aaaa aaaa aaaa aaaa zamaane mein kahaan tooti huyi tasveer banti hai tere darbaar mein bigdi huyi taqdeer banti hai taarif teri nikli hai dil se aayi hai lab pe ban ke qawaali shirdi waale sai baba aaya hai tere dar pe sawaali lab pe duwaayen aankhon mein aansoo dil mein ummeeden par jholi khaali shirdi waale sai baba aaya hai tere dar pe sawaali baba shirdi waale sai baba aaya hai tere dar pe sawaali o mere sai deva tere sab naam leva judaa insaan saare sabhi tujhko hai pyaare sune fariyaad sabki tujhe hai yaad sabki bada yaa koi chhota nahin maayus lauta ameeron ka sahaara garibon ka gujaara teri rehmat ka kissa bayaan akbar kare kya do din ki duniyaan duniyaan hai gulshan sab phool kaanten tu sabka maali haan hooo khuda ki shaan tujh mein dikhe bhagwaan tujh mein tujhe sab maante hai tera ghar jaante hai chale aate hai daude jo khush kismat hai thode ye har raahi ki manzil ye har kashti ka saahil jise sab ne nikaala usse tune sambhala tu bichhdon ko milaaye
Shirdi waale Sai baba
Amar Akbar Anthony (1977)