 06:23 13399
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Bharat Bhushan
Duration : 06:23   Song Number : 13399   

Baagon Mein Khilte Hain Phool Suhag Sindoor (1961) 03:30 37837
 
Poster of Suhag Sindoor (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 37837   

Badal Jaaye Duniya Na Badlenge Hum Captain Kishore (1957) 03:16 15564
 
Poster of Captain Kishore (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Duration : 03:16   Song Number : 15564   

Badi Mushkil Hai Tumhe Bhul Jana Hum Hain Rahi Pyar Ke (1960) 03:18 16812
 
Poster of Hum Hain Rahi Pyar Ke (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Duration : 03:18   Song Number : 16812   

Baharon Ki Duniyaan Laila Majnu (1953) 04:17 13581
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:17   Song Number : 13581   

Bechain Nazar Betaab Jigar Yasmin (1955) 03:47 15687
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Duration : 03:47   Song Number : 15687   

Bekaif Dil Hai Aur Talat Mahmood 03:15 37843
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Muradabadi
Music Director- 
Mohd Iqbal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:15   Song Number : 37843   

Beraham Aasmaan Bahana (1960) 06:12 12797
 
Poster of Bahana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sajjan
Duration : 06:12   Song Number : 12797   

Betaab Hai Dil Bechain Nazar Behram Daku (1960) 03:16 32067
 
Poster of Behram Daku (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Saba Afghani
Music Director- 
Sadat
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashraf Khan
Duration : 03:16   Song Number : 32067   

Bharam Teri Wafaon Ka Armaan (1953) 02:41 38831
 
Poster of Armaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 02:41   Song Number : 38831   

Bhool Jaa Sapne Suhaane Rajdhani (1956) 04:35 39391
 
Poster of Rajdhani (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nimmi
Duration : 04:35   Song Number : 39391   

Chadhyan Anmol Kishti Par Talat Mahmood 03:29 40998
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Gujarati
Lyricist
Ninu Mazumder
Music Director- 
Ninu Mazumder
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:29   Song Number : 40998   

Chal Diya Caravaan Laila Majnu (1953) 03:27 13582
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:27   Song Number : 13582   
Karaoke Songs of Mahmood, Sad Songs of Mahmood, Love Songs of Mahmood, Dance Songs of Mahmood, Hip-hop songs of Mahmood, Best songs of Mahmood, Super hit songs of Mahmood, hit songs of Mahmood, duet songs of Mahmood, solo songs of Mahmood, old songs of Mahmood, famous songs of Mahmood, Hindi Karaoke Songs of Mahmood, Hindi Sad Songs of Mahmood, Hindi Love Songs of Mahmood, Hindi Dance Songs of Mahmood, Hindi Hip-hop songs of Mahmood, best Hindi songs of Mahmood, super hit Hindi songs of Mahmood, hit Hindi songs of Mahmood, duet Hindi songs of Mahmood, solo Hindi songs of Mahmood, old Hindi songs of Mahmood, famous Hindi songs of Mahmood, Sing Along Songs of Mahmood, Sing Along Sad Songs of Mahmood, Sing Along Love Songs of Mahmood, Sing Along Dance Songs of Mahmood, Sing Along Hip-hop songs of Mahmood, Sing Along Best songs of Mahmood, Sing Along Super hit songs of Mahmood, Sing Along hit songs of Mahmood, Sing Along duet songs of Mahmood, Sing Along solo songs of Mahmood, Sing Along old songs of Mahmood, Sing Along famous songs of Mahmood