MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de main apne aap se ghabraa gaya hoon ghabraa gaya hoon main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de kahaan se ye fareb e aarzoo mujhko kahaan laaya jise main poojta tha aaj tak nikla wo ik saaya khata dil ki hai main sharmaa gaya hoon main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de bade hi shauk se ik khwaab mein khoya hua tha main ajab masti bhari ik neend mein soya huya tha main khuli jab aankh to tharraa gaya hoon tharraa gaya hoon main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de deewana kar de deewana kar de click here
lal lala la la lala la la la lala la la lala lala la la la lal lal la la la la la la la la la la lala lala lala lal lala la la lala la la la lala la la lala lala la la la la lal lal la la la la la la la la main chali main chali dekho pyaar ki gali mujhe roke na koi main chali main chali na na na meri jaan dekho jaana na wahaan koi pyaar ka looteraa loote na meri jaan ye fiza ye hawaa ye nazaare ye sama ab pyaar na hua to phir kab hoga koi khel to nahin ye hai pyaar meri jaan tujhe pata bhi na chalega ye jab hoga main chali main chali dekho pyaar ki gali mujhe roke na koi main chali main chali hai deewani ye jawaani koi samjhaye kya kab rokne se rukte hain deewane tu hai abhi naadaan zara soch meri jaan roz aate nahin din aise mastaane ho na na na meri jaan dekho jaana na wahaan koi pyaar ka looteraa loote na meri jaan kahin aankh na mili kahin dil na laga to yeh pyaar ka zamaana kis kaam aaya to ye rutt ye ghata bolo sochegi kya jo kisi ka na honthon pe naam aaya click here
main doob dooob jata hoon sharrbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein sharbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein main doob dooob jata hoon phoolon ko tune rangat dedi suraj ko ujala ujala suraj ko ujala zulfo se tune paani jhhatka taron ki ban gayi mala dekho taron ki ban gayi mala honth hai tere do paimane honth hai tere do paimane paimano ki masti mein doob dooob jata hoon sharrbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein sharbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein main doob dooob jata hoon bhoole se tu jo bagh mein jaye patta patta dole re dole patta patta dole tirchhi nazren jidhar bhi pheke bharke sau sau shole re shole bharke sau sau shole gaal hain tere ha ha do angare hu huu gaal hain tere do angare angare ki garmi mein doob dooob jata hoon sharrbati teri ankhon ki haa jheel si gehrayi mein sharbati teri ankhon ki jheel si gehrayi mein main doob dooob dooob dooob jata hoon click here
main hoon bhaarat ki naar main hoon bhaarat ki naar ladne marne ko taiyaar mujhe samjho na kamzor logo samjho na kamzor us desh ki hoon santaan us desh ki hoon santaan ke jiska naam hai hindustaan sah zor badi sah zor logo samjho na kamzor oho hooo oho hoooo aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa main bijli ban kar damkun main bhala ban kar chamkun koi hai jo hare mera cheer marun kheench ke aisa teer jo lage kalejwa paar jo lage kalejwa paar ladne marne ko taiyaar mujhe samjho na kamzor logo samjho na kamzor oho hooo oho hoooo aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa main hoon jhansi ki sham sheer main hoon arjun ka teer main seeta ka vardaan de sakti hoon balidaan main bheem ki hoon jhankaar main bheem ki hoon jhankaar ladne marne ko taiyaar mujhe samjho na kamzor logo samjho na kamzor aa ha haa aa ha haa aaaa aaa aaa aaa la la la la la la la la la la la la la laaaaaaaaa click here
laaaa laaa lala lalaaaaaaa laaaaaaaa zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana aisa naa ho duniyaa kahe haaye ke ye kya huaaaa main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii heyyyy hoooooo heyyyyy heyyyy hoooooo hooooo preeeem pyaar deewaanaa click here
main kaun hoon main kahaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon main kahaan hoon mujhe ye hosh nahin kidhar main aaj rawaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon mujhe naa haath lagaao ke mar chukaa hoon main mujhe naa haath lagaao ke mar chukaa hoon main khud apne haath se ye khoon kar chuka hoon main phir aaj kaise yahaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon main apni laash uthaye yahaan chalaa aayaa koi bas itnaa bata de kahaan chala aayaa ye kya jagah hai jahaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon koi naa aaye yahaan ye majaar mera hai koi naa aaye yahaan ye majaar mera hai khada hoon kab se mujhe intezaar mera hai ye kya kahaa main yahaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon click here
main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya click here
main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re paglepan ki peer wo jaane bichhade jiska meet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal kahe ye duniyaa main deewana din ko dekhun sapne deewani duniyaa kya jaane deewani duniyaa kya jaane ye sapne hain apne ye sapne hain apne ghaayal mann ki hansi udaaye ye duniyaa ki reet re main paagal chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki ye mera dukhiyaa jeevan hai hoonk kisi deewaane ki mann ke toote taar bajaa kar gaaun apne geet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal click here
main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya are masti bhari aankhon se do jaam chura laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya masti meri aankhon ne botal se nahin li hai saaki se nahin maangi chullu se nahin pee hai behosh nahin phir bhi main hosh ganwaa aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha peene ka mazaa kya hai pee kar bhi nahin samjha pyaala mere honthon tak aa kar bhi nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai toote huye ik dil se paimana banaya hai saawan ki ghataaon ko aankhon mein chhupa laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya click here
