Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mujhko kya hua hai kyun main kho gaya hoon paagal tha main pehle ya ab ho gaya hoon behki hain nigahein aur bikhre hain baal tumne banaya hai kya apna ye haal koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya mujhko kya hua hai kyun main kho gaya hoon paagal tha main pehle ya ab ho gaya hoon behki hain nigahein aur bikhre hain baal tumne banaya hai kya apna ye haal koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya hey hey hey hey hey hey hey haa haa haa haa haa haa haa hey hey hey hey hey hey hey hey hey ta ra pa ta ra haa haa haa jaane kya ho gaya hai mujhe deewana log kehne lage ye deewangi hai kya humein bhi to ho pata tumko kya ho gaya kal tak mujhko sab hosh tha dil mein khushiyon ka josh tha phir ye becheini hai kyun phir ye betaabi hai kyun kya koi kho gaya koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya
koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela ho ho ho koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela kya hai bharosa kab tak rahega ye zindagi ka mela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela apni dagar par chal jhoom kar kaahe ka ghum hai kaahe ka dar apni dagar par chal jhoom kar kaahe ka ghum hai kaahe ka dar raahen badi albeli hain raahi hai tu albela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela kya hai judaai kya mel hai kya hai judaai kya mel hai bas dhoop chhanw ka khel hai jeena usi ka jeena hai jo zindagi se khela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela bas saath leke apne karam jag se akele jaayenge hum bas saath leke apne karam jag se akele jaayenge hum jeevan hai kya bas aaya gaya paani ka jaise rela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela
bus saath leke apne karam jag se akele jaayenge hum bus saath leke apne karam jag se akele jaayenge hum jeevan hai kya bus aaya gaya paani ka jaise rela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela kya hai bharosa kab tak rahega ye zindagi ka mela koi na jab tera saathi ho to chal mere man tu akela
koi na jaane koi na jaane bin tere raam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam jag mein sabhi ka pardesi naam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam man mein laga hai sapnon ka mela man mein laga hai sapnon ka mela phir bhi hai dekho ye man akela jhonka pawan ka paani ka rela ho o o ooo oo jaane le jaaye kab kis dhaam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam aage vipda ki talwaaren aage vipda ki talwaaren peechhe dukhdon ki deewaaren upar kaante neeche kataaren ho oo oo oooo jeevan hua ye ya sangraam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam koi na jaane bin tere raam kahaan din hoye kahaan shaam kahaan din hoye kahaan shaam
koi na koi chaahiye pyaar karne waala koi na koi chaahiye pyaar karne waala koi na koi chaahiyeeee hum pe marne waala dil o jaan lutaayenge hum to usi pal saath mein bitaayenge shaam o saher shaam o saher mere yaara koi na koi chaahiye pyaar karne waala pyaar karne waala koi na koi chaahiyeeee hum pe marne waala hum pe marne waala us chaand ke tukde ko seene se laga loonga us reshmi mukhde ko aankhon mein chhupa loonga us chaand ke tukde ko seene se laga loonga us reshmi mukhde ko aankhon mein chhupa loonga deewana mujhsa na milega usko is zameen se leke saare aasmaan tak koi na koi chaahiye pyaar karne waala koi na koi chaahiiye hum pe marne waala hum pe marne waala na meri koi manzil na mera hai thikaana maine to yaaro seekha kaanton se dil lagaana na meri koi manzil na mera hai thikaana maine to yaaro seekha kaanton se dil lagaana ulfat ka main deewana hoon duniya se main begaana baahon mein aasmaan hai kadmon mein hai zamaana koi na koi chaahiye pyaar karne
koi na tere pehle thi na tere baad hogi koi na tere pehle thi na tere baad hogi jab tak ye dil hai iss dil mein teri yaad hogi ho bogi bogi ho bogi bogi ho bogi bogi ho bogi bogi koi na tere pehle thi na tere baad hogi jab tak ye dil hai iss dil mein teri yaad hogi ho bogi bogi ho bogi lalal la tum mera aitbaar karo jee bhar ke mujhse pyaar karo hai yaad mujhe apne waade baas thoda sa intezaar karo tum mera aitbaar karo jee bhar ke mujhse pyaar karo mere dil ki ye duniya tujhse aabaad hogi jab tak ye dil hai iss dil mein teri yaad hogi ho bogi bogi ho bogi lalal la wo subah nahin wo shaam nahin jab lab pe tera naam nahin din raat tadapta rehta hoon aur mujhe kuchh kaam nahin bas aur mujhe kuchh kaam nahin mere honthon per har dam bas ye fariyaad hogi jab tak ye dil hai iss dil mein teri yaad hogi ho bogi bogi ho bogi bogi yeh haal rahaa to aye jaana yeh haal rahaa to aye jaana main ho jaaunga deewana deewana har ek jubaan se sun lena tu mere pyaar ka afsaana
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa koi nahin hai phir bhi aawaaz aa rahi hai koi nahin hai phir bhi aawaaz aa rahi hai shaayad meri mohabbat shaayad meri mohabbat mujhko bula rahi hai aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa koi nahin hai phir bhi aawaaz aa rahi hai shaayad meri mohabbat shaayad meri mohabbat mujhko bula rahi hai mere labon ko uss ke andaaz mil rahe hain mere labon ko uss ke andaaz mil rahe hain uss ke suron ko mere alfaaz mil rahe hain main geet likh raha hoon wo geet gaa rahi hai main geet likh raha hoon wo geet gaa rahi hai shaayad meri mohabbat shaayad meri mohabbat mujhko bula rahi hai ye meri zindagi ki sabse haseen ghadi hai nazron ke saamne wo chhup kar kahin khadi hai ye meri zindagi ki sabse haseen ghadi hai nazron ke saamne wo chhup kar kahin khadi hai naa paas aa rahi hai naa door jaa rahi hai naa paas aa rahi hai naa door jaa rahi
koi nahin hai kahin aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa koi nahiii hain kahin koi nahiii hain kahin hooo koi nahii haaaaa koi nahiii haaaa koi nahiii hain kahin haaaa sapnon mein kyon kho gayi reeee sapano mein kyun kho gayi bolo na bolo na koi nahin hai kahin koi nahin hai kahin hooo fir aankh nam ho gayiiiii aaaa haaaa haaaaa aaaaa haaaa phir aankh nam ho gayiiiii phir koi yaad aa gaya hai roshani kam ho gayiiii phir aankh nam ho gayiiiii phir koi yaad aa gaya hai roshani kam ho gayiiii kinara milega yahin reee milega kinara yahin yahin ree yahin ree koi nahin hai kahin koi nahin hai kahin baat thi khwab ki haaan aaaa aaaaaa haa aaa haaa aaaaa baat thi khwab ki khwab mein beet chukee hai khwab doharate nahiiii baat thi khwab ki khwab mein beet chukee hai khwab doharate nahiiii zindagi sapna nahin reee zindagi sapna nahii nahi ree nahi ree koi nahin hai kahin koi nahin hai kahin hooo koi nahi haaaa aaa aaa koi nahii haaaaa aaaaaaa koi nahi hain
sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera sooraj ko chhune nikla tha aaya haath andheraa koi nahin hai mera meri kismat mein hain thokar yun to bahot hai sahaare mere dil ka deep bhujha to phir kya chaand sitaare chanda waali raat bhi kaali chanda waali raat bhi kaali kaala hai mera saveraa koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera hooooo oooo oooo oooo ooooo hooooo oooo oooo oooo ooooo rastaa hi rastaa hai aage naa manzil naa kinaara jaane kahaan par le chali hai mujhko samay ki dhaara tooti naiyya bichhde khiwaiyaa tooti naiyya bichhde khiwaiyaa tufaanon ne gheraa koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera koi nahin hai mera koi nahin hai mera
koi nahin hai phir bhi hai mujhko koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho o o o koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho o o o yeh bhi na jaanu lahrake aanchal kisko bulaye baar baar sochun ye hai ungliyaan kiske pyaar ki gaalon ko chhuye jo daali bahar ki chhuye jo daali bahar ki ooooo sochun ye hai ungliyaan kiske pyaar ki kaun hai aye hawa aye bahaar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar kya jaane kiska intezaar paani mein chhabi main dekhon khadi khadi balon mein saja ke kaliyaan badi badi saja ke kaliyaan badi badi ooooo paani mein chhabi main dekhon khadi khadi phir banu aap hi beqraar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar kya jaane kiska intezaar waadi mein nishan mere hi paaon ke phoolon pe hai rang meri hi chhaon ke hai rang meri hi chhaon ke ooooo waadi mein nishan mere hi paaon ke phir bhi kyun aaye na aitbaar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho
chaand ek bewaa ki chudi ki tarah toota hua har sitaara besahaara soch mein dooba hua ghum ke baadal ik janaaje ki tarah thehre huye hichkiyon ke saaz par kehta hai dil rota hua koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai aansun bhari mujhe kismat di hai zindagi naashaad hai jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa aayi hai mere ghum pe jawaani roti huyi ek yaad hai sookh chuke hai aankhon ke jharne loot liya humen daag e jigar ne phool nahin ye zakham khile hain phool nahin ye zakham khile hain aasmaan saiyaad hai aasmaan saiyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya hum hai akele ghum ke hai mele dard ki fariyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa heyyyyyy aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa heyyyy heyyyyyy heyyyyy heyyyy heyyyy heyyyyyy heyyyy aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa koi paas aaya savere savere koi paas aaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere koi paas aaya savere savere meri daastaan ko zara saa badal kar meri daastaan ko zara saa badal kar mujhe hi sunaaya savere savere mujhe hi sunaaya savere savere jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna wohi ladkhadaaya savere savere wohi ladkhadaaya savere savere ga ma dha ni sa re sa ni dha ma ni dha ma ga re sa ni ni re ga ni re ga ni re ga ga ga ni re ma ma ma ni re ga ga ga ni re ma ma ma kati raat saari meri maikade mein kati raat saari meri maikade mein meri maikade mein raat saaaaaaaaaaaaaaa raat saaaaaariiiiiiii kati raat saari meri maikade
koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein des banaaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein saari zameen se saare aasmaa se pyaar bada hai dono jahaan se saari zameen se saare aasmaa se pyaar bada hai dono jahaan se saare sandese ek sandes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein hum sab musaafir duniya safar hai iss raste mein kisko khabar hai hum sab musaafir duniya safar hai iss raste mein kisko khabar hai kon kahan mil jaaye kis bhes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein apna hai yaaron ye saara zamana begaano ko bhi na thukrana apna hai yaaron ye saara zamana begaano ko bhi na thukrana dard hazaron dil ki ek thes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein des banaaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein
hoooo hooo hoooo hoooo hoo hoooo hoooo hoooo hoooo hooo hoooo koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti naa hota ujaala aur ye raat bhi naa hoti koi baat hi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta koi zameen naa hoti aur assmaan naa hota koi zameen naa hoti aur assmaan naa hota koi hanseen naa hota koi jawaan naa hota naa taare muskuraate ye nazaare bikhar jaate koi khushi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta naa koi pyaar hota naa intezaar hota naa koi pyaar hota naa intezaar hota naa koi dil machaltaa naa beqaraar hota poochhe jo koi humse ye sab hai tere dam se koi bhi shai naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti
koi phool na mehke koi panchhi na chehke koi phool na mehke koi panchhi na chehke sooni hai saari baharen pyaasi nigaahen tujhko pukaren aa jaa re koi phool na mehke koi panchhi na chehke nadiyan ka sunsaan kinara aur bhi gumsum ho gaya sukh dukh mein sang jaagne waale kyun tu aise so gaya o janmon ke meet bata tu bin bole kahan kho gaya teri yaad sataye din raat rulaye sooni hai saari bahaaren pyaasi nigaahen tujhko pukaren aa jaa re koi phool na mehke koi panchhi na chehke aankh se ojhal hone wale dhundhta hoon tujhe khwaabon mein tu hai kahan jis se bhi puchha chup ho gaya jawaab mein tha main kabhi tere pyaar mein dooba ab dooba hoon sharaab mein yahi ek sahaara mere ghamon ka chara sooni hai saari baharen pyaasi nigaahen tujhko pukaren aa jaa re koi phool na mehke koi panchhi na chehke koi phool na mehke koi panchhi na chehke
koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa duniyaa hai humari pyaar bhari duniyaa hai humari pyaar bhari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane aaaa aaaaa aa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaa aaaa nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa
ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye teri or uthe koi nazariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye teri or uthe koi nazariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye tera roop juda hai sabse tohe apna re mana jabse nayi baat huyi hai koi kyun ankhiyan hain khoyi khoyi rut badli hai pal mein aisi main ho gayi banwari jaisi ye haal raha to raani tohe jaan ke prem deewani mere naam se chhede sari nagariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye ho koi pyaar se tohe dekhe sanwariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye tera pyaar hai kitna pyara tujhe pa ke sab kuchh hara mohe dar lage sakhiyon se tohe chura na le akhiyon se yahi dard hai mere dil mein main bhi hoon isi mushkil mein chal ho ke na ho ab phere main sang hoon sajna tere kahin aur mujhe odhe chunariyaa mere pyaar se to ye dekha na jaaye
koi roko naa deewaane ko mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa deewaane ko mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa ye bheega bheega mausam ye bheegi bheegi raahen chale do hum raahi baahon mein daale baahen ho phoolon ne khilke kaha ye dil se hai din suhana mausam salona daaman se baandh lo pyara samaa koi roko naa deewaane ko mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa umar ke safar mein jise jo yahan bhaaye usi ke sapnon mein ye mann rang jaaye ho rangon mein preet ke range rangeela gaale tarana jo ye raseela albela geet wo bhoole kahaan koi roko naa deewaane ko ye mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa deewaane ko mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa
koi roye koi gaaye kaisa tera sansaar maalik kaisa tera sansaar ooooo ooooooo koi samajh nahin paaye tera kaarobaar maalik kaisa tera sansaar ujad jaaye jab rain basera panchhi sir dhun roye ujad jaaye jab rain basera panchhi sir dhun roye koi na jaane dard kisi ka sab matlab mein khoye ambar neer bahaaye dharti kare pukaar maalik kaisa tera sansaar din ke sang tune raat banaai phoolon ke sang kaante din ke sang tune raat banaai phoolon ke sang kaante jaane kahaan kis jagah baith kar tu ye sukh dukh baante patjhad jahaan muskaaye roye wahi bahaar maalik kaisa tera sansaar koi roye koi gaaye kaisa tera sansaar maalik kaisa tera sansaar ooooo ooooooo koi samajh nahin paaye tera kaarobaar maalik kaisa tera sansaar koi dhoondhe tujhe badrinaath mein koi dhoondhe haridwaar koi dhoondhe tujhe badrinaath mein koi dhoondhe haridwaar koi dhoondhe kaashi mein tujhko koi raameshwar dwaar sab tirath se paawan tirath ganga dhar maalik kaisa tera sansaar koi roye koi gaaye kaisa
koi saagar dil ko behlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin main koi patthar nahin insaan hoon main koi patthar nahin insaan hoon kaise keh doon ghum se ghabrata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin kal to sab the carwaan ke saath saath kal to sab the carwaan ke saath saath aaj koi raah dikhlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin zindagi ke aaine ko tod do zindagi ke aaine ko tod do iss mein ab kuchh bhi nazar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Koi Mil Gaya Kuch Kuch Hota Hai (1998) 07:15 16750
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:15   Song Number : 16750   

Koi Na Jab Tera Saathi Ho (Happy) Insaan (1982) 04:41 41010
 
Poster of Insaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:41   Song Number : 41010   

Koi Na Jab Tera Saathi Ho (Sad) Insaan (1982) 03:00 36727
 
Poster of Insaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 03:00   Song Number : 36727   

Koi Na Jane Bin Tere Ram Maa Aur Mamta (1970) 03:51 17654
 
Poster of Maa Aur Mamta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:51   Song Number : 17654   

Koi Na Koi Chahiye Deewana (1992) 06:26 37365
 
Poster of Deewana (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan
Duration : 06:26   Song Number : 37365   

Koi Na Tere Amar Deep (1979) 05:58 11551
 
Poster of Amar Deep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:58   Song Number : 11551   

Koi Nahin Hai Talat Aziz 06:27 18817
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:27   Song Number : 18817   

Koi Nahin Hai Kahin Kinara (1977) 07:10 32104
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Jeetendra, Hema Malini, Others
Duration : 07:10   Song Number : 32104   

Koi Nahin Hai Mera Samjhauta (1973) 04:01 14130
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anil Dhavan
Duration : 04:01   Song Number : 14130   

Koi Nahin Hai Phir Bhi Patthar Ke Sanam (1967) 04:36 13935
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:36   Song Number : 13935   

Koi Nahin Mera Daag (1952) 03:31 13015
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 13015   

Koi Paas Aaye Savere Savere Jagjit Singh 06:01 15120
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Raag- 
Lalit
Taal- 
Sool-Tal
Duration : 06:01   Song Number : 15120   

Koi Pardesi Aaya Pardes Mein Hum Hain Lajwaab (1984) 04:53 20794
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kumar Gaurav
Duration : 04:53   Song Number : 20794   

Koi Phool Na Khilta Paise Ki Gudiya (1974) 03:27 13899
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 03:27   Song Number : 13899   

Koi Phool Na Mehke Bhagya (1982) 04:21 18528
 
Poster of Bhagya (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinay Kumar, Meera
Duration : 04:21   Song Number : 18528   

Koi Pyaar Ki Dekhe Kohinoor (1960) 03:20 16264
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:20   Song Number : 16264   

Koi Pyaar Se Tohe Dekhe Sanwariyaa Nirdosh (1973) 04:34 36377
 
Poster of Nirdosh (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Yogeeta Bali
Duration : 04:34   Song Number : 36377   

Koi Roko Naa Priyatama (1977) 04:50 17941
 
Poster of Priyatama (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rakesh Roshan
Duration : 04:50   Song Number : 17941   

Koi Roye Koi Gaaye Bhagwan Parshuram (1970) 06:27 19818
 
Poster of Bhagwan Parshuram (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Madan
Music Director- 
Jay Kumar
Singer- 
Mukesh
Duration : 06:27   Song Number : 19818   

Koi Saagar Dil Ko Behlata Nahin Dil Diya Dard Liya (1966) 03:46 20795
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 20795