MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


simti huyi ye ghadiyaan phir se naa bikhar jaayen phir se naa bikhar jaayen iss raat mein jee len hum iss raat mein mar jaayen iss raat mein mar jaayen simti huyi ye ghadiyaan ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange iss raat har pal se raaten hi ubhar jaayen raaten hi ubhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen taaron mein basen chal kar dharti mein utar jaayen dharti mein utar jaayen simti huyi ye ghadiyaan haalat ke teeron se chhalni hai badan apne haalat ke teeron se chhalni hai badan apne paas aao ke seenon ke kuchh zakhm to bhar jaayen kuchh zakhm to bhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai apni hai wohi saansen jo saath guzar jaayen jo saath guzar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa click here
sipaayi sipaayi sipaayi sipaayi neekai entha entha vechi vechi unnaano ee vaalukanulanadugu adugu heputhaayee sipaayi o sipaayi haseenaa haseenaa neekai entha entha vegi vegi poyaano ee poolamanasunadugu adugu ikanainaa haseenaaa o haseenaa jadalonaa mellelu jaarithe nee odilo unnaananukunnaa chirugaalilo kuruloogithe chirugaalilo kuruloogithe nee cheyi sokenani anukunnaa aaaa mallelalo kadalaadinavi naa kalavarimpule aa gaalilo chelareginavi aa gaalilo chelareginavi naa nittoorupulae haseenaa o haseenaa neekai entha entha vechi vechi unnaano ee vaalukanulanadugu adugu cheputhaayee sipaayeee o sipaayee thadi isukanu geesina geethalu ala taakithe maasi pootaayi edalona vraasina lekhalu edalona vraasina lekhalu bratukanthaa vundi pothaayi aaaa lekhalalo undayinchinavi naa bhaghyarekhale mana oopirilo purakinchinavi mana oopirilo pulakinchinavi valapu valakale sipaayi o sipaayi neekai entha entha vegi vegi poyaano ee poolamanasunadugu adugu ikanainaa haseenaaa o click here
hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam hmm hmm hmm hmm chaandni mein nahaa ke har kali ko sulaa ke aa rahi hai hawa ek meethi si lori gaa rahi hai hawa dhundhe tujhe sapnon ki baahein gori gori so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam hmm hmm hmm hmm ped shaakhein jhukaa ke phool khushboo lutaa ke so gaye hain sabhi neend ki waadiyon mein kho gaye hain sabhi bechain hain chanda ki baahon mein chakori so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam teri jawaan palkon tale neendein saja doon main so ja sanam hmm hmm hmm hmm so ja sanam hmm hmm hmm hmm so ja sanam click here
sochta hoon ke tumhen maine kahin dekha hai yaad karta hoon magar yaad nahin aata hai mere humraaz mujhe tumne wahin dekha hai dil jahan hosh mein reh kar bhi behak jaata hai jaane kya baat hai hum jab bhi mila karte hain dil mein chupke se koi chot ubhar aati hai dil se dil milte hain afsaane bana karte hain aur takdeer mohabbat ki sanwar jaati hai apne chehre pe mere khwaaab pareshan ki tarah aaj in reshmi zulfon ko machal jaane do dil mein uthte huye jazbaat ke tufaan ki tarah aaj har khwaab haqeeqat mein badal jaane do wo jo ehsaas tha halka sa ki tum gair nahin aaj wo ek yakeen banta nazar aata hai kho diya tha jo kabhi yaad ki surat mein kahin aaj wo pyaar mujhe milta nazar aata hai aaj wo pyaar mujhe milta nazar aata hai click here
sohneyo makhno malaaiye de doneyo te khoye de pedeyo chhedeyo chhedeyo pyaar waali gal koi chhedeyo sohneyo makhno malaaiye de doneyo te khoye de pedeyo chhedeyo chhedeyo pyaar waali gal koi chhedeyo sohneyo makhno daffa hona kinna sona rakheyaa hai naam tussin mann jaao mann jaao aukhe soukhe kar deyo haan tussin daffa hona kinna sona rakheyaa hai naam tussin mann jaao mann jaao aukhe soukhe kar deyo haan tussin pyaar waala pyaar waala pyaar waala jhagdaa aye hans ke nabedeyo sohneyo makhno haaye marr gaya rabb di saun tere utte mar gaya tera sauna tera sauna roop saadde utte jaadoo kar gaya marr gaya rabb di saun tere utte mar gaya tera sauna tera sauna roop saadde utte jaadoo kar gaya dil waala dil waala dil waala boohaa kade bhul ke na bhedeyo sohneyo makhno haaye jeda kare sharam ohde phoot jaande karam ne jag vich jag vich maujjan lainde sadaa hi besharam ne haaye jeda kare sharam ohde phoot jaande karam ne jag vich jag vich maujjan lainde sadaa hi besharam click here
