Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tumne badle humse gin gin ke liye humne kya chaaha tha is din ke liye tumne badle humse gin gin ke liye wasl ka din aur kitna mukhtsar wasl ka din aur kitna mukhtsar din gine jaate the is din ke liye din gine jaate the is din ke liye tumne badle humse gin gin ke liye wo nahin sunte humaari kya karen wo nahin sunte humaari kya karen maangte hain hum duwa jinke liye maangte hain hum duwa jinke liye tumne badle humse gin gin ke liye chaahne waalon se gar matlab nahin chaahne waalon se gar matlab nahin aap phir paida huwe kinke liye aap phir paida huwe kinke liye tumne badle humse gin gin ke liye baagwaan kaliyaan hain halke rang ki baagwaan kaliyaan hain halke rang ki bhejni hain ek kamsin ke liye bhejni hain ek kamsin ke liye tumne badle humse gin gin ke liye humne kya chaaha tha is din ke liye tumne badle humse gin gin ke liye tumne badle humse gin gin ke liye
tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne meri zindagi ko pyaar se kyun bhar diya baaton hi baaton mein kaise jaadu jagaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho hum tumhare jo bhi honge tum hamaare kaun ho pehle bhi aisi hi kitni baaten chhupaayi hisaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the tumse mil kar ho gaye yun warna hum aise na the dil mein muhabbat ka tufaan kisne uthaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se
tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ke pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ke pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha dekh tumhen aayi sabha dekh tumhen aayi sabha daaman thaam ne aur mujhe chahiye kya tum ho saamne beech main agar hai to nain ki deewaar nain ki deewaar tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ke pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha door rahe hum se nazar door rahe hum se nazar ab sansaar ki nazuk si tum ho kali mere pyaar ki chhu liya jo tumne main ho gai gulzaar ho gayi gulzaar tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ke pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ki pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha
tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha hooo kahin dard ke sehra mein rukte chalte hote inn honthon ki hasrat mein tapte jalte hote meharbaan ho gayi zulf ki badliyaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha hooo lekar ye haseen jalwe tum bhi na kahan pahunche aakhir ko mere dil tak kadmon ke nishaan pahunche khatm se ho gaye raaste sab yahaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha
tumne mujhko sada jalaayaa tumne mujhko sada jalaayaa ek niraali jhalak dikha ke sau bijli ki chamak dikha ke chhupa liya apne chehre ko chhupa liya apne chehre ko phir na zara ghoonghat sarkaaya sada jalaaya tumne mujhko mere dil mein aag lagaayi apni deewaali khoob manaayi mere dil mein aag lagaayi apni deewaali khoob manaayi main wo jalta hua diya hoon main wo jalta hua diya hoon jiska ujaala tumne churaaya sada jalaaya tumne mujhko tumne to seekha hai jalaana tumhen kahaan aata hai bujhaana ye maine jaana jab tumne aankh milaa ke dil na milaaya ye maine jaana jab tumne aankh milaa ke dil na milaaya sada jalaaya tumne mujhko sada jalaayaa
tumne piya o tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya main to hoon bholi aisi bholi piya jaise thi radhika kanha ki premika main to hoon bholi aisi bholi piya jaise thi radhika kanha ki premika shyaam kahin shyaam kahin ban jaiyo na tu meri sudh bhulai ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya mere mitva re mere mere mitva re mile jab se tum mujhe bindiya mathe saje paayal meri baje mere mitva re mile jab se tum mujhe bindiya mathe saje paayal meri baje maang bhare maang bhare meri nisdin ab sinduri sanjh aike tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke
aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye aao baitho humare pehlu mein penhaa le lo meri jalti huyi aankhon pe ye aankhen rakh do aye mere pyaar ke khaabon ki haseen shehzaadi honth kyun kaanp rahe hain zara kuchh to bolo tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye aaj khelo meri zulfon se izaazat hai tumhen mujhko chhoo lo meri nas nas mein sharaare bhar do mere dildaar meri aankhon mein rehne waale main tumhaari hoon meri maang mein taare bhar do tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le
tumne sooli pe latakte jise dekha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga khwaab dekha tha ke sehra mein basera hoga khwaab dekha tha ke sehra mein basera hoga kya khabar thi ke yahi khwaab to sachcha hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga main fizaon mein bikhar jaunga khushboo ban kar main fizaon mein bikhar jaunga khushboo ban kar rang hoga na badan hoga na chehra hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga
tumne ye kya sitam kiya zabt se kaam le liya tark e wafa ke baad bhi tark e wafa ke baad bhi mera salaam le liya tumne ye kya sitam kiya rind e kharab e naush kiiiiiiii rind e kharab e naush ki beadabi to dekhiye beadabi to dekhiye niyaat e maikashi na ki haath mein jaam le liya tumne ye kya sitam kiyaa sehan e chaman mein daffatan aa ke palat gayi bahaar aa ke palat gayi bahaar ahal e junoone gaaliban ahal e junoone gaaliban aqal se kaam le liya tumne ye kya sitam kiya naama e shauq padh ke wo naama e shauq padh ke wo kho gaye yak ba yak shakeel kho gaye yak ba yak shakeel munh se to kuchh na kah sake dil se payaam le liya tumne ye kya sitam kiya zabt se kaam le liya tumne ye kya sitam kiya
naa to pe jor chale naa bas mein mor jiyaaaa jatan bata main kaa karun o re bedardii eee piyaaa tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din hmm rain ka sapna beet gaya ab din mein taare gin tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din hmm rain ka sapna beet gaya ab din mein taare gin hey taare gin gin ke baras bhaye solaah hey kaise deewane pe mann tora dola hey taare gin gin ke baras bhaye solaah kaise deewane pe mann tora dola aag lagaayi ke haaye re julmi banta hai bhola aag lagaayi ke haaye re julmi banta hai bhola rog bikat hai prem ka pagli tadpegi niss din ho chhadi jawaani sahi naa jaaye rasiyaa tohre bin tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din hey gori gori phansi jaiho pahin mora kangna heyyy phir bhi matak ke phirungi tore angna gori phansi jaiho pahin mora kangna phir bhi matak ke phirungi tore angna kaahe mere sang chaahe kaanton pe chalna tumre sang to rain bitaayi kahaan bitaaun din
yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha uff ye nazar uff ye adaa uff ye nazar uff ye adaa kaun na ab hoga fidaa zulfen hai ya badliyaan aankhen hai ya bijliyaan jaane kis kis ki aayengi kazaa yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha haan tumsa nahin dekha tum bhi haseen rutt bhi haseen aaj ye dil bas mein nahin tum bhi haseen rutt bhi haseen aaj ye dil bas mein nahin raaste khamosh hain dhadkane madhosh hain piye bin aaj humen chada hai nasha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha tum na agar bologe sanam tum na agar bologe sanam mar to nahin jaayenge hum kya pari yaa hoor ho itne kyun magroor ho maan ke to dekho kabhi kisi ka kaha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha tumsa
hoooooooooo tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo ho tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo main hoon wo jhonka mast hawaa ka sang tumhaare chalta rahunga jab se huyi hai tumse muhabbat milta raha hoon milta rahunga main hoon wo jhonka mast hawaa ka sang tumhaare chalta rahunga jab se huyi hai tumse muhabbat milta raha hoon milta rahunga hoooooo ooooo hoooo hooo hoooo tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo ho tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo seene mein dil hai dil mein tumhin ho tum mein humari chhoti si jaan hai tum ho salamat hum ko nahin ghum tumse humari duniyaa jawaan hai seene mein dil hai dil mein tumhin ho tum mein humari chhoti si jaan hai tum ho salamat hum ko nahin ghum tumse humari duniyaa jawaan hai hoooooo ooooo hoooo hooo hoooo tumse
kabhi humne nahin socha tha aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi pathar bhi pighal jaayega dekhooooo tumse achchha kaun hai kabhi humne nahin socha tha aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi pathar bhi pighal jaayega dekhooooo tumse achchha kaun hai hargiz naa yakin tha humko anhoni baat hogiiiiii tum jaan ho do aalam ki aur jaan humin par dogiiiiii tum jaan ho do aalam ki aur jaan humin par dogi tum jaan ho do aalam ki aur jaan humin par dogi kabhi humne nahin socha tha aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi pathar bhi pighal jaayega dekhooooo tumse achchha kaun hai ik husn ki behti ganga taqdeer bhi ban jaayeeeeeee pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhaane aayeeeee pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhaane aaye pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhaane aaye kabhi humne nahin socha tha aisa din bhi aayega paani mein aag lagegi pathar bhi pighal jaayega dekhooooo tumse achchha kaun hai kab humko khabar thi aye dil rangeen sehar bhi hogiiiiii jo
tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge hoge jahaan tum hum bhi wahin aa jaayenge poochhon kyun haan haan haan haan poochhon kyun hum ye kahenge ke tum ho humari manzil tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge hoge jahaan tum hum bhi wahin aa jaayenge poochhon kyun haan haan haan haan poochhon kyun hum ye kahenge ke tum ho humari manzil tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge dil humen laaya yahaan hum aa gaye dil humen laaya yahaan hum aa gaye dekh kar tum hum ko kyun ghabraa gaye raaz tum hum raazdaar saath jaise jism o jaan chhup ke jaaoge kahaan nazren churaoge aur nazar hum aayenge hum aayenge hum aayenge tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge kitna dilkash hai ye ruhon ka safar kitna dilkash hai ye ruhon ka safar paanv kaanton par hai phoolon par nazar dar hai kya deewaar kya jeet kya hai haar kya ruk sakega pyaar kya phool to kya hai kaanton ko hum mehkaayenge mehkaayenge mehkaayenge tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge naam honthon par
tumse door chale hum majboor chale pyaar bhare dil mil na sake neel gagan ke tale neel gagan ke tale tumse door chale hum majboor chale pyaar bhare dil mil na sake neel gagan ke tale neel gagan ke tale na teri khata na meri khataa ye hain kismat ke khel tum bhi chaaho hum bhi chaahe ho na sake par mel main majboor huyi tumse door huyi roothi huyi takdeer ke aage kiska zor chale kiska zor chale sukh chain gaya armaan lute iss pyaar ki raahon mein wo preet meri wo geet mere dhal gaye aanhon mein tum bin reh na sakun par kuchh keh na sakun lok laaj ke ghunghat mein ro ro koi jale ro ro koi jale tumse door chale hum majboor chale pyaar bhare dil mil na sake neel gagan ke tale neel gagan ke tale
aaj phurkat ka khwaab toot gaya mil gaye tum hijaab toot gaya tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe kho gaye husn ki bahaaron mein keh diya raaz e dil ishaaron mein kaam hum bemisal kar baithe kaam hum bemisal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe kitne majboor ho gaye dil se soche samjhe bagair kaatil se soche samjhe bagair kaatil se zindagi ka sawaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe ye adayein ye shokhiyan tauba bas khuda hi khuda hai us dil ka jo tumhaara khayaal kar baithe jo tumhaara khayaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe
tumse juda hokar maine ye jaana hai pyaar mein thoda saa khona hai paana hai tumse juda hokar maine ye jaana hai pyaar mein thoda saa khona hai paana hai guzre hai pal sabhi teri hi yaad mein meri yaadon ke sang tera hi saaya hai tumse juda hokar maine ye jaana hai pyaar mein thoda saa khona hai paana hai nana naa na na naaa nara naa na na naaaa aaaa haaaaan haaaan aaaa haaaaan haaaan aye ayeee hey heyeeeee kash ye ho jaaye tum kabhi aa jaao dil mera mujhse ye kehta hai ye dil tanhaayi mein yaadon ko odh ke khyaalon mein dooba hua rehta hai ab bhi teri khushboo hai meri saanson mein ehsaas tera hi mujh mein samaaya hai tumse juda hokar maine ye jaana hai pyaar mein thoda saa khona hai paana hai bin tere kuchh nahin ye falak aur zameen teri deewangi mein rehta hoon too kahaan door hai mujh mein maujood hai main teri aahton ko suntaa hoon tum rooh mein basi tum jism o jaan mein ek tera hi armaan mann mein basaaya hai tumse juda hokar maine ye jaana hai pyaar mein
tumse kahoon ik baat paron se halki halki hmmm hmmm hmmm hmm raat meri hai chhanv tumhaare hi aanchal ki hmmm hmmm hmmm hmm tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki soyi galiyaan baanh pasaare aankhen meeche soyi galiyaan baanh pasaare aankhen meeche hmm hmm hmm hmm main duniyaan se door ghani palkon ke neeche hmm hmm hmm hmm dekhun chalte khwaab lakiron par kaajal ki tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki dhundhali dhundhali rain milan ka bistar jaise dhundhali dhundhali rain milan ka bistar jaise hmm hmm hmm hmm khulta chhupta chaand sej ke upar jaise hmm hmm hmm hmm chalti phirti khaat hawaaon par baadal ki tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki hai bheega sa jism tumhaara inn haathon mein hai bheega sa jism tumhaara inn haathon mein hmm hmm hmm hmm baahar neend bhara panchhi bheegi shaakhon mein hmm hmm hmm hmm aur barkha ki boond badan se dhalki dhalki tumse kahoon ik baat paron se halki halki hmm
tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do inn aankhon mein rehna hai gar pyaar se rehne do pehle dil ko nazron ke kuchh teer to sehne do hans hans ke seh lenge bade shauk se teer chalao hans hans ke seh lenge bade shauk se teer chalao ye fasaana hai purana koi baat nayi farmao chalo jhooth sahi par baat meri ek baar ji sunn to lo tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do dil dole kuchh bole bhala kaun ye samjhe ishaare dil dole kuchh bole bhala kaun ye samjhe ishaare ho ishaara jo tumhara to main tod ke laa doon sitaare aji tumpe yakeen kuchh hum ko nahin zara hosh ki baat karo tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do kuchh din se mere dil mein koi ban ke khyaal aata hai kuchh din se mere dil mein koi ban ke khyaal aata hai baaton se behlana tumko ye kamaal aata hai sach kehte hain hum chalo khaao kasam chahe apni kasam le
tumse lagan laagi haaye aisi agan jaagi yeh dil hua deewaana nazar jhuki jhuki jaaye tum jo dil mein aaye aankhon pe meri chhaye iss dil ki aarzu ka chaman khila khila jaaye jabse nazar mili khoya mera jahaan tum ho paas mere main hoon jaane kahaan jabse nazar mili khoya mera jahaan tum ho paas mere main hoon jaane kahaan dil ki lagan mere sajan jhoome teri kasam jab se dekha tujhe naache mere kadam mehki pawan jhoome honthon ko hansi choome yeh dil hua deewaana nazar jhuki jhuki jaaye tum jo dil mein aaye aankhon pe meri chhaye iss dil ki aarzu ka chaman khila khila jaaye tumse meri wafa kehti hai yeh piya dil se mere kabhi tum na hona juda tumse meri wafa kehti hai yeh piya dil se mere kabhi tum na hona juda dil hai sanam tere liye tu hai jaan e wafa dil se pyaar tera ab na hoga juda jab se tujhe paaya jeene ka maza aaya iss dil ki aarzu ka chaman khila khila jaaye tumse lagan laagi haaye aisi agan jaagi yeh dil hua deewaana nazar jhuki jhuki jaaye hmmm hmm hmmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tumne Badle Humse Gin Gin Ke Liye Jagjit Singh 05:29 39937
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:29   Song Number : 39937   

Tumne Hansi Hi Hansi Mein Kyun Ghar Basake Dekho (1963) 03:44 19158
 
Poster of Ghar Basake Dekho (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Rajshree
Duration : 03:44   Song Number : 19158   

Tumne Mujhe Dekha Maa (1968) 03:02 12208
 
Poster of Maa (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:02   Song Number : 12208   

Tumne Mujhe Dekha Ho kar Meherban Teesri Manzil (1966) 04:55 21385
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:55   Song Number : 21385   

Tumne Mujhko Sada Jalaaya Hemant Kumar 02:46 18934
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 02:46   Song Number : 18934   

Tumne Piya Diya Sab Kuchh Mujhko Us Paar (1974) 04:01 32158
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:01   Song Number : 32158   

Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye Rajkumar (1964) 05:27 15731
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 05:27   Song Number : 15731   

Tumne Sooli Pe Latakte Jise Dekha Hoga Jagjit Singh 04:07 37304
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:07   Song Number : 37304   

Tumne Ye Kya Sitam Kiya Talat Mahmood 03:30 15117
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:30   Song Number : 15117   

Tumre Sang To Rain Sagina (1974) 04:02 14113
 
Poster of Sagina (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Saira Banu
Duration : 04:02   Song Number : 14113   

Tumsa Nahin Dekha Tumsa Nahin Dekha (1957) 03:28 12178
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 12178   

Tumse Achchha Kaun Hai Janwar (1965) 03:44 13426
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:44   Song Number : 13426   

Tumse Achchha Kaun Hai Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:09 21368
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:09   Song Number : 21368   

Tumse Bichhad Ke Maharaja (1970) 05:47 21387
 
Poster of Maharaja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:47   Song Number : 21387   

Tumse Door Chale Hum Majboor Pyar Ki Rahen (1959) 03:13 19191
 
Poster of Pyar Ki Rahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kanu Ghosh
On Screen Actors- 
Aneeta Guha, Pradeep Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 19191   

Tumse Izhaar E Haal Mere Mehboob (1963) 03:25 13735
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 13735   

Tumse Juda Hokar Hema Chandra 04:37 11187
 
Poster of Hema Chandra
 
Category
Indipop
Lyricist
Sham-Balkar
Music Director- 
Harry Anand
Singer- 
Hema Chandra
Duration : 04:37   Song Number : 11187   

Tumse Kahoon Ik Baat Dastak (1970) 05:43 12137
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:43   Song Number : 12137   

Tumse Kuchh Kehna hai Guest House (1959) 03:55 13294
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ajeet, Shakeela
Duration : 03:55   Song Number : 13294   

Tumse Lagan Laagi Madhu (1959) 02:53 37771
 
Poster of Madhu (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Roshan
Duration : 02:53   Song Number : 37771