MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSahir-Ludhianvi
HomeSahir-Ludhianvi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun meri har sos ne har soch ne chaaha hai tumhen jab se dekha hai tumhen tab se saraaha hai tumhen bas gayin hain meri aankhon mein tumhaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun tum jo nazron ko uthaao to sitaare jhuk jaayen tum jo palkon ko jhukaao to zamaane ruk jaayen kyun na ban jaayen inn aankhon ki ujaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun jaagti raat ko sapnon ka khazaana mil jaaye tum jo mil jaao to jeene kaa bahaana mil jaaye apni kismat pe karen naaz humaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun click here
tumhari mast nazar tumhari mast nazar garr idhar nahin hoti nashe mein choor fiza iss kadar nahin hoti tumhari mast nazar aa aa aa aa tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain dil mein aarzooein hain tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhari mast nazar khafa na hona agar badhke thaam loon daaman khafa na hona agar badhke thaam loon daaman badhke thaam loon daaman ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai hum ko hosh rehta hai phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti tumhari mast nazar click here
yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha uff ye nazar uff ye adaa uff ye nazar uff ye adaa kaun na ab hoga fidaa zulfen hai ya badliyaan aankhen hai ya bijliyaan jaane kis kis ki aayengi kazaa yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha haan tumsa nahin dekha tum bhi haseen rutt bhi haseen aaj ye dil bas mein nahin tum bhi haseen rutt bhi haseen aaj ye dil bas mein nahin raaste khamosh hain dhadkane madhosh hain piye bin aaj humen chada hai nasha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha tum na agar bologe sanam tum na agar bologe sanam mar to nahin jaayenge hum kya pari yaa hoor ho itne kyun magroor ho maan ke to dekho kabhi kisi ka kaha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha tumsa click here
ho o o ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri ho oh ho ho ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri kanwaariyon ka dil machle kanwaariyon ka dil machle jind meriye jab aise chikne chehre jab aise chikne chehre to kaise na nazar phisle to kaise na nazar phisle jind meriye ho o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ho o o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ke beriyon ke ber pak gaye ke beriyon ke ber pak gaye jind meriye kabhi daal idhar bhi phera kabhi daal idhar bhi phera ke tak tak nain thak gaye ke tak tak nain thak gaye jind meriye ho o o ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho o ho ho ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ke jahan mera yaar basta ke jahan mera yaar basta jind meriye paani lene ke bahaane aaja paani lene ke bahaane aaja ke tera mera ik rasta ke tera mera ik rasta jind meriye ho o o ho tujhe chaand ke bahaane dekhoon ho click here
haaye uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida tan aise lehke jo dekhe behke phir meri kya hai khata chashme bulbul uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida dil bhi deewaana tera jaan bhi deewaani leke rahenge teri koi nishaani haye dil bhi deewaana tera jaan bhi deewaani leke rahenge teri koi nishaani thodi si khul ja baahon mein tul ja seene ki aag bujha haye meri icecream uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida jeene na dega humein yun tadpaa na pehle ladaana aankhen phir tarsaana jeene na dega humein yun tadpaa na pehle ladaana aankhen phir tarsaana haye ye latke baahon ke jhatke aise na haath chhuda hu haaye uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana hai fida kab tak phiregi yun hi khud ko sambhaale apni adayen karde mere hawaale haa kab tak phiregi yun hi khud ko sambhaale apni adayen karde mere hawaale jaagi tarangen machli umangen dengi hamesha dua haye zaalim uff ye jawaani ye ada tujh pe zamaana click here
uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan mere dil ka andhera hua aur ghanera kuchh samjh naa paaun kya hona hai mera mere dil ka andhera hua aur ghanera kuchh samjh naa paaun kya hona hai mera khadi do raahe par ye poochhun ghabraa kar khadi do raahe par ye poochhun ghabraa kar jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan jo saans bhi aaye tann cheer ke jaaye iss haal se koi kiss tarah nibhaaye jo saans bhi aaye tann cheer ke jaaye iss haal se koi kiss tarah nibhaaye naa marna raas aaya naa jeena mann bhaaya naa marna raas aaya naa jeena mann bhaaya jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan rutt ghum ki talle naa koi aas phale naa taqdeer ke aaaaage meri pesh chale naa rutt ghum ki talle naa koi aas phale naa taqdeer ke aaaaage meri pesh chale naa bahot thi tadbeeren naa click here
umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi baagh saje phir bhi jaane kyun aise lage phool pehli baar khile hain roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi aaj laga yun aaj laga yun motiyon se meri maang bhar gayi kajra chhalke aachra dhalke aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya paa ke sahaara paa ke sahaara door tha main apne paas aa gaya duniyaa saari laage nyaari aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jiss ki thi lagan jiss ki thi lagan aaj wo milan ki raat aa gayi alke lehken ankhiyaan behken aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi click here
unhein kho kar unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun main hairaan hoon ki aaj apni wafa se aur kya maangun unhein kho kar girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain yahi kaafi hai duniya ki hava se aur kya maangun unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun unhein kho kar meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye siva iske mohabbat ke khuda se aur kya maangun unhein kho kar click here
unse nazaren milin aur hijaab aa gaya unse nazaren milin aur hijaab aa gaya zindagi mein haseen inqalaab aa gaya unse nazaren milin aur hijaab aa gaya aa bekhabar the udhar ke taakaajon se hum bekhabar the udhar ke taakaajon se hum humko maaloom na tha aise bhi din aayenge aaina dekhen to aap apne se sharmaayenge bekhabar the udhar ke takaajon se hum aaj jaana ke sach much shabaab aa gaya aaj jaana ke sach much shabaab aa gaya aa aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun in sawaalon ka khud se jawaab aa gaya in sawaalon ka khud se jawaab aa gaya aa dil ke aane ko hum kis tarah rokte dil ke aane ko hum kis tarah rokte dilko roka na gaya usko sambhala na gaya baat is tarah badhi baat ko taala na gaya dil ke aane ko hum kis tarah rokte jispe aana tha khana kharaab aa gaya jispe aana tha khana kharaab aa gaya zindagi mein haseen inqalaab aa gaya click here
uss mulq ki sarhad ko koi chhoo nahin sakta jiss mulq ki sarhad ki nigebaan hain aankhen har tarah ke jazbaat kaa elaan hain aankhen har tarah ke jazbaat kaa elaan hain aankhen shabnam kabhi shola kabhi toofaan hain aankhen shabnam kabhi shola kabhi toofaan hain aankhen aankhon se badi koi taraazu nahin hoti aankhon se badi koi taraazu nahin hoti khultaa hai bashar jis mein wo mizaan hain aakhen khultaa hai bashar jis mein wo mizaan hain aakhen aankhen hi milaati hain zamaane mein dilon ko aankhen hi milaati hain zamaane mein dilon ko anjaan hain hum tum agar anjaan hain aakhen hoye anjaan hain hum tum agar anjaan hain aakhen lab kuchh bhi kahe uss se haqeeqat nahin khulti lab kuchh bhi kahe uss se haqeeqat nahin khulti insaan ke sach jhooth ki pehchaan hain aankhen insaan ke sach jhooth ki pehchaan hain aankhen aankhen naa jhuken teri kisi gair ke aage aakhen naa jhuken teri kisi gair ke aage duniyaa mein badi cheez meri jaan hain aakhen hoye duniyaa mein badi click here
o thehro meri jaan waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon suno meri jaan hans ke mujhe ye keh do bheege labon ki narmi mere liye hai hooo jawaan nazar ki masti mere liye hai haseen adaa ki shokhi mere liye hai mere liye leke aayi ho ye saugat jahaan tum ho wahaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyun ik main jawaan nahin hoon aur bhi to hain hooo mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyun main hi yahaan nahin hoon aur bhi to hai jaao jaa ke le lo jo bhi de de tumhen haath jahaan sab hain wahaan main bhi hoon waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon jawaan kayi hain lekin jahaan click here
