Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye duniya waale poochhenge ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye baat agar koi poochhe kyun nain tere jhuk jaate hain tum kehna inki aadat hai ye nain yunhi sharmaate hain tum logon se ye na kehna sanwariya se laage naina sanwariya se laage naina ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo main to ye pyaar chhupa loongi tum kaise dil ko sambhaloge dil kya tum to deewaron pe meri tasvir laga loge dekho ye kaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye poochhenge wo kaun hai jo tere dil ko dhadkaata hai ye poochhenge wo kaun hai jo chhup ke sapanon mein aata hai tum mera naam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena ye duniya waale poochhenge
ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye daulat ke bhookhe ravaajon ki duniyaa ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai har ek jism ghaayal har ek ruh pyaasi nigaahon mein uljhan dilon mein udaasi ye duniyaa hai yaa aalam e badhawaasi ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jahaan ek khilauna hai insaan ki hasti ye basti hai murda paraston ki basti yahaan par to jeevan se hai maut sasti ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jawaani bhatakti hai badkaar bankar jawaan jism sajte hai baazaar bankar jahaan pyaar hotaa hai vyaapaar bankar ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa jahaan aadami kuchh nahin hai wafaa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai ye duniyaa
ye duniyaa banana aur bana ke phir chalana bas ussi ka kaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai raat ko hi raat parbhaat ko parbhaat shaam hi ko shaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai ye duniyaa banana aur bana ke phir chalana bas ussi ka kaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai jal pe hai thal aur thal pe aasmaan hai phir bhi ek dooje pe na bojhe ke samaan hai jal pe hai thal aur thal pe aasmaan hai phir bhi ek dooje pe na bojhe ke samaan hai gajab ka ye jahaan hai bin khambe ka makaan hai gajab ka ye jahaan hai bin khambe ka makaan hai jahaan ka ek ek tan uska ghulaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai ye duniyaa banana aur bana ke phir chalana bas ussi ka kaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai surya chandra taare apne dharm se na chal sake insaan ki majaal kya jo uska kram badal sake
kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari are kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali are ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali itne hi se dhopi bhaari jeb ho gayi khaali do numbar hai aur niraala dekhun aur khul jaaye taala udd ke packet mein aa jaaye hare note ki bari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta are numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta sab ki tabiyat karun saaf dilli ho ya calcatta chauthe mera gazab ka jhaansa aap diya dujje ko phaansa kabhi kabhi to police ko ulte dikhlaun hathkadi ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari paanchva numbar zulm ka dushman main
jeete ji duniyaa ko jalaaya mar ke aap jalaa poochho jaane waale se koi tere saath chala ye duniyaa nahin jaagir kisi ki ye duniyaa nahin jaagir kisi ki raja ho yaa rank yahan to sab hain chowkidar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko taiyaar ye duniyaa nahin jaagir kisi ki raja ho yaa rank yahan to sab hain chowkidar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko taiyaar khabardaar khabardaar ye duniyaa nahin jaagir kisi ki ye duniyaa nahin jaagir kisi ki apni apni kismat le ke duniyaa mein sab aaye hooo sab aaye jitne saans likhe hain jiske wo poore kar jaaye haan kar jaaye seedhi saadhi baat hai lekin samjhe naa sansaar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko taiyaar khabardaar khabardaar ye duniyaa nahin jaagir kisi ki ye duniyaa nahin jaagir kisi ki dekh raha hai kya kya sapne raat ko sone wala hooo sone wala ye naa jaane aankh khule to kya hai hone wala haan hone wala kya mera kya tera saari baaten hain bekaar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko
ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin kis ko sunaaun haal dil e bekaraar ka bujhta hua charaag hoon apne majaar ka aye kaash bhool jaaun magar bhoolta nahin kis dhoom se utha tha janaaza bahaar ka ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin apna pataa mile na khabar yaar ki mile dushman ko bhi na aisi sajaa pyaar ki mile unko khuda mile hai khuda ki jinhein talaash mujh ko bas ek jhalak mere dildaar ki mile ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin sehraa mein aake bhi mujh ko thikaana na milaa ghum ko bhoolaane ka koi bahaana na milaa dil tarse jis mein pyaar ko kyaa samjhun us sansaar ko ek jeetee baaji haar ke main dhoondhon bichhade yaar ko ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin o o o o o o o o o door
