Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


I''ve seen this place a thousand times I''ve felt this all before And every time you call I''ve waited there as though you may not call at all I know this face I''m wearing now I''ve seen this in my eyes And though it feels so great I''m still afraid That you''ll be leaving anytime We''ve done this once and then you closed the door Don''t let me fall again for nothing more Don''t say you love me unless forever Don''t tell me you need me if you''re not gonna stay Don''t give me this feeling I''ll only believe it Make it real or take it all away I''ve caught myself smiling alone Just thinking of your voice And dreaming of your touch is all to much You know I don''t have any choice Don''t say you love me unless forever Don''t tell me you need me if you''re not gonna stay Don''t give me this feeling I''ll only believe it Make it real or take it all away yea yea yea We''ve done this once and then you closed the door Don''t let me fall again for nothing more Don''t say
doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare rooth gayin baagon se bahaaren rooth gayin baagon se bahaaren phail gaye patjhad ke saye lekin tum ko apne vaade lekin tum ko apne vaade bhule se bhi yaad na aaye doob gaye doob gaye aakash ke taare behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi aas ki ek nanhi si kiran thi aas ki ek nanhi si kiran thi woh bhi ojhal hone lagi doob gaye doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare
aaj maine dil se baadlon se milke aaj maine dil se baadlon se milke sapnon ki baarish se kaliyaan sajaa ke mehki umangon se kushboo churaake halki si boondon mein lehron ki goonjon mein gum ho jaana re doob jaana re mujhko doob jaana re tere paas aana re mujhko doob jaana re doob jaana re mujhko doob jaana re tere paas aana re mujhko doob jaana re chalte chalte maine yunhi jaane mere dil se aisa kyaa keh diya chalte chalte maine yunhi jaane mere dil se aisa kyaa keh diya kyun ye mausam bhi hai lagta ab suhaana re dhadkanein bhi saath mere gungunaatin re kyun ye mausam bhi hai lagta ab suhaana re dhadkanein bhi saath mere gungunaatin re aa haa haa haa o ho ho ho mm hmm hmm khaamosh aahon ke simte iraade maasoom palkon pe sapne sajaa ke halki si boondon mein lehron ki goonjon mein gum ho jaana re doob jaana re mujhko doob jaana re tere paas aana re mujhko doob jaana re doob jaana re mujhko doob jaana re tere paas aana re mujhko doob jaana re baadlon se dil ka rishta
doob raha hai mera dil shaam se kisko pukaaroon tere naam se tum jo aaye dekhe kya kya sapne eeee jo bhi the lagte the apne chhup gayeeeee tum kahaan meharbaan meharbaan meharbaan doob raha hai mera dil shaam se kisko pukaaroon tere naam se tum bin hogi kaise kahaani poori kho ke tumhein lagti hoon main adhoori chhaa gayaaaa chaandni par dhuaan dhuaan dhuaan doob raha hai mera dil shaam se kisko pukaaroon tere naam se tum aao mehke tan mein kaliyaan tum aao jaagi phir se galiyaan phir se hooo dil jawaan jaan e jaan jaan e jaan jaan e jaan doob raha hai mera dil shaam se kisko pukaaroon tere naam se
lala lala le aaa lala lala lala lala le aaa lala lala lala lala lala le aaa lala lala lala lala le aaa lala lala lala dooba dooba rehta hoon aankhon mein teri deewana ban gaya hoon main chaahat mein teri dooba dooba rehta hoon aankhon mein teri deewana ban gaya hoon main chaahat mein teri ab din guzarte nahin raaten katti nahin tasveer se baaten banti nahin hoooo aaajaaaaaa koi jaane naa pehchaane naa ye hua kaise tum aa gaye khaabon mein aise koi jaane naa pehchaane naa ye hua kaise tum aa gaye khaabon mein aise bewafaa sun o bewafaa bewafaa naa jaa dooba dooba rehta hoon aankhon mein teri tum jo mil gaye diye jal gaye mere khaabon mein ban jaao tum mere humsafar tum jo mil gaye diye jal gaye mere khaabon mein ban jaao tum mere humsafar haaa bewafaa sun o bewafaa bewafaa naa jaa dooba dooba rehta hoon aankhon mein teri deewana ban gaya hoon main chaahat mein teri dooba dooba rehta hoon aankhon mein teri deewana ban gaya hoon main chaahat mein teri ab din guzarte
doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin kin isharon par jiyun koi ishara bhi nahin doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin doobte huye dil ko mera jeevan kya jeevan ik laash hai chalti phirti mera jeevan kya jeevan ik laash hai chalti phirti ik laash hai chalti phirti dard mujhe jo mila us dard ka chara bhi nahin kin isharon par jiyun koi ishara bhi nahin doobte huye dil ko maut ne mujhko thukraya lagaya bhi na gale se mujhe maut ne mujhko thukraya lagaya bhi na gale se mujhe lagaya bhi na gale se mujhe koi bata de jaun kahan koi hamara bhi nahin kin isharon par jiyun koi ishara bhi nahin doobte huye dil ko tinke ka sahara bhi nahin doobte huye dil ko
