Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIndeevar
HomeIndeevar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori ik pal juda na rehna ik pal juda na rehna mushkil judaayi sehna kadam bahek jaayen itni bhi theek nahin doori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori tum hi tum samaayi ho meri nas nas mein ho ke door rahega na dil ye mera mere bas mein bandh gayi tumse dori aur tumhi meri kamzori bandh gayi tumse dori aur tumhi meri kamzori aise na tarsaao pyaas karo poori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori sur bina hai ye nagma adhura adhura do badan milen jab tabhi pyaar hota hai poora kuchh bhi nahin main tujh bin aur kuchh bhi nahin tu mujh bin kuchh bhi nahin main tujh bin aur kuchh bhi nahin tu mujh bin aise na tarsaao pyaas karo poori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori
oooo oooo oooo oooo oooo aaa aaa aaa aaaa aaaa mere mitwaaa mitwaaa tum kahaan ho mere mitwaaa oooo oo oooo ooooo tum kahaan ho jiya naahi laage jiya naahi laage kab aaogeee ee kab aaogeee jiya naahi laage jiya naahi laage sindoori shaam mein tadpe akela aas ka panchhi sindoori shaam mein tadpe akela aas ka panchhi tere hi geet gaaye teri hi yaad dilaye teri hi yaad dilaye tarsaao naaaa tarsaao na jiya naahi laage jiya naahi laage mere mitwaaaa mere mitwaaa ooo ooo yaadon ke badal chhaye naina ye neer bahaye yaadon ke badal chhaye naina ye neer bahaye palkon ki kor ab tak mere dard ko chhupaye mere dard ko chhupaye tarsaao naaaa tarsaao na jiya naahi laage jiya naahi laage kab aaoge kab aaogeee jiya naahi laage
jiya pyaar mange jiya aasmaan se uncha hothon ko pyaas lagi hai teri nigaah kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na piya tu hi mera piya aasmaan se uncha teri hi lagan lagi hai lekin zubaan kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na jo bhi dil mein hai wo aaj kahenge hum dil pe rakh ke haath sunenge gustakhi pehli baar karenge hum bhi uska intzaar karenge jiya pyaar mange jiya aasmaan se uncha hothon ko pyaas lagi hai teri nigaah kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na yun hi jeevan bhar hum saath chalenge hum banke pyaar ke deep jalenge jeevan ke andhere door karenge duniyaa mein wafa ka noor bharenge piya tu hi mera piya aasmaan se uncha teri hi lagan lagi hai lekin zubaan kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na dil kehta hai yeh raat na dhale poore ho jaayen wo khwaab jo pale badhte jaate hain dil ke
jo boyega wahi payega jo boyega wahi payega tera kiya aage aayega sukh dukh hai kya phal karmon ka jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jo boyega waihi payega tera kiya aage aayega sukh dukh hai kya phal karmon ka jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni sabse badi pooja hai maat pita ki seva ho sabse badi pooja hai maat pita ki seva kismat walon ko hi milta hai ye mauka haath se apne kho mat dena mauka ye khidmat ka jannat ka dar khul jayega tera kiya aage aayega sukh dukh hai kya phal karmon ka jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni chahe na pooje moorat chahe na teerath jaye ho chahe na pooje moorat chahe na teerath jaye maat pita ke tan mein sare dev samaye tu inka dil khush rakhe to ishwar khush ho jaye bhagwaan tujhko mil jayega tera kiya aage aayega sukh dukh hai kya phal karmon ka jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi
jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon ab koi tujhko shikwaa na hoga teri zindagi se chala jaa raha hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon humko khabar bhi hone nahin di kis mod par laa ke dil tune toda apna banana raha door tune auron ke ho jaayen aisa na chhoda auron ke ho jaayen aisa na chhoda teri jaffa ka charcha hi kaisa apni waffa pe main sharmaa raha hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon peechhe na ab koi aayega tere ab koi tujhko na aawaaz dega mud kar kise dekhta hai mere dil tera kaun hai jo tujhe rok lega tera kaun hai jo tujhe rok lega tumko mubaaraq zamaane ki khushiyaan meetna hai mujhko mitaa jaa rahaa hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon ab koi tujhko shikwaa na hoga teri zindagi se chala jaa raha hoon teri zindagi se chala jaa raha hoon teri zindagi se chala jaa raha hoon
