Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil mera ek tara dil mera aawara dil mera behosh banjara dil mera dil mera aawara dil mera behosh banjara dhadkanon se bhi anjana yeh biya baan veerana hai teri pyaar ki dhun se begana dil mera dil mera aawara dil mera behosh banjara aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pyaar hota hai kya tumse jana sanam saath parchhaiyaan har ghadi har kadam mehke meri saanson mein teri khushboo saajan man se man ka rishta na toote koi kaaran chamki hai aaj meri zindagi oo ooo dil mera dil mera aawara dil mera behosh banjara dil mera ek tara dil mera aawara dil mera behosh banjara dhadkanon se bhi anjana yeh biya baan veerana hai teri pyaar ki dhun se begana dil mera dil mera aawara dil mera behosh banjara na koi khwahishein na koi ilteja tum nibhate rahe dil se dil ki wafaa tumne badi der se jaana main hoon teri jogan kore kagaz ki tarah kora mera ye mann barsaa de aaj baadal pyaar ka ohohoho dil mera ek tara dil mera aawaara dil mera behosh banjara dil
dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do aanchal se lipto na zulfein udaao na door se baat karo gale lagao na aanchal se lipto na na na zulfein udaao na na na door se baat karo gale lagao na pyaar ki baat nahin ye bhi koi baat hai haathon mein haath nahin kaisa ye saath hai roop sharma gaya sharmane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane do gore maathe pe aisa teeka suhaana hai phool pe soya jaise shabnam ka daana hai gore maathe pe aisa teeka suhaana hai na na phool pe soya jaise shabnam ka daana hai kar ke taareef meri mujhko banao na asli jo baat hai wo baat batao na dil mein kuchh ho raha ho jaane do pyaar ab ho gaya ho jaane do dil mera kho gaya kho jaane
nasha jeya kar gayi mainu o bin peete chadd gayi mainu nasha jeya kar gayi mainu o bin peete chadd gayi mainu ke dil mera naal naal naal lai gayi oye ho dil mera naal naal naal lai gayi oye ho kudiye punjabi odi chaal sharaabi onu vekheyaaye ho jaaye nasha ho kudiye punjabi odi chaal sharaabi onu vekheyaaye ho jaaye nasha nasha jeya kar gayi mainu o bin peete chadd gayi mainu nasha jeya kar gayi mainu o bin peete chadd gayi mainu ho dil mera naal naal naal lai gayi oye ho dil mera naal naal naal lai gayi oye gora gora rang odi kurti bhi tang ode vargi na hor koi ho gora gora rang odi kurti bhi tang ode vargi na hor koi ho dole ang ang main te ho gaya malang o baniyaaye mere layi nasha jeya kar gayi mainu o bin peete chadd gayi mainu nasha jeya kar gayi mainu o bin peete chadd gayi mainu ho dil mera naal naal naal lai gayi oye ho dil mera naal naal naal lai gayi oye teri gali aauna aur tainu hi bulaana koi chalna bahaana nahin teri gali aauna aur tainu hi bulaana
dil mera dil mera tera deewana dil mera dil mera tera deewana bas itna mera afsaana dil mera tu shamma hai jalti ulfat ki tu shamma hai jalti ulfat ki mar mitta ye parwaana hai mar mitta ye parwaana hai ye masti ka matwaala hai aur aankh teri paimaana hai dil mera dil mera tera deewana bas itna mera afsana dil mera tera dard bhi ek nishaani hai tera dard bhi ek nishaani hai mera dil bhi ek nishana hai mera dil bhi ek nishana hai dil tera hai tu mera hai kyun jalta dekh zamaana hai dil mera dil mera tera deewana bas itna mera afsana dil mera tu daulat husn jawaani ki tu daulat husn jawaani ki ye dard kaa ek khazaana hai ye dard kaa ek khazaana hai ye ro padta hai hansne se bas iska naam bahaana hai dil mera dil mera tera deewana bas itna mera afsana dil mera
aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa dil mera tod diya usne bura kyun maanu dil mera tod diya usne bura kyun maanu usko haq hai wo mujhe pyaar kare yaa naa kare dil mera tod diya usne bura kyun maanu pehle maaloom naa tha aaj ye maine samjha pyaar kehte hain jise wo hai dilon ka sauda dil ki dhadkan ko bhala kaise koi qaid kare ye to aazaad hai jab chaahe jahaan aahen bhare uss ke raste mein khadi kyun koi deewar kare uss ke raste mein khadi kyun koi deewar kare usko haq hai wo mujhe pyaar kare yaa naa kare dil mera tod diya usne bura kyun maanu aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa saare waadon ka bharam pal mein wo tod gaya ghum ke jiss mod pe laa ke wo mujhe chhod gaya main usi mod ki dehliz pe so jaaungi umr bhar uske liye ajnabee ho jaaungi har sitam shauk se mujhpe dildaar kare har sitam shauk se mujhpe dildaar
