Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm raaton ki tanhaayi mein suboh ki parchhai mein hey hey chehra hai kya ye meri aankhon mein khushboo hai kya ye meri saanson mein kaisa ye raaz hai jo ke khulta nahin kyun mere jehan mein tu hai aye ajnabi hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey woooo hoooo hooo hoooo hooo hooo hooo yeee heyy eeeee yeeee heeeeeee yeeee heyyyyyyyyy hota hai jo sawaalon mein aata nahin jawaabon mein rehta hai jo khayaalon mein ab tak hai wo hijaabon mein aye hey hey mehfil ka ye kaisa mausam naa dhoop hai naa hai shabnam oooo kaisa ye raaz hai jo ke khulta nahin kyun mere jehan mein tu hai aye ajnabi hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey woooo hoooo hooo hoooo hooo hooo hooo yeee heyy eeeee yeeee heeeeeee yeeee heyyyyyyyyy raaton ki tanhaayi mein suboh ki parchhai mein hey hey chehra hai kya ye meri aankhon mein khushboo hai kya ye meri saanson mein jaane hai kya sitaaron mein gardish si hai isharon mein patjhad si hai bahaaron mein toofaan sa hai
aa aa aa aa aa aa aa aa kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer paaon padi zanjeer shyamaa paaon padi zanjeer haye kaise aaun jamuna ke teer aa aa aa aa kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra akhiyon mein kajra kalaiyon mein gajara akhiyon mein kajra kalaiyon mein gajara kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra reh gayi haar shingaar kiye main reh gayi haar shingaar kiye main kaun bandhaaye dheer ho kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun kaise aaun kaise aaun jamuna ke teer re jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer re kaise aaun jamuna ke teer re aaun jamuna ke teer jamuna ke teer jamuna ke teer aa aa aa aa aa aa aa aa aa shyam milan ko jiya mora tarse shyam milan ko aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa aaaa shyam milan ko jiya mora tarse kaah karun kaise nikloon main ghar se preet bhare man ki ye duniya preet bhare man ki ye duniya haye na jaane peer ho
kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani i went sandi blandi to meet laal bihari i went sandi blandi to meet laal bihari i pull up me khujari and say about shridhari kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani me & my darling were flying in a plane me & my darling were flaying in a plane the plane catch a fire and we falling side gate kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani aa briten mein down wanna singing me song aa briten mein down wanna singing me song he only thing missing is my bottle around kaise bani kaise bani kaise bani kaise bani phulauri bina chatni kaise bani phulauri bina chatni kaise bani holand se aayi main padkar sorry holand se aayi main padkar
kaise bataaun tujhe ke dil mera kya keh raha rahe na faasle ye jo hain apne darmiyaan ho ooo kaise bataaun tujhe ke dil mera kya keh raha rahe na faasle ye jo hain apne darmiyaan tere kareeb main ho sakoon de de tu apni razaa paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud ko mujhe ho oo ooo ooo hoo oo oo oo tujhse mohabbat huyi hai meri hai bus ye khata tujhse main door rahoon ye mujhko gawaara kahaan main tere saath mein hi rahoon chhodun ye saara jahaan paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud ko mujhe ho oo oo oo hoo oo oo oo ho oo oo oo ho oo oo oo oo ho ho hooo teri adaaon mein doob loon doob loon main tujhi mein ho jaaun tere itne kareeb ki main dikhun ab tujhi mein paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud
aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa kaise bhaaye sakhi rut saawan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki piya bheji na patiya aawan ki piya bheji na patiya aawan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki chham chham chham chham barsat badra aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa chham chham chham chham barsat badra roye roye nainon se beh gayo kajra aag lage aise saawan ko aag lage aise saawan ko jaan jalaawe jo birhan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki dhun bansi ki saawaniya gaaye aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaaaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa aaaa saawaniya gaaye dhun bansi ki saawaniya gaaye ghaayal maan sun dolat jaaye banke agan akhiyan mein bhadke banke agan akhiyan mein bhadke aas lagi piya darshan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki kaise bhaaye sakhi rut ma ma re sa ni sa re ni dha ni dha ni sa ma pa da ni sa re sa re ni sa dha ni pa ma re pa ga ma re sa pa ma re pa ma ni da sa ma pa da ni sa ni ni pa ma ga ma ri sa ni sa pa ma ga ma re sa ni sa pa
