Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIndeevar
HomeIndeevar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek dhoondho milte hain hazaaron husn waale kam nahin laakhon hain gulaab gulsitaan mein tu na ho to ghum nahin jawaan hai to kya hai haseen hai to kya hai tu samjhi tu khuda hai ek dhoondho milte hain hazaaron husn waale kam nahin laakhon hain gulaab gulsitaan mein tu na ho to ghum nahin jawaan hai to kya hai haseen hai to kya hai tu samjhi tu khuda hai haath ka jawaab haath se baat ka jawaab baat se preet ka jawaab preet se aur geet ka jawaab geet se daulat ke nazaare humko na dikha tu bega kaagaz ki kashti na chala daulat ke nazaare humko na dikha tu bega kaagaz ki kashti na chala na hogi teri baat humse na badha shaan apni kitni hi dikha le jhukne waale hum nahin baahar baahar ke hain saare daawe tere andar dam nahin jawaan hai to kya hai haseen hai to kya hai tu samjha tu khuda hai khatron se dar jaayen aise nahin hum soorat pe mar jaayen aise nahin hum are khatron se dar jaayen aise nahin hum soorat pe mar jaayen aise nahin hum tujhe mehenga padega na humko
ek ek do do teen teen char char ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char chaar baar marenge ek baar ginenge aise nahin chhodenge dant tere todenge are yeeee chaar baar marenge ho ho ho ek baar ginenge ho ho ho aise nahin chhodenge ho ho ho dant tere todenge ho ho are yeee ye ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char are pani puri are bhel puri ari o petis ragda yaad aayengi naani tujhko haath padega tagda are pani puri are bhel puri ari o petis ragda yaad aayegi naani tujhko haath padega tagda are yeeee ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char chaar baar marenge ek baar ginenge aise nahin chhodenge ho ho ho dant tere toden ho ho ho are yeee ye ek ek ek ek do do do do teen teen teen teen char char char char teri surat buri teri seerat buri buri hai niyat teri utni hi kam hogi jitni karen murammat teri teri surat buri teri seerat buri buri hai niyat teri utni hi kam hogi jitni karen murammat teri are
la la la la la la laa la la la la la la laa la la la la la la laa ek mehboobaa ek mehboob tha ek doosre mein pyaar bhi khoob tha utri thi hasina jaise aasmaan se boli aazmaane ko naujawaan se maa ka dil nikaal kar jab tum laaoge mera pehla pehla pyaar tab tum paaoge ek mehboobaa ek mehboob tha ek doosre mein pyaar bhi khoob tha husn ke deewaane ka dekho to housla cheer ke seena maa ka dil nikaal kar chala gir pada wo raaste mein thokar jo khayi girte hi maa ke dil se aawaaz ye aayi chot to nahin aayi tujhko aye mere laal phool si jaan hai teri tu rakhna apna khayaal jaldi se dil leke mera ja tu uske paas hone waali bahu meri hogi tanha udaas ek mehboobaa ek mehboob tha ek doosre mein pyaar bhi khoob tha la la la la la la la laa la la la la la la la laa maa ne apne khoon se jis poudhe ko seencha kaat diya us poudhe ne hi ghar ka bageecha pyaar pe haq hai patni ka to maa bhi hai haqdaar ek hi daaman mein na bhare koi apna saara pyaar laadli biwi ki bas baahon mein
ek tu na mila mila mila ek tu na milaaaaa ek tu na milaa saari duniya mile bhi to kya hai ek tu na milaaaa mera dil na khilaaaaa mera dil na khila saari bagiyaa khile bhi to kya hai ek tu na mila dharti hoon main aur tu hai gagan hoga kahan tera mera milan dharti hoon main aur tu hai gagan hoga kahan tera mera milan laakh pehre yahaan laakh pehre yahaan pyaar dil mein pale bhi to kya hai ek tu naa milaaaa taqdeer ki main koi bhool hoon daali se bichhda hua phool hoon taqdeer ki main koi bhool hoon daali se bichhda hua phool hoon saath tera nahinnnnn saath tera nahin sang duniyaa chale bhi to kya hai ek tu naa milaaaa tujhse lipat kar jo ro lete hum aansoon nahin the ye moti se kam tujhse lipat kar jo ro lete hum aansoon nahin the ye moti se kam tera daaman nahinnnnn tera daaman nahin ye aansoon dhale bhi to kya hai ek tu na milaaaa ek tu na milaa saari duniya mile bhi to kya hai ek tu na milaaaa tu na milaaaa tu na milaaaa
