aaaaaaa sone deti hai na ye raat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo tu javaan main bhi javaan pyaas javaan dil bhi javaan tu javaan main bhi javaan pyaas javaan dil bhi javaan main jalun ban ke patanga tu machal ban ke shama ishq ki umar hai ik raat koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo haaye masoom nazar uspe kaatil ye ada haaye masoom nazar uspe kaatil ye ada jaise de koi javaani kisi bachpan ko sada jaane phir ho ke na ho saath koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo jaise bachcha koi kho jaaye kisi mele mein jaise bachcha koi kho jaaye kisi mele mein karvaten badle koi aarzu akele mein yun hai behke huye jazbaat koi baat karo ho suhagan ye mulaakaat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo sone deti hai na ye raat koi baat karo
Sone Deti Hai Na Yeh
Patanga (1971)