zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun raat katti nahin din guzartaa nahin zakhm aisa diya hai ke bhartaa nahin aankh viraan hai dil pareshaan hai ghum ka saamaan hai jaise jaadu koi kar gayaa zindagi dene waale sun bekhataa toone mujh se khushi chheen li zinda rakha magar zindagi chheen li kar diya dil ka khoon chup kahaan tak rahoon saaf kyun na kahoon tu khushi se meri darr gayaa zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun
Zindagi Denewale Sun
Dil E Nadaan (1953)

Banarji, Deewan Sarar, Master Roomi, Pees Kanwal, Ramesh, Shyam Kumar, Shyama, Talat Mahmood