dil mera tumhari adayen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin mukhade pe girti yeh zulfen sambhaliye haye mukhade pe girti yeh zulfen sambhaliye nazuk dil mera yun na uchhaliye jaan meri yeh kaatil jafayen le gayi dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin fasle shabaab hai din hain guroor ke fasle shabaab hai din hain guroor ke paon zameen pe nahin padate huzoor ke bahare bhi badh ke balayen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin bijalee giraoge ya fitane jagaoge bijalee giraoge ya fitane jagaoge ghabara ke meri baahon mein aaoge yeh baazi toh meri wafayen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali
dil mere tu deewana hai paagal hai maine maana hai pal pal aahein bharta hai kehne se kyun darta hai dil mere tu deewana hai paagal hai maine maana hai pal pal aahein bharta hai kehne se kyun darta hai dil mere tu deewana hai khamoshiyon ki zubaan koi na samjhe yahaan sehraa mein gul khilte nahin mil ke kabhi milte nahin jaane hai kiski khataa anjaani yeh raahein manzil ka dengi pataa dil mere tu deewana hai paagal hai maine maana hai pal pal aahein bharta hai kehne se kyun darta hai dil mere tu deewana hai nadiyon ko ehsaas hai saagar mein bhi pyaas hai maana ke hai andhera ghanaa kisne kiya tujhko manaa tarron ki shamma jalaa sach hote sapne bhi maine hai aisa suna dil mere tu deewana hai paagal hai maine maana hai pal pal aahein bharta hai kehne se kyun darta hai dil mere tu deewana hai paagal hai maine maana hai pal pal aahein bharta hai kehne se kyun darta hai pal pal aahein bharta hai kehne se kyun darta hai
dil mereee reee dil mereee reee tu akela tha tu akela hai tu akela tha tu akela hai tere liye to bas ik veerana tere liye to bas ik veerana ye baharon ka rangeen mela hai tu akela tha tu akela hai wo phool hai tu jo kabhi na khile wo phool hai tu jo kabhi na khile wo diya hai tu jo kabhi na jale uss raat ka saaya hai tujh par jo raat kahin bhi kabhi naa dhale jo raat kahin bhi kabhi naa dhale dil meree reeee dil mereee reee tu akela tha tu akela hai tu akela tha tu akela hai hmmm hmmm hmm hmm hmm zulfon ki ghaneri chaanv kahan zulfon ki ghaneri chaanv kahan saawan ki haseen ghataon mein uss pyaar ke mehke anchal ki khushboo to nahin hai hawaon mein khushboo to nahin hai hawaon mein dil meree reeee dil mereee reee tu akela tha tu akela hai tu akela tha tu akela hai
dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana pyaar koyi jo kare duniya kare haaye haaye dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana raste mein ek din mila mujhe ek dilwaala raste mein ek din mila mujhe ek dilwaala kehne laga wo teri akhiyon ka main hoon matwaala maine na jaana mujhe dekhe hai zamaana main to masti mein gaane lagi ere putti powaayi innechi ninne unn tumma milam terunne innechi ninne aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa duniya daraane lagi baatein banaane lagi bhaagi re main to apni jaan bacha haaye dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana raste mein ek din mila mujhe baanka ek chhaila raste mein ek din mila mujhe baanka ek chhaila kehne laga wo tere saamne to chanda bhi hai maila maine na jaana mujhe dekhe hai zamaana main to masti mein gaane lagi tumi je aamaar ogo tumi je aamaar kane kane shudhu ek baar bolo tumi je aamaar sufigoooo ooo oooo oooooooo duniya daraane lagi baatein banaane lagi bhaagi re main to apni
oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana jeene na dega ye zamaana oo oo oo dil na lagana kehta raha dil sunte rahe hum daastaane ghum teri muhabbat mein aise rahe hum laakhon sitam ban gaya ek fasaana oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana uthati jawaani mein dil jo lagaaye chain na paaye dil ja ke pehlu pe wapas na aaye haaye re haaye pichhe pade hai pachhatana oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana mil na sake haaye do dil bechaare kismat ke maare yaad aa rahe hain jo din gujaare saath tumhare haaye wo gujra zamaana oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana jeene na dega ye zamaana oo oo oo dil na lagana
