surmayi raat dhalti jaati hai rooh ghum se pighalti jaati hai teri zulfon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare tumko apna banake dekh liya tumko apna banake dekh liya ek baar aazmaa ke dekh liya baar baar aitbaar kaun kare baar baar aitbaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare aye dil e zaar sogawaar naa ho aye dil e zaar sogawaar naa ho unki chaahat mein beqaraar naa ho haaye badnaseebon se pyaar kaun kare badnaseebon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare
Teri Zulfon Se Pyaar Kaun Kare
Joru Ka Bhai (1955)
surmayi raat dhalti jaati hai rooh ghum se pighalti jaati hai teri zulfon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare tumko apna banake dekh liya tumko apna banake dekh liya ek baar aazmaa ke dekh liya baar baar aitbaar kaun kare baar baar aitbaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare aye dil e zaar sogawaar naa ho aye dil e zaar sogawaar naa ho unki chaahat mein beqaraar naa ho haaye badnaseebon se pyaar kaun kare badnaseebon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare
Balraj Sahni, Sheela Ramani