diwaali mubaarakho bhai kaise diwaali manaayen hum laala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala hum to huye dekho than than gopaala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala mar mar ke hum roz mehnat karen are yaaro ko dekho tizori bharen din raat hum to gulaami karein are phokat mein phokat mein ye saand kheti charein dhan pe humaare hai sethon ka taala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala kaise diwaali manaayen hum laala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala hum khud to khichadi hi khaate rahe are halwa lafange udaate rahe hum muft jhaadu lagaate rahe ganga mein are ganga mein gadhe nahaate rahe daata teri akl ku daata teri akl ku hai kaay jhala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala kaise diwaali manaayen hum laala apna to baarah mahine diwaala apna to baarah mahine diwaala
kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum tumko mehsoos hi karta hoon ki ehsaas ho tum mehke rehte ho mere jism mein dekhun kaise koi ummeed ho jaise koi vishwaas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum tumko chhoone se ghani chhaun ka mas milta hai tumko chhoone se ghani chhaun ka mas milta hai aur honthon se kate chaand ka ras milta hai dhundhte rehne se milta nahin koi tumsa tumsa mil jaaye to kismat hi se bas milta hai mehke rehte ho mere jism mein dekhun kaise gunjati rehti ho tum saanson mein khushboo ki tarah gunjati rehti ho tum saanson mein khushboo ki tarah aur aankhon se hansi chehra padha karte hain humne to aankhon se ab sunne ki aadat kar li aur honthon se teri saans gina karte hain mehke rehte ho mere jism mein dekhun kaise koi ummeed ho jaise koi vishwaas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum tumko mehsoos hi karta hoon ki
haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa neha laga ke main pachhtaayi neha laga ke main pachhtaayi saari saari raina neendiyaa naa aayi jaan ke dekho mere jee ki batiyaan piyaa jaane naa haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa rut matwaali aa ke chali jaaye rut matwaali aa ke chali jaaye mann mein hi mere mann ki rahi jaaye khilne ko tarse nanhi nanhi kaliyaan piyaa jaane naa haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa kajraa naa sohe gajraa naa sohe kajraa naa sohe gajraa naa sohe barkha naa bhaaye badraa naa sohe barkha naa bhaaye badraa naa sohe kya kahun jo poochhe mo se mori sakhiyaan piyaa jaane naa haaye
kaise din jeevan mein aaye huye wo apne paraaye dwaar dedee wo ghar aangan ban gaya pardesh kaise din jeevan mein aaye huye wo apne paraaye dwaar dedee wo ghar aangan ban gaya pardesh sabhi apne khoye sukh mein sabhi apne khoye dukh mein ho oo sabhi apne khoye sukh mein sabhi apne khoye dukh mein kaun dekhe mere mann pe lagi hai ye kya thes ban gaya pardesh choota apna desh dwaar dedee wo ghar aangan ban gaya pardesh mere avgun sabhi dekhein mere durgun sabhi dekhein mere avgun sabhi dekhein mere durgun sabhi dekhein koi na puchhe ujdaa kaise mere mann ka desh ban gaya pardesh choota apna desh dwaar dedee wo ghar aangan ban gaya pardesh saare bandhan saare naate yun na pal mein bikhar jaate ho oo saare bandhan saare naate yun na pal mein bikhar jaate log badle jaise badle yahan mausam bhesh ban gaya pardesh choota apna desh dwaar dedee wo ghar aangan ban gaya pardesh kaise din jeevan mein aaye huye wo apne paraaye dwaar dedee wo ghar aangan ban gaya pardesh
kaise hoga milan kaise hoga milan kaise hoga milan kaise hoga milan sochta hoon sadaa koi nikle wajah sochta hoon sadaa koi nikle wajah door jaa ke haseen pal guzaar aayen guzaar aayen kya karun main jatan kaise hoga milan kaise hoga milan kaise hoga milan har ghadi dil teri zidd pe har ghadi tera nasha main hoon tujh mein tu hai mujh mein phir ye kaisa faasla har ghadi dil teri zidd pe har ghadi tera nasha main hoon tujh mein tu hai mujh mein phir ye kaisa faasla aa bhi jao ke dil ko karaar aaye karaar aaye kya karun main jatan kaise hoga milan kaise hoga milan kaise hoga milan badi resham resham yaadon ki hawayen resham hain badi madham madham raahon ki samaaye madham hain badi resham resham yaadon ki hawayen resham hain badi madham madham raahon ki samaaye madham hain tu jaise baarish mein pehli fuhaar aaye fuhaar aaye kya karun main jatan kaise hoga milan kaise hoga milan kaise hoga milan sochta hoon sadaa koi nikle wajah sochta hoon sadaa koi nikle wajah door
hmm hmm hmm hmm hmm hooooooooo oooooo ooooo ooooo ooo ooo oo oo kaise jeet lete hain log dil kisi ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka koi to sikha de humennnnn pyaar ka salikaa kaise jeet lete hain log dil kisi ka koi mehbooba humko chaahe pyaar ke waade kar ke nibhaye aankhon mein ye khaab liye hum saare jahaan mein bhatka kiye hum haaye re dil ki kam naseebi humko dil mila na kisiiiii roop ki kali ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka koi to sikha de humennnnn pyaar ka salikaa kaise jeet lete hain log dil kisi ka humne na dekha zulfon ka saawan humne na thama koi daaman le ke chale koi hum ko wahaan par rehte hain dildaar jahaan par haaye re dil ki kam naseebi humko to mila na pataaaa yaar ki gali ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka kaise jeet lete hain log dil kisi ka koi to sikha de humennnnn pyaar ka salikaa kaise jeet lete hain log dil kisi ka
kaise jeete hain bhala humse seekho ye adaa kaise jeete hain bhala humse seekho ye adaa aise kyun zinda hain log jaise sharminda hain log dil pe seh kar sitam ke teer bhi pehne kar paanv mein zanjeer bhi raks kiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai dil pe seh kar sitam ke teer bhi pehne kar paanv mein zanjeer bhi raks kiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai dar se khamosh hai jo kaisa bepeer hai wo haan wo insaan nahin ek tasvir hai wo preshaan laakh sahi gul nahin khaakh sahi zindagi hai laazwaab ye wo bewaa hai janaab khubsoorat hai jo dulhan se bhi dost to dost hai dushman se bhi pyaar kiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai cheez iss ghum se badi iss zamaane mein nahin jo mazaa rone mein hain muskuraane mein nahin kaise naadaan hai wo ghum se anjaan hai jo ranj na hota agar kya khushi ki
kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re teri yaad tera ghum aur tere sapne kab tak phiren liye liye re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re do naina tere neel kamal se ab tak sapnon mein aaye do naina tere neel kamal se ab tak sapnon mein aaye beete dinon ki yaad dila kar aur mujhe woh tadpaye tu hi bata is toote huye dil ko yaadon se kab tak siyen re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re teri yaad tera ghum aur tere sapne kab tak phiren liye liye re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re socha tha tere aanchal ki chanw mein hanske umar beet jaayegi socha tha tere aanchal ki chanw mein hanske umar beet jaayegi tere mere pyaar ki mahakti phulwari mein virah ki aandhi nahin aayegi reh gayi kaanton mein ulajh kar zindagi kab tak zehar ab piyen re kaise jiyen re saathi tere bina kaise jiyen re teri yaad tera ghum aur tere sapne kab tak phiren liye liye re kaise jiyen re saathi tere bina
kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye yun sharmaayi kismat humse khud se hum sharmaaye baaghon ko to patjhad loote loota humein bahaar ne duniyaa marti maut se lekin maara humko pyaar ne apna woh haal hai beech safar mein jaise koi loot jaaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye tum kya jaano tum kya jaano kya chaaha tha kya lekar aaye hum tute sapne ghayal nagmein kuchh shole kuchh shabnam itna kuchh hai paaya humne kahein to kahaa na jaaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye aise baji shahnaayi ghar mein ab tak so na sake hum apnon ne humko itna sataaya roye to ro na sake hum ab to karo kuchh aisa yaaron hosh na humko aaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye yun sharmaayi kismat humse khud se hum sharmaaye
kaise kahoon kaise kahoon tose jiya ki main batiyaan kaise kahoon kaise kahoon sharmaye man tore aage mori laajo mein kho jaaye akhiyaan kaise kahoon kaise kahoon hmm mmmm hmmm hmmm hmm mmmm hmmm hmmm jab jab tere paas aaun nain milte hi sudh budh ganwaun jab jab tere paas aaun nain milte hi sudh budh ganwaun reh reh ke dil mera dhadke piya main tujhse kuchh keh na paaun main tujhse kuchh keh na paaun mori laagi na mori laagi na jaane tu saiyan kaise kahoon kaise kahoon tose jiya ki main batiyaan kaise kahoon kaise kahoon balma nahin tujhse doori phir bhi aasha nahin hoti poori balma nahin tujhse doori phir bhi aasha nahin hoti poori aisa hai kuchh haal dil ka jaise chhayen baharen adhoori chhayen baharen adhoori jaise khilne se jaise khilne se ruk jaaye kaliyaan kaise kahoon kaise kahoon tose jiya ki main batiyaan kaise kahoon kaise kahoon sharmaye man tore aage mori laajo mein kho jayen akhiyaan kaise kahoon kaise kahoon
kaise kaise haadse sehte rahe kaise kaise haadse sehte rahe phir bhi hum jeete rahe hanste rahe kaise kaise haadse sehte rahe uske aa jaane ki ummeeden liye uske aa jaane ki ummeeden liye uske aa jaane ki ummeeden liye raasta mud mud ke hum takte rahe raasta mud mud ke hum takte rahe kaise kaise haadse sehte rahe waqt to guzra magar kuchh iss tarah waqt to guzra magar kuchh iss tarah waqt to guzra magar kuchh iss tarah hum charaagon ki tarah jalte rahe hum charaagon ki tarah jalte rahe kaise kaise haadse sehte rahe kitne chehre the humare aas paas kitne chehre the humare aas paas kitne chehre the humare aas paas tum hi tum dil mein magar baste rahe tum hi tum dil mein magar baste rahe kaise kaise haadse sehte rahe phir bhi hum jeete rahe hanste rahe kaise kaise haadse sehte rahe kaise kaise haadse sehte rahe
kaise kaise log humare jee ko jalaane aa jaate hain kaise kaise log humare jee ko jalaane aa jaate hain apne apne ghum ke fasaane humen sunaane aa jaate hain kaise kaise log mere liye ye gair hain aur main inke liye begaana hoon phir bhi ek rasmen jahaan hai jise nibhane aa jaate hain apne apne ghum ke fasaane humen sunaane aa jaate hain kaise kaise log inn se alag main reh nahin sakta iss bedard zamaane mein meri ye majboori mujhko yaaden dilaane aa jaate hain kaise kaise log sabki sunn kar chup rehte hain dil ki baat nahin kehte aate aate jeene ke bhi laakh bahaane aa jaate hain apne apne ghum ke fasaane humen sunaane aa jaate hain kaise kaise log
kaise kate din kaise kati raaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten kaise kate din kaise kati raaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten mujh ko to roz aati thi humdam tumhari yaad aa ke mile ho aaj tum kitne dinon ke baad mujh ko to roz aati thi humdam tumhari yaad aa ke mile ho aaj tum kitne dinon ke baad jab yaad tumhari aati thi main chori chori roti thi khoyi rehti thi khayaaaalon mein hoooooo ooooo ooooo naa jagti thi naa soti thi kaise kate din kaise kati raaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten tum se main door jaa ke bhi kitne kareeb tha bas kuchh dinon ke waaste rutha naseeb tha tum se main door jaa ke bhi kitne kareeb tha bas kuchh dinon ke waaste rutha naseeb tha iss dharti se uss ambar tak ik chehra tumhara dikhta tha jab sapne tumaare aaaaate thhe hoooooo ooooo oooooo main pyaar bhara khat likhta tha kaise kate din kaise
kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair paaunga har sheh mein kami tere bagair tere bagair kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair phool khilen to yun lage phool nahin ye daag hain phool khilen to yun lage phool nahin ye daag hain taare falak pe yun lage jaise bhujhe chiraag hain aag lagaaye chaandani tere bagair tere bagair kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair chaand ghata mein chhup gaya saara jahaan udaas hai chaand ghata mein chhup gaya saara jahaan udaas hai kehti hain dil ki dhadkane tu kahin aas paas hai aa ke tadap raha hai jee tere bagair tere bagair paaunga har sheh mein kami tere bagair tere bagair kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair
se koi jaane bhala khwabon ki taabir aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khwabon ki taabir aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kis rang se jaane bane jeevan ki tasveer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer jisko khushi se jeena ho ye baat wo jaan le marji ho jo bhagwaan ki hans ke use maan le maan le jis se bani ghum bhi khushi hai ye wahi tadbeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer do roz ki ye zindagi kis cheez ka naam hai har ik subah hai bekhabar anjaan har shaam hai shaam hai kis ko pata toote kahaan saanson ki zanjeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khwabon ki taabir aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaisa Ye Raaz Hai Raaz (The Mystery Continues) (2009) 06:17 16994
 
Poster of Raaz (The Mystery Continues) (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Raju Singh
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 06:17   Song Number : 16994   

Kaise Aaun Jamuna Ke Devta (1956) 04:11 32962
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 32962   

Kaise Bani Kanchan 04:29 18325
 
Poster of Kanchan
 
Category
Bhojpuri
Music Director- 
Babla
Singer- 
Kanchan
Duration : 04:29   Song Number : 18325   

Kaise Bataaun 3G (A Killer Connection) (2013) 04:44 37219
 
Poster of 3G (A Killer Connection) (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Mithoon
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Sonal Chauhan, K K
On Screen Actors- 
Sonal Chauhan, Neil Nitin Mukesh
Duration : 04:44   Song Number : 37219   

Kaise Bhaye Sakhi Pehli Jhalak (1955) 03:36 40946
 
Poster of Pehli Jhalak (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:36   Song Number : 40946   

Kaise Deewaali Manayen Paigham (1959) 02:29 39606
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 02:29   Song Number : 39606   

Kaise Dekhun Meri Aankhon Ke Bharosa (Unreleased) (1981) 05:30 18947
 
Poster of Bharosa (Unreleased) (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:30   Song Number : 18947   

Kaise Din Beete Anuradha (1960) 03:32 12723
 
Poster of Anuradha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Naidu
Raag- 
Manj-Khamaj
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 12723   

Kaise Din Jeevan Mein Apne Paraye (1980) 05:52 12728
 
Poster of Apne Paraye (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Asha Lata, Bharti Achrekar
Duration : 05:52   Song Number : 12728   

Kaise Hoga Milan Manoj Maurya 05:04 37340
 
Poster of Manoj Maurya
 
Category
Indipop
Singer- 
Manoj Maurya
Duration : 05:04   Song Number : 37340   

Kaise Jeet Lete Hain Saajan Bina Suhagan (1978) 04:05 16566
 
Poster of Saajan Bina Suhagan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:05   Song Number : 16566   

Kaise Jeete Hain Bhala Dost (1974) 06:43 15584
 
Poster of Dost (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 06:43   Song Number : 15584   

Kaise Jiyen Re Saathi Tere Bina Pujarin (1969) 04:21 38371
 
Poster of Pujarin (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Madan
Music Director- 
Narayan Dutt
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:21   Song Number : 38371   

Kaise Kahein Hum Sharmilee (1971) 04:03 20732
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Rakhi
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:03   Song Number : 20732   

Kaise Kahoon Tose Jiya Ki Main Batiyaan Kaise Kahoon (1964) 03:24 38083
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:24   Song Number : 38083   

Kaise Kaise Haadse Jagjit Singh 05:23 18810
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:23   Song Number : 18810   

Kaise Kaise Log Humare Mehdi Hassan 03:25 15965
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:25   Song Number : 15965   

Kaise Kate Din Swarg (1990) 06:34 18777
 
Poster of Swarg (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Govinda
Duration : 06:34   Song Number : 18777   

Kaise Kategi Zindagi Jahan Tum Wahan Hum (1968) 03:25 15109
 
Poster of Jahan Tum Wahan Hum (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shabnam, Mehmood
Duration : 03:25   Song Number : 15109   

Kaise Koi Jaane Bhala Taqdeer (1967) 03:30 38251
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 38251