MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSahir-Ludhianvi
HomeSahir-Ludhianvi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


raam naam sohi jaaniye jo ramta sakal jahaan ghat ghat mein jo rum rahaa usko raam pehchaan tera raamji karenge bedaa paar re bedaa paar re bedaa paar tera raamji karenge bedaa paar udaasi mann kaahe ko kare tera raamji karenge bedaa paar udaasi mann kaahe ko kare kaahe ko darre re kaahe ko darre kaahe ko darre ae ae ae naiyaa teri raam hawaale lehar lehar hari aap sambhaale naiyaa teri naiyaa teri raam hawaale lehar lehar hari aap sambhaale hari aap hi uthaave tera bhaar udasi mann kaahe ko kare tera raamji karenge bedaa paar udaasi mann kaahe ko kare kaahe ko darre re kaahe ko darre kaahe ko darre ae ae ae kaab mein majdhaar usi ke haathon mein patwaar usi ke kaab mein kaab mein majdhaar usi ke haathon mein patwaar usi ke teri haar bhi nahin hai teri haar udaasi mann kaahe ko kare tera raamji karenge bedaa paar udaasi mann kaahe ko kare kaahe ko darre re kaahe ko darre kaahe ko darre ae ae ae sehaj kinaara mil jaayegaa re mil jaayegaa mil jaayegaa param sahaara click here
tere bachpan ko jawani ki dua deti hoon tere bachpan ko jawani ki dua deti hoon aur dua de ke pareshaan si ho jaati hoon mere munne mere guldaar ke nanhe paudhe tujhko haalaat ki aandhi se bachaane ke liye aaj main pyaar ke aanchal mein chhupa leti hoon kal ye kamzor sahaara bhi na haasil hoga kal ye kamzor sahaara bhi na haasil hoga kal tujhe kaanton bhari raah pe chalna hoga zindagaani ki kadi dhoop mein jalna hoga tere bachpan ko jawani ki dua deti hoon aur dua de ke pareshaan si ho jaati hoon tere maathe pe sharaafat ki koi muhar nahin chand bosen hain mohabbat ke to wo bhi kya hain mujhse maangoge mohabbat ka koi mol nahin mujhse maangoge mohabbat ka koi mol nahin mere maasoom farishate tu abhi kya jaane tujh ko kis kis ke gunaahon ki saza milni hai deen aur dharm ke maare huye insaanon ki jo nazar milni hai tujhko wo khafaa milni hai tere bachpan ko jawani ki dua deti hoon aur dua de ke pareshaan si ho jaati hoon bediyaan leke lapakta hua kaanoon kahaan click here
tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se la la la la la la pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se lage kadmon se lage kadmon se aag lipatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai la la la la la la rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai lage duniya hi lage duniya hi aaj simatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen palkon pe phaila teri palkon ka saaya hai chehre ne tere mera chehra click here
tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai jo dil ki uljhan hai sab tujh pe roshan hai ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon teri shohrat sun sun ke umeeden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai nazron ki pyaas bhuja mera bichhada yaar mila ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab jeena mushkil hai fariyaaden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon click here
tere pyaar ka aasra chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon hasinon se ehde wafaa chaahte ho hasinon se ehde wafaa chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho tere narm baalon mein taare sajaa ke tere shokh kadmon mein kaliyaan bichhaa ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke tujhe raat din tujhe raat din poojna chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka zara soch lo dil lagaane se pehle ke khona bhi padta hai paane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ki tum husn ko ki tum husn ko poojna chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho kahaan tak jiyen teri ulfat ke maare guzarti nahin zindagi bin sahaare bahot ho chuke door reh kar ishaare bahot ho chuke door reh kar ishaare tujhe paas se tujhe paas se dekhna click here
aa aa aaa aa tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main chali hoon meri duniya tere saath reh gayi hai mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main basi hoon tere dil mein mujhe kis liye pukaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai main woh phool hoon ke jis mein tera rang teri boo hai meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai meri zindagi hai zinda teri yaad ke sahaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare click here
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm aa aa aa haa aa aa haa aa aa aa teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen wohi aansoo wohi aahein wohi ghum hain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata aa aa aa aa koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata wohi begaane chehre hain jahaan ponhchhain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen ho ho ho o o o haa haa hmm hmm hmm are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai are o aasmaan waale are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi gujar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen click here
teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu bakshees kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar ho teri marzi se aye maalik hum iss duniya mein aaye hain tum log chup kyun ho gaye gaao na bachcho gaao ho teri marzi se ae maalik hum iss duniya mein aaye hain teri rehmat se hum sab ne ye jism aur jaan paaye hain tum apni nazar hum par rakhana kis haal mein hai ye khabar rakhana teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar tu chaahe to humein rakhe tu chaahe to click here
teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena chhoo le nazar to aaye pasina aye naazneena teri jawaani haai ye tera lehraa ke chalna ithlaa ke chalna haai ye tera lehraa ke chalna ithlaa ke chalna reh reh ke dhadke dharti ka seena aye naazneena reh reh ke dhadke dharti ka seena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi har ang tera tarsha nageena aye naazneena har ang tera tarsha nageena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani aankhon mein bijali zulfon mein baadal saanson mein hulchal aankhon mein bijali zulfon mein baadal saanson mein hulchal tujh si nahin koi qaatil haseena aye naazneena tujh si nahin koi qaatil haseena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani jeene ka koi saaman kar de ehsaan kar de jeene ka koi saaman kar de ehsaan kar de tere baigair ab click here
