MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMahmood
HomeMahmood
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa chaar minaar chhoda bech ko taanga ghoda aaya mayi dauda dauda khaa bhi lo raam thoda mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa dhatt tere ghesun uff teri ankhiyaan haaye teri baataaan pee jaaun ghol ko uff teri masti uff tera jalwaa marga marga mayi bikaa bina mol ko bikaa bina mol ko ab ke jo munh ko moda ab ke jo dil ko thoda amma ki khasam kha ko khaa loonga zehar thoda mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera chulhaa naa tumhin aa taiyin naa humko bulaataiyin aji jee ko jalaataiyin thapak loonga dekhnaa aisa kyun kartaiyin zulmaan kyun dhaataiyin kya nakhren dikhaataiyin thapak loonga dekhnaa thapak loonga dekhnaa kaaike ye latkaaa kaaike ye jhatkaa kaaike ye matkaa karlaiyo dil chaudaa mehbooba mehbooba bana loy meejhe dulha jaladeyo mera click here
mehlon mein rehne waali dil hai gareeb ka rakh le ise ya tod de hoooo mehlon mein rehne waali dil hai gareeb ka rakh le ise ya tod de hooo teri rahoongi sainyan chaahe tere pyaar mein mujhko zamaana chhod de hooo teri rahoongi sainyan chaahe tere pyaar mein mujhko zamaana chhod de tumko na rok len ye rasmein jahaan ki tum pe to khel denge hum baazi jaan ki tumko na rok len ye rasmein jahaan ki tum pe to khel denge hum baazi jaan ki hum baazi jaan ki hooooooo chaand sitaaron waali dil hai gareeb ka rakh le ise ya tod de hooo teri rahoongi sainyan chaahe tere pyaar mein mujhko zamaana chhod de nazron ki aas hai tu dil ka qaraar hai apni bhi aarzu to ik tera pyaar hai nazron ki aas hai tu dil ka qaraar hai apni bhi aarzu to ik tera pyaar hai ik tera pyaar hai hooooooo kuchh na kahoongi sainyan chaahe tere pyaar mein mujhko zamaana chhod de hooooooo mehlon mein rehne waali dil hai gareeb ka rakh le ise ya tod de ankhiyon mein dekh gori teri tasveer hai ab tere haath click here
mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya paaon mere hardam kaanton par haathon mein angaare chhoota karte in nainon se lahoo ke phuwaare itni garm aah bharta hoon itni garm aah bharta hoon jise chhuyi murjhaaya mera dukh ambar mein chhaya ro kar kaali raat bana diiii hans kar din ujiyaala jo pee leta mere aansu ban jaata matwaala meri aasha aur niraasha meri aasha aur niraasha bani dhoop aur chhaaya mera dukh ambar mein chhaya chaand aur sooraj ambar ke baadal rangon waale anginti jo dekh rahe ho jugnu aur sitaare aansu ka bunn taana baana aansu ka bunn taana baana maine hi failaaya mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya click here
mera gadha gadhon ka leader kehta hai ke delhi jaa kar sab maangen apni kaum ki main manwa kar aaunga nahin to ghaas na khaunga mera gadha gadhon ka leader kehta hai ke delhi jaa kar sab maangen apni kaum ki main manwa kar aaunga nahin to ghaas na khaunga oh mera gadha gadhon ka leader sab se pehli maang hamaari dhobhi raaj hata do sab se pehli maang hamaari dhobhi raaj hata do ab na sahenge danda chaahe faansi par lat ka do gar na maani sarkar kiya inqaar to u m o tak jaaunga nahin to ghaas na khaunga mera gadha gadhon ka leader duji maang ke zaat hamaari mehnat karne wali duji maang ke zaat hamaari mehnat karne wali phir kyun ye insaan gadhe ka naam samjhte gaali na badla ye dastoor to ho majboor main in par case chalaunga nahin to ghaas na khaunga mera gadha gadhon ka leader teeji maang hamaari hum ko de do ek ek quarter teeji maang hamaari hum ko de do ek ek quarter hafte mein ek baar ghaas ke badle mile tamaatar gar kardo ye ehsaan oh meri jaan duwaayen deta click here
khushi ke saath duniyaa mein hazaaron ghum bhi hote hain jahaan bajati hai shehnaayi wahaan maatam bhi hote hain mera jeevan saathi bichhad gaya lo khatam kahaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi mera jeevan saathi bichhad gaya lo khatam kahaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi kismat ne kiye wo dil pe sitam do chaahne waale mil naa sake kismat ne kiye wo dil pe sitam do chaahne waale mil naa sake kehne ko bahaar aayi thi magar do phool khushi ke khil na sake kehne ko bahaar aayi thi magar do phool khushi ke khil na sake armaanon kaa gulshan ujad gaya barbaad jawaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi dil deke yahaan sab haar gaye duniyaan mein kisi ki jeet kahaan dil deke yahaan sab haar gaye duniyaan mein kisi ki jeet kahaan honthon pe hain shikwe kismat ke wo pyaar bhare ab geet kahaan honthon pe hain shikwe kismat ke wo pyaar bhare ab geet kahaan jab khel hi dil kaa bigad gaya har baat puraani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi click here
mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare bechain mere dil ko bas ek baar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale nazaren churane waale nazaren to chaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa click here
mere dil ki dhadkan kya bole kya bole mere dil ki dhadkan kya bole kya bole main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mera pyaar bharaa man kyun dole kyun dole mera pyaar bharaa man kyun dole kyun dole main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane chali gayi raat madbhari hawaaon ke dole pe ho ke sawaar de gayi chaand ki pari nigaahon ko sapnon kaa paagal khumaar humen kisne diye yeh nazraane kaun jaane main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mere dil ki dhadkan kya bole kya bole main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mehki thi raat ki raani khile the gagan mein chameli ke phool puchha maine kaan mein tumse muhabbat hai kaisi mazedaar bhool main tumse lagi kyun sharmaane kaun jaane main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mere dil ki dhadkan kya bole kya bole main jaanun aur tu jaane main jaanun aur tu jaane mera pyaar bharaa man kyun dole kyun dole mera pyaar bharaa man kyun dole kyun dole main jaanun aur tu jaane main click here
mere humnashi mere humnawa mere humnashi mere humnawa mujhe tujhse koi gila nahin tu nazar se door sahi magar tera gham to dil se juda nahin mere humnashi mere humnawa tera tazkra teri guftgoo teri justzoo teri aarzoo teri justzoo teri aarzoo mujhe zindagi mein hai kya kami mere paas jeene ko kya nahin mere humnashi mere humnawa teri anjuman se utha hoon yun dil e ghamzada ko liye huye dil e ghamzada ko liye huye ke phir uske baad se aaj tak kisi anjuman mein gaya nahin mere humnashi mere humnawa karoon tujhse koi gila to kya main khuda se maangun dua to kya main khuda se maangun dua to kya tujhe kuchh dinon se gumaan hai ye mera jaise koi khuda nahin mere humnashi mere humnawa mere humnawa click here
ooo ooooo oo oo oo oooo oo oo oo mere jeevan mein aaya hai kaun mere jeevan mein aaya hai kaun mere jeevan mein aaya hai kaun mere jeevan mein aaya hai kaun mere jeevan mein aaya hai kaun kaisi chhayi bahaar mera dil bekaraar kaisi chhayi bahaar oo oo ooo ooo oooo kaisi chhayi bahaar mera dil bekaraar mera dil bekaraar jaise jaaga hai pyaar aaj man mein oo oo oo oo oo aaj man mein samaya hai kaun mere jeevan mein aaya hai kaun mere jeevan mein aaya hai kaun ek nayi roshani ek nayi zindagi ek nayi roshani oo oo ooo ooo oo oo oo ek nayi roshani ek nayi zindagi ek nayi zindagi aaj mujhko mili aaj nainon mein oo oo oo oo oo aaj nainon mein chhaya hai kaun mere jeevan mein aaya hai kaun mere jeevan mein aaya hai kaun click here
kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare bahaate hain aansun judaai mein teri ye armaan bechare ye armaan bechare kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare nazar se gira ke chale jaane waale nazar se gira ke chale jaane waale o tadpaane waale ye dil dhundhta hai tumhaare ishaare tumhaare ishaare tumhaare ishaare ye dil dhundhta hai tumhaare ishaare tumhaare ishaare tumhaare ishaare tadpte hain aankhon mein armaan dekho tadpte hain aankhon mein armaan dekho ye toofan dekho chale aao rota hai dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare chale aao rota hai dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare kahaan ho kahaaaaaan click here
meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein juda meri manzil juda teri raahen juda meri manzil juda teri raahen milengi na ab teri meri nigahen mujhe teri duniya se hai door jaana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil nahin hoon main teri muhabbat ke qaabil mera naam tak apne lab pe na laana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein click here