falak milega tujhe kya humein mitaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se falak milega tujhe kya humein mitaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se utha ke ranj ye dil choor ho gayaa itna utha ke ranj ye dil choor ho gayaa itna ke thes lagti hai haay ke thes lagti hai kaliyon ke muskuraane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se jiyen to kis ke liye tumhi jab nahin apne tum hi jab nahin apne jiyen to kis ke liye tumhi jab nahin apne tum hi jab nahin apne ke jee rahe the haay ke jee rahe the abhi tak isi bahaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se jahaan ne keh diya baadal hain aasmaanon ke jahaan ne keh diya baadal hain aasmaanon ke dhuaan utha hai ye haay dhuaan utha hai ye mere hi aashiyaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se falak milega tujhe kya
ho ganga maiyaa mein ho ganga maiyaa mein jab tak ke paani rahe mere sajna teri zindgaani rahe zindgaani rahe ho ganga maiyaa mein jab tak ke paani rahe mere sajna teri zindgaani rahe zindgaani rahe mere jeevan ke ore khiwayya tere haathon mein hai meri naiyya duniyaa kuchh bhi kahe bhale kehti rahe meri pooja teri hi deewaani rahe deewaani rahe ho ganga maiyaa mein jab tak ke paani rahe mere sajna teri zindgaani rahe zindgaani rahe aage agni ke phere laga kar yaad bite deenon ki jala kar aayi main tere dawaar liye mann ka sansaar mere honthon par teri kahaani rahe kahaani rahe ho ganga maiyaa mein jab tak ke paani rahe mere sajna teri zindgaani rahe zindgaani rahe chhupi naari ke mann mein wo seeta jiska jeevan angaaron pe beeta mere jeevan ke raam tera ratti hai naam mere maathe pe teri nishaani rahe nishaani rahe ho ganga maiyaa mein jab tak ke paani rahe mere sajna teri zindgaani rahe zindgaani rahe
aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa tana ta ra na aaaa aa aaaaa garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo tumare milan ko apne prem piharva lo garva lagaaye garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo tumare milan ko apne prem piharva lo garva lagaaye garjat barsat bhijat aailo garjat jo lo hum tum ek dhing rahilo jo lo hum tum ek dhing rahilo to lo rahilo hiyara samaan to lo rahilo hiyara samaan saawan aailo laal chunariya saawan aailo laal chunariya de ho rangaaye garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo oooo
ghum ki dawaa to pyaar hai ghum ki dawaa sharaab nahin thukraao na humaara pyaar itne toh hum kharaab nahin ghum ki dawaa to pyaar hai jaata hai jo jaane do aata hai jo aane do jaata hai jo jaane do aata hai jo aane do beeti baatein beet gayin nayi bahaarein jaane do bagiyaa mein phool hazaaron hain ek hi to gulaab nahin ghum ki dawaa sharaab nahin ghaav jiya ke bhar denge toota dil hum jodenge ghaav jiya ke bhar denge toota dil hum jodenge ban ke rahenge saathi hum saath kabhi na chhodenge ab koyi tumko sata sake itni kisi mein chaab nahin ghum ki dawaa to pyaar hai ghum ki dawaa sharaab nahin thukraao na humaara pyaar itne toh hum kharaab nahin ghum ki dawaa to pyaar hai
gora gora mukhada ye tune kahan paya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai gora gora mukhada ye tune kahan paya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai amawas ki raat hai ye huyi kaise roshni nahin hai gagan mein chanda chhayi kaise chandani amawas ki raat hai ye huyi kaise roshni nahin hai gagan mein chanda chhayi kaise chandani huyi kaise roshni chhayi kaise chandani dheere dheere parda tune chehre se hataya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai chale aaye peene wale maikhanon ko chhod ke khade tere raste mein paimanon ko tod ke chale aaye peene wale maikhanon ko chhod ke khade tere raste mein paimanon ko tod ke maikhanon ko chhod ke paimanon ko tod ke badi badi ankhon se ye tune kya chalkaya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai gora gora mukhada ye tune kahan paya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai
gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage hey gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage gora gora gora gora main chakori tu chakora tan chhu gaya jo moraa laakhon armaan jage dhinak dhin ta dhinak dhin ta ho dhinak dhin ta dhinak dhin taaa gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage aye na na aye aye na na paani aa ha paani aa haa o paani ho paani ho paani paani paani paani bachpan pyaasa youwan pyaasa pyaasi hai zindgaani saari ki saari pyaas humaari aaj to ban gayi paani bachpan pyaasa youwan pyaasa pyaasi hai zindgaani saari ki saari pyaas humaari aaj to ban gayi paani gora gora gora gora main chakori tu chakora tan chhu gaya jo moraa laakhon armaan jage dhinak dhin ta dhinak dhin ta ho dhinak dhin ta dhinak dhin taaa hey gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage aye na aa aye aye na na paani aa ha o paani aa haa o paani ho paani ho paani
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hoooooo hooooo hoooo hoooo hooo hooo hooo gori tere ang ang mein roop rang ke sajje huye hain kalse aaha kalse gori tere ang ang mein roop rang ke sajje huye hain kalse aaha kalse jawaani toofani behkaa kar ye maani dekho na iske jalseeeeeee dhim tara dhim tara dhim tara mere nazaare ne maara dhim tara dhim tara dhim tara tera nazaara bada pyaara hooo oooo oooo dhim tara dhim tara dhim tara mere nazaare ne maara hey dhim tara dhim tara dhim tara tera nazaara bada pyaara gori tere ang ang mein roop rang ke bhare huye hain kalse aaha kalse hoga ghayal ke nache paayal ke gaaye kangan meraaa teri adaa hai meethi sadaa hai goonje aangan mera hoga ghayal ke nache paayal ke gaaye kangan meraaa teri adaa hai meethi sadaa hai goonje aangan mera pehle to dil mein tu aana na aayi to dil se tu jaana na chhed chhed mujhko sata na na na gori tere ang ang mein roop rang ke bhare huye hain kalse aaha kalse jawaani toofani behkaa kar ye maani
ho gori teri jawani pe jabse jamal aa gaya ho gori teri jawani pe jabse jamal aa gaya jawani pe jabse jamal aa gaya kunwaro ke dil mein bhuchal aa gaya ho gori teri jawani pe jabse jamal aa gaya ho gori teri jawani pe jabse jamal aa gaya hoo aa chal chale hum nadi ke kinaare ankhon hi anhkon mein honge ishare aa chal chale hum nadi ke kinaare ankhon hi anhkon mein honge ishare dekhein to dekhein hamen log saare dalenge jaffi karange nazare kabhi haan karna kabhi haan karna kabhi na karna tarsane ka tujhko kamal aa gaya gori teri ho gori teri jawani pe jab se jamal aa gaya jawani pe jabse jamal aa gaya kunwaro ke dil mein bhuchal aa gaya gori teri jawani pe jabse jamal aa gaya ho gori teri jawani pe jabse jamal aa gaya hontho mein tere amrit ke pyale hontho mein tere hain amrit ke pyale ho jaye pee kar amar peene wale tune chaman kyun chipaye badan mein bhanware bhatakte hai teri lagan mein phoolon se gaal tere phoolon se gaal teri hanso ki chal tujhe chalna qayamat
aa hey gussa chhod dil na tod bigad na ghadi ghadi gussa chhod dil na tod bigad na ghadi ghadi kis maa ne janam diya dho ke hath tu pichhe padi gussa chhod dil na tod bigad na ghadi ghadi vadakkam gussa chhod dil na tod bigad na ghadi ghadi uuuuuu dande se kyun mare hum toh aankhon se mar jayenge tu jo kahe to gali kya duniya se guzar jayenge aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu vadakkam gussa chhod dil na tod bigad na ghadi ghadi kis maa ne janam diya dho ke hath tu pichhe padi gussa chhod dil na tod bigad na ghadi ghadi oonchi haveli wali yeh aadat kahan se seekhi laddoo jaisi meethi hui mirchi jaisi teekhi aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu vadakkam gussa chhod dil na tod bigad na ghadi ghadi kis maa ne janam diya dho ke hath tu pichhe padi gussa chhod dil na tod bigad na ghadi ghadi jitna haseen badan hai dil bhi haseen bana le dank maar le lekin shahad bhi zara pila de aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu aalabu
