MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMahmood
HomeMahmood
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas reh kar gair the ab toh humaare ho gaye laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin hijr ki raaton mein roshan chaand taare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi jis taraf dekha kinaare hi kinaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas rehkar gair the ab toh humaare ho gaye click here
ishq preet pyaar haan pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar hum jaante hain pyaar mein hota nahin vishvaas vishvaas unhun yaqeen nahin aitbaar haan hum jaante hain pyaar mein hota nahin aitbaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar aaj hai ravivaar umm hmm itvaar itvaar gaya somvaar gaya mangal gaya budhvaar gaya beet gaye din chaar ho na sake deedaar yeh toh bata do mere sar ki kasam kya tum bhi ho bechain bechain nahin bekraar kya tum bhi ho bekraar bekraar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar hum na thakenge likhte likhte tum thak jaavo padhte padhte chhupe huye hain mere kalam mein sau sau bol mohabbat ke aur dil mein hai udgaar udgaar nahin armaan aur dil mein hai armaan hazaar armaan hazaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar tumse hai pyaar mujhe tumse hai pyaar click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar chaand ke tale jalenge hum aye sanam raat bhar tum to dil ke taar chhed kar tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge kiska le liya hai dil ye bhi bhool jaaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge khawaab mein to aaoge tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi shokh shokh wo adaa humko yaad aayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi dard ban ke chhayegi tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga ab to baat baat par dil bhi ruthne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga humko lootne laga click here
tumhin to meri pooja ho aaaaaaa aaaaa aaaaaa tumhin to meri pooja ho tumhen dil mein basaaya hai tumhin to meri duniyaa ho haan haaan haaaan haaan tumhin to meri duniyaa ho tumhen dil se lagaaya hai tumhin to meri duniyaa ho ibaadat hai nigaahon ki tujhi ko dekh ko sehna teri har baat ko sehna tumhin to mere saathi ho tumhen apna banaaya hai tumhin to meri pooja ho tamanna hai inn aankhon ki tumhaare hi nazaaren hon jahaan dekhun tumhen dekhun haseen jalwe tumhaare hon haseen jalwe tumhaare hon tumhin ne meri manzil ko bahaaron se sajaaya hai tumhin to meri duniyaa ho tumhare haath mein hai ab humari laaj ka aanchal naa beh jaaye kahin dekho humari aankh ka kaajal humari aankh ka kaajal tumhin to meri pooja ho aaaaaaa aaaaa aaaaaa tumhin to meri pooja ho tumhen dil mein basaaya hai tumhin to meri duniyaa ho haan haaan haaaan haaan tumhin to meri duniyaa ho tumhen dil se lagaaya hai tumhin to meri duniyaa ho tumhin to meri pooja ho click here
tumko fursat hooooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo chaar aankhen naa karo chaar aankhen naa karo ek nazar dekh to lo tumko fursat hooo baat karne ke liye kaun tumhen kehta hai baat karne ke liye kaun tumhen kehta hai naa karo humse koiiii naa karo humse koi baat magar dekh to lo tumko fursat hooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo apne beemar e muhabbat ki tassalli ke liye apne beemar e muhabbat ki tassalli ke liye haal e dil poochh to lo haal e dil poochh to lo zakhm e jigar dekh to lo tumko fursat hooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo dil e barbaad ko aabaad karo yaa naa karo dil e barbaad ko aabaad karo yaa naa karo kam se kam tum mera kam se kam tum mera ujda hua ghar dekh to lo tumko fursat hooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo click here
unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha uthe toofaan kuchh aise ke doobe pyaar ke saahil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein jise samajhe the hum dilbar woh nikla sangdil qaatil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri ke jeenaa hi nahin ab to mera marna bhi hai mushkil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil click here