dil ne chheda hai taraana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana jab se dekha aapko aa gaya hai muskuraana jab se dekha aapko aa gaya hai muskuraana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana aapki ulfat ka jaadu apni nazron ka bharam aapki ulfat ka jaadu apni nazron ka bharam ho gaya mushkil chhupaana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana munh chhupaaye phir raha hai aasmaan par chaand bhi munh chhupaaye phir raha hai aasmaan par chaand bhi bhool baitha jagmagaana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana kal talak hum phir rahe the thokren khate huye kal talak hum phir rahe the thokren khate huye mil gaya dil ko thikaana jab se dekha aapko dil ne chheda hai taraana
sitaaron ki mehfil mein goonje ka taraana ke honthon pe aaya hai dil ka fasaana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara manzil pyaar tumhaara main hoon saagar tum ho kinaraa sitaaron ki mehfil mein goonje ka taraana ke honthon pe aaya hai dil ka fasaana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara ajab shaam hai ye pyaar ki pehlun mein sabke yaar hai ajab raat hai zazbaat ki dil mein pyaar hi pyaar hai yeh pyaar tumhaara yeh pyaar humaraa hai khoob nazaara zamaana ussi ka hai saara zamaana ke jisne bhi seekha hai pyaar nibhaana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara manzil pyaar tumhaara main hoon saagar tum ho kinaraa kadam aayen hain uss mod pe hum tum hai jahaan saamne nazar se nazar karne ab lagi baaten bade hi raaz se yeh raaz tumhaara yeh naaz humaraa kare hai kya ishaara nishaane pe dil hai ke dil pe nishaana deewana hai apni hi dhun mein deewana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara manzil pyaar
dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara sun zara dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara sun zara mausam bahaaron ka aare aa aare aa aare aa aare aa dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara sun zara mausam bahaaron ka aare aa aare aa aare aa aare aa dil ne dil se kya kaha sun zara pehli mulaakaat mein main toh teri ho gayi tere hi khayaalon mein saathiya main kho gayi chaahta hoon aaj main saare bhed khol doon ab talak na jo kaha aaj tujhse bol doon matlab ishaaron ka aare aa aare aa aare aa aare aa dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara maang teri bhar doon main zulf ko sanwaar doon jitna tu kahe sanam utna tujhko pyaar doon hoooooo aaa tere mere pyaar ka ek naya sansaar ho farsh ho armaanon ka sapnon ki deewaar ho aangan sitaaron ka aare aa aare aa aare aa aare aa dil ne dil se kya kaha sun zara sun zara de raha hai kya sada sun zara sun
dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana ye adaayein teri kar gayin mujhe deewana dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana ye adaayein teri kar gayin mujhe deewana dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana ye nigaahen teri kar gayin mujhe deewana dil ne kar liya aitbaar humko ho gaya tumse pyaar ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru mauka dil ne diya hi nahin pyaar hua kab pataa nahin banke muqaddar tum aaye kahin nazar na lag jaaye jab se mile ho mujhe o jaane jaana tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana ye nigaahen teri kar gayin