mere baba reee hmmmm hmmmm mmmmm nanhe baba reee hmmmm hmmmm mmmmm soja baba mere soja nanhe baba mere soja loriyon ki bahen bulayen tujhe nindiya ki god mein sulayen tujhe baba re soja baba re soja nanhe baba mere sojaa honth soone hain bechari maa ke uski aankhon mein baaten bhari hain honth soone hain bechari maa ke uski aankhon mein baaten bhari hain meri aankhon se lele tu nindiya meri aankhon mein raaten bhari hain sapne leja re le ja re le ja re soja baba mere soja nanhe baba mere soja so gaya so gaya baba tu saharon ki ungli pakadna teri ungali pakad lengi raahen tu saharon ki ungli pakadna teri ungali pakad lengi raahen aasama jhuk ke choomega matha aur zameen uthke degi duayen jiyo baba re baba re mere baba soja baba mere soja nanhe baba mere soja loriyon ki bahen bulayen tujhe nindiya ki god mein sulayen tujhe baba re soja baba re soja nanhe baba mere sojaa soja sojaaa sojaaa click here
solah singaar karke jo aayi suhaag raat aayi suhaag raat solah singaar karke jo aayi suhaag raat aayi suhaag raat jalwe tumhare husn ke laayi suhaag raat laayi suhaag raat chehra tumhaara dekh ke hairaan ho gaya chehra tumhaara dekh ke hairaan ho gaya mera khayaal noor ki duniya mein kho gaya sharmo haya ke bhesh mein paayi suhaag raat sharmo haya ke bhesh mein paayi suhaag raat solah singaar karke jo aayi suhaag raat aayi suhaag raat baalon mein phool maang mein taare bhare huye baalon mein phool maang mein taare bhare huye honthon ke rang jaise gulistaan khile huye mere liye fizaan ne sajai suhaag raat mere liye fizaan ne sajai suhaag raat solah singaar karke jo aayi suhaag raat aayi suhaag raat ye raat aisi raat hai aati hai ek baar ye raat aisi raat hai aati hai ek baar jazbaat apne pyaar ke laati hai ek baar maalik ne haaye khoob banayi suhaag raat maalik ne haaye khoob banayi suhaag raat solah singaar karke jo aayi suhaag raat aayi suhaag raat jalwe tumhare click here
aa aa aaa aaa aaa aaa oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo sona re tujhe kaise milun kaise kaise milun o ho ho hoo sona re tujhe kaise milun kaise kaise milun o ho ho hoo ambwa ki bagiya jharna ke nadiya kahaan milun tujhe kaise milun kaise kaise milun ghire re ghire re badarwa kaare kaare kaare kaare kaare dare re dare re achra ke rang saare saare saare saare rang ranga dunga aisa kabhi jo na chhute hoo hoo hoo gajra la dunga aisa kabhi jo na toote hoo oo oo oo oooo roopa ri tujhe kaise milun kaise kaise milun o ho ho oo roopa ri tujhe kaise milun kaise kaise milun oooo oo oo ooo ooo oooo ooo ooo ooo thami re thami re nadiya ki dekho dhara dhara dhara dhara dauda re dauda re pyaasa nadi ka kinaara kinaara kinaara kinaara gagari mein raja bharun nadiya ka paani hooo hooo hooo maati ke bandhan mein dole pahaadon ki raani hooo oo oo ooo sona re tujhe kaise milun kaise kaise milun o ho ho hoo roopa ri tujhe kaise milun kaise kaise milun o ho ho oo ambwa ki bagiya click here
aaaaaaa sone deti hai na ye raat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo tu javaan main bhi javaan pyaas javaan dil bhi javaan tu javaan main bhi javaan pyaas javaan dil bhi javaan main jalun ban ke patanga tu machal ban ke shama ishq ki umar hai ik raat koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo haaye masoom nazar uspe kaatil ye ada haaye masoom nazar uspe kaatil ye ada jaise de koi javaani kisi bachpan ko sada jaane phir ho ke na ho saath koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo jaise bachcha koi kho jaaye kisi mele mein jaise bachcha koi kho jaaye kisi mele mein karvaten badle koi aarzu akele mein yun hai behke huye jazbaat koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo click here