door door tum rahe pukaarte hum rahe aaj ki raat tum jaao na aa kar baahon mein samaa kar aahon mein ab yun nazar ko churaao naa door door tum rahe pukaarte hum rahe aaj ki raat tum jaao na aa kar baahon mein samaa kar aahon mein ab yun nazar ko churaao naa door door tum rahe pukaarte hum rahe aaj ki raat tum jaao na aaj raat ko husn ishq ko phir bulaa raha hai phir bulaa raha hai aag paani mein kis pyaar se phir milaa raha hai phir milaa raha hai phir se wo pyaare bahaar ke din aaj tum le aao naa door door tum rahe pukaarte hum rahe aaj ki raat tum jaao na aa kar baahon mein samaa kar aahon mein ab yun nazar ko churaao naa door door tum rahe pukaarte hum rahe aaj ki raat tum jaao na hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm chalte chalte kahin beech raah mein kho gaye the tum kho gaye the tum pyaar mein kho kar la la la la la humare hi ho kar la la la la la ho gaye the gum la la la ho gaye the gum la la la la la pyaasi tumhari kab se hoon main ab tum tarsaaon na door
door hai kinaaraaaaa door hai kinaraaa gehri nadi ki dhaaraaaa tooti teri naiyya maajhiiii khete jaao re ye naiyya khete jaao re door hai kinara hoooo aandhi kabhi toofan kabhi kabhi majhdhaar o maajhi reeeeee ayeeee ayeee maajhi reee aandhi kabhi toofan kabhi kabhi majhdhaar jeet hai usi ki jisneeeeee maani nahin haar maajhiiiii khete jaao re door hai kinara hoooo thode koi jyada koi dega tujhe daam hoooo oooo ooooo maajhi reee hooo oooo ooo ooo ooo maajhi ree thode koi jyada koi dega tujhe daam naiyya to paar lagaana hooo maajhi naiyya to paar lagaana yahi tera kaam maajhiiiii khete jaao re door hai kinara hoooo doobte huye ko bahot hai tinke ka sahaara o maajhi reeeeeeee ayeeee ayeee maajhi re doobte huye ko bahot hai tinke ka sahaara mann jahaan maan le maajhiiii ayee heyyyyy mann jahaan maan le maajhi wahin hai kinara maajhiiiii khete jaao re door hai kinaaraaaaa gehri nadi ki re dhaaraaaa tooti teri naiyya phir bhi khete jaao re ye naiyya khete jaao re hoooo
door hai wo aanchal jo ponchhe tere aansu so jaa so jaa so jaa so jaa door hai wo aanchal jo ponchhe tere aansu so jaa so jaa so jaa so jaa tu to ro bhi sake main ro bhi na sakun so jaa so jaa so jaa so jaa jo bahaar aayi thi ik din armaan ki tarha jo bahaar aayi thi ik din armaan ki tarha wo gayi apne aangan se mehmaan ki tarha saathi wo bhi nahin saathi tu bhi nahin so jaa so jaa so jaa so jaa aake rah jaata hai shikwa honthon ke tale aake rah jaata hai shikwa honthon ke tale jisko loota ho apne ne kiska naam len veera kar ke gaya ghar ko ghar ka diya so jaa so jaa so jaa so jaa door hai wo aanchal jo ponchhe tere aansu so jaa so jaa so jaa so jaa tu to ro bhi sake main ro bhi na sakun so jaa so jaa so jaa so jaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai is dharti par qadam badhaanaa atyaachaar tumhaaraa hai atyaachaar tumhaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai shuru huaa hai jang tumhaaraa jaag utho
door kahin tu chal dil raha hai machal door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul ye gulaabi aasmaan shaam ka udtaa dhuwaan le chalo mujhko wahaan rang bikhra hai jahaan bheega bheega hai samaan le chalun tujhko wahaan ye nazaare ye ishaare udd raha aanchal door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul hai ye mausam pyaar ka pyaar ke iqraar ka sapnon ke singaar ka do dilon ke taar ka taar ki jhankaar ka geet hai ye bahaar ka tu raseeli rutt nasheeli aur hawaa chanchal door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul
door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura door ke o chanda aa meri baanhon mein aa ghar ghar saawan barse hai pyaasi mamta tarse hai ghar ghar saawan barse hai bin tere mera aangan soona soona door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura bholi bhali aankhon mein inn matvaali aankhon mein bholi bhali aankhon mein dil mein hai jeevan ka manhar sapna door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura
door koi gaaye dhun ye sunaaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o mann ke andar ho pyaar ki agni naina khoye khoye ke are na maane na khoye khoye ho o o o abhi se hai ye haal ho o abhi se hai ye haal to aage na jaane kya hoye neend nahin aaye birhaa sataaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o ho o o o o o more angana laaj ka pehra laaj ka pehra paaun pade zanzeer ke are raama paaun pade zanzeer ho yaad kisi ki jab jab aaye laage dil pe teer yaad kisi ki jab jab aaye laage jiyaa pe teer aankh bhar aaye jal barsaaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o
