Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKavi Pradeep
HomeKavi Pradeep
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans mein tera naam rahe bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans mein tera naam rahe jab tak jeewan sangraam rahe tera dhyaan subah aur shaam rahe dhan daulat ki mujhe chaah nahin yash vaibhav ki parwaah nahin dhan daulat ki mujhe chaah nahin yash vaibhav ki parwaah nahin maangun sukh ki bhi raah nahin maangun to bas itna maangun is janam ka shubh parinaam rahe jab tak jeewan sangraam rahe tera dhyaan subah aur shaam rahe sat dharam ka path ho path mera sewa aur tyaag ho vrat mera sat dharam ka path ho path mera sewa aur tyaag ho vrat mera tere paon mein ho teerath mera sukh dhaam tere hi charnon mein din raat mera vishraam rahe jab tak jeewan sangraam rahe tera dhyaan subah aur shaam rahe bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans mein tera naam rahe bhagwaan
toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka ise koi na saka pehchaan khilona maati ka toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka waah re tera insaan vidhata aaaa iska bhed samajh mein na aataa dharti se hai iska nataa aaaa magar hawa mein kille banaataa apni uljhan aap badhaataaa apni uljhan aap badhaata hota khud hairaan khilona maati ka toone khoob racha khoob garha bhagwaan khilona maati ka kabhi to ek dam rishta jode kabhi achanak mamta tode ho ke paraaya mukhda mode eeeee apnon ko majhdhaar mein chhode sukh ki khoj mein itt utt daude sukh ki khoj mein itt utt daude kitna ye naadaan khilona maati ka toone khoob racha khoob garha bhagwaan khilona maati ka ise koi na saka pehchaan khilona maati ka toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka
madad karo hey madad karo hey madad karo santoshi maata madad karo santoshi maata meri izzat ka sawaal hai maa aaj ye nibhaana apna naata maata maata madad karo santoshi maata madad karo santoshi maata mere liye zindagi aaj talvaar ki dhaar bani hai talvaar ki dhaar bani hai maa mere liye jeewan ki har nazar ab angaar bani hai ab angaar bani hai maa mujhe chita mein aaj jalaa do mujhe chita mein aaj jalaa do aye meri bhagya vidhaata maata maata madad karo santoshi maata madad karo santoshi maata mujhse mat rootho janani meri bigdi baat banaao meri bigdi baat banaao maa mere maathe se kalank ka kaala daag mitaao kaala daag mitaao maa siva tumhaare koi sahaara siva tumhaare koi sahaara mujhe nazar mein nahin aata maata maata madad karo santoshi maata madad karo santoshi maata hey jagdamba taaro mujhko duniya de rahi taana ye duniya de rahi taana maa imtehaan lene ko khada hai dushman ban ke zamaana dushman ban ke zamaana o maa aaj kahin badnaam na hove aaj kahin
nayee umar ki kaliyo tumko dekh rahi duniya saari tumpe badi zimmedaari ghar ghar ko tum swarg banaanaa ghar ghar ko tum swarg banaanaa har aangan ko phulwaari tum uss desh mein janmi ho jis desh mein janmi thi seetaa tum uss desh mein janmi ho jis desh mein janmi thi seetaa tum uss desh ki kanya ho jis desh mein goonj rahi geeta kabhi bhool kar bhi na lagaana kabhi bhool kar bhi na lagaana jeevan mein tum chingaari ghar ghar ko tum swarg banaanaa har aangan ko phulwaari yeh na bhoolna jahaan jahaan hain phool wahaan hain kaante bhi yeh na bhoolna jahaan jahaan hain phool wahaan hain kaante bhi jahaan jahaan par hote hain toofaan wahaan sannaate bhi tum iss jag mein hans hans jeena mat karna mann ko bhari ghar ghar ko tum swarg banaanaa har aangan ko phulwaari dekho kahin bhatak mat jaana jhoothe haas vilaason mein dekho kahin bhatak mat jaana jhoothe haas vilaason mein karna aise kaam tumhaara naam rahe itihaason mein saavdhaan rehna behno saavdhaan rehna behno aa
o amiron ke parmeshwar hum garibon ki bhi le khabar dekh hum lut rahe hain tere raaj mein kuchh humaara bhi insaaf kar o amiron ke parmeshwar ek patthar dil pe rakh kar tere jag mein hain hum jee rahe chupke chupke sabse chhupke zindagi ka zehar pee rahe kaun jaane ke kis roz hoga khatam kaun jaane ke kis roz hoga khatam aansuon se bhara ye safar o amiron ke parmeshwar hum garibon ki bhi le khabar dekh hum lut rahe hain tere raaj mein kuchh humaara bhi insaaf kar o amiron ke parmeshwar mann ke andar dukh chhupa kar haaye barson se hum ro rahe kya bataayen kya sunaayen hum pe kya kya sitam ho rahe hum to jeete hain daata tere desh mein hum to jeete hain daata tere desh mein aaj talwaar ki dhaar par o amiron ke parmeshwar hum garibon ki bhi le khabar dekh hum lut rahe hain tere raaj mein kuchh humaara bhi insaaf kar o amiron ke parmeshwar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhagwan Ye De Vardaan Mujhe Tulsi Vivah (1971) 02:59 17644
 
Poster of Tulsi Vivah (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jayshree Gadkar
Duration : 02:59   Song Number : 17644   

Khilona Maati Ka Naag Mani (1957) 03:11 40751
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:11   Song Number : 40751   

Madad Karo Santoshi Mata Jai Santoshi Maa (1975) 04:45 41012
 
Poster of Jai Santoshi Maa (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kanan Kaushal
Duration : 04:45   Song Number : 41012   

Nayee Umar Ki Kaliyo Talaq (1958) 05:59 13558
 
Poster of Talaq (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kamini Kadam
Duration : 05:59   Song Number : 13558   

O Amiron Ke Parameswar Paigham (1959) 03:06 18439
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:06   Song Number : 18439   
Karaoke Songs of kavi pradeep, Sad Songs of kavi pradeep, Love Songs of kavi pradeep, Dance Songs of kavi pradeep, Hip-hop songs of kavi pradeep, Best songs of kavi pradeep, Super hit songs of kavi pradeep, hit songs of kavi pradeep, duet songs of kavi pradeep, solo songs of kavi pradeep, old songs of kavi pradeep, famous songs of kavi pradeep, Hindi Karaoke Songs of kavi pradeep, Hindi Sad Songs of kavi pradeep, Hindi Love Songs of kavi pradeep, Hindi Dance Songs of kavi pradeep, Hindi Hip-hop songs of kavi pradeep, best Hindi songs of kavi pradeep, super hit Hindi songs of kavi pradeep, hit Hindi songs of kavi pradeep, duet Hindi songs of kavi pradeep, solo Hindi songs of kavi pradeep, old Hindi songs of kavi pradeep, famous Hindi songs of kavi pradeep, Sing Along Songs of kavi pradeep, Sing Along Sad Songs of kavi pradeep, Sing Along Love Songs of kavi pradeep, Sing Along Dance Songs of kavi pradeep, Sing Along Hip-hop songs of kavi pradeep, Sing Along Best songs of kavi pradeep, Sing Along Super hit songs of kavi pradeep, Sing Along hit songs of kavi pradeep, Sing Along duet songs of kavi pradeep, Sing Along solo songs of kavi pradeep, Sing Along old songs of kavi pradeep, Sing Along famous songs of kavi pradeep