MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere khawaabon mein khayaalon mein chhupe ek din meet mere meri gali aap chale aayenge kabhi to hogi bahaaron ki nazar aayegi aisi lehar aarzoo ke phool muskuraayenge mere khawaabon mein khayaalon mein main unki rang bhari yaad liye kho saa gaya unkaa har zikr mera ek nayaa geet banaa mere geeton ke machalte huye swar unke aangan mein utar unko mere paas kheench laayenge mere khawaabon mein khayaalon mein hiran ke bun rahi hai jaal ye madhosh nazar wo mere paas hain duniyaan ki nahin mujhko khabar door duniyaa se zamaane se pare chaand taaron ke tale hum bhi ek aashiyaan banaayenge mere khawaabon mein khayaalon mein yakeen hai mujhko mera pyaar naa ruthega kabhi saaz e dil kaa koi bhi taar naa tootega kabhi dil ke iss taar ki jhankaar ke sang bhadte bhadte ye kadam manzilon pe khud hi pahunch jaayenge mere khawaabon mein khayaalon mein chhupe ek din meet mere meri gali aap chale aayenge mere khawaabon mein khayaalon mein click here
mere laadlo tum phoolo falo mere laadlo tum phoolo falo chhaye huye andhkaar mein tum deep se jalo mere laadlo tum phoolo falo mere dulaaro aankhon ke taaro mujhko nahin tum bhulaana maata na hogi baaba na honge tum ko akele hi jaana tum ko akele hi jaana palte raho tum pyaar mein sab sang sang chalo mere laadlo tum phoolo falo rona nahin tum sona nahin tum soye jagat ko jagaana rukna nahin tum jhukna nahin tum pranon ki baazi lagaana pranon ki baazi lagaana aa yogi bano tum karm ke aur dharm par chalo mere laadlo tum phoolo falo chhayegi aandhi aayenge toofan jyoti ye bujhne na paaye chhoti umar hai lambi dagar hai pag na kahin dagmagayen pag na kahin dagmagayen kaanton bhare sansaar mein tum phool se khilo mere laadlo tum phoolo falo mere laadlo tum phoolo falo click here
mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye gaye to ek anokhi bahaar chhod gaye mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye hazaar kuchh ho mera dil palat nahin sakta hazaar kuchh ho mera dil palat nahin sakta unhi ki hoon jo mujhe beqaraar chhod gaye unhin ki hoon jo mujhe beqaraar chhod gaye isi khayaal se kanpa kiya tha dil mera isi khayaal se kanpa kiya tha dil mera yahi hua ki wo anjaam e kaar chhod gaye yahi hua ki wo anjaam e kaar chhod gaye mujhe ye ghum hai ki meri zubaa ne kuchh na kaha mujhe ye ghum hai ki meri zubaa ne kuchh na kaha wo be kahe sune deewana baar chhod gaye wo be kahe sune deewana baar chhod gaye gaye to ek anokhi bahaar chhod gaye mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole zakhmon mein aaj kis ka reh reh ke pyaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain tum ho qaraar jis dil ka tum ho qaraar jis dil ka wahi beqraar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski tum jo nazar milaao tum jo nazar milaao dil mein bahaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kab se khade huye hain keh do to laut jaayein kab se click here
mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle khaaq ho jaaye ham pyaar ke naam par khaaq ho jaaye ham pyaar ke naam par pyaar ki raah mein roshani to rahe mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle aag ke phool aanchal mein daale huye aag ke phool aanchal mein daale huye kab se jalta hai wo aasamaan dekhle mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle click here
mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin wo to laakhon mein hai ek haseen wo to laakhon mein hai ek haseen ek haseen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin bholi soorat adaa naazneen bholi soorat adaa naazneen naazneen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa mera mehboob ek chaand hai husn apna nikhaare huye hoooo oooo ooooo aasmaan ka farishtaa hai wo roop insaan ka dhaare huye hoooo oooo ooooo rashq e jannat hai wo mehzabeen rashq e jannat hai wo mehzabeen mehzabeen mere mehboob mein kya nahin kya nahin aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maa ho anjum ho yaa kenhkashaan sabse pyaara hai mera sanam aaaaaa aaaaa aaaaaaa uske jalwon mein hai wo asar hosh udd jaaye allah kasam aaaaaa aaaaa aaaaaaa dekh le gar use tu kahin dekh le gar use tu kahin tu kahin mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin mera mehboob hai jaaneman sarva kad maahroo click here
