Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeQamar Jalalabadi
HomeQamar Jalalabadi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan kaise ho tum naujawaan kitne haseen mehmaan kaise ho tum naujawaan kitne haseen mehmaan kaise karoon main bayaan dil ki nahin hai zubaan kaise karoon main bayaan dil ki nahin hai zubaan aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan dekha machal ke jidhar bijli giraa di udhar dekha machal ke jidhar bijli giraa di udhar kiska jala aashiyaan bijli ko ye kya khabar kiska jala aashiyaan bijli ko ye kya khabar aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan bhaithiye jaan e jaan shauk se lijiye ji ishq ke imtihaan aaiye meharbaan
din hai suhana aaj pehli taarikh haiiiii din hai suhana aaj pehli taarikh hai khush hai zamana aaj pehli taarikh hai pehli taarikh aye ji pehli taarikh hai biwi boli ghar zara jaldi se aana jaldi se aana shaam ko piya ji humen cinema dikhana humen cinema dikhana karo na bahanaaa haaann bahaanaa bahaanaa karo na bahana aaj pehli taarikh hai khush hai zamana aaj pehli taarikh hai pehli taarikh aye ji pehli taarikh hai kisne pukara ruk gaya baabu laala ji ki jaan aaj aaya hai kaabu aaya hai kaabu o paisa zara laana o paisa zara laana laana laanaaa o paisa zara laana aaj pehli taarikh hai khush hai zamana aaj pehli taarikh hai pehli taarikh aye ji pehli taarikh hai banda bekaar hai kismat ki maar hai sab din ek hain roz aitvaar hai mujhe naa sunanaaaa haan sunanaa sunanaaaaa mujhe naa sunanaa aaj pehli taarikh hai khush hai zamana aaj pehli taarikh hai pehli taarikh aye ji pehli taarikh hai daftar ke saamne aayen mehmaan hain bade hi shareef hain puraane meharbaan hain
Aaja Tujhe Afsana
aap ne chheen liya dil ise kya kehte hain aap ne chheen liya dil ise kya kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain chaand sa mukhada jo aanchal mein chhupa leti ho chaand sa mukhada jo aanchal mein chhupa leti ho ik jhalak mein mujhe deewana bana deti ho ik jhalak mein mujhe deewana bana deti ho husn waale isi shokhi ko haya kehte hain husn waale isi shokhi ko haya kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain dekha karti ho humein door se chori chori dekha karti ho humein door se chori chori paas aate hi jhuka leti ho aankhein gori paas aate hi jhuka leti ho aankhein gori duniya waale ise iqraar e wafa kehte hain duniya waale ise iqraar e wafa kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain aap ne chheen liya dil ise kya kehte hain aji saahib ise dil waale ada kehte hain
oo oo ohh ohh ooo ohh ooo ohh ooo ohh ooo ab der ho gayi wallah to chhod de mera palla ab der ho gayi wallah to chhod de mera palla phir milenge inshaah allah ab der ho gayi wallah to chhod de mera palla phir milenge inshaah allaah ab der ho gayi wallah ab der ho gayi wallah mujhe rok naa zaalim bedardi haay lagti hai mujhko sardi mujhe rok naa zaalim bedardi haay lagti hai mujhko sardi mujh jaisi phir naa paaoge mar jaaungi main ui allah ab der ho gayi wallah to chhod de mera palla ab der ho gayi wallah aayee jaane mohabbat jaane de de mujhko ijazat jaane de aayee jaane mohabbat jaane de de mujhko ijazat jaane de main tumse waada karti hoon kal aaungi inshaah allah abb der ho gayi wallah tu chhod de mera palla abb der ho gayi wallah achchha sarkaar khuda haafiz mere dildaar khuda haafiz achchha sarkaar khuda haafiz mere dildaar khuda haafiz kyun khafa ho gaye kya kehne hain subhaan allah ab der ho gayi wallah tu chhod de mera palla ab der ho gayi wallah ab der ho