ye galiyan ye chaubaara yahan aana na dobaara ye galiyan ye chaubaara yahan aana na dobaara ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin ke tera yahan koi nahin leja rang birangi yaaden hasne rone ki buniyaaden ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin ke tera yahan koi nahin mere haathon mein bhari bhari choodiyaan mujhe bha gayi hari hari choodiyaan dekh milti hain teri meri choodiyaan tere jaisi saheli meri choodiyaan tune peesi wo mehndi rang layee meri gori hatheli rachayee teri aankh kyun laado bhar aayee teri ghar bhi bajegi shehnaayee saawan mein baadal se kehna pardes mein hai meri behna ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin ke tera yahan koi nahin aa maae mil le gale chale hum sasural chale tere aangan mein apna bas bachpan chhod chale kal bhi suraj niklega kal bhi panchhi gaayenge sab tujhko dikhayee denge par hum na nazar ayenge aanchal mein sanjo lena humko sapnon mein bula lena humko ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin
ye garv bhara mastak mera ye garv bhara mastak mera prabhu charan dhool tak jhukne de ahankaar vikaar bhare mann ko nij naam ki maala japne de ye garv bhara mastak mera prabhu charan dhool tak jhukne de ye garv bhara mastak mera main mann ke mail ko dho naa saka ye jeevan tera ho naa saka main mann ke mail ko dho naa saka ye jeevan tera ho naa saka haan ho naa saka main premi hoon itna naa jhuka gir bhi jo padun to uthne de ye garv bhara mastak mera prabhu charan dhool tak jhukne de ye garv bhara mastak mera main gyaan ki baaton ne khoya aur karamheen padh kar soya main gyaan ki baaton ne khoya aur karamheen padh kar soya jab aankh khuli to mann roya jag soye mujhko jagne de ye garv bhara mastak mera prabhu charan dhool tak jhukne de ye garv bhara mastak mera jaisa hoon main khota yaa khara nirdosh sharan mein aa to gaya jaisa hoon main khota yaa khara nirdosh sharan mein aa to gaya haan aa to gaya ik baar ye keh de khaali jaa yaa preet ki reet chhalakne de ye garv
Yeh Hansi Yeh Khushi
kahaan ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar haan tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar waah waah hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen haan haan wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen achchhaa zameen se sitaron ki duniyaa mein jaayen wahan bhi yahi geet ulfat ke gaayen muhabbat ki duniyaa ho ghum se begaana rahe na kisi ka bhi darr aji darr kaisa ye hansta hua carvaan zindagi ka naa poochho chala hai kidhar tamanna hai ye saath chalte rahen hum naa beete kabhi ye safar chaliye hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm aaaa haaa haaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa baharon ke din hon jawaan ho nazaren aa haa haa haa haseen chandani ho nadi ke kinare kya baat hai baharon ke din hon jawaan ho nazaren haseen chandani ho nadi ke kinare naa aaye jahan bhool kar badnasibi
ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein tumse sadiyon ki wafaon ka koi naata tha tumse sadiyon ki wafaon ka koi naata tha tumse milne ki lakeeren thi mere hathon mein tumse milne ki lakeeren thi mere hathon mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein ye haqeeqat hai tere vaadon ne humen ghar se nikalne na diya tere vaadon ne humen ghar se nikalne na diya log mausam ka maza le gaye barsaaton mein log mausam ka maza le gaye barsaaton mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein ye haqeeqat hai ke hota hai asar baaton mein ab na sooraj na sitare na sama aur na chaand ab na sooraj na sitare na sama aur na chaand apne zakhmon ka ujaala hai ghani raaton mein apne zakhmon ka ujaala hai ghani raaton mein tum bhi khul jaaoge tum bhi khul jaaoge do chaar mulaqaton mein
ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta phula phala hai preet ka angana gaati hoon tere pyaar ki rachna dil ki ye baatein dil mein na rakhna dil ki ye baatein dil mein na rakhna kah do jo kahna hai o more sajna ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta tum rahte ho mere man mein jaise ujala chand ke tan mein jaise khushboo phool badan mein jaise khushboo phool badan mein jaise ye thandak hai mast pawan mein ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta aag ulfat ki dil mein lagi hai dheere dheere badti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai jal jal ke tujhse ye kehti rahi hai ye hariyali aur ye
ye haseen raat ye bahar ye sama aise mein huzoor mujhko le chale kahaan baadlon se door aur bhi hai ek jahaan chalo hum dikhayen kya hai zindagi wahaan ye haseen raat ye muskurata chand ye jagmagati raat keh rahi hai gunguna ke do dilon ki baat hai gulon pe nikhar aaja chheden dil ke taar pyaar ke tarane milke gayen saath saath ho rahin hai ab dil ki dhadkanen jawaan aise mein huzoor mujhko le chale kahaan baadlon se door aur bhi hai ek jahaan chalo hum dikhayen kya hai zindagi wahaan ye haseen raat ae humsafar bata hum aa gaye kahaan kaisi ye jameen hai ye kaisa aasmaan hai tujhe kya pata ae meri jaan e jaan yahi to hai tere mere pyaar ka jahan in fizaon mein hai kuchh nasha sa meharbaan chalo kahin aur dhunden pyaar ka jahan ye haseen raat ye bahar ye sama aise mein huzoor mujhko le chale kahaan baadlon se door aur bhi hai ek jahaan chalo hum dikhayen kya hai zindagi wahaan ye haseen raat
