Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humein ae dil kahin le chal badaa teraa karam hogaa humaare dum se hai har ghum naa hum honge naa ghum hogaa humein ae dil kahin le chal khabar kyaa thi bahaar aa kar humaare aashiyaane par humaare aashiyaane par khabar kyaa thi bahaar aa kar humaare aashiyaane par humaare aashiyaane par nayi bijli giraaegi nayaa hum per sitam hogaa humein ae dil kahin le chal badaa teraa karam hogaa tamannaaon se badli hai naa badlegi kabhi qismat naa badlegi kabhi qismat tamannaaon se badli hai naa badlegi kabhi qismat naa badlegi kabhi qismat likhaa hai jo muqaddar mein wohi teri kasam hogaa humaare dum se hai har ghum naa hum honge naa ghum hogaa humein ae dil kahin le chal badaa teraa karam hogaa
humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain humen raaston ki bhatakne ka dar hai na khone ka dar hai jahaan tera saaya wahaan apna ghar hai bhatakne ka dar hai na khone ka dar hai jahaan tera saaya wahaan apna ghar hai zameen pe humen hoo oo oo zameen pe humen aasmaan mil gaye hain humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain humen raaston kii badi aarzoo thi ki wo din bhi aaye tere naam se hum khud ko bulaayen badi aarzoo thi ki wo din bhi aaye tere naam se hum khud ko bulaayen tere naam se hoooo tere naam se do jahaan mil gaye hain humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain hmm hmm hmm hmm hmm
hamesha tumko chaaha aur chaaha aur chaaha chaaha chaaha hamesha tumko chaaha aur chaaha kuchh bhi nahin tumhein dil ne hai pooja pooja pooja aur pooja kuchh bhi nahin na na nahin na na nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin hooo kuchh bhi nahin hoo kuchh bhi nahin jo daag tumne mujhko diya us daag se mera chehra khila rakhoongi iss ko nishaani banaa kar maathe pe iss ko hamesha sajaa kar o preetam o preetam bin tere mere iss jeevan mein kuchh bhi nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin beete lamhon ki yaadein lekar bojhal kadmon se wo chal kar dil bhi roya aur aankh bhar aayi mann se aawaaz hai aayi wo bachpan ki yaadein aa aa aa wo rishte wo naate wo saawan ke jhoole oo oo wo hasna wo hasaana wo rooth ke phir manaana wo har ik pal main dil mein samaaye diye mein jalaaye le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon o preetam o preetam bin tere mere iss jeevan mein kuchh bhi nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin hamesha tumko
hameshaa hameshaa tu mujh mein rahega kahan yahan yahan hum aur tum uspe ye sama aise mein keh bhi de dil ki daastan dil mein tu hi tu hameshaa hameshaa haan haan ji haan hameshaa hameshaa tu mujh mein rahega hamesha hamesha tu mujh mein rahega kahan yahan yahan hum aur tum uspe ye sama pehle aankhen mili phir ishaare huye phir mila dil se dil tum hamaare huye pehle aankhen mili phir ishaare huye phir mila dil se dil tum hamaare huye masti ka aalam chhane laga hai aa kar sama lo mujhe baahon mein bhar ke dil mein utar ke mujh se chura lo mujhe dil mein tu hi tu hamesha hamesha haan haan ji haan hamesha hamesha tu mujh mein rahega hamesha hamesha tu mujh mein rahegi kahan yahan yahan hum aur tum uspe ye sama aise mein keh bhi de dil ki daastan roop sajta hai kab pyaar hota hai jab pyaar hota hai kab hoo yaar milta hai jab roop sajta hai kab pyaar hota hai jab pyaar hota hai kab yaar milta hai jab chahat se teri poori huyi hai jeewan mein thi jo kami aankhon mein
aaaaaaaaaaa hamin karen koi surat unhen bulaane ki hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat hamin karen koi surat hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat jafa ke zikr pe tum kyun sambhal ke baith gaye jafa ke zikr pe tum kyun sambhal ke baith gaye tumhaari baat nahin tumhaari baat nahin baat hai zamaane ki hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat jo hum tak aaye to katra ke is tarah se na ja jo hum tak aaye to katra ke is tarah se na ja nigah e naaz ye baaten nigah e naaz ye baaten hain dil dukhaane ki hamin karen koi surat hamin karen koi surat hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat
kaun sa tan haaye barmaaye re humri atariya pe aaja re saanwariya dekha dekhi tanik hoi jaaye humri atariya pe aaja re saanwariya dekha dekhi tanik hoi jaaye humri atariya pe kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki haay kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki kasam deve jaan ki aaja gilauri khilai doon kimaami laali pe laali tanik hui jaaye aaja gilauri khilai doon kimaami laali pe laali tanik hui jaaye humri atariya pe padosan ke gharva jaiho jaiho na sanwariya sautan se boli mori kaate jeheriya jeheri nazariya aaja atariya pe pilai doon angoori jora jori tanik huyi jaaye aaja atariya pe pilai doon angoori jora jori tanik huyi jaaye humri atariya pe aaja re saanwariya dekha dekhi tanik hoi jaaye humri atariya pe kaun sautan haaye barmaaye re
hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai daakaa to nahin daala daakaa to nahin daala chori to nahin ki hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai us main se nahin matlab dil jis se ho begaanaa us main se nahin matlab dil jis se ho begaanaa maqasud hai us main se maqasud hai us main se dil hee mein jo khichati hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai daakaa to nahin daalaa daakaa to nahin daalaa chori to nahin ki hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai suraj mein lage dhabbaa fitrat ke karishmein hain suraj mein lage dhabbaa fitrat ke karishmein hain but ham ko kahein kaafir but ham ko kahein kaafir allaah ki marzi hai hangaama hai kyun barpa thodi si jo pee li hai daakaa to nahin daalaa daakaa to nahin daalaa chori to nahin ki hai hangaama hai kyun barpa pa ni sa re ga ga ma pa ga ma re sa re ni sa re dha ni ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa hangaama hai kyun barpa thodi
hungaama e ghum se tang aa kar izhaar e masarrat kar baithe izhaar e masarrat kar baithe mashhoor thi apni zinda dili daanistah sharaarat kar baithe daanistah sharaarat kar baithe koshish to bohot ki humne magarrrrrrrr paaya na ghum e hasti se mafarrrrrrrrr viraani e dil jab hadd se badhi viraani e dil jab hadd se badhi ghabra ke mohabbat kar baithe ghabra ke mohabbat kar baithe nazron se na karte furshide ghum khamosh hi rehna behtar tha aaaaaaa deewaanon ko tumne chhed diya deewaanon ko tumne chhed diya wallaah qayaamat kar baithe wallaah qayaamat kar baithe allaah to sab ki sunta hai aeeeeeeeee jurrat hai shakeel apni apniiiiii aaa aa aaaa aaaa haali ne zubaan se kuchh na kaha haali ne zubaan se kuchh na kaha iqbaal shikaayat kar baithe iqbaal shikaayat kar baithe hungaama e ghum se tang aa kar
hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hooo hans de khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hooo oooo hans de hoo hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hooo oooo hans de khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de jaanwar nahin hanste hain bas insaan hanstaa hai jo naa hanse mujhe to jaanwar hi lagta hai to khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de main sunaaun chutkule aur chutkule tum bhi kaho pet bhar ke main hansun aur tum bhi jee bhar ke hanso khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de hans de hans de beta bolaaaa sun lo daddy mujhko mil gayiii hai ik ladki bas maine baat bata di uss hi se karunga shaadi uss mein aisii kya hai khoobi ho beta bola gaal pe uske jo til hai mera dil hai le gaya daddy ne kaha ik til ke liye poori ladki se shaadi karoge kya poori ladki se shaadi karoge kya
hmm hmm hmm hmm hmm hans ke bola karo bulaya karo hans ke bola karo bulaya karo hans ke bola karo bulaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo hans ke bola karo bulaya karo muskurahat hai husn ka zevar muskurahat hai husn ka zevar muskurana na bhool jaya karo muskurana na bhool jaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo hans ke bola karo bulaya karo waah had se badh kar haseen lagate ho had se badh kar haseen lagate ho had se badh kar haseen lagate ho jhuthi qasmein zurur khaya karo jhuthi qasmein zurur khaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo hans ke bola karo bulaya karo
heyyyyyy hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum jo kamzor hain khud wo hi haath uthaaya karte hain jo darpok hain khud wo hi aankh dikhaaya karte hain dadagiri se kabhi ghabraaya naa karo are hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum teri himmat hi kismat jo bigdi baat banaayegi shaan se tu ye kadam utha manzil khud mil jaayegi maraa maari mein khud ko uljhaaya naa karo hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum loot maar se kya milta khoon kharaaba hota hai jaisi karni waisi bharni yahin faisla hota hai dushman ki lalkaar se tum dar jaaya naa karo are hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har
hansa gagan beech roye komal pankho par ye murakh dekho parvat dhoye hansa gagan beech roye komal pankho par ye murakh dekho parvat dhoye hansaaa re kaahe roye rang birange tinko se ik sundar mehal banaya chun chun moti bade jatan se rach rach khoob sajaya aayi aandhi bikhare tinke mann ke moti khoye hansaaa re kaahe roye saagar ki lehron se palchhin banti mitati rekha pag pag parvat le ye jeewan na socha na dekha pagal kyun aansun ke jal se sona gagan bhigoye hansaaa re kaahe roye hansa gagan beech roye komal pankho par ye murakh dekho parvat dhoye hansaaa re kaahe roye
hansala halone have motida nahire made hansala halone have motida nahire made aato zazawana paani aasha jhoothi re bandhani motida nahire made hansala halone have motida nahire made dheme dheme priti caro divado pragtaviyo dheme dheme priti caro divado pragtaviyo ramna rakhopa magi ghooghte re thapiyo ramna rakhopa magi ghooghte re thapiyo vayiro vayo re dhekar mathe mehulano maar divdo nahi re bade hansala halone have motida nahire made vehlo re modo re maro shahibo padhare vehlo re modo re maro shahibo padhare kehjore ke chundadi lase re odhade kehjore ke chundadi lase re odhade kaya bhale re bade mati matine made pritadi nahi re bade hansala halone have motida nahire made aato zazawana paani aasha jhoothi re bandhani motida nahire made hansala halone have motida nahire made he motida nahire made he motida nahire made