sone ke gehne kyun tune pehne kaya teri khud kanchan hai gesu banaye to phool kyun sajaye tera badan khud gulshan hai achha sone ke gehne kyun tune pehne aa ha ha ha gaa heere ki anghuthi bhi lagti hai jhuthi itni chamak teri aankhon mein jaao jaao jhute moti ki mala kyun pehni bala moti chhupe hain tere daaton mein haye ram moti chhupe hain tere daaton mein ghadi ghadi darpan ke oye hoye hoye hoye ghadi ghadi darpan ke aage khadi kyun tera badan khud darpan hai hato ji sone ke gehne kyun tune pehne kaya teri khud kanchan hai sone ke gehne kyun tune pehne oh how romantic suraj sa chamke jab tera mukhda maathe pe bindiya sajayi kyun haa aahh such laali bina honth laal hai tere honthon pe lali lagayi kyun hmmmm honthon pe lali lagayi kyun singar ki haye main mar jawan singar ki tujhe kya hai zarurat tera singar tera yovan hai uff sone ke gehne kyun tune pehne kaya teri khud kanchan hai gesu banaye to phool kyun sajaye tera badan khud gulshan hai sone ke gehne kyun click here
sonwa ke pinjra mein band bhayil haaye raam chirayi ke jiyawa udaas toot gayil daaliya chhitar gayil khotwa toot gayil daaliya chhitar gayil khotwa chhoot gayil neel re akaash sonwa ke pinjra mein band bhayil haaye raam chirayi ke jiyawa udaas chal chal naina nihaare chup chirayi chal li bideswa re mayiaa ke dularoyi chal chal naina nihaare chup chirayi chal li bideswa re mayiaa ke dularoyi aansuwa ke motiya nisaani more babula aansuwa ke motiya nisaani more babula dhar gayini hum tore paas sonwa ke pinjra mein band bhayil haaye raam chirayi ke jiyawa udaas bilkhat rahi gayili sang ke saheliya le gayil bandh ke nithur re baheliya bilkhat rahi gayili sang ke saheliya le gayil bandh ke nithur re baheliya more mann mitwa bhula de ab humra ke more mann mitwa bhula de ab humra ke chhod de milan ke tu aas sonwa ke pinjra mein band bhayil haaye raam chirayi ke jiyawa udaas click here
Suna Suna Lage Veraj Ka Dham Gokal Ko Chod click here
khushi jisne khoji wo dhan le ke lauta hansi jisne khoji chaman le ke lauta magar pyaar ko khojne jo chala wo na tan le ke lauta na mann le ke lauta subah na aayi shaam na aayi subah na aayi shaam na aayi jis din teri yaad na aayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi kaisi lagan lagi ye tujh se kaisi lagan ye lagi hansi kho gayi khushi kho gayi aansoon tak sab rahan ho gaye arthi tak nilaam ho gayi arthi tak nilaam ho gayi duniyaa ne dushmani nibhaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi tum mil jaate to ho jaati poori apani raam kahaani khandhar taajmahal ban jaata gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani saanson ne hathkadi lagaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi jaise bhi ho tum aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aa jaao aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aag lagi hai tan mein aur mann mein aag lagi hai tan mein aur mann mein ek taar ki dori hai ek taar ki dori hai bas daaman aur kafan mein huyi maut ke sang click here
subhaan allah haaye haseen chehra haaye subhaan allah haseen chehra ye mastaana adaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se tumhen dekha hoye to dil bola hoye tumhen dekha to dil bola ke tumko doon duwaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se kare pooja zamaana jiski wo tasveer ho tum mila karti hai zannat jisse wo taqdeer ho tum mila karti hai zannat jisse wo taqdeer ho tum kamar patli haaye nazar bijli haaye kamar patli nazar bijli hai zulfen yaa ghataayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se subhaan allah haseen chehra ye mastaana adaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se naa jaane kis ki kismat mein hai mukhda chaand saa ye naa jaane kis ke ghar chamkega tukda chaand kaa ye naa jaane kis ke ghar chamkega tukda chaand kaa ye ijaazat ho haaye to phir hum bhi haaye ijaazat ho to phir hum bhi muqaddar aazmaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se subhaan allah haseen chehra ye mastaana adaayen khuda mehfooz rakhe har bala se click here
