Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAquarius
HomeAquarius
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi mela dekhan jaaungi re main to mela dekhan jaaungi mela dekhan jaaungi main to mela dekhan jaaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi ghaghre ke upar saiyaan taaj ki tasveer ho ghaghre ke upar saiyaan taaj ki tasveer ho kinaare kinaare behta jamuna ji ka neer ho jamuna ji mein naiya hooooo jamuna ji mein naiya ho aur tujh jaisa khevaiya ho manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi champa jaaye chameli jaaye main kaise reh jaaungi champa jaaye chameli jaaye main kaise reh jaaungi pathala ke paas jalebi baith sadak pe khaaungi main to dekhun mela main to dekhun mela main to dekhun mela duniya dekhe mero ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi dar mat chhaila nayo ghaghro
ab ke baras bhi reh gaye pyaase ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko aisi lagee birha ki agni aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko duniya se kya karte shikaayat laaye na shikva lab tak hum apne hi daaman ki veeraani karte gavaara kab tak hum phool na the to rakh liye kaante phool na the to rakh liye kaante aise sajaaya daaman ko aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyase aag lage is saavan ko kitni hi ghum ki raat ho kaali hoti hai aakhir uski sahen nafarat se o dekhne waale iski bhi hai kuchh tujhko khabar iski bhi hai kuchh tujhko khabar pyaar mein hai taasir kuchh aisi pyaar mein hai taasir kuchh aisi dost bana de dushman ko aisi lagee birha ki agni jisne jalaaya tan mann ko ab ke baras bhi reh gaye pyaase aag lage is saavan ko labzon mein hum dard samote itni kahaan thi apni majaal daad e sukhan kyun dete ho humko ismein nahin kuchh apna
ab ke baras ab ke baras tujhe dharti ki raani kar denge ab ke baras ab ke baras teri pyaason mein paani bhar denge ab ke baras teri chunar ko dhaani kar denge ab ke baras ye duniyaa to faani hai behta saa paani hai tere hawaale ye zindagani ye zindagani kar denge ab ke baras ab ke baras tujhe dharti ki raani kar denge ab ke baras duniyaa ki saari daulat se izzat humko pyaari mutthi mein kismat hai apni humko mehnat pyaari mitti ki kimat ka jag mein koi ratan nahin hai jillat ke jeevan se baddattar koi kafan nahin hai desh ka har deewana apne praan cheer kar bola balidaanon ke khoon se apna rang lo basanti chola ab ke humne jaani hai sabne mann mein thaani hai hamlawaron ki khatam kahaani khatam kahaani kar denge ab ke baras ab ke baras tujhe dharti ki raani kar denge ab ke baras ooooo ooooo ooooo ooooo sukh sapnon ke saath hazaaron dukh bhi tune jhele hansi khushi se bheege phaagun ab tak kabhi naa khele chaaron aur humare bikhre baaroodi afsaane jalti jaati shamma
ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai ji mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras haan ab ke baras ab ke baras wo haal hai ji rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na hoo ho rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na chaahat pinjre mein tarse ab na mujhe tu tarsaana dhadkan mein sur taal hai dhadkan mein sur taal hai phir bhi mann behaal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye aye hey shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye angdaayi mose bole mera koi mera ab ban jaaye baahar to barsaat hai baahar to barsaat hai haan mann mein pyar ki baat hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke
ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul ambava tale phir se jhoole padenge rimjhim padengi phuharen lautengi phir tere aangan mein babul sawan ki thandi bahaaren chhalke nayan mora kaske re jiyara bachpan ki jab yaad aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul bairan jawaani ne chheene khilaune aur meri gudiya churayee babul thi main tere naazon ki paali phir kyun huyi main paraayee beete re jug koi chitthiyaa na paati na koi naihar se aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul
ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi apne paraye mohe dekhen ruk ruk ke reh jaye akhiyaan mori jhuk jhuk ke apne paraye mohe dekhen ruk ruk ke reh jaye akhiyaan mori jhuk jhuk ke chadhti umarya ke sang sang aye kaisi mussibat nayi main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi har koi kahe zara chalna sambhal ke jane kaise ghadi ghadi achara dhalke har koi kahe zara chalna sambhal ke jane kaise ghadi ghadi achara dhalke sang saheliyon ko maare mohe tana baatein kare kayi kayi bhayi main to solah baras ki bhayi bhayi reee main
agar saaz chheda taraane banenge agar saaz chheda taraane banenge taraane banenge taraane banenge taraane bane to taraane bane to fasaane banenge fasaane bane to sunegi ye mehfil sunegi ye mehfil badi hogi mushkil nighaahon ke hum tum nishaane banenge ke ruswaaiyon ke ke ruswaaiyon ke bahaane banenge agar saaz chheda taraane banenge bahaanon se phir to mulaaqaat hogi yunhin din kategaa basar raat hogi naye dost ik din puraane banenge muhabbat mein do dil muhabbat mein do dil deewane banenge agar saaz chheda taraane banenge deewanon pe hansta hai saara zamaana zamaana muhabbat ka dushman puraana deewane nahin hum sayaane banenge sayaane nahin hum sayaane nahin hum deewane banenge agar saaz chheda taraane banenge taraane banenge taraane banenge taraane bane to taraane bane to fasaane banenge agar saaz chheda taraane banenge
agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon wo kali chatki ke dil toota par ik jhankaar laaya hoon agar sun le mujhe maaloom hai itna ke main kya meri keemat kya mujhe maaloom hai itna ke main kya meri keemat kya jo sab kuchh tha jo kuchh bhi nahin ek aisa pyaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le achanak aa giri bijli to phir soorat yahi nikli achanak aa giri bijli to phir soorat yahi nikli ujad gaya dil to ab zakhmon ka ik gulzaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le ajab hoon main bhi deewana ajab hai mera nazraana ajab hoon main bhi deewana ajab hai mera nazraana ke unke liye main apni wafaa ka toota haar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon wo kali chatki ke dil toota par ik jhankaar laaya hoon agar sun le
agar ye husn mera pyaar ke sholo mein dhal jaaye agar ye husn mera pyaar ke sholo mein dhal jaaye to phir insaan hai kya cheez patthar bhi pighal jaaye to phir insaan hai kya cheez patthar bhi pighal jaaye to patthar bhi pighal jaaye bhari mehfil mein har koi mujhe apna samjhta hai meri mehfil ka na puchho aalam koi shola hai to koi shabnam shauk didaar yahaan hai sabko dil ka ajaar yahaan hai sabko sab mere pyaar ke mastaane hain sab mere husn ke deewane hain taqaaza husn ka ye hai sabhi ko ek nazar dekhun yahaan dekhun wahan dekhun idhar dekhun udhar dekhun kyuki bhari mehfil mein har koi mujhe apna samjhta hai agar main ek taraf dekhun to deewanon mein tal jaaye agar ye husn mera pyaar ke sholo mein dhal jaaye to phir insaan hai kya cheez patthar bhi pighal jaaye to patthar bhi pighal jaaye achanak apne chehre se utha dun main agar parda surkhiyan hain mere rukhsaaron par jaise kuchh phool hon angaaron par ek muwamma hai jawani meri saari duniyaan hai deewani
agar zindagi ho tere sang ho agar zindagi ho tere sang ho agar maut ho toh woh ho tujhse pehle agar maut ho toh woh ho tujhse pehle agar zindagi ho tere sang ho agar zindagi ho tere sang ho agar maut ho toh woh ho tujhse pehle agar maut ho toh woh ho tujhse pehle balma balma balma balma abb dil lagta kahin naa tere bina abb dil lagta kahin naa tere bina mushkil hoga jeena tere bina aa mil ke waada kar lein jab tak hoga dam mein dam saath nahin chhodenge chahe khushiyaan ho ya ghum balma balma balma balma agar zindagi ho tere sang ho agar zindagi ho tere sang ho mujhko mili hain saansen tere liye mujhko mili hain saansen tere liye khwaab sajaaye aankhen tere liye abb naa kabhi roothe yeh tere waadon kaa mausam meri yaadon mein mehke tere yaadon kaa mausam balma balma balma balma agar zindagi ho tere sang ho agar zindagi ho tere sang ho jab tak yeh duniya yeh aalam rahe jab tak yeh duniya yeh aalam rahe pyaar tera iss dil mein balam rahe mere pyaase dil pe naa koi
akkarai seemai azhakinile manam aada kandene akkarai seemai azhakinile manam aada kandene pudhumaiyile mayanguhirean pudhumaiyile mayanguhirean akkarai seemai azhakinile manam aada kandene parkka parkka aanandham paravai pola ullaasam velaiyintri yaarum illai engum santhosam verum peachi vetti koottam yedhum illai intha ooril kallam kabadam vanjyagam intri kanniyamaaha otrumai unarvudan vaazhum singapore akkarai seemai azhakinile manam aada kandene pudhumaiyile mayanguhirean chittu pola pillaigal theanil aadum mullaigal thulli thulli maangal pola aadum urchaagam dhinam thorum thirunaale sugam kodi manam pola seenar thamilar malaya makkal uravinar pola anbudan natpudan vaazhum singapore akkarai seemai azhakinile manam aada kandene manjal meani pavaigal thangam minnum avaiangal kaaviyathil vaarthai illai unnai paaratta nadai paarthu mayil aadum mozhi keattu killi pesum kannil thavalum punnagai kandean sorgam pola inbamum perumaiyum vaazhum singapore akkarai seemai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aagre Se Ghaghro Manga Chor Machaye Shor (1974) 05:11 39604
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravinder Jain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaz
Duration : 05:11   Song Number : 39604   

Ab Ke Baras Hariharan 06:54 17625
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:54   Song Number : 17625   

Ab Ke Baras Kranti (1981) 06:43 20091
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Others
Raag- 
Pilu
Duration : 06:43   Song Number : 20091   

Ab Ke Baras Suneeta Rao 03:40 15033
 
Poster of Suneeta Rao
 
Category
Indipop
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Indrani Rizvi, Rajkumar Rizvi
Singer- 
Sunita Rao
Duration : 03:40   Song Number : 15033   

Ab Ke Baras Bhej Bhaiya Bandini (1963) 03:46 12821
 
Poster of Bandini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Duration : 03:46   Song Number : 12821   

Ab Ki Baras Bada Zulam Hua Morchha (1980) 05:37 32299
 
Poster of Morchha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna
Duration : 05:37   Song Number : 32299   

Agar Saaz Chheda Jawani Diwani (1972) 03:21 18366
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan
Duration : 03:21   Song Number : 18366   

Agar Sun Le To Ik Naghma Ek Raaz (1963) 04:23 16084
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Duration : 04:23   Song Number : 16084   

Agar Ye Husn Mera Sunghursh (1968) 05:10 32140
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:10   Song Number : 32140   

Agar Zindagi Ho Balmaa (1993) 07:49 40657
 
Poster of Balmaa (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Avinash Wadhawan, Ayesha Jhulka
Duration : 07:49   Song Number : 40657   

Akkarai Seemai Priya (1978) 04:28 11540
 
Poster of Priya (1978)
 
Category
Tamil
Year- 
1978
Lyricist
Panchu Arunachalam
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Rajnikant
Duration : 04:28   Song Number : 11540