oooooooooo ooooo ooooo ooooo hansi hansi panawaa khiaule beimanwaa oo hansi hansi panawaa khiaule beimanwaa ki apuna basere pardesh odhire chunariyaan mein dagiya lagayee gayeele madide karejawaa mein thesh kajri nazariya se khelayi re badariyaa kajri nazariya se khelayi re badariyaa ki barsayee rakatwa ki neer dadadi ke mare chhayee dardi chanarma pai gadahi mili re taqdeer chadhat phagunawa sagunawa manawai gori chadhat phagunawa sagunawa manawai gori chaita kare re upwash garmi besarmi na beniya dolaye mane dare saiyan garwa mein faansh oooo hansi hansi panawaa khiaule beimanwaa ki apuna basere pardesh odhire chunariyaan mein dagiya lagayee gayeele madide karejawaa mein thesh
hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai din to uljha hi raha zindagi ki baaton mein saansen chalti hai kabhi kabhi raaton mein kisi ki aah par taaron ko pyaar aaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai sapne chhalte hi rahe roz nayi raahon se koi fisla hai abhi abhi baahon se kiss ki ye aahthen ye kaun muskuraaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai
hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba pehle teri aankhon ne loot liya door se pehle teri pehle teri aankhon ne loot liya door se phir ye sitam tan tan ke dekhna guroor se o deewane o deewane tu kya jaane haan tu kya jaane dil ki beqaraariyaan hai kya hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba jee bhar ke tadpaa le jee bhar ke vaar kar jee bhar ke jee bhar ke tadpaa le jee bhar ke vaar kar sab kuchh ganwaara hai thoda sa pyaar kar tu hai dil mein hoye tu hai dil mein dil mushkil mein haaye dil mushkil mein ab naa dil ki mushkilen bada hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri
hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua le le dil le le are de de dil de de main hoon deewana tera main to hoon deewana tune na jaana haaye tune ye na jaana hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua le le dil le le are de de dil de de main hoon deewana tera main to hoon deewana tune na jaana haaye tune ye na jaana hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua teri adaa hai pyaari pyaari kar li hai maine tujhse yaari teri adaa hai pyaari pyaari kar li hai maine tujhse yaari dil maine haara sab tujh pe waara dil maine haara sab tujh pe waara jeena marna tere liye hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua turuu turuu tu ruru ruru ruru ru aankhen ye teri kaali kaali gaalon pe tere chhayi laali hoo aankhen ye teri kaali kaali gaalon pe tere chhayi laali sunle haseena tu hai nageena sunle haseena tu hai nageena
hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile ya ghum badlenge na hum duniya chahe badalti rahe hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile ya ghum badlenge na hum duniya chahe badalti rahe hothon se bijli chamke jab jab tu muskaati hai aa aaa aaa aaaaa saari haseenaaon se hansi tu ho jaati hai teri inhi baaton se jaan me jaan aati hai hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile ya ghum badlenge na hum duniya chahe badalti rahe chamka mera chehra saamne jab tu aaya ho hooo ooo ooooo tujhe laga jo hasin wo hai tera hi saaya teri isi ada ne aashiq mujhe banaaya hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile ya ghum badlenge na hum duniya chahe badalti rahe har pal har din har dam tujhko dekhna chahun oo ooo ooo ooooo rab koi pooje to pooje main tujhe poojna chahun aise hi chaha kare tu aur bhala kya chahun hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile
hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa chaahe badalti rahe hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa chaahe badalti rahe tode jaane par bhi phool hansa karte hain tapte sehraon mein jharne mila karte hain toofan aane par bhi deep jala karte hain hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa chaahe badalti rahe ik din kam jeena par pyaar mein chain se jeena dil ka chain mila to phir kya koi nageena sab aaya jise aaya jeene ka ye karinaa hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa chaahe badalti rahe maana jaane waale laut ke kab aate hain doob ke sooraj taare phir se nikal aate hain pyaar agar sachcha ho bichhde mil jaate hain hanste hanste kat jaayen raste zindagi yunhi chalti rahe khushi mile yaa ghum badlenge naa hum duniyaa
aarti kije hanumaan lala ki aarti kije hanumaan lala ki dusht dalan raghunaath kala ki jaake bal se girivar kaanpe rog dosh jaake nikat na jhaanpe anjani putra maha baldaayi santan ke prabhu sadaa sahaayi de beera raghunaath pathaaye lanka jaari siya sudhi laaye lanka so kot samudra si khaayi jaat pawan sut paar naa laayi lanka jaari asur sanghaare siya raam ji ke kaaj sanwaare lakhman murchhit pade sakaare aani sajeevan praan ubaare paithi paataal tori jam kaare ahiraavan ki bhuja ukhaare baayen bhuja asur dal maare dahine bhuja santjan taare sur nar muni aarti utaaren jai jai jai hanumaan uchaare kanchan thaar kapoor lau chhaayi aarti karat anjana maai jo hanumaan ki aarti gaave basi baikunth param pad paave
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hamen Aye Dil Chandni Chowk (1954) 03:14 31079
 
