main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya are masti bhari aankhon se do jaam chura laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya masti meri aankhon ne botal se nahin li hai saaki se nahin maangi chullu se nahin pee hai behosh nahin phir bhi main hosh ganwaa aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha peene ka mazaa kya hai pee kar bhi nahin samjha pyaala mere honthon tak aa kar bhi nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai toote huye ik dil se paimana banaya hai saawan ki ghataaon ko aankhon mein chhupa laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya
Main Pee Ke Nahin Aaya
Kavi (1954)

B M Vyas, Bharat Bhushan, Chandrashekhar, Geeta Bali, H Prakash, Janaki Das, Nalini Jayvant, Om Prakash, Ranjan
Song Title :
Main Pee Ke Nahin Aaya
Album/Film :
Kavi (1954)
Production :
Sun Rise Pictures
Producer :
V M Vayas
Director :
Devaki Bose
Film Actors :
B M Vyas, Bharat Bhushan, Chandrashekhar, Geeta Bali, H Prakash, Janaki Das, Nalini Jayvant, Om Prakash, Ranjan
Singer :
Talat Mahmood
OnScreen Actors :
Bharat Bhushan