ye haseen taare teri yaad dila dete hain ye haseen taare teri yaad dila dete hain pyaar ki aag mein aur aag laga dete hain ye haseen taare aake sapnon mein phir aa mann ko bachane waale aake sapnon mein phir aa mann ko bachane waale tu salaamat rahe raaton ko rulaane waale mere aansu bhi tujhe aaj dua dete hain pyaar ki aag mein aur aag laga dete hain ye haseen taare toone dekhi hai bahut jhoomte baagon ki bahaar aa kabhi dekh ja dil ke bhi to daagon ki bahaar toone dekhi hai bahut jhoomte baagon ki bahaar aa kabhi dekh ja dil ke bhi to daagon ki bahaar zakhm ke phool mere ghum ka pata dete hain pyaar ki aag mein aur aag laga dete hain ye haseen taare teri yaad dila dete hain pyaar ki aag mein aur aag laga dete hain ye haseen taare
ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujh ko tum jo mille har khushi mil gayi tere honthon pe hain husn ki bijliyaan tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan tere daaman ki khushboo se mehke chaman sangemarmar ke jaisa ye tera badan mere jaanejaan main teri chaandni chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna ye bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna tere aanchal ki chhaaon ke talle meri manzil mujhe mil gayi teri palkon ki chhaaon ke talle mohaabat mujhe mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujhko tum jo mille har khushi mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon aa masti ki raat mein apna tumko bana loon uthne lage hain
ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate tumhari yaad mein jeete tumhare ghum mein mar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate ye duniyaa doobti toofan aata iss qayaamat kaaaaa haaaaaa aaaa aaaaa ye duniyaa doobti toofan aata iss qayaamat kaa agar dam bhar ko aankhon mein meri aansu thehar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate tumhari yaad aa aa kar mere nashtar chubhoti hai tumhari yaad aa aa kar mere nashtar chubhoti hai mere nashtar chubhoti hai wagad naa dil ke saare zakhm itne din mein bhar jaate wagad naa dil ke saare zakhm itne din mein bhar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate kahaan tak dukh uthaayeeen kahaan tak dukh uthaayen teri furkat aur judaayi keeee teri furkat aur judaayi ke agar marna hi tha ik din naa kyun phir aaj mar jaate agar marna hi tha ik din naa kyun phir aaj mar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa
ye hawa ye mastana mausam dil ko phir karaar aaya ye hawa ye mastana mausam dil ko phir karaar aaya jhoom banke deewana ae dil tujhpe unko pyaar aaya jhoom banke deewana ae dil tujhpe unko pyaar aaya ye hawa ye mastana mausam lahra ke tera aanchal uddta hai rang ban ke lahra ke tera aanchal uddta hai rang ban ke yun hi dil me aate rahna dil ki umang ban ke sun o kali teri gali deewana baar baar aaya ye hawa ye mastana mausam dil ko phir karaar aaya jhoom banke deewana ae dil tujhpe unko pyaar aaya ye hawa ye mastana mausam kitni haseen hai duniya dekho meri nazar se kitni haseen hai duniya dekho meri nazar se ruk jati hain bahaarein chalte hain hum jidhar se khoyi huyi jannat mili aankhon ko aitbaar aaya jhoom banke deewana ae dil tujhpe unko pyaar aaya ye hawa ye mastana mausam dil ko phir karaar aaya ye hawa ye mastana mausam beete wo din ke jab hum manzil ko dhundhte the beete wo din ke jab hum manzil ko dhundhte the dil hum ko dhundhta tha hum dil ko dhundhte
ye hawa ye sama chaandni hai jawaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan mere dard e jigar hai ye tera asar baad muddat ke unse mili hai nazar mere dard e jigar hai ye tera asar baad muddat ke unse mili hai nazar mere dil se utha aahon ka dhuaan mere dil se utha aahon ka dhuaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan ye hawa ye sama chaandni hai jawaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan tere aane se dil ki kali khil gayi aaaa aa aaa aa tere aane se dil ki kali khil gayi zindagi ki kasam zindagi mil gayi zindagi ki kasam zindagi mil gayi hai nayi ye zamin hai naya aasmaan hai nayi ye zamin hai naya aasmaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan ye hawa ye sama chaandni hai jawaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan tumhen laayi meri fariyaaden yahaan tum na aate agar mere achchhe sanam rooth jaate zamaane ki mehfil se hum tum na
ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa ye raat dhalne naa paaye hone naa paaye savera tu bhi utha lambi palken zulfon ko maine bikhera yun hi chanda tale meri naiyya chale teri baahon ka le ke sahaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa aise mile aaj saiyaan teri nazar meri aankhen dhadkan meri tera dil ho lab hon mere teri baaten dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa
ye honsala kaise jhuke ye aarzoo kaise ruke ye honsala kaise jhuke ye aarzoo kaise ruke manzil mushkil to kya dhudhlaa saahil to kya tanhaa ye dil to kya hoooooooooo aaaaaaaaaa aaaaaa raah pe kaanten bikhre agar uss pe to phir bhi chalna hi hai shaam chhupaa le sooraj magar raat ko ek din dhalnaa hi hai rut ye tal jaayegi himmat rang laayegi suboh phir aayegi hoooooooooo ye honsala kaise jhuke ye aarzoo kaise ruke ye honsala kaise jhuke ye aarzoo kaise ruke hogi humen jo rahmat atta dhoop kategi saaye tale apni khudaa se hai ye dua manzil lagaa le humko gale zurrat sau baar rahe ooncha iqraar rahe zinda har pyaar rahe hoooooooooo ye honsala kaise jhuke ye aarzoo kaise ruke ye honsala kaise jhuke ye aarzoo kaise ruke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Duniya Waale Poochhenge Mahal (1969) 05:12 21066
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 05:12   Song Number : 21066   

Ye Duniyaa Agar Mil Bhi Pyaasa (1957) 05:05 21465
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:05   Song Number : 21465   

Ye Duniyaa Banana Kan Kan Mein Bhagwan (1963) 03:50 13515
 
Poster of Kan Kan Mein Bhagwan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shiv Ram
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Anita Guha, Mahipal
Duration : 03:50   Song Number : 13515   

Ye Duniyaa Ek Numbari Dus Numbri (1976) 06:23 13209
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:23   Song Number : 13209   

Ye Duniyaa Nahin Chowkidar (1974) 07:19 13009
 
Poster of Chowkidar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 07:19   Song Number : 13009   

Ye Duniyaa Ye Mehfil Heer Raanjha (1970) 07:09 21438
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 07:09   Song Number : 21438   

Ye Galiyan Ye Chaubaara Prem Rog (1982) 06:27 13983
 
Poster of Prem Rog (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Rishi Kapoor
Duration : 06:27   Song Number : 13983   

Ye Garv Bhara Mastak Mera Prabhu Charan Hari Om Sharan 04:49 15514
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Bhajan
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 04:49   Song Number : 15514   

Ye Hansi Ye Khushi Armaan (1953) 03:14 17457
 
Poster of Armaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:14   Song Number : 17457   

Ye Hansta Hua Carvaan Zindagi Ka Ek Jhalak (1957) 03:07 16435
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 16435   

Ye Haqeeqat Hai Ke Hota Hai Chitra Singh 06:44 37972
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:44   Song Number : 37972   

Ye Hariyali Aur Ye Hariyali Aur Rasta (1962) 05:11 32968
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:11   Song Number : 32968   

Ye Haseen Raat Girls Hostel (1962) 03:27 37979
 
Poster of Girls Hostel (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:27   Song Number : 37979   

Ye Haseen Taare Teri Yaad Kamal Barot 03:32 40079
 
Poster of Kamal Barot
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kishore Desai
Singer- 
Kamal Barot
Duration : 03:32   Song Number : 40079   

Ye haseen vaadiyaan Roja (1992) 05:16 11675
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Madhu, Arvind Swamy
Duration : 05:16   Song Number : 11675   

Ye Hasrat Thi Ke Nausherwan-E-Adil (1957) 03:57 15163
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bipin Gupta
Duration : 03:57   Song Number : 15163   

Ye Hawa Ye Mastana Akeli Mat Jaiyo (1963) 04:28 36069
 
Poster of Akeli Mat Jaiyo (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:28   Song Number : 36069   

Ye Hawa Ye Sama Shagufa (1953) 03:33 40956
 
Poster of Shagufa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Prem Nath, Bina Rai
Duration : 03:33   Song Number : 40956   

Ye Hawaa Ye Nadi Ka Kinaraa Ghar Sansar (1958) 03:33 16242
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kumkum
Duration : 03:33   Song Number : 16242   

Ye Honsala Dor (2006) 04:37 18491
 
Poster of Dor (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Mir Ali Husain
Music Director- 
Saleem, Suleman
On Screen Actors- 
Ayesha Takia, Shreyas Talpade, Gul Panag
Duration : 04:37   Song Number : 18491