aaaa aaaa ooo aaaa aaaa ooo dil ne kiya tha yaad abhi dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye kismat humari jaag uthi aap aa gaye kismat humari jaag uthi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye khushboo likhi huyi hai humare naseeb mein khushboo likhi huyi hai humare naseeb mein khushboo likhi huyi hai humare naseeb mein rukhsat agar bahar huyi aap aa gaye rukhsat agar bahar huyi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa hum se humare khwab bade khush naseeb hain hum se humare khwab bade khush naseeb hain hum se humare khwab bade khush naseeb hain jab bhi zara si aankh lagi aap aa gaye jab bhi zara si aankh lagi aap aa gaye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gaye yun silsila dilon ki mulaqaat ka raha yun silsila dilon ki mulaqaat ka raha yun silsila dilon ki mulaqaat ka raha hum jaa mile kabhi to kabhi aap aa gaye hum jaa mile kabhi to kabhi aap aa gaye kismat humari jaag uthi aap aa gaye
dil ne kuchh aise pukara dil lene wala aa hi gaya dil ne kuchh aise pukara hooo oo dil ne kuchh aise pukara dard utha to door se mil hi gayi usse khabar dard utha to door se mil hi gayi usse khabar keh gayi haal e dil mera meri jhuki jhuki nazar halka sa pa ke ishara dil lene wala aa hi gaya dil ne kuchh aise pukara thahri huyi thi dhadkanen aankhen thi intzaar mein khwabon ka mera aashiyan jalne ko tha bahaar mein aise mein banke sahara dil lene wala aa hi gaya dil ne kuchh aise pukara beet gayi wo shaam e ghum aa gaye din karaar ke beet gayi wo shaam e ghum aa gaye din karaar ke ab to ruke meri bala kahte hain hum pukaar ke sunle zamana humara dil lene wala aa hi gaya dil ne kuchh aise pukara hhooooo dil ne kuchh aise pukara
dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya wo bhi kya din the humein dil mein bithaaya tha kabbhi aur hans hans ke gale tumne lagaya tha kabhi khel hi khel mein kyun jaan pe ban aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya kya bataayein tumhein hum shamma ki kismat kya hai ghum mein jalne ke siwaa aur muhabbat kya hai ye wo gulshan hai ke jismein na bahaar aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya hum wo parwaane hain jo shamma ka dam bharte hain husn ki aag mein khaamosh jala karte hain aah bhi nikle to ye pyaar ki ruswaai hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya
dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa maine ik khaab sa dekha tha jo pura naa hua mujhko duniyaa se shikaayat hai naa kismat se gila aasraa de ke mohabbat ne mujhe loot liya aasraa de ke mohabbat ne mujhe loot liya bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa haayi kya jal gaya seene se jo uthta hai dhuwaan darr hai iss aag mein jal jaaye naa ulfat kaa nishaan ruthane waale mohabbat ko musibat naa bana ruthane waale mohabbat ko musibat naa bana bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa
dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se pachhta rahe hain dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se kal tumne jo humse waade kiye the kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo waade kal tumne jo humse khaayi thi kasmein kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo kasmein na itraaiye na muskaaiye sharmaaiye dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye jaane jaan tum ko pooja hai humne jaraan yaad keeje wo raatein suhaani humraaz thi tum meri zindagi ki magar aaj badli huyi hai kahaani ye kya ho gaya ye kyun ho gaya samajh na saka dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye gulbadan sabse mumtaaz thi tum mehal pyaar ka ik banaaya tha maine ye kis ki nazar se jala aashiyaana bade naaz se ghar sajaaya tha maine looti
dil ne usse maan liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya unki aankhon ki chamak jaise heeron ki damak haaye rangeen ada hum to jayenge behak unki aankhon ki chamak jaise heeron ki damak haaye rangeen ada hum to jayenge behak hum to jayenge behak humne wo pyaar kiya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya aa aa aa aaaa koi tasveer bani aaj takdeer bani julf chehre pe jhuki wohi zanjeer bani koi tasveer bani aaj takdeer bani julf chehre pe jhuki wohi zanjeer bani wohi zanjeer bani dil se dil baandh liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya aa ke sapnon mein sada le gaye dil ko chura hamne to dhund liya aankhon mein qaid kiya aa ke sapnon mein sada le gaye dil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Mera Ek Tara 16 December (2002) 04:49 37400
 
