Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIndeevar
HomeIndeevar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi rukne ka naam maut hai rukne ka naam maut hai chalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi tere sang bhagwaan hai tera insaanon se kya darna himmat ki patwaar hai teri tufaanon se kya darna tufaan ki moujon pe tufaan ki moujon pe machalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi juda hua tere jeewan se auron ka bhi jeewan hai khud ko mita de kya hak tujhko tu saare jag ka dhan hai bigdi huyi kismat ko bigdi huyi kismat ko badalna hai zindagi rukne ka naam maut hai rukne ka naam maut hai chalna hai zindagi girna nahin hai gir ke sambhalna hai zindagi hoo oooo oooo ooooo hooo oooo hooo oooo ooooo
la la la la la la la la la la la la chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar todo na saaz e dil ke saaz e dil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega halchal ki har ek mauj mein shaamil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi
chamka paseena ban ke nageena chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii hey ha ha ha ha gaao re gaao khushiyaan manaao gaao re gaao khushiyaan manaao ab hum ko dar kaisa apne haathon apna naseeba likh lo chaahe jaisa kaam ka dooja naam naseeba kaam se kar lo preeti chamka paseena hey chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii ae hey haa haa mehki hain galiyaan honthon pe kaliyaan mehki hain galiyaan honthon pe kaliyaan aankhon mein laakhon baaten ghadhiyan suhaani bheege jawaani pyaar ki ye barsaaten saath diya hai sabne hamara baazi tabhi to jeeti chamka paseena chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii hey haa haa haa ab laakhon ki
chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalo mujhe dosh naa dena jag waalo ho jaaye agar dil deewaana chandan sa badan chanchal chitvan ye vishaal nayan jaise neel gagan panchhi ki tarah kho jaaun main sarhaana jo ho teri baahon ka angaaron pe so jaaun main mera bairaagi mann dol gaya mera bairaagi mann dol gaya dekhi jo adaa teri mastaana chandan sa badan chanchal chitvan tann bhi sunder mann bhi sundar tu sundartaa ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi mujhe teri bahot zururat hai pehle bhi bahot dil tarsaa hai pehle bhi bahot dil tarsaa hai tu aur naa dil ko tarsaana chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana
chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare maathe par sindoori sooraj honthon pe dehkate angaare saaya bhi jo tera pad jaaye saaya bhi jo tera pad jaaye aabaad ho dil kaa viraana chandan sa badan chanchal chitwan tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi mujhe teri bahot zarurat hai pehle bhi bahot main tarsaa hoon pehle bhi bahot main tarsaa hoon tu aur naa mujhko tarsaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan
kahaan chalaa aye mere jogiiii jeevan se tu bhaag ke kisi ek dil ke kaaran yun saari duniyaa tyaag ke chhod de saari duniyaa kisi ke liye ye munaasib nahin aadmi ke liye pyaar se bhi zuroori kayi kaam hai pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye tann se tann ka milan ho naa paaya to kya mann se mann kaa milan koi kam to nahin mann se mann kaa milan koi kam to nahin khushboo aati rahe door hi se sahi saamne ho chaman koi kam to nahin saamne ho chaman koi kam to nahin chaand miltaa nahin sabko sansaar mein hai diyaa hi bahot roshani ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye itni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin ek duniyaa ujad hi gayi hai to kya doosra tum jahaan kyun basaate nahin dil naa chaahe bhi to saath sansaar ke chalna padta hai sab ki khushi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye