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasi tum saawan main pyaasi tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to aankhon ko jab band karoon main aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aayen hooo pyaar bina ye jeevan phikaa sapne ye samjhaayen mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho na hoon to ho ho na hoon to maine jab jab anjaane se maine jab jab anjaane se dekhi haath ki rekha main batlaa doon uss rekha mein tumne mujhe hi dekha main to ik parchhayee hoon tumhin ho mere darpan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to click here
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aaye pyaar bina yeh jeevan pheeka sapne yeh samjhaye mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan main jab chhedun dil ke taraane chup ke se sun lena yeh nagmein hain pyaar ki kaliyaan dheere se chunn lena tera mera rishta jaise khushboo aur chandan hai naa hai toh hai hai naa hai toh main pyaasa tum saawan click here
main sunata hoon tujhe ek kahani sunle o mere laal zara meri zubaani sunle mere nanne mere munne meri aulaad hai tu maine bhagwaan se jo ki thi wo fariyaad hai tu baap hoon tera magar tujhko khila sakta nahin dono haathon se kabhi tujhko utha sakta nahin tu agar chahe ke ban jaaun main tera ghoda jo na ban paaun to dukh hoga tujhe bhi thoda lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe dil teri maa ka tere pyaar se aabaad rahe tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala badkismat ke ghar mein hua hai paida kismatwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri mehnat jiska naam hai beta wo jagir hai teri har mushkil se lad sakta hai do do haathon wala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala click here
main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya teri aashiqui ka guroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon click here
pa ma re ni sa re ma pa ni pa ma pa ni pa pa ni sa ni ni sa re sa main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare honthon se jab jab wo murli lagaaye honthon se jab jab wo murli lagaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye sakhi ri phir tu hi bata sakhi ri phir tu hi bata dil kaise na koi haare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare kitna bhi koi manwa ko roke kitna bhi koi manwa ko roke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke sakhi ri koi bas na chale sakhi ri koi bas na chale jab mohan ki murali pukaare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa click here
kaun rokega ab pyaar ka raasta main to pi ki nagariya jaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj baithe bithaaye ye kya ho gaya dil ki har baat aankhon mein aane lagi dil ki har baat aankhon mein aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aa gaye aa gaye muskuraane ke din aa gaye aa gaye muskuraane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din maine paayal to paanvon mein baandhi nahin aur aavaaz aur aavaaz ghungharu ki aane lagi aur aavaaz ghungharu ki aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga maine darpan abhi tak to dekha nahin meri bindiya magar jhilmilaane lagi meri bindiya magar jhilmilaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan lehlahaane laga mera naazuk badan lehlahaane laga mera naazuk click here
main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna kyun jhoothe se preet lagayee kyun jhoothe se preet lagayee kyun chhaliye ko meet banaaya kyun aandhi mein deep jalaaya main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna sapne mein jo baagh lagaayee neend khuli to veeraane the hum bhi kitne deewane the main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna na milti ye bairan ankhiyan na milti ye bairan ankhiyan chain na jaata dil bhi na rota kaash kisi se pyaar na hota main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna click here
main wohi wohi baat main wohi wohi baat mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi achhchhi yaa kharaab pee lee jaisi mili sharaab pee li saaki naya hai jaam puraana saaki naya hai jaam puraana rang naya hai naam puraana naam puraana subah ho yaa shaam mujhe masti se kaam kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi huuuuu huuuuu huuuu huuuuu huuuuuu apna hi lahoo pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon dil apna hai ghum apne hai dil apna hai ghum apne hai duniyaa paraayi hum apne hai hum apne hai mujhe aaye naa qaraar main rahoon beqaraar kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi click here
maine apni shama bujha kar teri shama jala di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama bujha kar jaa manzil ko jaane waale tera saathi saath hai tere tera saathi saath hai tere pyaar hua tha kabhi mujhe bhi baat wo maine bhula di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama bujha kar ek din bheegi shaam ko maine jo tasveer banai thi jo tasveer banai thi aaj mohabbat ki wo nishani apne aap mita di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama bujha kar teri shama jala di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal jee chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye sunhari shaam aayi rang le kar pyaar ka ab pata mujh ko chala hai apni pehli haar ka apni pehli haar ka keh sake na saamne hum keh rahe hain door se ho gaye hum dil ke haathon ab to kuchh majboor se majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tu hi mere dil ki manzil tu hi mera humsafar zindagi se badh ke mujh ko teri ik meethi nazar teri ik meethi nazar teri aankhon mein rahon main tu mere dil mein rahe zindagi bhar pyaar ki ye naaw aise hi bahe majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa click here
mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le kisi ko mann ka meet bana le meet bana le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna preet bana le ye jeewan ko ek suhaana sapna ek suhaana sapna jeewan mein yeh jyot jagaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye jalne waala hanste hanste phir bhi jalta jaaye phir bhi jalta jaaye preet ke hain andaaz niraale oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Apne Aap Se Ghabraa Gaya Hoon Bindiya (1960) 03:49 15148
 