Poster of 16 December (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sadhana Sargam
Music Director- 
Karthik Raja
Singer- 
Sadhana Sargam
On Screen Actors- 
Dipannita Sharma, Milind Soman
Duration : 04:49   Song Number : 37400   

Dil Mera Kho Gaya Seema (1971) 04:29 38209
 
Poster of Seema (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chand Usmani, Rakesh Roshan
Duration : 04:29   Song Number : 38209   

Dil Mera Naal Naal Naal Daler Mehndi 04:44 11673
 
Poster of Daler Mehndi
 
Category
Punjabi
Lyricist
Daler Mehndi
Music Director- 
Jawahar Wattal
Singer- 
Daler Mehndi
On Screen Actors- 
Daler Mehndi
Duration : 04:44   Song Number : 11673   

Dil Mera Tera Deewana Apni Izzat (1952) 03:19 16782
 
Poster of Apni Izzat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Pandit Phani
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 03:19   Song Number : 16782   

Dil Mera Tod Diya Kasoor (2001) 05:00 11946
 
Poster of Kasoor (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Lisa Ray, Aftab Shivdasani
Duration : 05:00   Song Number : 11946   

Dil Mera Tumhari Adayen Gauri (1968) 04:38 36106
 
Poster of Gauri (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:38   Song Number : 36106   

Dil Mere Sooryavansham (1999) 05:50 18786
 
Poster of Sooryavansham (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Saundarya
Duration : 05:50   Song Number : 18786   

Dil Mere Tu Akela Tha Society (Unreleased) (1970) 03:27 16550
 
Poster of Society (Unreleased) (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Madan Mohan Kohli
Music Director- 
Narayan Naydu
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Alpana Goswaami, Satyan
Duration : 03:27   Song Number : 16550   

Dil Na Kahin (Part2) Ghunghat (1960) 05:16 14371
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:16   Song Number : 14371   

Dil Na Lagana Mashuqa (1953) 03:07 13638
 
Poster of Mashuqa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ameer
Duration : 03:07   Song Number : 13638   

Dil Ne Chheda Hai Tarana Sipahsalar (1956) 03:13 39316
 
Poster of Sipahsalar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Iqbal
Duration : 03:13   Song Number : 39316   

Dil Ne Dil Ko Pukaaraa Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 07:57 21244
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 07:57   Song Number : 21244   

Dil Ne Dilse Kya Kaha Aaina (1993) 04:09 40377
 
Poster of Aaina (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sameer Sen, Dilip Sen
Duration : 04:09   Song Number : 40377   

Dil Ne Kar Liya Humraaz (2002) 05:19 18635
 
Poster of Humraaz (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Amisha Patel
Duration : 05:19   Song Number : 18635   

Dil Ne Kiya Tha Yaad Bhupinder Singh 06:46 37110
 
Poster of Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Bhupinder
Duration : 06:46   Song Number : 37110   

Dil Ne Kuchh Aise Pukara Hum Matwale Naujawan (1961) 03:25 37516
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shekhar, Sayeeda
Duration : 03:25   Song Number : 37516   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 04:02 20374
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan, Rehman
Raag- 
Marwa
Duration : 04:02   Song Number : 20374   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Mahal (1949) 04:11 13646
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:11   Song Number : 13646   

Dil Ne Pyaar Kiya Shararat (1972) 04:57 31111
 
Poster of Shararat (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mumtaj
Duration : 04:57   Song Number : 31111   

Dil Ne Usse Maan Liya Santan (1959) 03:45 36241
 
Poster of Santan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kamini Kadam
Duration : 03:45   Song Number : 36241