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ae ji zara sun na unse nahin kehna ae ji zara sun na unse nahin kehna hum to unki mast nazar se pee ke aaye jaam ae ji zara sun na unse nahin kehna chaand ka jalwa na poochho chaand ka jalwa na poochho pyaar kyun machla na poochho nazaare hi nazaare ishaare hi ishaare nazaare hi nazaare ishaare hi ishaare na socha na samjha kiya unhen salaam ae ji zara sun na unse nahin kehna ae ji zara sun na unse nahin kehna hum to unki mast nazar se pee ke aaye jaam ae ji zara sun na unse nahin kehna aag thi donon dilon mein aag thi donon dilon mein pyaas thi donon labon pe badhe the wo udhar se badhe the hum idhar se badhe the wo udhar se badhe the hum idhar se wo ruke hum ruke jigar ko liya thaam ae ji zara sun na unse nahin kehna ae ji zara sun na unse nahin kehna hum to unki mast nazar se pee ke aaye jaam ae ji zara sun na unse nahin kehna
ankhiyon ka noor hai tu ankhiyon se door hai tu phir bhi pukaare chale jaayenge tu aaye naa aaye phir bhi pukaare chale jaayenge ankhiyon ka noor hai tu ankhiyon se door hai tu phir bhi pukaare chale jaayenge tu aaye naa aaye phir bhi pukaare chale jaayenge dil mein payaam tera labb pe hai naam tera ho ke deewane tere pyaar mein lo aaye ji aaye ho ke deewane tere pyaar mein o mere humraaz kahaan hai mujhko de aawaaz kahaan hai pyaar ki aankhon se tum dekho ishq wahin hai husn jahaan hai ishq wahin hai husn jahaan hai chhup chhup ke aane waale dil ko jalaane waale chupke se aa jaa mere saamne tu aa jaa re aa jaa chupke se aa jaa mere saamne dil mein payaam tera labb pe hai naam tera ho ke deewane tere pyaar mein lo aaye ji aaye ho ke deewane tere pyaar mein isliye aaya hoon main chhup ke dekh ke humko duniyaa jale naa pyaar ki mehfil kitni anokhi noor hai lekin deep jale naa noor hai lekin deep jale naa yaadon ke daag le ke dil ke chiraag le ke kab se khada hoon
apni nazar se door wo apni nazar se door wo unki nazar se door hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen bujh gaya pyaar ka chiraag dil ka jahaan ujad gaya pyaar mein hum to lut gaye aapka kya bigad gaya aapka kya bigad gaya isse badi sazaa hai kya isse badi sazaa hai kya tumse hain door door hum tumhi batao kya karen khwaab mein aao ek baar zakhm e jigar dikhayen hum tum humein bewafa kaho lab na magar hilaayen hum lab na magar hilaayen hum aansu tapak ke yeh kahen aansu tapak ke yeh kahen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen saathi nahin koi mera aur koi raazdaan nahin aisa luta hai kaafila kadmon ka bhi nishan nahin kadmon ka bhi nishaan nahin itna hi yaad hai humein itna hi yaad hai humein lut gaye bekasoor hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen
aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa wo laila rahi naa wo memil raha naa wo laila rahi naa wo memil raha paas manzil ke aa ke loota carwaan ho loota carwaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ro raha hai mere haal par aasmaan haal par aasmaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tum se milte hi masti mein khoye thhe hum tum se milte hi masti mein khoye thhe hum aankh kholi to ujda hua tha jahaan ab main jaaun kahaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan
aye muhabbat unse milne aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya tumne dekha humne dekha tumne dekha humne dekha ik fasaana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya aapki meethi nazar ke teer kaise teer hain aapki meethi nazar ke teer kaise teer hain teer chalne bhi naa paaye teer chalne bhi naa paaye dil nishana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya dil ne pehli hi nazar mein kar liya kuchh faisla dil ne pehli hi nazar mein kar liya kuchh faisla saaz chheda bhi nahin aur saaz chheda bhi nahin aur ik taraana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya nazren milne bhi naa paayin tum nazar mein aa base nazren milne bhi naa paayin tum nazar mein aa base tinke dhundhe bhi nahin aur tinke dhundhe bhi nahin aur aashiana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya
baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun badi betaab hain aankhein issi ko pyaar kehte hain ohhhh nazar ka milke jhuk jaana ise iqraar kehte hain nazar ka milke jhuk jaana ise iqraar kehte hain nigaahon ko na yun roko jo milti hain to milne do baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun khuda jab husn deta hai nazakat aa hi jaati hai ooo hooo badal jaate hain tewar bhi shararat aa hi jaati hai badal jaate hain tewar bhi shararat aa hi jaati hai khataayen sar jhuka dengi zara zulfen machalne do baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye
ho ho ho ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar aayi bahaar kar ke solaah singaar aayi bahaar kar ke solaah singaar laaya kursheed dekho kirnon ke haar hawaa hai beqarar phoolon se baar baar karti hai pyaar ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar thehro huzoor aisi jaldi hai kya thehro huzoor aisi jaldi hai kya udte hain aap jaise chanchal hawaa ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar
badhaai ho badhaai janam din ki tumko janam din tumhara milenge laddo humko sada dil laga ke tu mehnat se padna padaai mein aage se aage hi badna achchha ji bataao maine aisa kyun kaha jo tum pass hoge milenge laddo humko bade hoke lana humari tu bhabhi ke jiski ho rangat gulabi gulabi achchha ji bataao maine aisa kyun kaha tumhari hogi shaadi milenge laddo humko budape mein honge idhar baal pakke udhar honge ghar mein ji bachchon ke bachche achchha ji bataao maine aisa kyun kaha tumhare hoga pauta milenge laddo humko
badnaam na ho jaaye badnaam na ho jaaye muhobbat ka fasaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana badnaam na ho jaaye badnaam na ho jaaye muhobbat ka fasaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana duniyaa mein muhabbat ki yahi reet hai aye dil duniyaa mein muhabbat ki yahi reet hai aye dil yahi reet hai aye dil yahi reet hai aye dil jal jaana magar honthon pe fariyaad na laana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana badnaam na ho jaaye badnaam na ho jaaye muhobbat ka fasaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana keh de na kahin aankh mere dil ki kahaani keh de na kahin aankh mere dil ki kahaani mere dil ki kahaani mere dil ki kahaani aye dil teri dhadkan kahin sun le na zamaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana badnaam na ho jaaye badnaam na ho jaaye muhobbat ka fasaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana aye jaane muhabbat yahi bas meri dua hai aye jaane muhabbat yahi bas meri dua hai yahi bas meri dua hai yahi bas meri dua hai ho jaaye
aur to koi nahin sahaara tu hi haath badha de ganga yamuna ban ke baadal ghum ki aag bhujha de o barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re haaye bairi badarwaa barso re aaj kisi ke preet nagar mein lag na jaaye aag barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re duniyaan waale preet ke dushman dil tadpaane waale koi nahin bhujhane waala sab hai lagaane waale barso re haaye bairi badarwaa barso re aaj kisi ke preet nagar mein lag na jaaye aag barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re angaaron ki doli laaya janam janam ka saathi maut ka ghunghat le kar main bhi piya milan ko jaati barso re haaye bairi badarwaa barso re aaj kisi ke preet nagar mein lag na jaaye aag barso re haaye bairi badarwaa barso re barso re
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ae kisi ki zindagi aaa aaa ishq hai ghumkhaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dasti hain naagan si furqat ki raatein dasti hain naagan si furqat ki raatein jhuti hain bin tere jeene ki baatein jeene ki baatein haaye kyun ye bebasi aaa aaa main hoon talabgaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon honthon pe nagmon ki kaliyaan khila doon kaliyaan khila doon ro rahi hai beqasi aaa aaa husn hai bimaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hansna hai bas mein na rona hai bas mein hansna hai bas mein na rona hai bas mein mehlon mein rehkar wo qaid e kapas mein qaid e kapas mein manzilon mein pyaar ki aaa aaa tod ke deewaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
bhool jaa sapne suhaane bhool jaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa saajnaa saajnaa main tumse door dil ghum se choor mere dil ko sajan samjha ja kaise tujhko bhulaaun saajnaa ek toofaan idhar hoooo ek toofaan udhar hoooo fir bhi milke rahegi nazar se nazar fir bhi milke rahegi nazar se nazar aaj milke rahegi nazar kaise tujhko bhulaaun saajnaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa mujhe teri kasam hoooo nahin marne ka ghum hoooo ghum ye hai bichhad jaayenge tumse hum ghum ye hai bichhad jaayenge tumse hum ho bichhad jaayenge tumse hum bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa aayi lehron ka seena sanam cheer ke hooo aayi lehron ka seena sanam cheer ke hooo jeetna hai tujhe aaj takdeer se jeetna hai tujhe aaj takdeer se aaj takdeer se o sanam kaise tujhko bhulaaun saajnaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa
hmmm hmmm hmmmm aahaaaa hmmmm chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi ye bhi hai humsa hi aawara raat bhar phirta hai maara maara ye bhi hai hamsa hi aawara raat bhar phirta hai maara maara iska bhi ghum anjaana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi ye bhi hai hamsi pagli koi ghoomti phirti hai khoyi khoyi ye bhi hai hamsi pagli koi ghoomti phirti hai khoyi khoyi isko bhi sahil pe jana hai sahil to phir bhi begana hai oooo chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai ooo chaand bhi manjilen aankhon se hain ojhal panw kya saans bhi hai bojhal manjilen aankhon se hain ojhal panw kya saans bhi hai bojhal kuchh bhi ho manzil pe jaana hai ishq ka yehi afsaana hai oooo chaand bhi koi diwana hai saath hai lekin begana hai oooo chaand bhi hmmm hmmm saath hai la ra la la ra ra aaaa chaand bhi
chhalia mera naam chhalia mera naam chhalia mera naam chhalia mera naam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia mera naam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam dekho logo zara to socho bani kahani kaise kahin pe khushiyan kahin pe ghum hain kyun hota hai aise kyun hota hai aise wah re tere kaam kahin subah kahin shaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia mera naam rok rahe hain raahen meri naina tikhe tikhe hum to khaali baat ke rasiya ishq nahin hum seekhe ishq nahin hum seekhe jahaan bhi dekha kaam karta wahi salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam main hoon gareebon ka shehzada jo maango wo de dun shehzade talwaar se khelen main ashkon se khelun main ashkon se khelun mehnat mera kaam dena uska kaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia
aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa kis bairan ke jaal mein phans ke kis bairan ke jaal mein phans ke bhool gaya tu pyaar ke raste kis bairan ke jaal mein phans ke kis bairan ke jaal mein phans ke bhool gaya tu pyaar ke raste bhool gaya tu pyaar ke raste chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa mere dil ko jaan khilona mere dil ko jaan khilona tod gaya bedard salona tod gaya bedard salona chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaiye Meharbaan Howrah Bridge (1958) 03:44 20088
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:44   Song Number : 20088   