aa aa aaa aaaa meri zindagi hai zaalim tere ghum se ashkaara tera ghum hai gar haqeeqat mujhe zindagi se pyara meri zindagi hai zaalim tu agar bura na maane to jahaan e rang o bu mein main sukun e dil ki khaatir koi dhundh lun sahaaraa main sukun e dil ki khaatir koi dhundh lun sahaaraa main bataun farq naaseh main bataaun farq naaseh jo hai mujh mein aur tujh mein meri zindagi talaatum teri zindagi kinaara meri zindagi talaatum teri zindagi kinaaraa koi ae shaki puchhe ye junun nahin to kya hai ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamaara ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamaara meri zindagi hai zaalim click here
milke bhi hum mil na sake milke bhi hum mil na sake kya mila phir pyaar mein kya mila phir pyaar mein hum to sanam phool hain wo hum to sanam phool hain wo lut gaye jo bahaar mein lut gaye jo bahaar mein humne ek deepak jalaaya aandhiyaan chalne lagin humne ek deepak jalaaya aandhiyaan chalne lagin bujh gaya dil dil mein laakhon hasraten jalne lagin hasraten jalne lagin hum to sanam phool hain wo lut gaye jo bahaar mein lut gaye jo bahaar mein dil pe kha ke chot phir khamosh rehna pyaar hai dil pe kha ke chot phir khamosh rehna pyaar hai agar kiya shikwa to samjho do dilon ki haar hai do dilon ki haar hai milke bhi hum mil na sake milke bhi hum mil na sake kya mila phir pyaar mein kya mila phir pyaar mein hum to sanam phool hain wo hum to sanam phool hain wo lut gaye jo bahaar mein lut gaye jo bahaar mein click here
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka click here
mitwaa aaaaa aaaa aaaa laagi re yeh kaisi anbujh aag mitwaa mitwaa mitwaa nahin aaye laagi ree yeh kaisi vyakul jiyaraa vyakul nainaa vyakul jiyaraa vyakul nainaa aaaa ek ek chup mein sau sau bainaa aaaa rah gaye aansu lut gaye raag mitwaa mitwaa click here
mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane nikalti dil ke taaron se jo hai jhankaar kya jaane usse to qatl karna aur tadpana hi aata hai gala kis ka kata kyun kar kata talwaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane dawa se faayada hoga ke hoga zehar e kaatil se dawa se faayada hoga ki hoga zehar e kaatil se maraz ki kya dawa hai ye koi bimaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo tadapte dil ki haalat husn ki deewaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane pyaar kya jaane click here
mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye subhein tumhari yaad ki ye shamein suhaani bahaar ki tumhari mohabbat mein sanam mili hain humein ye nishaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye dhadkta raha dil raat bhar humein wo fasane suna diye koi aur sunle baat ye to kya kya na ho badgumaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki nigahon se dekhe hum sabhi click here
muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat ki aankhon se ashqon ko chun kar kisi ne falak par sitaare sajaaye kisi ne falak par sitaare sajaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye banaaya tha ik aashiyaan do dilon ne zamaane ki aandhi ne tinke udaaye zamaane ki aandhi ne tinke udaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat jo ki hai to fariyaad naa kar fariyaad naa kar muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye click here
mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge isi soorat se hum bigdi huyi kismat bana lenge mohabbat mein sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge tum mil hi jaaoge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain ke do dil kaise milte hain isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein click here
muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun tumhari jubaan se meri daastaan hai tumhen ye khabar kya muhabbat kahaan hai bhala pyaar duniyaa haseen hai sabaa hai tum apni nazar ke ishaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun koi ban ke khushboo basa mere mann mein loota hai mera dil isi anjuman mein kali kaun si khil rahi hai chaman mein ye tum apne dil ki bahaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mehbooba Bana Lo Mujhe Dulha Sadhu Aur Shaitaan (1968) 03:34 15190
 