kal jahaan basti thi khushiyaan aaj hai maatam wahaan waqt laaya tha bahaare waqt laaya hai khizaa waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki thokar mein hai kya huqumat kya samaaj kya huqumat kya samaaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt hai phoolon ki sej waqt hai kaanton ka taaj waqt hai kaanton ka taaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe kaun jaane kis ghadi waqt ka badle mijaaz waqt ka badle mijaaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har click here
Watan Ki Aabroo Khatre Mein Hai click here
aa aa aa aa wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein agar iss jahaan ka maalik kahin mil sake to poochhein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein teri berukhi ke sadqe aa aa aa aa aa teri berukhi ke sadqe meri zindagi ki khushiyaan tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein click here
wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein click here
woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya jo dil gair ka ho uska hona kya aur na hona kya woh dekhen to unki inayat aaaa haaa haaa aaa aaa aaaa hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmmmmm la lal laa la la laa laaaa aaaa haaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa haaa haaaa ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ye nazron ka khel nahin jab tak do dil ek na ho le dil ki lagi ka rona kya jab tak do dil ek na ho le haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro ishq ki baazi seedhiiiiiiii baazi are baazi baazi baazi baazi baazi baazi baazi ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro dil jeeto aur dil haaro iss saude mein o dil walon paana kya aur khona kya woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat click here
woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi in kaali sadiyon ke sar se jab raat ka aanchal dhalkega jab dukh ke baadal pighlenge jab sukh ka sagar chalkega jab ambar jhoom ke naachega jab dharti nagme gaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi hm hm hm hm hm a a a a jis subah ki khatir yug yug se hum sab mar mar kar jeete hai a a a a a a a a jis subah ke amrit ki dhun mein hum zahar ke pyaale peete hai hm hm hm hm in bhookhi pyaasi roohon par ik din to karam farmayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi a a a hm hm hm hm hm a a a mana ke abhi tere mere armano ki keemat kuch bhi nahi hm hm hm hm mitthi ka bhi hai kuch mol magar insanon ki keemat kuch bhi nahi a a a a insanon ki izzat jab jhute sikko mein na toli jaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi click here
yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana bole ye hey bandhu tose behti nadi kehti yahi uthati ghataa chalti hawaa gaati yahi gaana bole ye hey bandhu tose behti nadi kehti yahi uthati ghataa chalti hawaa gaati yahi gaana koi ho nahin yahaan kisi ka thikaana bole ye hey bandhu tose jal ki lehar kal ho kahaan kis ko khabar bole yahi saanson ka taraana bole ye hey bandhu tose jal ki lehar kal ho kahaan kis ko khabar bole yahi saanson ka taraana koi ho nahin yahaan kisi ka thikaana yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana click here
ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain inhen paane kiiii inhen paane ki dhun mein har tammanna bhool jaate hain tum apni mehki mehki zulf ke pencho ko kam kar do tum apni mehki mehki zulf ke pencho ko kam kar do musafir inn mein ghir kar apna rasta bhool jaate bhool jaate hain ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain ye baahennnnn jab humen apniiii panaahon mein bulaati hain ye baahennnnn jab humen apniiii panaahon mein bulaati hain humen apni kasammmmm humen apni kasam hum har sahaara bhool jaate hain tumhaare narm o naazuk honth jis dam muskurate hain tumhaare narm o naazuk honth jis dam muskurate hain bahaaren jhenpti hain phool khilna bhool jaate hain ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain bahot kuchh tumse kehne ki tamanna dil mein rakhte hain bahot kuchh tumse kehne ki tamanna dil mein rakhte hain magar jab saamne aate hain kehna bhool jaate hai muhabbat mein click here
ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho saans aahen sard ban jaaye kahin aisa naa ho dil tadap kar naa gahaan so naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li meri raahon ki taraf se apni raahen pher li zindagi ka carwaan kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tumhari Aankhen Dharmputra (1961) 03:11 13078
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 13078   

