Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sheesh dhako to paanw ulere paanw dhako to sheesh ajab chadariya trishna ki hai jismein jeevan jaaye beet koi aisi khol nahin hai jismein tu chhup paayega koi aisi khol nahin hai jismein tu chhup paayega prabhu ke naam ki odh chadariya tan man sab dhak jaayega badi gunwaali prabhu naam ki chadariya jisne prabhu se maangi mili chadariya tulsidaas ne bhakti kar ke raam chadariya odh li raam charit gaa kar ke raammai ban gaye jag mein tulsi bina wastra tu aaya jagat mein bina wastra hi jaayega prabhu ke naam ki odh chadariya tan man sab dhak jaayega koi aisi khol nahin hai jismein tu chhup paayega meera ne odhi krishn naam ki chadariya nandlaala ki man mein baaji bansuriya vish ka pyaala raana bheje pee gayi meera hans kar saara vish amrit sa ho gaya krishna chadariya chhu kar ajar amar prabhu naam chadariya odh amar path paayega prabhu ke naam ki odh chadariya tan man sab dhak jaayega koi aisi khol nahin hai jismein tu chhup paayega soor ne odhi hari naam ki
koi apna naa hua saari zindagi ke liye bahot hai pyaar jo mil jaaye do ghadi ke liye koi apna naa hua saari zindagi ke liye bahot hai pyaar jo mil jaaye do ghadi ke liye hum to aaye hai iss jahaan mein aap hi ke liye dil to dil jaan bhi de denge dosti ke liye wafaa ke naam pe dhokhe hi diye jaate hai todne hi ke liye waade kiye jaate hain log duniyaa mein sabhi bewafaa nahin hote log duniyaa mein sabhi bewafaa nahin hote jalte veeranon mein bhi phool kya nahin hote bewafaa kehna munasib nahin sabhi ke liye dil to dil jaan bhi de denge dosti ke liye zindagi kab se khadi meri teri raahon mein gila rahe naa koi bhar le mujhko baahon mein dil nahin bharte kabhi aisi waisi baaton se dil nahin bharte kabhi aisi waisi baaton se ghum judaai ke nahin mitte mulaaqaton se hazaaron ranz sahe humne ik khushi ke liye bahot hai pyaar jo mil jaaye do ghadi ke liye aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa haasil e zindagi kya hai teri chaahat ke siwa kuchh nahin
koi aur duniyaa mein tumsaa haseen hain nahin hai nahin hai nahin hai nahin koi aur duniyaa mein tumsaa haseen hain nahin hai nahin hai nahin hai nahin adaa ye nazar ye jahaan mein kahin hai nahin hai nahin hai nahin hai nahin buraayi teri gar zamaana kare bayaan koi jhutha fasaana kare buraayi teri gar zamaana kare bayaan koi jhutha fasaana kare uthaaye ye kasmen hazaaron magar yakeen kaise tera deewana kare bhala iss zamaane ka koi yakeen hai nahin hai nahin hai nahin hai nahin judaa hai sabhi se kahani teri zara paas aa meharbaani teri judaa hai sabhi se kahani teri zara paas aa meharbaani teri tujhe dekhta hai ghataon se chaand ke hai chaandani bhi deewani teri kisi aur kaa naam kya mehjabi hai nahin hai nahin hai nahin hai nahin
aaaaa aaaaa aaaaa hoooo oooo oooo koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai apne ghar mein gair ko paa kar bechaari mudd jaati hai dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye main to kisi ka ho baitha ye dhadak dhadak kar samjhaye koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jab ho khalish si pehlu mein samjho pyaar ne kaam kiya aise pyaar ko kyaa kahiye ke jisne be aaraam kiya koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan
koi bhi dil mein naa aaya tha nazron se sabki bachaaya tha tumhen jo dekha hua deewana kaha naa maana mera koi bhi dil mein naa aaya tha nazron se sabki bachaaya tha tumhen jo dekha hua deewana kaha naa maana mera deewana jo bhi hua naa kabhi pyaar mein beqaar aana hua uska sansaar mein deewana jo bhi hua naa kabhi pyaar mein beqaar aana hua uska sansaar mein jise hi chaaha use hi paaya yahi to dil chahtaa koi bhi koi bhi dil mein naa aaya tha dil mein naa aaya tha nazron se nazron se sabki bachaaya tha sabki bachaaya tha tumhen jo dekha hua deewana kaha naa maana mera ab tum kabhi door hona naa mujhse sanam har baar tumse hi milne ko lenge janam ab tum kabhi door hona naa mujhse sanam har baar tumse hi milne ko lenge janam karo ye waada ki ye iraada kabhi naa badlenge hum koi bhi koi bhi dil mein naa aaya tha dil mein naa aaya tha nazron se nazron se sabki bachaaya tha sabki bachaaya tha tumhen jo dekha hua deewana kaha naa maana mera aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa
kaaran karan karim kripa taar rahim kripa taar rahim koi bole raam raam koi khudaaye koi selego saiyaan koi allahye koi bole raam raam koi khudaaye koi selego saiyaan koi allahye koi bole raam raam koi khudaaye koi padhe ved koi kateb koi odhe neel koi safed koi padhe ved koi kateb koi odhe neel koi safed koi kare pooja koi kare pooja koi sir nawaaye koi sir nawaaye koi bole raam raam koi khudaaye koi kahe turku koi kahe hindu koi baachhe brisit koi sur gindu koi naawe teerth koi naawe teerth koi haz jaaye koi haz jaaye koi bole raam raam koi khudaaye koi selego saiyaan koi allahye koi bole raam raam koi khudaaye kaho naanak jin hukum pachhata prabhu saahib ka tinped jaata prabhu saahib ka tinped jaata
Koi Chal Diya Akela
koi chupke se aa ke koi chupke se aa ke sapne sula ke mujh ko jagaa ke bole ki main aa raha hoon kaun aaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke sapne sula ke mujh ko jagaa ke bole ki main aa raha hoon kaun aaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke door kahin bole papihaa piyaaaa mausam suhaanaa tarse hai koi yahaan aa bhi jaa kar ke bahaana kaun saa bahaana kaisa bahaana kitna mushkil hai ye bataana dekho phir bhi koi bhaa raha hai kaun bhaaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke sapne sula ke mujh ko jagaa ke bole ki main aa raha hoon kaun aaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke pyaasa hai dil ka gagan pyaar ki agni jalaaye palkon mein qaid hai saawan honton tak baat naa aaye baat aate aate raat ho gayi chaahon ki baaraat chhod gayi saath baat aate aate ho gayi raat dekho phir bhi koi gaa raha hai kaun gaaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke sapne sula ke mujh ko jagaa ke bole ki main aa raha hoon kaun aaye ye main kaise jaanun koi chupke
ho oooo koi deewaana tumhen chaahega kabhi tumne socha bhi na hoga ho ho koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana ye aankhen jheelon ki gehraai ye zulfen saawan ki angdaayi dil kyun na ho saudaai ho ho koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana ye behte jharne mehki waadi ye dil mein halchal ye betaabi hai pyaar bhi aur nasha bhi hmm hmmm koi deewaana tumhen chaahega kabhi tumne socha bhi na hoga ho ho hoo koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana aa aa aa aa aa koi deewaana aa aaaa aaaa aaaa koi deewaana aa aaaa aaaa
saans ka bojh rakh ke kaandho par zindagi ne humein ye di saugaat zakhm ke phool khwaab ke jungle ashq ke deep intezaar ki raat aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa koi deewar se lag ke baitha raha koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar aaj ki raat bhi chaand aaya nahin aaj ki raat bhi chaand aaya nahin raah takti rahi khidkiyan raat bhar koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar koi deewar se ghum jalaata kise koi basti na thi ghum jalaata kise koi basti na thi mere chaaron taraf mere dil ke siwa mere chaaron taraf mere dil ke siwa mere hi dil pe aa aa ke girti rahi mere hi dil pe aa aa ke girti rahi mere ehsaas ki bijliyaan raat bhar koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar koi deewar se daayre shokh rangon ke bante rahe daayre shokh rangon ke bante rahe yaad aati rahi woh kalaai humein yaad aati rahi woh kalaai humein dil ke sunsaan aangan mein bajti rahi dil ke sunsaan aangan
oo oooo oooo aaaaaaaa aaaaaa koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna aankhon ki hai kuchh naadaani kuchh baat na dil ne maani aankhon ki hai kuchh naadaani kuchh baat na dil ne maani dil dola kuchh bola aur ban gayi ek kahaani sukh chain diya aur seekh liya aadhi raaton ko tadapna isse pyaar kahun ya sapna koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna kab tak main raaz chhupaun sau baar main kehna chahun kab tak main raaz chhupaun sau baar main kehna chahun ghabraaun sharmaaun kehte kehte ruk jaaun keh bhi na sakun reh bhi na sakun kya haal hua ye apna isse pyaar kahun ya sapna koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna
koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke piya kehne lage gori humen tarsaao naa piya kehne lage gori humen tarsaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke
oooo oooo oooo koi din gar zindagani aur hai koi din gar zindagani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindagani aur hai baarha dekhi hain unki ranjishen baarha dekhi hain unki ranjishen par kuchh abke sargirani aur hai koi din gar zindagani aur hai deke khat munh dekhta hai naamabar deke khat munh dekhta hai naamabar kuchh to paigame jubani aur hai koi din gar zindagani aur hai ho chuki ghalib balaye sab tamam ho chuki ghalib balaye sab tamam ek marge nagahani aur hai koi din gar zindagani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindagani aur hai koi din gar zindagani aur hai oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo
koi din gar zindgani aur hai koi din gar zindgani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan soz e ghum haaye ne haani aur hai soz e ghum haaye ne haani aur hai baarhaa dekhi hain unki ranjishen baarhaa dekhi hain unki ranjishen par kuchh ab ke sargarani aur hai par kuchh ab ke sargarani aur hai de ke khat munh dekhta hai naamabar de ke khat munh dekhta hai naamabar kuchh to paigaam e zubani aur hai kuchh to paigaam e zubani aur hai ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ek marg e naa gahaani aur hai ek marg e naa gahaani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai
jeeya bhujha bhujha naina thake thake peeya dheere dheere chale aao chale aao chale aao koi door se aawaaz de chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai saajan itnaa to naa tadpaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke birhan ko ab yun naa tarsaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao chale aao
koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai wo jo ishq tha wo junoon tha wo jo ishq tha wo junoon tha ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai koi dost hai na raqeeb hai yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai tera sehar kitna ajeeb hai main kise kahun mere saath chal main kise kahun mere saath chal yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai
koi gaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata sanskriti ke vistrit sagar par sapnon ki nouka ke under sukh dukh ki lehron par uth gir behtaa jaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata ankhon mein bhar kar pyaar amar aashish hatheli mein bhar kar koi mera sir godi mein rakh sehlaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal koi apne swar mein madhumey kar barsaata main so jaata koi gaata
koi gesu koi aanchal humein aawaaz na de ab kisi aankh ka kajal humein aawaaz na de hum hain khamosh to khamosh hi rehne do humein koi aahat koi halchal humein aawaaz na de hum ne tanhai ko mehboob bana rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai phir pukara hai mohabat ne humein kya keeje di sada husn ki jannat ne humein kya keeje jis ke saye se bhi aksar humein dar lagta tha chhoo liya phir usi hasrat ne humein kya keeje hum ne jazbaat se daman ko bacha rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai raas aaye na kabhi pyaar ke halaat humein dil ke is khel mein har baar huyi maat humein kya karenge kahan jayenge kidhar jayenge de gayi jab bhi daga gar yeh mulakaat hamein bas isi soch ne deewana bana rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai
koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan koi taange waali jab ruth jaati hai to hai to hai to aur namkeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai bada mazedaar goriye ye tera rang roop hai dor se patang jab toot jaati hai to hai to hai to rutt rangeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai
koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna aankhon mein neend na hoti aansoon hi tairate rehte khaabon mein jaagte hum raat bhar aankhon mein neend na hoti aansoon hi tairate rehte khaabon mein jaagte hum raat bhar koi to ghum apnaata koi to saathi hota koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna bhoola hua koi waada beetee huyi kuchh yaaden tanahaee doharaati hai raat bhar koi dilaasa hota koi to apna hota koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Koi Aisi Khol Nahin Anup Jalota 07:03 40616
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Lyricist
Pt Kiran Mishra
Music Director- 
Triveni Bhavani
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 07:03   Song Number : 40616   

Koi Apna Na Hua Gul E Bakawali (1962) 03:47 18531
 
Poster of Gul E Bakawali (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Ali Zafar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Reena Roy
Duration : 03:47   Song Number : 18531   

Koi Aur Duniyaa Mein Pyar Ki Kahani (1971) 03:37 14013
 
Poster of Pyar Ki Kahani (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anil Dhavan
Duration : 03:37   Song Number : 14013   

Koi Bata De Dil Hai Main Chup Rahungi (1962) 03:08 13650
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Meena Kumari
Duration : 03:08   Song Number : 13650   

Koi Bhi Dil Mein Laparwah (1981) 05:42 13602
 
Poster of Laparwah (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ranjeeta
Duration : 05:42   Song Number : 13602   

Koi Bole Ram Ram Koi Khudaaye Mohd Rafi 03:55 15483
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Lyricist
Guru Arjan Dev Ji
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:55   Song Number : 15483   

Koi Chal Diya Akela Rut Rangeeli Ayee (1972) 04:24 17275
 
Poster of Rut Rangeeli Ayee (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ratan Deep - Hemraj
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:24   Song Number : 17275   

Koi Chupke Se Aa Ke Anubhav (1971) 03:56 12716
 
Poster of Anubhav (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:56   Song Number : 12716   

Koi Deewaana Tumhen Chaahega Teri Talash Mein (1968) 39896
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Duration :    Song Number : 39896   

Koi Deewar Se Ashok Khosla 06:37 18386
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:37   Song Number : 18386   

Koi Dil Ko Lage Apna Apna Chaalbaaz (1958) 03:06 38925
 
Poster of Chaalbaaz (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:06   Song Number : 38925   

Koi Dil Mein Samaaya Kamal Ke Phool (1950) 02:22 13512
 
Poster of Kamal Ke Phool (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:22   Song Number : 13512   

Koi Din Gar Zindagani Vinod Sehgal 03:20 37307
 
Poster of Vinod Sehgal
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Galib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Vinod Sehgal
Duration : 03:20   Song Number : 37307   

Koi Din Gar Zindgani Aur Hai Talat Mahmood 03:39 16022
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 16022   

Koi Door Se Aawaaz De Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 03:44 15735
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 15735   

Koi Dost Hai Na Raqeeb Jagjit Singh 04:28 11448
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:28   Song Number : 11448   

Koi Gaata Main So Jaata Alaap (1977) 03:33 12630
 
Poster of Alaap (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha, Sanjeev Kumar
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 12630   

Koi Gesu Koi Aanchal Jagjit Singh 03:47 36963
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:47   Song Number : 36963   

Koi Haseena Sholay (1975) 03:59 18047
 
Poster of Sholay (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 18047   

Koi Hota Jis Ko Apna Mere Apne (1971) 03:30 20790
 
Poster of Mere Apne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 03:30   Song Number : 20790