Haan Garmi Hai Kahan Hai
hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile ya ghum badlenge na hum duniya chahe badalti rahe hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile ya ghum badlenge na hum duniya chahe badalti rahe hothon se bijli chamke jab jab tu muskaati hai aa aaa aaa aaaaa saari haseenaaon se hansi tu ho jaati hai teri inhi baaton se jaan me jaan aati hai hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile ya ghum badlenge na hum duniya chahe badalti rahe chamka mera chehra saamne jab tu aaya ho hooo ooo ooooo tujhe laga jo hasin wo hai tera hi saaya teri isi ada ne aashiq mujhe banaaya hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile ya ghum badlenge na hum duniya chahe badalti rahe har pal har din har dam tujhko dekhna chahun oo ooo ooo ooooo rab koi pooje to pooje main tujhe poojna chahun aise hi chaha kare tu aur bhala kya chahun hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile
hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa chaahe badalti rahe hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa chaahe badalti rahe tode jaane par bhi phool hansa karte hain tapte sehraon mein jharne mila karte hain toofan aane par bhi deep jala karte hain hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa chaahe badalti rahe ik din kam jeena par pyaar mein chain se jeena dil ka chain mila to phir kya koi nageena sab aaya jise aaya jeene ka ye karinaa hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa chaahe badalti rahe maana jaane waale laut ke kab aate hain doob ke sooraj taare phir se nikal aate hain pyaar agar sachcha ho bichhde mil jaate hain hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa
har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi har kadam par khushi har ghadi duniya nayi ye safar suhaana safar tum ho mere humraahi bin maange mili woh khushi jo mere dil ne chaahi ye safar suhaana safar tum ho mere humraahi bin maange mili woh khushi jo mere dil ne chaahi mere labon ki hansi le lo aansu apne mujhe dedo har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi meri pasand isko bhi pasand dost ne dedi manjoori man se itne paas huye hum tan ki kaisi doori meri pasand isko bhi pasand dost ne dedi manjoori man se itne paas huye hum tan ki kaisi doori saara jeevan mera le lo pyaar ke do pal de do har kadam par khushi har ghadi duniya nayi dil mein tumhaare jo pyaar ho badi pyaari zindagi hai pyaari zindagi la la la la la la
la la lala lala la la la lala lala la la lala lala la la la lala lala har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se do dil zinda reh sakte hain chaahat ki bhari nighaahon se chaahat ki bhari nighaahon se har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain jeete ji humko pyaar mila hum dono kismat waale hai hum dono kismat waale hain har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo
la la la lalala la la la lalala la la la lalala la la la lalala har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain jeete jee hum ko pyaar mila hum dono qismat waale hain hum dono qismat waale hain har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina hai sab ke bina jeena mumkin namumkin jeena pyaar bina namumkin jeena pyaar bina har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai mehfil mein hai shehnaayi phir bhi dil mein hai tanhaayi hai saanson mein jaise kayi toofan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan milta nahin kya yahaan mere dil phir kyun na milegi tujhe manzil chalte jaana yun hi raahon mein bhar hi lega koi baahon mein humesha rahega naa dil viraan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Dhoondho Milte Hain Pyara Dushman (1980) 06:22 37593
 
