nayee umar ki kaliyo tumko dekh rahi duniya saari tumpe badi zimmedaari ghar ghar ko tum swarg banaanaa ghar ghar ko tum swarg banaanaa har aangan ko phulwaari tum uss desh mein janmi ho jis desh mein janmi thi seetaa tum uss desh mein janmi ho jis desh mein janmi thi seetaa tum uss desh ki kanya ho jis desh mein goonj rahi geeta kabhi bhool kar bhi na lagaana kabhi bhool kar bhi na lagaana jeevan mein tum chingaari ghar ghar ko tum swarg banaanaa har aangan ko phulwaari yeh na bhoolna jahaan jahaan hain phool wahaan hain kaante bhi yeh na bhoolna jahaan jahaan hain phool wahaan hain kaante bhi jahaan jahaan par hote hain toofaan wahaan sannaate bhi tum iss jag mein hans hans jeena mat karna mann ko bhari ghar ghar ko tum swarg banaanaa har aangan ko phulwaari dekho kahin bhatak mat jaana jhoothe haas vilaason mein dekho kahin bhatak mat jaana jhoothe haas vilaason mein karna aise kaam tumhaara naam rahe itihaason mein saavdhaan rehna behno saavdhaan rehna behno aa
Nayee Umar Ki Kaliyo
Talaq (1958)