duniya bhar ke naastik kitne namak haraam apna dosh na dekhte prabhu ko karen badnaam zor laga le are zamaane kitna zor lagaayega is jag mein bhagwaan ka jhanda kabhi na jhukne paayega prabhu ki ninda karne waala dharti mein dhans jaayega is jag mein bhagwaan ka jhanda kabhi na jhukne paayega nahin hua hai kabhi na hoga hari sarikha daani saare jag ko muft de raha agan pawan aur paani paal raha apni dharti par wo sabki zindgaani badle mein leta na kisi se ek bhi kaudi kaani kaun jagat mein apna khazaana hari ki tarah lutayega aaye is duniya mein karodon gaye karodon raahi karmon ke anusaar bhog kar khushiysan aur tabaahi laakh laakh sadiyon se dete suraj chaand gawaahi prabhu ka asan aaj talak hai jaisa ka taisa hi na koi fauj hai na koi paltan na hai koi sipaahi fakat ishaaron se chalta hai kaam prabhu ka shahi ye akash pe likha lekh hai isko kaun mitayega om hari om hari om dhany prabhu ka chamatkaar hai dhany prabhu ki maaya dhany prabhu ki maaya subah ka bhula
Zor Laga Le
Nastik (1954)