sudh bisar gayi aaj apne gunan ki sudh bisar gayi aaj apne gunan ki aa hi gayi baat bite dinan ki sudh bisar gayi aaj apne gunan ki bikhre sapan saare vidhanaa se hum haare bikhre sapan saare vidhanaa se hum haare ansuon mein doobi hain palken nayan ki palken nayan ki sudh bisar gayi aaj apne gunan ki jiyaraa ke do toot gayi preranaa rooth jiyaraa ke do toot gayi preranaa rooth ghut ghut gayi sookh saritaa suran ki saritaa suran ki aaaaa sudh bisar gayi aaj sa ni sa ma ma ga ma dha dha ma dha sa ni sa ga sa ni sa ni dha ni dha ma dha ma ga ma dha ma dha ni sa ni dha pa ma ni dha pa ma ni dha pa ma sudh bisar gayi aaj apne gunan ki haay re kalakaar jaane na sansaar haay re kalakaar jaane na sansaar har raag mein peer hai kiss ke man ki haay kiss ke man ki sudh bisar gayi aaj sudh bisar gayi aaj apne gunan ki aa hi gayi baat bite dinan ki bite dinan ki bite dinan ki sudh bisar gayi aaaaaj click here
suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge jahaan ki rut badal chuki naa jaane tum kab aaoge nazaare apni mastiyaan dikha dikha ke so gaye sitaare apni roshani luta luta ke so gaye har ek shamma jal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge tadap rahe hain hum yahan tadap rahe hain hum yahan tumhare intezaar mein tumhare intezaar mein fiza ka rang aa chala hai mausam e bahaar mein fiza ka rang aa chala hai mausam e bahaar mein mausam e bahaar mein hawa bhi rukh badal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge click here
aaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi jeevan aani jaani chhaayaaaaaa jeevan aani jaani chhaayaa jhoothi maaya jhoothi kaaya phir kaahe ko saari umariyaaaaaa phir kaahe ko saari umariyaa paap ki gathri dhoyi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi naa kuchh tera naa kuchh meraaaaa naa kuchh tera naa kuchh meraa ye jag jogi wala phera raja ho ya rank sabhi kaaaaa raja ho ya rank sabhi ka ant ek sa hoooi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam tera naam ik saancha dooja na koooooi baahar ki tu maati phaankeeee baahar ki tu maati phaanke mann ke bheetar kyun na jhaanke ujale tan par maan kiyaaaaa ujale tan par maan kiyaa aur mann ki mail na dhoi sukh ke sab saathi dukh mein na koooooi mere raam mere raaaam click here
sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin tujhse ishq nahin nahin nahin nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin yun main tera kaayal hoon naaz o adaa par maayal hoon jalwon ka dam jalwon ka dam bharta hoon chhup chhup dekha karta hoon par aye parda nashin mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin tu wo dilkash hasti hai jo khwabon mein basti hai tu keh de to oooooo tu keh de to jaan de doon jaan to kya imaan de doon par aye haath lagi mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin click here
sun le tu dil ki sadaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer khoye nafrat laaye ulfat ye asar hai meharbaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera na rahoon main na rahe tu par rahegi daastaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan tu jahaan hai main wahaan hoon jism do hai ek jaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa click here
sajanaaa aa aaa ho sajana aa aa hoo oo sanwari o oooo sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga magar itna karo vada magar itna karo vada ki rishta tod na jana sun meri sanwari hoye sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari hoo ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega jo mujhko aazmana ho jo mujhko aazmana ho to doli leke aa jana sun mere sajana re sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari oo sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo baje jis roz shehnayi baje jis roz shehnayi samajh lena barat aayi o armanon ki doli mein o armanon ki doli mein dulhaniya ban ke aa click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Simti Huyi Ye Ghadiyan Chambal Ki Kasam (1980) 06:19 12294
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Moushumi Chatterjee
Duration : 06:19   Song Number : 12294   