us bazm mein mujhe nahin banati hayaa kiye baithaa rahaa agarache ishaare huaa kiye baithaa rahaa agarache ishaare huaa kiye kis roz tohmaten na taraashaa kiye udu kis roz tohmaten na taraashaa kiye udu kis din humaare sar pe na aare chalaa kiye kis din humaare sar pe na aare chalaa kiye zid ki hai aur baat magar khoobari nahin bhoole se usne sainkadon waad e wafaa kiye bhoole se usne sainkadon waad e wafaa kiye ghalib tumhi kaho ke milegaa jawaab kyaa ghalib tumhi kaho ke milegaa jawaab kyaa maanaa ke tum kaha kiye aur wo sunaa kiye maanaa ke tum kaha kiye aur wo sunaa kiye us bazm mein mujhe nahin banati hayaa kiye click here
ishq mujhko nahin wahshat hi sahi meri wahshat teri shohrat hi sahi qata kije naa taalukk humse kuchh nahin hai to adaavat hi sahi mere hone mein hain kya ruswaayi aye wo majlis nahin dilvat hi sahi hum bhi dushman to nahin hain apne hum bhi dushman to nahin hain apne gair ko tujhse muhabbat hi sahi hum koi kar ke wafaa karte hain naa sahi ishq musibat hi sahi hum bhi taslim ki khun daalenge beniyazi teri aadat hi sahi yaar se chhed chali jaa aye asad gar nahin wasal to hasrat hi sahi click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai magar jis se roshan ye dil ka jahaan hai chhupaa chaand jaa kar wo mera kahaan hai wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai wohi dil wohi main mohabbat bhi wohi nigaahon mein ab tak hai soorat bhi wohi magar naa wo mehfil naa wo daastaan hai magar naa wo mehfil naa wo daastaan hai naa wo daastaan hai wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa mehkti hai kaliyaan to chubhate hain kaante sisakte hain gunche to lagte hain chaante magar dekhata kaun ye meharbaan hai magar dekhata kaun ye meharbaan hai ye meharbaan hai wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai click here
yaad aane wale phir yaad aa rahe hain yaad aane wale phir yaad aa rahe hain mere khayalon ki duniya seee haye ja rahe hain phir yaad aa rahe hain yaad aane wale phir yaad aa rahe hain hum bhi chup hain wo bhi chup hain pyaar khada muskata hai hum bhi chup hain wo bhi chup hain pyaar khada muskata hai nain mile sharmaun nain ki aur jeeya ghabrata hai nain mile sharmaun nain ki aur jeeya ghabrata hai maujon ki ratein umango ke din beete ja rahe hain phir yaad aa rahe hain yaad aane wale phir yaad aa rahe hain mast alag nigaahon wale hum par ek ehsaan kiye ja mast alag nigaahon wale hum par ek ehsaan kiye ja meetha meetha dard suhana meetha meetha dard suhana dene wale aur diye ja jhooli meri bhar de tere dar pe sar jhuka rahe hain phir yaad aa rahe hain click here
yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri dil mera lagta nahin kuchh mujhe bhaata nahin ye mujhe kya ho gaya kuchh samajh aata nahin yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri ye andhere raasteeee ye andhere raasteee hain mere hi vaaste ye andhere raasteee hain mere hi vaaste thokarein khaata rahun ashk barasaata rahun hai yahi taqdeer mein dil ko samjhaata rahun yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri kya khushi ki aarzoo jab khushi meri nahin maut shaayad ho meri zindagi meri nahin yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri click here
yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ye dard jo pyaara naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete tootaa huaa dil toote armaan teri hain amaanat paas mere tootaa huaa dil toote armaan teri hain amaanat paas mere teri hai amaanat paas mere ye dil jo tumhaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete shaayad ke tere kaam aa jaaye ye jaan meri o jaan e jigar shaayad ke tere kaam aa jaaye ye jaan meri o jaan e jigar ye jaan meri o jaan e jigar kismat kaa ishaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ruk jaaye kahan hai kis ko khabar dauraan e safar yaa manzil par dauraan e safar yaa manzil par gardish mein sitaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ye dard jo pyaara naa hota hum chhod ke duniyaa chal dete click here
ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh mausam naya aa gaya le kar fasaane naye mausam naya aa gaya le kar fasaane naye kehti hai ye bekhudi gaa le taraane naye aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha dil ki khushi ke liye duniyaa ko tu bhool jaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana dil ke jahaan ko badal apna muqaddar jagaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh click here
ye kis manzil pe le aayi ye kis manzil pe le aayi meri badkismati mujhko jahaan hasrat se mud kar dekhti hai zindagi mujhko ye kis manzil pe le aayi mere daaman mein kaante rakh diye phoolon ke badle mein phoolon ke badle mein mere daaman mein kaante rakh diye phoolon ke badle mein phoolon ke badle mein mere maalik bata aisi saza kyun di gayi mujhko ye kis manzil pe le aayi dil e nadan teri baton mein aakar lut gaya hoon main lut gaya hoon main dil e nadan teri baton mein aakar lut gaya hoon main lut gaya hoon main bahut tadpa rahi hai aaj meri bekashi mujhko ye kis manzil pe le aayi meri ye zindagi hai ya andheri raat sawan ki raat sawan ki meri ye zindagi hai ya andheri raat sawan ki raat sawan ki nazar aati nahin ab door tak bhi roshni mujhko ye kis manzil pe le aayi ye kis manzil pe le aayi meri badkismati mujhko jahaan hasrat se mud kar dekhti hai zindagi mujhko ye kis manzil pe le aayi click here
ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye kasam tumhein pyaar ki isi iqraar ki naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya chalo chal den wahaan zameen aur aasmaan gale milte jahaan banale wahin aashiyan ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai click here
ye raat ye raat ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo armaan lute deewane ke par toot gaye parwane ke armaan lute deewane ke par toot gaye parwane keeeee naa maut mili naa aazadi kismat mein likhi thi barbaadi ab kaun kahe duniyaa ko haseen naaqam bahaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon wo chot lagi hai seene par majboor hoon aansoon peene par dil se naa uthe toofan kahin betaab nazaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavooo click here
ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni tujhe kyaa khabar hai o bekhabar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar jo gazab mein aaye to kehar hai jo ho meharbaan wo qaraar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri baat baat hai dil nashin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin hai kali kali mein jo mastiyaan teri aankh ka ye khumaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni click here
yeh kya hai dhang zamane ka kaisi ye khudaai hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraai hai yeh kya hai dhang zamane ka har baat bane afsaana jahaan har naam pe tohmat aati ho uthate hi koi maasoom nazar bas ruswaayi ho jaati ho ae dil aisi mehfil se to behtar tanhaayi hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraayi hai yeh kya hai dhang zamane ka dil paar hua bezaar hua ab jeena yahaan dushwaar hua dil paar huaa bezaar huaa jhoothe taanon ko sunkar main majboor hua laachar hua kahin le chal ae dil ye nagari mujhe raas na aayi hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraayi hai yeh kya hai dhang zamane ka click here
ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai tumhen jaantaa hai jo ghum ke safar mein mera humsafar hai main kyun saath uska naa dunga khushi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai hargiz nahin hai mohabbat ke kuchh khel aankhon ne meri bigadte bhi dekhe hansi hi hansi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein abhi to umeedon ki duniyaa jawaan hai click here
zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun raat katti nahin din guzartaa nahin zakhm aisa diya hai ke bhartaa nahin aankh viraan hai dil pareshaan hai ghum ka saamaan hai jaise jaadu koi kar gayaa zindagi dene waale sun bekhataa toone mujh se khushi chheen li zinda rakha magar zindagi chheen li kar diya dil ka khoon chup kahaan tak rahoon saaf kyun na kahoon tu khushi se meri darr gayaa zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Juda Ho Kar Humein Madan Mohan (Tere Bagair) 04:36 13223
 
Poster of Madan Mohan (Tere Bagair)
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 04:36   Song Number : 13223   

Tum Se Hai Pyar Mujhe Teen Batti Char Rasta (1953) 03:22 40321
 
Poster of Teen Batti Char Rasta (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Shivram Krishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Karan Dewan
Duration : 03:22   Song Number : 40321   

Tum To Dil Ke Taar Chhed Kar Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961) 03:25 14081
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:25   Song Number : 14081   

Tumhin To Meri Pooja Ho Suhagan (1964) 04:32 11831
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:32   Song Number : 11831   

Tumko Fursat Ho Bewafa (1952) 03:37 12891
 
Poster of Bewafa (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sarshar Shailani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:37   Song Number : 12891   

Unhen Tu Bhool Jaa Ae Dil Naya Ghar (1953) 03:53 15641
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:53   Song Number : 15641   

Us Bazm Mein Mujhe Nahin Talat Mahmood 03:23 19356
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 19356   

Wahshat Hi Sahi Mirza Ghalib (1954) 03:08 13748
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:08   Song Number : 13748   

Wohi Chandani Hai Wohi Aasmaan Hai Rishta (1954) 03:51 15658
 
Poster of Rishta (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Pt Fani
Music Director- 
K Datta
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Duration : 03:51   Song Number : 15658   

Yaad Aane Wale Phir Yaad Anmol Ratan (1950) 03:10 19103
 
Poster of Anmol Ratan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Vinod
On Screen Actors- 
Karan Dewan, Meena Kumari
Duration : 03:10   Song Number : 19103   

Yaad Jab Aaye Teri Mohar (1959) 03:23 32118
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 32118   

Yaadon Ka Sahara Na Hota Patthar Ke Khwab (1969) 03:24 19236
 
Poster of Patthar Ke Khwab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pal Premi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Amar Nath
Duration : 03:24   Song Number : 19236   

Ye Khushi Ka Samaan Diwali Ki Raat (1956) 03:07 15581
 
Poster of Diwali Ki Raat (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:07   Song Number : 15581   

Ye Kis Manzil Pe Le Aayi Main Suhagan Hoon (1964) 03:41 33013
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Ajit
Duration : 03:41   Song Number : 33013   

Ye Nai Nai Preet Hai Pocket Maar (1956) 03:50 21452
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Duration : 03:50   Song Number : 21452   

Ye Raat Suhaani Raat Nahin Dil E Nadaan (1953) 04:12 16224
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 04:12   Song Number : 16224   

Yeh Hawa Yeh Raat Yeh Chandni Sangdil (1952) 03:06 14135
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:06   Song Number : 14135   

Yeh Kya Hai Dhang Zamane Ka Dak Babu (1954) 03:16 36184
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Dhani Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:16   Song Number : 36184   

Yeh Mere Andhere Ujaale Prem Patra (1962) 04:09 11830
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:09   Song Number : 11830   

Zindagi Denewale Sun Dil E Nadaan (1953) 03:21 12045
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Raag- 
Bhupali
Duration : 03:21   Song Number : 12045   
Karaoke Songs of mahmood, Sad Songs of mahmood, Love Songs of mahmood, Dance Songs of mahmood, Hip-hop songs of mahmood, Best songs of mahmood, Super hit songs of mahmood, hit songs of mahmood, duet songs of mahmood, solo songs of mahmood, old songs of mahmood, famous songs of mahmood, Hindi Karaoke Songs of mahmood, Hindi Sad Songs of mahmood, Hindi Love Songs of mahmood, Hindi Dance Songs of mahmood, Hindi Hip-hop songs of mahmood, best Hindi songs of mahmood, super hit Hindi songs of mahmood, hit Hindi songs of mahmood, duet Hindi songs of mahmood, solo Hindi songs of mahmood, old Hindi songs of mahmood, famous Hindi songs of mahmood, Sing Along Songs of mahmood, Sing Along Sad Songs of mahmood, Sing Along Love Songs of mahmood, Sing Along Dance Songs of mahmood, Sing Along Hip-hop songs of mahmood, Sing Along Best songs of mahmood, Sing Along Super hit songs of mahmood, Sing Along hit songs of mahmood, Sing Along duet songs of mahmood, Sing Along solo songs of mahmood, Sing Along old songs of mahmood, Sing Along famous songs of mahmood