Poster of Chandni Chowk (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shekhar, Meena Kumari
Duration : 03:14   Song Number : 31079   

Hamen Raaston Ki Zaroorat Naram Garam (1981) 03:54 32121
 
Poster of Naram Garam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Swaroop Sampat
Duration : 03:54   Song Number : 32121   

Hamesha Tumko Chaaha Devdas (2002) 06:02 17929
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Raag- 
Yaman
Duration : 06:02   Song Number : 17929   

Hameshaa Hameshaa Hameshaa (1997) 06:49 19230
 
Poster of Hameshaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Saif Ali Khan
Duration : 06:49   Song Number : 19230   

Hamin Karen Koi Ek Nazar (1972) 04:41 18358
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:41   Song Number : 18358   

Hamri Atariya Pe Dedh Ishqiya (2014) 04:14 32934
 
Poster of Dedh Ishqiya (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Rekha Bhardwaj
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 04:14   Song Number : 32934   

Hangaama Hai Kyun Barpa Thodi Si Jo Pee Li Hai Ghulam Ali 08:21 10666
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:21   Song Number : 10666   

Hangama E Ghum Se Tang Aakar Talat Mahmood 03:25 40489
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:25   Song Number : 40489   

Hans De Hans De Abhay (2001) 06:22 18088
 
Poster of Abhay (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Raveena Tandon
Duration : 06:22   Song Number : 18088   

Hans Ke Bola Karo Jagjit Singh 03:50 35944
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:50   Song Number : 35944   

Hans Tu Har Dam Lootmaar (1980) 04:56 13617
 
Poster of Lootmaar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 04:56   Song Number : 13617   

Hansa Gagan Beech Roye (Geet) Mohd Rafi 03:36 16137
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Shyam Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:36   Song Number : 16137   

Hansala Halone Lata Mangeshkar 04:24 36798
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Gujarati
Duration : 04:24   Song Number : 36798   

Hansi Hansi Panwa Khiwanle Bidesiya (1963) 03:36 15799
 
Poster of Bidesiya (1963)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
1963
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Naaz, Sujit Kumar
Duration : 03:36   Song Number : 15799   

Hansne Ki Chaah Ne Aavishkar (1973) 03:18 12613
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:18   Song Number : 12613   

Hansta Hua Noorani Parasmani (1963) 03:52 20504
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:52   Song Number : 20504   

Hansta Hua Ye Pyaara Chehra Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001) 04:13 18172
 
Poster of Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Shri Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Mahima Choudhary
Duration : 04:13   Song Number : 18172   

Hanste Hanste Kat Jaayen Raste Khoon Bhari Maang (1988) 05:27 39836
 
Poster of Khoon Bhari Maang (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rekha
Duration : 05:27   Song Number : 39836   

Hanste Hanste Kat Jaayen Raste Khoon Bhari Maang (1988) 05:47 18770
 
Poster of Khoon Bhari Maang (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rekha
Duration : 05:47   Song Number : 18770   

Hanumaan Ji Ki Aarti Pt Hariprasad Chaurasia 04:18 15517
 
Poster of Pt Hariprasad Chaurasia
 
Category
Devotional
Duration : 04:18   Song Number : 15517