Sipaayi Sipaayi Akbar Saleem Anarkali (1978) 02:06 32883
 
Poster of Akbar Saleem Anarkali (1978)
 
Category
Telugu
Year- 
1978
Lyricist
C Narayana Reddy
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
ntr, Jamuna
Duration : 02:06   Song Number : 32883   

So Ja Sanam Teri Jawaan Palkon Rocky Mera Naam (1973) 03:47 39872
 
Poster of Rocky Mera Naam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 39872   

Sochta Hoon Ke Tumhen Raaz (1967) 03:19 12448
 
Poster of Raaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Akhtar Rahmani
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Babita
Duration : 03:19   Song Number : 12448   

Sohnedo Makhno Mohd Rafi & Narinder Biba 04:34 15507
 
Poster of Mohd Rafi & Narinder Biba
 
Category
Punjabi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:34   Song Number : 15507   

Soja Baba Mere Soja Koshish (1972) 05:06 36748
 
Poster of Koshish (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bhaduri, Om Shivpuri
Duration : 05:06   Song Number : 36748   

Solah Singaar Karke Jo Aayi Gaban (1966) 04:35 38246
 
Poster of Gaban (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:35   Song Number : 38246   

Sona Re Tujhe Kaise Milun Aankhin Dekhi (1978) 04:06 20452
 
Poster of Aankhin Dekhi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Padma Sachdev
Music Director- 
J Kaushik
Duration : 04:06   Song Number : 20452   

Sone Deti Hai Na Yeh Patanga (1971) 05:25 15282
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:25   Song Number : 15282   

Sone Ke Gehne Kyun Resham Ki Dori (1974) 03:25 32667
 
Poster of Resham Ki Dori (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:25   Song Number : 32667   

Sonwa Ke Pinjra Mein Ganga Maiya Tohe Piyari Chadhaibo (1962) 03:33 39623
 
Poster of Ganga Maiya Tohe Piyari Chadhaibo (1962)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:33   Song Number : 39623   

Soona Soona Laage Biraj Ka Dhaam Neel Mani (1957) 05:44 39354
 
Poster of Neel Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:44   Song Number : 39354   

Subah Na Aayi Shaam Na Cha Cha Cha (1964) 05:24 12293
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Helen
Duration : 05:24   Song Number : 12293   

Subhan Allah Haseen Kashmir Ki Kali (1964) 03:29 21253
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 21253   

Sudh Bisar Gayi Aaj Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:23 12473
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Hemant
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:23   Song Number : 12473   

Suhani Raat Dhal Chuki Dulari (1949) 03:28 21254
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suresh
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 21254   

Sukh Ke Sab Saathi Gopi (1970) 06:14 21255
 
Poster of Gopi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 06:14   Song Number : 21255   

Sun Aye Maahzabin Dooj Ka Chaand (1964) 03:17 40736
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:17   Song Number : 40736   

Sun Le Tu Dil Ki Sadaa Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:20 12515
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:20   Song Number : 12515   

Sun Mere Sajana Aansoo (1953) 05:47 19115
 
Poster of Aansoo (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Shekhar
Duration : 05:47   Song Number : 19115   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi