mann dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re ye kaun bajaaye baansuriya mann dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re ye kaun bajaaye baansuriya madhur madhur sapnon mein dekhi maine raah naveli tod chali main laaj ka pehra jaane kahan akeli chali main jaane kahan akeli ras ghole dhun yun bole jaise thandi pade phuhar re ye kaun bajaaye baansuriya mann dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re ye kaun bajaaye baansuriya kadam kadam par rang sunehra yeh kisne bikhraya naagan ka mann bas karne yeh kaun saperaa aaya na jaane kaun sapera aaya pag dole dil yun bole tera hoke rahaa shikaar re ye kaun bajaaye baansuriya mann dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re ye kaun bajaaye baansuriya
Mann Dole Mera Tan Dole
Nagin (1954)

Bali, Pradeep Kumar, Vyjayantimala