Aaj Pehli Taarikh Hai Paheli Tarikh (1954) 05:10 16284
 
Poster of Paheli Tarikh (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Maruti
Duration : 05:10   Song Number : 16284   

Aaja Tujhe Afsaana Mirza Sahiban (1947) 03:32 39649
 
Poster of Mirza Sahiban (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:32   Song Number : 39649   

Aap Ne Chheen Liya Dil Farmaish (1952) 03:24 16095
 
Poster of Farmaish (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Vijay Laxmi
Duration : 03:24   Song Number : 16095   

Ab Der Ho Gayi Vallah Rustam Sohrab (1963) 03:16 19988
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sajjad Hussain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Prem Nath, Mumtaz
Duration : 03:16   Song Number : 19988   

Ae Ji Zara Sun Na Raaz (1967) 03:27 37747
 
Poster of Raaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 03:27   Song Number : 37747   

Ankhiyon Ka Noor Hai Johar Mehmood In Goa (1965) 03:43 13458
 
Poster of Johar Mehmood In Goa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mahmood
Duration : 03:43   Song Number : 13458   

Apni Nazar Se Door Wo Bazar (1949) 03:57 10439
 
Poster of Bazar (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Nigar Sultana, Shyam
Duration : 03:57   Song Number : 10439   

Aye Meri Zindagi Adl E Jehangir (1955) 03:03 16379
 
Poster of Adl E Jehangir (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:03   Song Number : 16379   

Aye Muhabbat Unse Milne Ka Bahana Bazar (1949) 03:34 15556
 
Poster of Bazar (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Shyam, Nigar
Duration : 03:34   Song Number : 15556   

Baaje Ghunghroo Shikari (1963) 03:36 35916
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ragini
Duration : 03:36   Song Number : 35916   

Baaje Paayal Chhun Chhun Chhalia (1960) 03:31 12975
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:31   Song Number : 12975   

Badhaai Ho Janam Din Ki Mera Munna (1967) 03:30 15026
 
Poster of Mera Munna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:30   Song Number : 15026   

Badnaam Na Ho Jaaye Shaheed (1948) 04:05 11934
 
Poster of Shaheed (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Gulam Haidar
Singer- 
Surindar Kaur
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Kamini Kaushal
Duration : 04:05   Song Number : 11934   

Barso Re Haaye Bairi Phagun (1958) 03:18 13950
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Duration : 03:18   Song Number : 13950   

Beqaraar Hai Koi Shama Parwana (1954) 03:58 39933
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Suraiya
Duration : 03:58   Song Number : 39933   

Bhool Jaa Sapne Suhaane Rajdhani (1956) 04:35 39391
 
Poster of Rajdhani (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nimmi
Duration : 04:35   Song Number : 39391   

Chaand Bhi Koi Deewana Hai Apna Ghar Apni Kahani (Pyaas) (1968) 04:15 36848
 
Poster of Apna Ghar Apni Kahani (Pyaas) (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Datta Naik
On Screen Actors- 
Shekhar, Beena Roy
Duration : 04:15   Song Number : 36848   

Chhalia Mera Naam Chhalia (1960) 04:01 20283
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20283   

Chhota Sa Baalma Raagini (1958) 03:27 12100
 
Poster of Raagini (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Tilang
Taal- 
Tintal
Duration : 03:27   Song Number : 12100   
Karaoke Songs of Qamar Jalalabadi, Sad Songs of Qamar Jalalabadi, Love Songs of Qamar Jalalabadi, Dance Songs of Qamar Jalalabadi, Hip-hop songs of Qamar Jalalabadi, Best songs of Qamar Jalalabadi, Super hit songs of Qamar Jalalabadi, hit songs of Qamar Jalalabadi, duet songs of Qamar Jalalabadi, solo songs of Qamar Jalalabadi, old songs of Qamar Jalalabadi, famous songs of Qamar Jalalabadi, Hindi Karaoke Songs of Qamar Jalalabadi, Hindi Sad Songs of Qamar Jalalabadi, Hindi Love Songs of Qamar Jalalabadi, Hindi Dance Songs of Qamar Jalalabadi, Hindi Hip-hop songs of Qamar Jalalabadi, best Hindi songs of Qamar Jalalabadi, super hit Hindi songs of Qamar Jalalabadi, hit Hindi songs of Qamar Jalalabadi, duet Hindi songs of Qamar Jalalabadi, solo Hindi songs of Qamar Jalalabadi, old Hindi songs of Qamar Jalalabadi, famous Hindi songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along Songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along Sad Songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along Love Songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along Dance Songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along Hip-hop songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along Best songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along Super hit songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along hit songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along duet songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along solo songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along old songs of Qamar Jalalabadi, Sing Along famous songs of Qamar Jalalabadi