jo tumko ho pasand wohi baat kahenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge tum din ko agar raat kaho raat kehenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge dete na aap saath to mar jaate hum kabhi ke dete na aap saath to mar jaate hum kabhi ke poore huye hain aap se armaan zindagi ke hum zindagi ko aap ki hum zindagi ko aap ki hum zindagi ko aap ki saugaat kehenge tum din ko agar raat kaho raat kehenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge chaahenge nibaahenge saraahenge aap hi ko chaahenge nibaahenge saraahenge aap hi ko aankhon mein nam hai jab tak dekhenge aap hi ko apni zubaan se aap ke apni zubaan se aap ke apni zubaan se aap ke zajbaat kahenge tum din ko agar raat kaho raat kehenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge jo tumko ho pasand wohi baat kahenge
jogi ho jogi bhag mein mere likha hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai jogi ho jogi bhag mein mere likha hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai la la la la la la la har mushkil aasaan ho jaye dil ko aaraam aa jaye har mushkil aasaan ho jaye dil ko aaraam aa jaye aji baat pate ki kehta hoon main sunle mere jogi jogi jogi ho jogi bhag mein mere likha hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai suraj ho balwan tej chandar yaaro banta hai wo sikandar suraj ho balwan tej chandar yaaro banta hai wo sikandar powerfull hon grah sabhi to kar lenge maal ander jogi jogi ho jogi bhag mein mere likha hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai mitne ko har cheez mit jaye haathon se rekha na jaye mitne ko har cheez mit jaye haathon se rekha na
ho kaali kaali saree mein gori oo gori simti huyi kaali kaali saree mein gori ho gori simti huyi jaise dekho chandan se naagan ho naagan lipti huyi husn ke aye khuda dil hai tujh pe fida ruk ja ruk ja ho zara ruk ja kaali kaali saree mein gori ho gori simti huyi husn ka meri jaan tu suhaana khazaana khazaana oo par meri jaane jaan ye zamaana deewaana deewaana yahaan phirte hain kitne hi chhaila har ladki ko samjhe wo laila koi peechhe pada to karegi tu kya ruk ja ruk ja ho zara ruk ja kaali kaali saree mein gori oo gori simti huyi kar bhala ho bhala keh gaye saare gyaani dhyaani ho oo na rahegi sada teri chanchal jawaani oo raani dil kisi na kisi ko to dogi tum kisi ki to aakhir banogi ghar mera tu basa main hi kya hoon bura ruk ja ruk ja ho zara ruk ja ho kaali kaali saree mein gori oo gori simti huyi mere ghar mein tu paayegi sukh aur chaina oo apne ghar mein teri saasu na meri koi behna daas banke ye banda rahega raaj ghar par tera hi chalega mujhse achchha
kaanha re kaanha re tune laakhon raas rachaaye phir kaahe tose aur kisi ka pyaar na dekha jaaye kaanha re kaanha sooni zindagaani majboor hai jawaani kaise toofan mein laa kar chhoda re sooni zindagaani majboor hai jawaani kaise toofan mein laa kar chhoda re pyaar mera loota sansaar mera loota toota dil toone kyun phir toda re chhin gayi preet meri dekh li reet teri shyaama re toone jalte deep bhujaaye kaanha re kaanha deni thi judaai to preet kyun banayi tune kaisi yeh ki manmaani re deni thi judaai to preet kyun banayi tune kaisi yeh ki manmaani re raadha kitna royi hai meera khoyi khoyi tune naari ki peed na jaani re jab yahi kaam tera kaun le naam tera tu premi kaisa premiyon ko tadpaaye kaanha re kaanha re tune laakhon raas rachaaye phir kaahe tose aur kisi ka pyaar na dekha jaaye kaanha re kaanha
kaaran na jane koi dil roya aankh na royi kaaran na jane koi toofan doobota to shikwa na hota khiwaiyaa ne naiyya dooboyiii kaaran na jane koi dil roya aankh na royi kaaran na jane koi apna kaha na mujhko kisi ne kya main itna paraya hoon chalte hain sab mujhse bach ke kya main gunaahon ka saaya hoon phir naa jaagi kismat aisi maut ki neendiya soyi kaaran na jane koi dil roya aankh na royi kaaran na jane koi pathar ko bhi chot lage to aag ugalne lagta hai jag ko jala kar dam leta hai jab dil jalne lagta hai phool bana hai bahaar ka dushman baagh bachega na koi kaaran na jane koi dil roya aankh na royi kaaran na jane koi aa haaa haaa haaa aa haaa o hoo hoo hooooo hooo oooo oooo pyaar jinhen milta hai kisi ka wo sansaar sajate hain thukraaye jaate hain jo duniyaa mein tabaahi laate hain sooraj ne bhi andheron mein pal kar roshni kaise khoyi kaaran na jane koi dil roya aankh na royi kaaran na jane koi ped bina phal phool bina phulwari adhuri hoti hai jaagti hai jab
kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar koi kabhi chhoo na paaye maut aa ke laut jaaye ye wo duwaa hai pyaar wo hai yeh pyaar kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar wo to hai pyaar jeevan naya humko tumne diya taqdeer se ab nahin hai geela nahin hai geela jeevan naya humko tumne diya taqdeer se ab nahin hai geela hai dard kya hum samjhane lage humdard tumsa humein jo mila humein jo mila andheron mein roshni hai veeranon mein zindagi hai naam e khuda hai pyaar wo to hai pyaar kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar wo to hai pyaar nafrat se bhi tum muhabbat karo pehla sabak humne tum se liya tum se liya nafrat se bhi tum muhabbat karo pehla sabak humne tum se liya zamin aasmaan aaj mil hi gaye mushkil ko mumkin bana hi diya bana hi diya koi yahaan aisa kahaan jeet le jo saara jahaan yeh wo ada hai pyaar wo to hai pyaar kabhi hoti nahin hai
aaa aaaaa aaaa aaa aaa aaaa kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye pyaar teri duniya mein hum bhi chale aaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye pyaar teri duniya mein hum bhi chale aaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye kisne kaho hulchal si dil mein macha di nazron hi nazron mein duniyaa dikhaa di kisne kaho hulchal si dil mein macha di nazron hi nazron mein duniyaa dikhaa di aankhon mein laakhon meri diye jhilmilaaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye pyaar teri duniya mein hum bhi chale aaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye haathon mein dil leke paas koi aaya laaj lagi mujhko kuchh aise muskuraaya haathon mein dil leke paas koi aaya laaj lagi mujhko kuchh aise muskuraaya saans ruki jaaye meri nazar jhuki jaaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye nayaa nayaa koi jaadu sa kar gayaa hai duniyaa ki khushiyaan daaman mein bhar gaya hai nayaa nayaa koi jaadu sa kar gayaa
hmm hmm hmm hmm hmm hooooooooo oooooo ooooo ooooo ooo ooo oo oo kaise jeet lete hain log dil kisi ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka koi to sikha de humennnnn pyaar ka salikaa kaise jeet lete hain log dil kisi ka koi mehbooba humko chaahe pyaar ke waade kar ke nibhaye aankhon mein ye khaab liye hum saare jahaan mein bhatka kiye hum haaye re dil ki kam naseebi humko dil mila na kisiiiii roop ki kali ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka koi to sikha de humennnnn pyaar ka salikaa kaise jeet lete hain log dil kisi ka humne na dekha zulfon ka saawan humne na thama koi daaman le ke chale koi hum ko wahaan par rehte hain dildaar jahaan par haaye re dil ki kam naseebi humko to mila na pataaaa yaar ki gali ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka koi to sikha de humennnnn pyaar ka salikaa kaise jeet lete hain log dil kisi ka
kaise koi jiye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha tufaan wo utha tufaan aas ke sab bhujh gaye diye kaise koi jiye baadal hai yaa dhuwaan aag lagi kahaan jaltaa na ho kahin mera hi aashiyaan angaare the aansoon nahin wo dil mein jo piye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha tufaan wo utha tufaan aas ke sab bhujh gaye diye kaise koi jiye taaren naa jaane unchaayi gagan ki aakhen naa samjhe gehraayi mann ki gehraayi mann ki taaren naa jaane pyaase papihe ne aas thi baandhi udd gaye baadal aa gayi aandhi humne jo chheda dil ne hansi se honth see liye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha tufaan wo utha tufaan aas ke sab bhujh gaye diye kaise koi jiye
kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye ret ka sagar pyaar ka sapna pyasa hi tarsaye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye pyaar ne kya kya rang bhare the likhi thi do takdeeren pyaar ne kya kya rang bhare the likhi thi do takdeeren aayi jo aandhi ban kar mit gayi badal ki tasveeren pyaar ka rang hai jaane kaisa rang daag ban jaaye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye dosh nahi hai toofano ka maajhi hi le doobe dosh nahi hai toofano ka maajhi hi le doobe deewanapan ban kar reh gaye man ke ye mansoobe taasho ka ghar kaam na aaye bante hi gir jaye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye ret ka sagar pyaar ka sapna pyasa hi tarsaye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye
kasam na lo koi humse kasam na hum koi khaayenge haan kasam na lo koi humse kasam na hum koi khaayenge jab tak saath nibhega tab tak saath nibhaayenge gar saath nahin jo nibhega dil se dil jab na milega jaise dost juda hote hain hum waise juda ho jaayenge kasam na lo koi humse kasam na hum koi khaayenge na ho jinko khud pe bharosa wohi kasmein liya karte hain wohi kasmein liya karte hain kachche hon jinke iraade wohi waade kiya karte hain sachcha ho agar yaaraana to phir kya yakeen dilaana ho jinko pyaar nibhaana bin bole wo pyaar nibhaayenge kasam na lo koi humse kasam na hum koi khaayenge kabhi juda hone ki naubat hi kyun kar aaye naubat hi kyun kar aaye ek duje ke saanche mein insaan agar dhal jaaye chehre pe na ho jo nakaaben do dil ho jo khuli kitaabein manzoor agar ho haqeeqat humein khaab na behka paayenge kasam na lo koi humse kasam na hum koi khaayenge la la la la la la la la laa la la la la la la la la la laa la la la la la la la la laa la la la la la la
kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya koi kisi ka nahin ye jhoothe naaten hain naaton ka kya kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya hoga maseehaaaaa hoga maseeha saamne tere phir bhi na tu bach paayega tera apnaaaaa tera apna khoon hi aakhir tujhko aag lagayega aasmaan ke aasmaan ke udne waale mitti mein mil jaayega kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya sukh mein tereeeee sukh mein tere saath chalenge dukh mein sab mukh modenge duniya waaleeeee duniya waale tere ban kar tera hi dil todenge deten hain deten hain bhagwaan ko dhoka insaan ko kya chhodenge kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya koi kisi ka nahin ye jhoothe naaten hain naaton ka kya kasmen waade pyaar wafa sab baaten hain baaton ka kya
Kaun Ho Tum
khaabon ko sach main kar loon ik raat aisi de do khaabon ko sach main kar loon ik raat aisi de do jo umr bhar na bhoole saugaat aisi de do jo umr bhar na bhoole saugaat aisi de do mujhe dhaklo gesuon mein tum ban ke pyaar barson mujhe dhaklo gesuon mein tum ban ke pyaar barson tum ban ke pyaar barson do dil rahe naa pyaase barsaat aisi de do do dil rahe naa pyaase barsaat aisi de do ye husn kaa khazaana ye mera khaali daaman ye husn kaa khazaana ye mera khaali daaman ye mera khaali daaman shaahon ko maat kar de khairaat aisi de do shaahon ko maat kar de khairaat aisi de do khaabon ko sach main kar loon ik raat aisi de do jo umr bhar na bhoole saugaat aisi de do
hmm hmm hmm hmm khoye khoye rahen teri chahon mein khoye khoye rahen teri chahon mein soye soye rahen teri baahon mein pal do pal kya sara jeevan baithe rahen teri raahon mein khoye khoye khoye khoye rahen teri chahon mein soye soye rahen teri baahon mein hoo tu hai mere dum se main hun tere dum se ho jaise jism o jaan ho jaise jism o jaan khile khile tan hain mile mile mann hain ab doori hai kahan hoo tu hai mere dum se main hun tere dum se ho jaise jism o jaan khile khile tan hain mile mile man hain ab doori hai kahan hai saathi tere jaisa duniya ka dar kaisa aa gaye teri panahon mein khoye khoye khoye khoye rahen teri chahon mein soye soye rahen teri baahon mein pal do pal kya sara jeevan baithe rahen teri raahon mein hoo raaste ke shool ban gaye phool haathon mein haath hai haathon mein haath hai lamhon ka na na ghadiyon kaa na na sadiyon ka saath hai ho raste ke shool ban gaye phool haathon mein haath hai lamhon kaa na na ghadiyon kaa naa naa sadiyon ka saath
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jitna Zaroori Mann Ka Milan Kashmakash (1973) 03:18 36313
 