Poster of Pyara Dushman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Sarika
Duration : 06:22   Song Number : 37593   

Ek Ek Do Do Mawaali (1983) 05:07 37439
 
Poster of Mawaali (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 05:07   Song Number : 37439   

Ek Mehbooba Ek Mehboob Tha Pyaasi Aankhen (1983) 04:35 40856
 
Poster of Pyaasi Aankhen (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 04:35   Song Number : 40856   

Ek Tu Na Mila Saari Himalay Ki God Mein (1965) 04:21 13337
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 13337   

Falak Milega Tujhe Ghar Ghar Mein Diwali (1955) 03:17 17600
 
Poster of Ghar Ghar Mein Diwali (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:17   Song Number : 17600   

Ganga Maiyaa Mein Suhaag Raat (1968) 07:01 14289
 
Poster of Suhaag Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Shri
Duration : 07:01   Song Number : 14289   

Garjat Barsat Malhar (1951) 02:10 38664
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:10   Song Number : 38664   

Ghum Ki Dawaa To Pyaar Amanush (1975) 03:07 14619
 
Poster of Amanush (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Prema Narayan
Duration : 03:07   Song Number : 14619   

Gora Gora Mukhada Ye Tune Mukesh 03:23 32217
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 32217   

Gori Gori Tan Tera Roop Aaj Ka Daur (1985) 05:34 40693
 
Poster of Aaj Ka Daur (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Padmini Kolhapure
Duration : 05:34   Song Number : 40693   

Gori Tere Ang Ang Mein Tohfa (1984) 07:13 18451
 
Poster of Tohfa (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 07:13   Song Number : 18451   

Gori Teri Jawani Pe Kalakaar (1983) 04:54 37172
 
Poster of Kalakaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar, Manoj Kumar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sridevi, Kunal Goswami
Duration : 04:54   Song Number : 37172   

Gussa Chhod Dil Na Tod Maqsad (1984) 05:06 36930
 
Poster of Maqsad (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jaya Prada, Jeetendra
Duration : 05:06   Song Number : 36930   

Haan Garmi Hai Kahaan Hai Maqsad (1984) 05:57 40319
 
Poster of Maqsad (1984)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sridevi
Duration : 05:57   Song Number : 40319   

Hanste Hanste Kat Jaayen Raste Khoon Bhari Maang (1988) 05:27 39836
 
Poster of Khoon Bhari Maang (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rekha
Duration : 05:27   Song Number : 39836   

Hanste Hanste Kat Jaayen Raste Khoon Bhari Maang (1988) 05:47 18770
 
Poster of Khoon Bhari Maang (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rekha
Duration : 05:47   Song Number : 18770   

Har Kadam Par Khushi Jeet Hamaari (1983) 07:22 40142
 
Poster of Jeet Hamaari (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Ranjeeta Kaur
Duration : 07:22   Song Number : 40142   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 04:57 17946
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:57   Song Number : 17946   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 05:07 19208
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 05:07   Song Number : 19208   

Har Koi Chaahta Hai Ek Mutthi Aasmaan (1973) 06:30 11964
 
Poster of Ek Mutthi Aasmaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora
Duration : 06:30   Song Number : 11964   
Karaoke Songs of Indeevar, Sad Songs of Indeevar, Love Songs of Indeevar, Dance Songs of Indeevar, Hip-hop songs of Indeevar, Best songs of Indeevar, Super hit songs of Indeevar, hit songs of Indeevar, duet songs of Indeevar, solo songs of Indeevar, old songs of Indeevar, famous songs of Indeevar, Hindi Karaoke Songs of Indeevar, Hindi Sad Songs of Indeevar, Hindi Love Songs of Indeevar, Hindi Dance Songs of Indeevar, Hindi Hip-hop songs of Indeevar, best Hindi songs of Indeevar, super hit Hindi songs of Indeevar, hit Hindi songs of Indeevar, duet Hindi songs of Indeevar, solo Hindi songs of Indeevar, old Hindi songs of Indeevar, famous Hindi songs of Indeevar, Sing Along Songs of Indeevar, Sing Along Sad Songs of Indeevar, Sing Along Love Songs of Indeevar, Sing Along Dance Songs of Indeevar, Sing Along Hip-hop songs of Indeevar, Sing Along Best songs of Indeevar, Sing Along Super hit songs of Indeevar, Sing Along hit songs of Indeevar, Sing Along duet songs of Indeevar, Sing Along solo songs of Indeevar, Sing Along old songs of Indeevar, Sing Along famous songs of Indeevar