agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon wo kali chatki ke dil toota par ik jhankaar laaya hoon agar sun le mujhe maaloom hai itna ke main kya meri keemat kya mujhe maaloom hai itna ke main kya meri keemat kya jo sab kuchh tha jo kuchh bhi nahin ek aisa pyaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le achanak aa giri bijli to phir soorat yahi nikli achanak aa giri bijli to phir soorat yahi nikli ujad gaya dil to ab zakhmon ka ik gulzaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le ajab hoon main bhi deewana ajab hai mera nazraana ajab hoon main bhi deewana ajab hai mera nazraana ke unke liye main apni wafaa ka toota haar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon wo kali chatki ke dil toota par ik jhankaar laaya hoon agar sun le
Agar Sun Le To Ik Naghma
Ek Raaz (1963)

Agha, Jamana Bai, Kishore Kumar, Lalita Pawar, Madan Puri, Mumtaj, Pran, Tuntun (Uma Devi), Jeevan Kala