Poster of Kashmakash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rekha, Feroz Khan
Duration : 03:18   Song Number : 36313   

Jiya Naahi Laage Pighalta Aasman (1985) 04:21 36917
 
Poster of Pighalta Aasman (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Sadhana Sargam
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri
Duration : 04:21   Song Number : 36917   

Jiya Pyaar Mange Jiya Asmaan Se Ooncha (1989) 05:41 37402
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Anita Raj, Jeetendra
Duration : 05:41   Song Number : 37402   

Jo Boyega Wahi Payega Jaisi Karni Waisi Bharni (1989) 05:24 37502
 
Poster of Jaisi Karni Waisi Bharni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 05:24   Song Number : 37502   

Jo Pyaar Tune Mujhko Dulha Dulhan (1964) 03:30 12134
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhna
Duration : 03:30   Song Number : 12134   

Jo Tumko Ho Pasand Safar (1970) 04:39 20689
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Sharmila Tagore
Duration : 04:39   Song Number : 20689   

Jogi Ho Jogi Kaamchor (1982) 04:40 36315
 
Poster of Kaamchor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Roshan, Asrani
Duration : 04:40   Song Number : 36315   

Kaali Kaali Saree Mein Gori Upaasna (1971) 05:01 18874
 
Poster of Upaasna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaz, Mukri
Duration : 05:01   Song Number : 18874   

Kaanha Re Kaanha Re Truck Driver (1970) 03:35 31122
 
Poster of Truck Driver (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Kumar, Surekha, Helen, Rohit
Raag- 
Sohini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 31122   

Kaaran Na Jane Koi Kaaran (1981) 06:35 16450
 
Poster of Kaaran (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Khanna, Aruna Irani
Duration : 06:35   Song Number : 16450   

Kabhi Hoti Nahin Khara Khota (1981) 04:47 18202
 
Poster of Khara Khota (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Babla
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 04:47   Song Number : 18202   

Kadam Behke Behke Bank Manager (1959) 03:07 17511
 
Poster of Bank Manager (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shekhar, Kamini Kaushal
Duration : 03:07   Song Number : 17511   

Kaise Jeet Lete Hain Saajan Bina Suhagan (1978) 04:05 16566
 
Poster of Saajan Bina Suhagan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:05   Song Number : 16566   

Kaise Koi Jiye (Female) Baadbaan (1954) 03:06 12186
 
Poster of Baadbaan (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Timir Baran - S K Pal
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:06   Song Number : 12186   

Kal Ke Apne Naa Jane Amanush (1975) 04:26 12642
 
Poster of Amanush (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:26   Song Number : 12642   

Kasam Na Lo Koi Humse Bombay 405 Miles (1980) 03:16 17065
 
Poster of Bombay 405 Miles (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 03:16   Song Number : 17065   

Kasmen Waade Pyaar Wafa Upkar (1967) 03:49 20746
 
Poster of Upkar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Pran
Duration : 03:49   Song Number : 20746   

Kaun Ho Tum Mashooq (1992) 05:27 38018
 
Poster of Mashooq (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Ayesha Julka
Duration : 05:27   Song Number : 38018   

Khaabon Ko Prem Geet (1981) 03:48 18022
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Duration : 03:48   Song Number : 18022   

Khoye Khoye Rahe Teri Kalakaar (1983) 04:35 10681
 
Poster of Kalakaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Kunal Goswami, Sridevi
Duration : 04:35   Song Number : 10681   
Karaoke Songs of Indeevar, Sad Songs of Indeevar, Love Songs of Indeevar, Dance Songs of Indeevar, Hip-hop songs of Indeevar, Best songs of Indeevar, Super hit songs of Indeevar, hit songs of Indeevar, duet songs of Indeevar, solo songs of Indeevar, old songs of Indeevar, famous songs of Indeevar, Hindi Karaoke Songs of Indeevar, Hindi Sad Songs of Indeevar, Hindi Love Songs of Indeevar, Hindi Dance Songs of Indeevar, Hindi Hip-hop songs of Indeevar, best Hindi songs of Indeevar, super hit Hindi songs of Indeevar, hit Hindi songs of Indeevar, duet Hindi songs of Indeevar, solo Hindi songs of Indeevar, old Hindi songs of Indeevar, famous Hindi songs of Indeevar, Sing Along Songs of Indeevar, Sing Along Sad Songs of Indeevar, Sing Along Love Songs of Indeevar, Sing Along Dance Songs of Indeevar, Sing Along Hip-hop songs of Indeevar, Sing Along Best songs of Indeevar, Sing Along Super hit songs of Indeevar, Sing Along hit songs of Indeevar, Sing Along duet songs of Indeevar, Sing Along solo songs of Indeevar, Sing Along old songs of Indeevar, Sing Along famous songs of Indeevar