Poster of Sadhu Aur Shaitaan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:34   Song Number : 15190   

Mehlon Mein Rehne Waali Tel Malish Boot Polish (1961) 04:30 15681
 
Poster of Tel Malish Boot Polish (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kumkum, Chandra Shekhar
Duration : 04:30   Song Number : 15681   

Mera Dukh Ambar Mein Chhaya Talat Mahmood 03:27 37841
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Sajjan
Music Director- 
Madan Prakash
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:27   Song Number : 37841   

Mera Gadha Gadhon Ka Mehrban (1967) 04:23 13707
 
Poster of Mehrban (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:23   Song Number : 13707   

Mera Jeevan Saathi Babul (1950) 03:22 12784
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 12784   

Mera Qaraar Ashiana (1952) 03:18 12741
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 12741   

Mere Dil Ki Dhadkan Anhonee (1952) 03:04 40460
 
Poster of Anhonee (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 03:04   Song Number : 40460   

Mere Hum Nasheen Mere Hum Nava Talat Mahmood 03:34 19755
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shamim Jaipuri
Music Director- 
Yunus Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:34   Song Number : 19755   

Mere Jeevan Mein Aaya Hai Kaun Pyase Nain (1954) 02:58 36215
 
Poster of Pyase Nain (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Wahid Qureshi
Music Director- 
S K Pal
On Screen Actors- 
Nimmi, Rahman
Duration : 02:58   Song Number : 36215   

Mere Jeevan Sahaare Sangdil (1952) 03:53 16311
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 16311   

Meri Yaad Mein Tum Madhosh (1951) 03:02 12190
 
Poster of Madhosh (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Manahar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:02   Song Number : 12190   

Meri Zindagi Hai Zaalim Talat Mahmood 03:24 39740
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 39740   

Milke Bhi Hum Mil Na Sake Sunehri Nagin (1963) 03:33 37962
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Helen, Mahipal
Duration : 03:33   Song Number : 37962   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Mitwa Laagi Re Yeh Devdas (1955) 03:16 37922
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Kafi
Duration : 03:16   Song Number : 37922   

Mohabbat Hi Na Jo Samjhe Parchhain (1952) 03:07 13920
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
V Shanta Ram
Raag- 
Bagasri
Duration : 03:07   Song Number : 13920   

Mohabbat Ki Kahaniyan Woh Din Yaad Karo (1971) 06:28 32346
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Duration : 06:28   Song Number : 32346   

Mohabbat Mein Aise Sagai (1951) 03:03 14109
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Rehana, Prem Nath
Duration : 03:03   Song Number : 14109   

Mohabbat Mein Kashish Hogi To Khubsoorat (1952) 02:54 15612
 
Poster of Khubsoorat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Saukat Jaunpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:54   Song Number : 15612   

Muhabbat Ki Dhun Beqaraaron Se Poochho Dil E Nadaan (1953) 03:01 15580
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shyama, Talat Mahmood
Duration : 03:01   Song Number : 15580   
Karaoke Songs of mahmood, Sad Songs of mahmood, Love Songs of mahmood, Dance Songs of mahmood, Hip-hop songs of mahmood, Best songs of mahmood, Super hit songs of mahmood, hit songs of mahmood, duet songs of mahmood, solo songs of mahmood, old songs of mahmood, famous songs of mahmood, Hindi Karaoke Songs of mahmood, Hindi Sad Songs of mahmood, Hindi Love Songs of mahmood, Hindi Dance Songs of mahmood, Hindi Hip-hop songs of mahmood, best Hindi songs of mahmood, super hit Hindi songs of mahmood, hit Hindi songs of mahmood, duet Hindi songs of mahmood, solo Hindi songs of mahmood, old Hindi songs of mahmood, famous Hindi songs of mahmood, Sing Along Songs of mahmood, Sing Along Sad Songs of mahmood, Sing Along Love Songs of mahmood, Sing Along Dance Songs of mahmood, Sing Along Hip-hop songs of mahmood, Sing Along Best songs of mahmood, Sing Along Super hit songs of mahmood, Sing Along hit songs of mahmood, Sing Along duet songs of mahmood, Sing Along solo songs of mahmood, Sing Along old songs of mahmood, Sing Along famous songs of mahmood