tera chehra meri aankhon mein basa rehne deeeee khud ko thoda sa kahin mujh mein basa rehne de door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa aaj ke baad mera saara safar tanhaa hai aur tere saath ka bhi aakhiri ye lamha hai aur kuchh der mujheeee aur kuchh der mujheeee khud se juda rehne deee aur kuchh der mujheeee khud se juda rehne deee door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa ab kahin jaa ke mere dil ko ye lagta hai yaar ki baahon mein meri jannat ka jahaan basta hai aur kuchh deeeer mujheee aur kuchh deeeer mujheee inmein bandha rehne de aur kuchh deeeeer mujheee inmein bandha rehne de door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa
door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi mera mann hai udaas jiya mand mand hai mera mann hai udaas jiya mand mand hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadal aaye par barasaat baaki reh gayi baadal aaye par barasaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole ban mein chameli phooli hum bahaar mein bhoole hum bahaar mein bhoole par deni thi jo saugaat baaki reh gayi par deni thi jo saugaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa
door rehkar na karo baat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao yaad reh jaayegi ye raat karib aa jaao ek muddat se tammana thi tumhein chhoone ki ek muddat se tammana thi tumhein chhoone ki aaj bas mein nahin jazbaat karib aa jaao aaj bas mein nahin jazbaat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao sard jhonkon se bhadakte hain badan mein sholay sard jhonkon se bhadakte hain badan mein sholay jaan le legi ye barsaat karib aa jaao jaan le legi ye barsaat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao iss kadar hum se jhijhakne ki zaroorat kya hai iss kadar hum se jhijhakne ki zaroorat kya hai zindagi bhar ka hai ab saath karib aa jaao zindagi bhar ka hai ab saath karib aa jaao yaad reh jaayegi ye raat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao
door se tera deewana aaya hai ruk jaana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana hooo ooo ooo door se tera deewana aaya hai ruk jaana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana maalum hai keh raha kya dil naa naa saajaniyaa chal kahin le chal aji kahaan kahaan are maalum hai keh raha kya dil are naa naa saajaniyaa chal kahin le chal aji kahaan kahaan pyaar ke mastaane jab chal pade deewane manzil kahaan ye kaun jaane hoooo oooo oooo saath hi rehna saiyaan rasta hai anjaana hooo ooo ooo door se tera deewana aaya hai ruk jaana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana jab humko chhoo liya tumne ooooo hoooo aji sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho jab humko chhoo liya tumne are ooooo hoooo sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho yun lage hai mil ke tann mann mein halke halke jaise tera khumaar chhalke hoooo ooooo haath jo lag jaayega chhalkega paimana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana hooo ooo ooo
dooradinda bandantha sundaraanga jaana notadalle sooregonda antharanga prana dooradinda bandantha sundaraanga jaana notadalle sooregonda antharanga prana eethanantharaalahego reethi neethi hego naa kaane naa kaane nanna devaraane bhalaare iva bhari mojugaara bhalaare iva theera mosagaara bhalaare iva bhari mojugaara bhalaare iva theera mosagara aaha aaha aaha aaha aaha dooradinda bandantha sundaraanga jaana kaala koodi bandaaga karyasaagali yene aagali yene hogali kaala koodi bandaaga karyasaagali yene aagali yene hogali beesu gali bandaaga raashi thooriko baachi heeriko dochi jaariko anda chanda kandaga naachikollabeda hinde ninthu kai kai hindikollabeda indu koodi bandavele hego yeno naale naa kaane naa kaane nanna devaraane bhalaare iva bhari mojugaara bhalaare iva theera mosagaara bhalaare iva bhari mojugaara bhalaare iva theera mosagaara aaha aaha aaha aaha aaha dooradinda bandantha sundaraanga jaana aase balli bendaagi baadabaaradu beelabaaradu keelabaaradu
hooo oooo ooooo oooo oooo ooooo doori doori na rahe koi aaj itne kareeb aao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao saanson ki hararat se tanhaayi pighal jaaye jalte huye honthon ka armaan nikal jaaye saanson ki hararat se tanhaayi pighal jaaye jalte huye honthon ka armaan nikal jaaye armaan nikal jaaye chaahat ki ghata ban kar yun mujh pe baras jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao ye baat na thi ab se pehle kabhi jeene mein ye baat na thi ab se pehle kabhi jeene mein dil ban ke dhadakte to tumhi mere seene mein kabhi saath na chhodoge tum meri kasam khaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein
dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen aahaha aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen pyaar ki shehanaiyan baj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye aahaha ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye vaadiyaan ummeed ki saj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai pehle kabhi ajnabi the ab to meri zindagi ho sapnon mein dekha tha jisko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Don't Say You Love Me In the Style of The Corrs 04:29 10948
 