hmmmmmmmm hayeeee chikni chikni kanwal jaisi teri jawaani chhoo ke badan ko phisal jaaye paani dekha jo kudrat ne tujhko ho gayi deewani deewani deewani jitni ye bheege jale utni jawaani teri mohabbat ki hai ye deewaani aag bujha na sakega baadal ka paani ho paani ho paani haayeee ha jaise ambar se ha badle paani ke madira barasne lagi hai tera ho jaane ko tujh mein kho jaane ko chahat tarasne lagi hai ha jaise ambar se ha badle paani ke madira barasne lagi hai tera ho jaane ko tujh mein kho jaane ko chahat tarasne lagi hai doob gayi masti mein ritu suhaani haaye chikni chikni kanwal jaisi teri jawaani haaa aaaahhhhh chhoo ke badan ko phisal jaaye paani ha aaaaaaaa ha aaaaaaa aag bujha na sakega baadal ka paani ho paani ho paani ha jaise jal jal mein ha baadal baadal mein tu mujh mein main tujh mein khoyi tu hi tu hai bus main hi main hoon bus duniya mein aur nahin koi ha jaise jal jal mein ha baadal baadal mein tu mujh mein main tujh mein khoyi tu hi tu hai bus
choli tere tan par tan par kasi kasi rehti hai tu man mein man mein basi basi jaye na asar teri baton ka utare na zehar teri aankhon ka jaye na asar teri baton ka utare na zehar teri aankhon ka zindagi dassi dassi dassi dassi tere tere mukh par mukh par hansi hansi teri chhavi dil mein dil mein basi basi ghera hai mujhe teri raahon ne jakda hai mujhe teri baahon ne ghera hai mujhe teri raahon ne jakda hai mujhe teri baahon ne jawaani phansi phansi phansi phansi choli tere tan par tan par kasi kasi aaaaaaa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho han jhanke yauvan haath ki chitvan han jhanke yauvan haath ki chitvan aisi hai tu jawan kaam ki tu kaman kahna kya tera aaye ang mere aa in mein rang tere aaye ang mere aa in mein rang tere jaan tu main badan tu bahar main chaman mere sanam pyar ke dum se hi roop hai oo choli tere tan par tan par kasi kasi rehti hai tu man mein man mein basi basi ha honth pyale hain aa madhushale hain ha honth pyale hain aa madhushale hain jisne bhi
Come Near
daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana biwi hoon main bawarchi nahin mujhe aata nahin coffee banana daftar ko der ho gayi to jao mujhe jaldi se coffee pilana aaj daftar na jaao to achchha kyun khushi ghar mein manao to achha hai daftar mein rakshash ki raani kha jayegi jo mujhe kachcha rakshash ki raani ko mana lungi tumko chutti dila dungi tum aaj daftar na jana daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana biwi hoon main bawarchi nahin mujhe aata nahin coffee banana are daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana kaam biwi ka khana pakana kapde dhona aur jhaadu lagana chhee kaam se tum mat aankhein churana saas sasur ka hukum bajana kaam karne ko laakhon hain naukar pyaar karne ko aayi main yahan par dil mein armaan laayi hoon main raani bankar aayi hoon main naukraani na mujhko banana daftar ko der ho gayi mujhe jaldi se coffee pilana biwi hoon maim bawarchi nahin mujhe aata nahin coffee
darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar phoolon ko dekha tune jab jab aayi bahaar ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein mujhe nahin dekha ek baar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar sooraj ki pehli kirnon ko dekha toone alsaate huye sooraj ki pehli kirnon ko dekha toone alsaate huye raaton mein taaron ko dekha sapnon mein kho jaate huye yun kisi na kisi bahaane yun kisi na kisi bahaane tune dekha sab sansaar tune dekha sab sansaar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar kaajal ki kismat kya kahiye naiyno mein toone basaaya hai kaajal ki kismat kya kahiye naiyno mein toone basaaya hai aanchal ki kismat kya kahiye tune ang lagaaya hai hasrat hi rahi mere dil mein hasrat hi rahi mere dil mein banon tere gale ka haar banon tere gale ka haar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar phoolon ko dekha tune jab jab aayi bahaar ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein
aa aa aaa aaa aaa aaaa aaaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaaaaaaa aaa aaa aaa aaa deep jalaaye jo geeton ke maine deep jalaaye jo geeton ke maine toofaan kyun kar aaye toofaan kyun kar aaye ashqon ka saagar ashqon ka saagar kya kam tha baadal kyun barsaaye deep jalaaye jo geeton ke maine toofaan kyun kar aaye jis pal ne har pal tarsaaya aaj wahi pal humne paaya jis pal ne har pal tarsaaya aaj wahi pal humne paaya swaron ki maalaaa swaron ki maala pehli baar hum tujhe pehnaane aayeee deep jalaaye jo geeton ke maine toofaan kyun kar aaye ho oo ooo oooo ooo ooo oo oo oo ooo oo hoo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo oooo oooo oooooooo deep jalaaye jo geeton ke maine khushiyon ke baadal chhaye khushiyon ke baadal chhaye shabd bane teri baaton se sur janme teri saanson se shabd bane teri baaton se sur janme teri saanson se teri kripa seee hey maa hey maaaaaaaa hey maa teri kripa se koi bhi insaan kalaakaar ban jaaye deep jalaaye jo
deewaana dil sangeet ka deewaana geeton ka main hoon parvaana sangeet mera mazhab sangeet mera rab hai sangeet mera khazaana deewaana deewaana dil sangeet ka deewaana deewaana geeton ka main hoon parvaana parvaana sangeet mera mazhab sangeet mera rab hai sangeet mera khazaana pyaar bhagwaan jahaan pyaar imaan jahaan pyaar armaan jahaan wahaan se aaya hoon main pyaar wo laaya hoon main jahaan naari mein raadha jahaan naari mein seeta jahaan vaani mein geeta wahaan se aayi hoon main pyaar wo laayi hoon main pyaar mera naam pyaar mera kaam pyaar ko salaam pyaar ko pranaam deewaana deewaana dil sangeet ka deewaana deewaana geeton ka main hoon parvaana parvaana sangeet mera mazhab sangeet mera rab hai sangeet mera khazaana sa ni sa re sa re ga re ga re sa re ni sa re ni sa re ga re sa har bhesh bhesh apna har desh desh apna pyaar sandesh apna sabse main pyaar karoon sabka deedaar karoon har dil ka dard jismein dhadkan ka geet jismein hai mann ka meet jismein sangeet
deewana dil dhundhe mashooq ek aisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe phoolon ki khushboo fizaaon mein bikhre karti ho jab jab wo baaten raaten chamakti hai jyun chaandni ki aise chamakti ho aankhen kabhi bhi kisi ne naa dekhi suni ho haseen meri mehboob ho aisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe husn ke tukde chura ke nazar ne tasveer uski banaayi saare jahaan ke haseenon ki raunak ek hi tann mein sajaayi wo ban ke haqeeqat nazar aayegi kab khayaalon mein khaabon mein hai jaisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi
Deewana Keh Ke Logon Ne
dekh lo aawaaz de kar dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge aaoge tanha magar aaoge tanha magar tanha nahin tum jaaoge dekh lo aawaaz de kar door reh kar bhi tumhin par rehti hai apni nazar door reh kar bhi tumhin par door reh kar bhi tumhin par rehti hai apni nazar baahon mein hum thaam lenge baahon mein hum thaam lenge jab bhi thokar khaaoge dekh lo aawaaz de kar hoooo ooooo oooooo oooo oooo ooooo oooo oooo oooo len naa badle mein tumhaare gar khudaayi bhi mile len naa badle mein tumhaare len naa badle mein tumhaare gar khudaayi bhi mile chhod denge do jahaan ko chhod denge do jahaan ko jab bhi tum farmaaoge dekh lo aawaaz de kar bewafaayi bhi karo to maaf kar denge tumhen bewafaayi bhi karo to bewafaayi bhi karo to maaf kar denge tumhen hum naa waadon se phirenge hum naa waadon se phirenge tum agar phir jaaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge aaoge tanha magar aaoge tanha magar
dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum dil mein kiske gumaan kya guzar jaayega tumko apna kahein to kahein kis tarah saari mehfil ka chehra utar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum tum bhi betaab ho hum bhi bechain hain dil mein milne ki hasrat machalne lagi sabr ka ab to daaman sulagne laga pyaar ki aag seene mein jalne lagi pyaar ki aag seene mein jalne lagi tumse milne na paaye agar aaj hum aisa lagta hai dil hi thehar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum ho kisi desh mein ya kisi bhesh mein shakl apnon ki pehchaan leta hai dil tum kaho na kaho hum kahein na kahein baat dil ki to khud jaan leta hai dil baat dil ki to khud jaan leta hai dil saamne bas yunhi muskuraate raho zindagi ka muqaddar sanwar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum jaankar ki gayi ho ke anjaane mein duniyan waale khata maaf karte nahin duniyan waalon ka ye julm to dekhiye deke bhi jo saza maaf karte nahin deke bhi jo saza maaf karte nahin zindagi ban gayi qaid
dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya dekhein tujhe dekh liya sab dekh liya ho tujhe dekh liya sab dekh liya dekha hai sabhi ne chaand ko nazron mein yunhi naraazi hai nazron mein yunhi naraazi hai par dil hi dil mein raazi hai ab duniya jo chaahe soche ab duniya jo chaahe soche hum kyun jaane tujhe jaan liya sab jaan liya tujhe jaan liya sab jaan liya dekha hai sabhi ne chaand ko honthon pe aab e hayat liye honthon pe aab e hayat liye chalti hai baharein saath liye tere jaisa haseen koi aur bhi ho tere jaisa haseen koi aur bhi ho usse kyun maane tujhe maan liya sab maan liya ho tujhe maan liya sab maan liya dekha hai sabhi ne chaand ko kuchh aise dil ne pukara tujhe kuchh aise dil ne pukara tujhe jannat se zameen par utaara tujhe ab aur khuda ke paas hai kya ab aur khuda ke paas hai kya hum kya maange tujhe maang liya sab maang liya ho tujhe maang liya sab maang liya dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya
dekho dil na kisi ka toote dekho dil na kisi ka toote pyaar ka rishta sachcha rishta baaki rishte jhoothe dekho dil na kisi ka toote dekho dil na kisi ka toote pyaar ka rishta sachcha rishta baaki rishte jhoothe dekho dil na kisi ka toote pyaar ke in dhaagon se bandha hai yeh saara sansaar pyaar ke in dhaagon se bandha hai yeh saara sansaar bichhde huon ko phir se milaaye bichhde huon ko phir se milaaye raakhi ka tyohaar raakhi ke din kisi bahan se bhai na uska chhoote dekho dil na kisi ka toote dekho dil na kisi ka toote pyaar ka rishta sachcha rishta baaki rishte jhoothe dekho dil na kisi ka toote ban pardesan behana bhatke dar dar dhunde bhai ban pardesan behana bhatke dar dar dhunde bhai khoon se khoon juda jo karde khoon se khoon juda jo karde kisne reet banaayi na koi saathi na koi manzil aisa naseeb na foote dekho dil na kisi ka toote dekho dil na kisi ka toote pyaar ka rishta sachcha rishta baaki rishte jhoothe dekho dil na kisi ka toote
lal lal lala la lara lara lara la lal lal lala la lara lara lara la dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte kitne dil toote hain toota karenge premi jab tak jag se darenge dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte kitne dil toote hain toota karenge premi jab tak jag se darenge dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte jaise baadal chalein hawaon mein jaise panchhi ude fizaaon mein chalo aise chalen jaise chale pawan chalo aise chalen jaise chale kiran jaise chale kiran dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte kitne dil toote hain toota karenge premi jab tak jag se darenge dekho pyaar mein dekho pyaar mein aisa nahin karte duniya walon se kabhi nahin darte deepak darte nahin kabhi raaton se premi darte nahin kabhi baaton se chalo aise khilen jaise khile chaman chalo aise milen jaise man se badan jaise mann se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chal Chal Re Raahi Chal Re Holi Aaee Re (1970) 04:36 17648
 
Poster of Holi Aaee Re (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 17648   

Chalte Chalo Chalta Hua Insaan Aur Shaitan (1970) 03:21 41000
 
Poster of Insaan Aur Shaitan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 41000   

Chamka Paseena Ban Ke Resham Ki Dori (1974) 04:24 14074
 
Poster of Resham Ki Dori (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:24   Song Number : 14074   

Chandan Sa Badan (Female) Saraswatichandra (1968) 03:23 11972
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 11972   

Chandan Sa Badan (Male) Saraswatichandra (1968) 03:59 20277
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:59   Song Number : 20277   

Chhod De Saari Duniyaa Saraswatichandra (1968) 03:32 20285
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20285   

Chikni Chikni Kanwal Jaisi Teri Jawaani Mahaguru (1985) 05:11 36940
 
Poster of Mahaguru (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 05:11   Song Number : 36940   

Choli Tere Tan Par Kasi Kasi Hoshiyar (1985) 05:49 36318
 
Poster of Hoshiyar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri, Jeetendra
Duration : 05:49   Song Number : 36318   

Come Near Do Gulab (1983) 05:09 39183
 
Poster of Do Gulab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kunal Goswami, Meenakshi Seshadri
Duration : 05:09   Song Number : 39183   

Daftar Ko Der Ho Gayi Haisiyat (1984) 05:08 36927
 
Poster of Haisiyat (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Jaya Prada
Duration : 05:08   Song Number : 36927   

Darpan Ko Dekha Tune Upaasna (1971) 04:38 14382
 
Poster of Upaasna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Mumtaz
Duration : 04:38   Song Number : 14382   

Deep Jalaaye Jo Geeton Ke Kalakaar (1983) 05:39 40124
 
Poster of Kalakaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Kunal Goswami
Duration : 05:39   Song Number : 40124   

Deewaana Dil Sangeet Ka Deewaana Hoshiyar (1985) 05:04 38844
 
Poster of Hoshiyar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Meenakshi Seshadri
Duration : 05:04   Song Number : 38844   

Deewana Dil Dhundhe Mashooq (1992) 05:13 18737
 
Poster of Mashooq (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Kumar Sanu, Chorus
On Screen Actors- 
Ayub Khan
Duration : 05:13   Song Number : 18737   

Deewana Keh Ke Logon Ne Majboor (1964) 03:46 37564
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Biswajit Chatterjee
Duration : 03:46   Song Number : 37564   

Dekh Lo Aawaaz De kar Prem Geet (1981) 05:59 18020
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Duration : 05:59   Song Number : 18020   

Dekh Sakte Nahin Tumko Jee Bhar Ke Hum Ilzam (1970) 04:46 40660
 
Poster of Ilzam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 04:46   Song Number : 40660   

Dekha Hai Sabhi Ne Dil Ne Pukara (1967) 04:18 13112
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:18   Song Number : 13112   

Dekho Dil Na Kisi Ka Toote Pyar Ka Rishta (1973) 04:08 37850
 
Poster of Pyar Ka Rishta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Duration : 04:08   Song Number : 37850   

Dekho Pyaar Mein Aisa Nahin Karte Hotel (1981) 04:39 36190
 
Poster of Hotel (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bindiya Goswami
Duration : 04:39   Song Number : 36190   
Karaoke Songs of Indeevar, Sad Songs of Indeevar, Love Songs of Indeevar, Dance Songs of Indeevar, Hip-hop songs of Indeevar, Best songs of Indeevar, Super hit songs of Indeevar, hit songs of Indeevar, duet songs of Indeevar, solo songs of Indeevar, old songs of Indeevar, famous songs of Indeevar, Hindi Karaoke Songs of Indeevar, Hindi Sad Songs of Indeevar, Hindi Love Songs of Indeevar, Hindi Dance Songs of Indeevar, Hindi Hip-hop songs of Indeevar, best Hindi songs of Indeevar, super hit Hindi songs of Indeevar, hit Hindi songs of Indeevar, duet Hindi songs of Indeevar, solo Hindi songs of Indeevar, old Hindi songs of Indeevar, famous Hindi songs of Indeevar, Sing Along Songs of Indeevar, Sing Along Sad Songs of Indeevar, Sing Along Love Songs of Indeevar, Sing Along Dance Songs of Indeevar, Sing Along Hip-hop songs of Indeevar, Sing Along Best songs of Indeevar, Sing Along Super hit songs of Indeevar, Sing Along hit songs of Indeevar, Sing Along duet songs of Indeevar, Sing Along solo songs of Indeevar, Sing Along old songs of Indeevar, Sing Along famous songs of Indeevar