surmayi raat dhalti jaati hai rooh ghum se pighalti jaati hai teri zulfon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare tumko apna banake dekh liya tumko apna banake dekh liya ek baar aazmaa ke dekh liya baar baar aitbaar kaun kare baar baar aitbaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare aye dil e zaar sogawaar naa ho aye dil e zaar sogawaar naa ho unki chaahat mein beqaraar naa ho haaye badnaseebon se pyaar kaun kare badnaseebon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare click here
aa haa haa haa aa haa haa haa haa haa lala la lala amm hmm hmm hmm kaise bulaayen thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen aa haa haa haa aa haa haa haa haa haa lala la lala amm hmm hmm hmm kaise bulaayen chaand aur taare hanste nazaare milke kabhi dil mein kabhi jaadoo jagaaye thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen kaise bulaayen kaha bhi na jaaye raha bhi na jaaye tumse agar mile bhi nazar hum jhenp jaaye thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen aa haa haa haa aa haa haa haa haa haa lala la lala amm hmm hmm hmm kaise bulaayen dil ke fasaane dil bhi na jaane tumko sajan dil ki lagan kaise bataayen thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhe aur dikhaaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann ujiyaara jab jab phaile jag ujiyaara hoye iss ujle darpan par praani dhool naa jamne paaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sabka aadhaar sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sabka aadhaar mann se koi baat chhupe naa mann ke nain hazaar jag se chaahe bhaag le koi mann se bhaag naa paayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhe aur dikhaaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye click here
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa raani apne prabhu se poochhe kiss vidhi paaun tohe prabhu kahe tu mann ko paa le paa jaayega mohe tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhen aur dikhaayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann ujiyaara jab jab phaile jag ujiyaara hoye iss ujle darpan par praani iss ujle darpan par praani dhool naa jamne paaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhen aur dikhaayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sab ka aadhaar sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sab ka aadhaar mann se koi baat chhupe naa mann ke nain hazaar jag se chaahe bhaag le koi jag se chaahe bhaag le koi mann se bhaag naa paayen tora mann darpan kehlaaye click here
tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se band hua ye dwaar kabhi naa jug kitne hi jug kitne hi beete sab dwaaron par haarne waale iss dwaare par iss dwaare par jeete laakhon patit laakhon patitaayen laakhon patit laakhon patitaayen paawan ho kar aaye re raam ji ke dwaar se tora manva tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se hum murakh jo kaaj bigaade raam wo kaaj sanwaare raam wo kaaj sanwaare o maha nanda ho ke ahillyya sab ko paar utaareeee sab ko paar utaare jo kankar charnon ko chhoo le jo kankar charnon ko chhoo le wo heera ho jaaye re raam ji ke dwaar se tora manva tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se naa poochhe wo jaat kisi ki naa gun avgun naa gun click here
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo click here
tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon oooo soniye oooo mere mahivaal aa aaja oye aaja paar nadi ke mere yaar ka dera yaar ka dera hoye yaar ka dera tere havaale rabba dilbar mera dilbar mera oye dilbar mera raat balaa ki badhata jaaye leharon ka ghera kasam khuda ki aaj hai mushkil milna mera khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba hooooooo saath jiyenge saath marenge yehi hai fasaana oye tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali ye aisi click here
tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi kaanton bhare hain sab raaste tere waaste jeevan ki dagar mein kaun banega tera aasraa bedard nagar mein tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega ban ke rahegi sharmindagi teri zindagi jab tak tu jiyega aaj pilaaun tujhe dhoodh main kal zehar piyega tu mere pyaar ka phool hai ke meri dhool hai kuchh click here
tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande ved wohi kuraan wohi haiiii ved wohi kuraan wohi hai raam wohi rehmaan wohi hai kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe gore uske kaale uske are purab pachhim waale uske gore uske kaale uske purab pachhim waale uske sab mein usi ka noor samayaaaaa sab mein usi ka noor samayaa kaun hai apna kaun parayaa sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa click here
aaaa aaaaa aaja aaja aaja aaaaa aaaa aaja aaja aaja tujhko pukare mera pyaar hooo tujhko pukare mera pyaar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar aakhri pal hai aakhri aahen tujhe dhoondh rahi hain doobti saansen bujhti nigahen tujhe dhoondh rahi hain saamne aaja ek baar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar dono jahan ki bhent chadha di maine chaah mein teri apne badan ki khaak mila di maine raah mein teri ab to chali aa iss paar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar itne yugon tak itne dukhon ko koi seh na sakega teri kasam mujhe tu hai kisi ki koi keh na sakega mujhse hai tera iqraar hoye aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar teri nazar ki oss pade to bujhe pyaas milan ki tere badan ki oat mite to rahe laaj lagan ki mil jaaye chain qaraar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar hoye tujhko pukare mera pyaar tujhko pukare mera pyaar click here
tum agar mujhko na chaaho to koi baat nahin tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi ab agar mail nahin hai to judaai bhi nahin baat todi bhi nahin tumne banai bhi nahin ye sahara hi bahot hai mere jeene ke liye tum agar meri nahin ho to parayi bhi nahin mere dil ko na saraaho mere dil ko na saraaho to koi baat nahin to koi baat nahin gair ke dil ko saraahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum haseen ho tumhen sab pyaar hi kartein honge main jo marta hoon to kya aur bhi marte honge sabki aankhon mein issi shauk ka toofan hoga sabke seene mein yahi dard ubharte honge mere gham mein na karaaho mere gham mein na karaaho to koi baat nahin to koi baat nahin aur ke gham mein karaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi phool ki tarah haso sabki nigahon mein raho apni masoom jawani ki panaahon mein raho mujhko wo din na dikhana tumhein apni hi kasam main tarasta rahoon tum gair ki click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tera Raamji Karenge Chhaya (Album) (2005) 05:06 18106
 
Poster of Chhaya (Album) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 05:06   Song Number : 18106   

Tere Bachpan Ko Jawani Mujhe Jeene Do (1963) 07:28 13799
 
Poster of Mujhe Jeene Do (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Todi
Duration : 07:28   Song Number : 13799   

Tere Chehre Se Nazar Nahin Kabhi Kabhie (1976) 05:05 21287
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Rakhi
Duration : 05:05   Song Number : 21287   

Tere Dar Pe Aaya Laila Majnu (1976) 03:33 13587
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 13587   

Tere Pyaar Ka Aasra Dhool Ka Phool (1959) 07:11 13081
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 07:11   Song Number : 13081   

Tere Saath Chal Rahe Hain Angarey (1954) 03:23 12152
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 12152   

Teri Duniyaan Mein Jeene House No 44 (1955) 03:00 13343
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:00   Song Number : 13343   

Teri Hai Zameen Tera Aasmaan The Burning Train (1980) 05:26 21308
 
Poster of The Burning Train (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Neetu Singh
Duration : 05:26   Song Number : 21308   

Teri Jawaani Tapta Amaanat (1977) 06:11 12640
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:11   Song Number : 12640   

Teri Zulfon Se Pyaar Kaun Kare Joru Ka Bhai (1955) 03:23 15606
 
Poster of Joru Ka Bhai (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:23   Song Number : 15606   

Thandi Hawaayen Naujawan (1951) 04:06 11971
 
Poster of Naujawan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:06   Song Number : 11971   

Tora Mann Darpan Kaajal (1965) 03:36 21320
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 21320   

Tora Mann Darpan (Version 2) Kaajal (1965) 06:27 213201
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:27   Song Number : 213201   

Tora Manva Kyun Sadhna (1958) 04:34 14105
 
Poster of Sadhna (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Leela Chitnis
Duration : 04:34   Song Number : 14105   

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Tu Husn Hai Main Ishq Hoon Hamraaz (1967) 08:30 13310
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Mumtaz
Duration : 08:30   Song Number : 13310   

Tu Mere Pyaar Ka Phool Dhool Ka Phool (1959) 03:59 13082
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 13082   

Tujh Ko Rakhe Raam Ankhen (1968) 06:09 21351
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Amar Nath, Mehmood, Mala Sinha
Duration : 06:09   Song Number : 21351   

Tujhko Pukare Mera Pyaar Neel Kamal (1968) 05:33 13864
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 13864   

Tum Agar Mujhko Na Chaho Dil Hi To Hai (1963) 04:28 13100
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 13100   
Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Sad Songs of sahir ludhianvi, Love Songs of sahir ludhianvi, Dance Songs of sahir ludhianvi, Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Best songs of sahir ludhianvi, Super hit songs of sahir ludhianvi, hit songs of sahir ludhianvi, duet songs of sahir ludhianvi, solo songs of sahir ludhianvi, old songs of sahir ludhianvi, famous songs of sahir ludhianvi, Hindi Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Hindi Sad Songs of sahir ludhianvi, Hindi Love Songs of sahir ludhianvi, Hindi Dance Songs of sahir ludhianvi, Hindi Hip-hop songs of sahir ludhianvi, best Hindi songs of sahir ludhianvi, super hit Hindi songs of sahir ludhianvi, hit Hindi songs of sahir ludhianvi, duet Hindi songs of sahir ludhianvi, solo Hindi songs of sahir ludhianvi, old Hindi songs of sahir ludhianvi, famous Hindi songs of sahir ludhianvi, Sing Along Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Sad Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Love Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Dance Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Sing Along Best songs of sahir ludhianvi, Sing Along Super hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along duet songs of sahir ludhianvi, Sing Along solo songs of sahir ludhianvi, Sing Along old songs of sahir ludhianvi, Sing Along famous songs of sahir ludhianvi