Poster of Bindiya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:49   Song Number : 15148   

Main Chali Main Chali Padosan (1968) 05:17 20849
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 05:17   Song Number : 20849   

Main Doob Doob Jata Hoon Black Mail (1973) 03:47 17877
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 17877   

Main Hoon Bharat Ki Naar Ladki (1953) 03:20 40506
 
Poster of Ladki (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R Sudarshanam, Dhani Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 40506   

Main Jab Chhedunga Dil Ponga Pandit (1975) 08:19 13963
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 08:19   Song Number : 13963   

Main Kaun Hoon Main Chup Rahungi (1962) 03:36 13651
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:36   Song Number : 13651   

Main Naa Jaanun Ashiana (1952) 04:00 12742
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:00   Song Number : 12742   

Main Paagal Mera Ashiana (1952) 03:36 12743
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12743   

Main Pee Ke Nahin Aaya Kavi (1954) 03:14 15611
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:14   Song Number : 15611   

Main Pyaasa Tum (Duet) Faraar (1975) 04:04 18208
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Amitabh Bachchan
Duration : 04:04   Song Number : 18208   

Main Pyaasa Tum Saawan Faraar (1975) 03:10 18212
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:10   Song Number : 18212   

Main Sunata Hoon Tujhe Khandan (1965) 05:37 13543
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:37   Song Number : 13543   

Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon Jahan Ara (1964) 03:01 20871
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:01   Song Number : 20871   

Main To Jaaun Na Jamuna Kinaare Baap Bete (1959) 03:41 38281
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:41   Song Number : 38281   

Main To Pi Ki Nagariya Ek Kali Muskayee (1968) 05:27 13218
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meera
Raag- 
Des
Duration : 05:27   Song Number : 13218   

Main To Tum Sang Nain Mila ke Man Mauji (1962) 03:37 11848
 
Poster of Man Mauji (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:37   Song Number : 11848   

Main Wohi Wohi Baat Naya Din Nai Raat (1974) 03:29 13858
 
Poster of Naya Din Nai Raat (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 13858   

Maine Apni Shama Bujha Kar Nazrana (1961) 02:56 19983
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Raj Kapoor
Duration : 02:56   Song Number : 19983   

Majhi Meri Kismat Ke Hum Hindustani (1960) 05:05 13349
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:05   Song Number : 13349   

Man Mein Kisi Ki Preet Basa Le Aaram (1951) 03:36 17190
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:36   Song Number : 17190   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna