bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans mein tera naam rahe bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans mein tera naam rahe jab tak jeewan sangraam rahe tera dhyaan subah aur shaam rahe dhan daulat ki mujhe chaah nahin yash vaibhav ki parwaah nahin dhan daulat ki mujhe chaah nahin yash vaibhav ki parwaah nahin maangun sukh ki bhi raah nahin maangun to bas itna maangun is janam ka shubh parinaam rahe jab tak jeewan sangraam rahe tera dhyaan subah aur shaam rahe sat dharam ka path ho path mera sewa aur tyaag ho vrat mera sat dharam ka path ho path mera sewa aur tyaag ho vrat mera tere paon mein ho teerath mera sukh dhaam tere hi charnon mein din raat mera vishraam rahe jab tak jeewan sangraam rahe tera dhyaan subah aur shaam rahe bhagwaan ye de vardaan mujhe har saans mein tera naam rahe bhagwaan
Bhagwan Ye De Vardaan Mujhe
Tulsi Vivah (1971)