Poster of The Corrs
 
Category
English
Singer- 
The Corrs
Duration : 04:29   Song Number : 10948   

Doob Gaye Aakash Ke Taare Angarey (1954) 03:07 37891
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:07   Song Number : 37891   

Doob Jaana Re (Aaj Maine Dil Se) Main Meri Patni Aur Woh (2005) 06:24 18477
 
Poster of Main Meri Patni Aur Woh (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Rocky Khanna
Music Director- 
Sanjay Jaipurwale
On Screen Actors- 
Rajpal Yadav
Duration : 06:24   Song Number : 18477   

Doob Raha Hai Mera Dil Toote Khilone (1978) 06:01 32615
 
Poster of Toote Khilone (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 06:01   Song Number : 32615   

Dooba Dooba Silk Route 05:08 10671
 
Poster of Silk Route
 
Category
Indipop
Lyricist
Silk Route
Music Director- 
Silk Route
Singer- 
Silk Route
Duration : 05:08   Song Number : 10671   

Doobte Huye Dil Ko Kahin Aur Chal (1968) 03:24 32626
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:24   Song Number : 32626   

Door Door Chalte Chalte (1976) 05:34 18210
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Chandrima Bhadhuri
Duration : 05:34   Song Number : 18210   

Door Hai Kinara Saudagar (1973) 05:36 14166
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:36   Song Number : 14166   

Door Hai Woh Aanchal Wapas (1969) 03:27 36108
 
Poster of Wapas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajay
Duration : 03:27   Song Number : 36108   

Door Hato Aye Kismat (1943) 04:01 13034
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:01   Song Number : 13034   

Door Kahin Tu Chal Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:27 12104
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Zabeen, Sudesh Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 12104   

Door Ke O Chanda Ek Dil Sau Afsane (1963) 02:57 12963
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 02:57   Song Number : 12963   

Door Koi Gaaye Baiju Bawra (1952) 03:41 12809
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Krishna Kumari
Raag- 
Des
Duration : 03:41   Song Number : 12809   

Door Naa Jaa Jannat (2008) 05:58 16959
 
Poster of Jannat (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Rana Mazumder
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Sonal Chauhan
Duration : 05:58   Song Number : 16959   

Door Papeeha Bole Gajre (1948) 02:52 15532
 
Poster of Gajre (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:52   Song Number : 15532   

Door Rehkar Na Karo Amaanat (1977) 04:36 20401
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:36   Song Number : 20401   

Door Se Tera Deewana Raton Ka Raja (1970) 04:32 14031
 
Poster of Raton Ka Raja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dheeraj, Vaishali
Duration : 04:32   Song Number : 14031   

Dooradinda Bandavaare Samshaya Phala (1970) 03:33 19057
 
Poster of Samshaya Phala (1970)
 
Category
Kannada
Year- 
1970
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
L R Eswari
On Screen Actors- 
Udayakumar, Leelavathi
Duration : 03:33   Song Number : 19057   

Doori Na Rahe Koi Kartavya (1979) 05:14 20402
 
Poster of Kartavya (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Azar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:14   Song Number : 20402   

Dooriyan Nazdeekiyan Duniya (1968) 05:02 12057
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Achala Sachadev
Duration : 05:02   Song Number : 12057