Tumhari Mast Nazar Dil Hi To Hai (1963) 03:25 12035
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:25   Song Number : 12035   

Tumsa Nahin Dekha Tumsa Nahin Dekha (1957) 03:28 12178
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 12178   

Udein Jab Jab Zulfein Teri Naya Daur (1957) 04:52 21393
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Duration : 04:52   Song Number : 21393   

Uff Ye Jawaani Ye Ada Mehmaan (1973) 03:59 38871
 
Poster of Mehmaan (1973)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rekha
Duration : 03:59   Song Number : 38871   

Uljhan Suljhe Naa Rasta Soojhe Naa Dhund (1973) 04:09 16223
 
Poster of Dhund (1973)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 04:09   Song Number : 16223   

Umr Huyi Tumse Mile Bahurani (1963) 03:20 12804
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:20   Song Number : 12804   

Unhein Kho Kar Dukhi Angarey (1954) 02:22 40137
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:22   Song Number : 40137   

Unse Nazaren Mili Gazal (1964) 04:06 19751
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 04:06   Song Number : 19751   

Uss Mulq Ki Sarhad Ko Ankhen (1968) 04:18 12693
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:18   Song Number : 12693   

Waada Karo Aa Gale Lag Jaa (1973) 05:22 18123
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:22   Song Number : 18123   

Waqt Se Din Aur Raat Waqt (1965) 04:19 14406
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:19   Song Number : 14406   

Watan Ki Aabroo Khatre Mein Hai Mohd Rafi 03:31 39154
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
- Hindi Non Film
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:31   Song Number : 39154   

Wo Na Aayenge Devdas (1955) 04:17 13064
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Bali
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 13064   

Wo Zindagi Jo Thi Ab Tak Neel Kamal (1968) 05:14 13866
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:14   Song Number : 13866   

Woh Dekhen To Unki Funtoosh (1956) 03:14 13247
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sheela Ramani
Duration : 03:14   Song Number : 13247   

Woh Subah Kabhi To Aayegi Phir Subha Hogi (1958) 03:31 11814
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:31   Song Number : 11814   

Yahaan Bandhu Aate Ko Hai Jaana 36 Ghante (1974) 03:49 39220
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 03:49   Song Number : 39220   

Ye Aankhen Dekh Kar Dhanwan (1981) 04:49 15576
 
Poster of Dhanwan (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Reena Roy
Duration : 04:49   Song Number : 15576   

Ye Bahaaron Ka Samaa Milap (1955) 03:17 15626
 
Poster of Milap (1955)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:17   Song Number : 15626   
Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Sad Songs of sahir ludhianvi, Love Songs of sahir ludhianvi, Dance Songs of sahir ludhianvi, Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Best songs of sahir ludhianvi, Super hit songs of sahir ludhianvi, hit songs of sahir ludhianvi, duet songs of sahir ludhianvi, solo songs of sahir ludhianvi, old songs of sahir ludhianvi, famous songs of sahir ludhianvi, Hindi Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Hindi Sad Songs of sahir ludhianvi, Hindi Love Songs of sahir ludhianvi, Hindi Dance Songs of sahir ludhianvi, Hindi Hip-hop songs of sahir ludhianvi, best Hindi songs of sahir ludhianvi, super hit Hindi songs of sahir ludhianvi, hit Hindi songs of sahir ludhianvi, duet Hindi songs of sahir ludhianvi, solo Hindi songs of sahir ludhianvi, old Hindi songs of sahir ludhianvi, famous Hindi songs of sahir ludhianvi, Sing Along Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Sad Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Love Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Dance Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Sing Along Best songs of sahir ludhianvi, Sing Along Super hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along duet songs of sahir ludhianvi, Sing Along solo songs of sahir ludhianvi, Sing Along old songs of sahir ludhianvi, Sing Along famous songs of sahir ludhianvi