apni nazar se door wo apni nazar se door wo unki nazar se door hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen bujh gaya pyaar ka chiraag dil ka jahaan ujad gaya pyaar mein hum to lut gaye aapka kya bigad gaya aapka kya bigad gaya isse badi sazaa hai kya isse badi sazaa hai kya tumse hain door door hum tumhi batao kya karen khwaab mein aao ek baar zakhm e jigar dikhayen hum tum humein bewafa kaho lab na magar hilaayen hum lab na magar hilaayen hum aansu tapak ke yeh kahen aansu tapak ke yeh kahen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen saathi nahin koi mera aur koi raazdaan nahin aisa luta hai kaafila kadmon ka bhi nishan nahin kadmon ka bhi nishaan nahin itna hi yaad hai humein itna hi yaad hai humein lut gaye bekasoor hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen
Apni Nazar Se Door Wo
Bazar (1949)