mere mitwaaa mitwaaa mere meet re mere meet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa mere meet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa chaand chakori ki prem kahaani prem kahaani chaand chakori ki prem kahaani prem jagat mein hai sabse puraani sabse puraani ho o isse puraani ek kahaani teri meri preet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa hum hi mille thei kabhi jamunaa kinaare jamunaa kinaare hum hi mille thei kabhi jamunaa kinaare raadha krishan the kabhi naam humaare naam humaare ho o phir wo muraliyaa phir wo paayaliyaa phir wohi sangeet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa mere meet re aaja tujhko pukaare mere geet re mere geet re o mere mitwaaa click here
ho oo oo ooo oo oo ho oo oo oo oo oo mere naina saawan bhaadon phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa mere naina saawan bhaadon phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa baat puraani hai ek kahani hai hoooooo baat puraani hai ab sochun tumhen yaad nahin hai ab sochun nahin bhooleeeee woh saawan ke jhoole ab sochun tumhen yaad nahin hai ab sochun nahin bhooleeeee woh saawan ke jhoole rutt aaye rutt jaaye de ke jhootha ik dilasaaaa phir bhi mera mann pyaasa ho oo oo oo oo ooo ho o o o o o o o barson beet gaye hum ko mile bichhade bijuri ban kar gagan pe chamki beete samay ki rekhaaaaa maine tumko dekha tadap tadap ke iss birhan ko aaya chain jara sa phir bhi mera mann pyaasa ghoongharu ki chham chham ban gayi dil ka ghum doob gaya dil yaadon mein ubrite rang lakeerein dekho ye tasveerein soone mahal mein naach rahi hai ab tak ek raktasa phir bhi mera mann pyaasa mere naina saawan bhaadon phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann click here
la lala laa la lala laa la lala laa la lala laa la lala laa la lala laa mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin ye hum kyaa jaane ye wohi jaane jisne likha hai sab ka naseeb mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin ek din khaab mein wo mujhe mil gayaa ek din khaab mein wo mujhe mil gayaa dekh kar jo mujhe phool sa khil gayaa sharma gayi main hai hai ghabra gayi hai hai hai sharma gayi main hai hai ghabra gayi hai hai hai sharma gayi main hai hai ghabra gayi hai hai hai sharma gayi main ghabra gayi main kehne laga wo aakar kareeb mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin baat ye khaab ki sach magar ho gayi baat ye khaab ki sach magar ho gayi naujawan main tujhe dekh kar kho gayi click here
mere paas aao nazar to milaao mere paas aao nazar to milaao in aankhon mein tumko jawaani milegi mere paas aao nazar to milaao suno to zara dhadkanen mere dil ki inhi mein tumhari kahaani milegi mere paas aao nazar to milaao mere thartharate huye in labon par tumhara hi koi taraana milega meri behki nazaron mein meri behki nazaron mein khoyi huyi si tumhari hi koi nishaani milegi mere paas aao nazar to milaao suno to zara dhadkanen mere dil ki inhi mein tumhari kahaani milegi mere paas aao nazar to milaao chalo aaj tumko chalo aaj tumko gale se laga lun tumhare liye har kasam tod daalun kare jo sitam haan kare jo sitam wo haseen aur honge yahan husn ki meharbaani milegi mere paas aao nazar to milaao muhabbat ki baahon mein aa kar to dekho kaleje se mujhko laga kar to dekho machalta sisakta machalta sisakta hua dil milega tadapti huyi zindagani milegi mere paas aao nazar to milaao suno to zara dhadkanen mere dil ki inhi mein tumhari kahaani milegi mere paas aao click here
mere pee ko pawan kis gali le chali mere pee ko pawan kis gali le chali koi roko meri zindagi le chali mere pee ko pawan kis gali le chali koi roko meri zindagi le chali mere pee ko pawan kis gali le chali mere pee ko waqt beeja tha boya tha uske liye waqt beeja tha boya tha uske liye maine pal pal piroya tha uske liye maine pal pal piroya tha uske liye mere din raat ki ye roshani le chali mere pee ko pawan kis gali le chali koi roko meri zindagi le chali mere pee ko pawan kis gali le chali mere pee ko click here
mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai daaman na tera chhodun main tujhse na muh modun daaman na tera chhodun main tujhse na muh modun ho din ya raat teri yaad saat ye reet kabhi na todun mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai rut aaye chali jaaye meri preet na murjhaaye rut aaye chali jaaye meri preet na murjhaaye chali jaye bahar tera intezar mere dil se kabhi na jaaye mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai raaton ko ginu taare dil tadap tadap haare raaton ko ginu taare dil tadap tadap haare chale gham ke teer dil dhare na dheer kahe aao mere pyaare mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai click here
mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karungi mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karunga mere saathiya mere saath chal andekhe hain ye sapne anjaani hain yeh raahein isiliye to kehta hoon tu thaam le meri baahein andekhe hain ye sapne anjaani hain yeh raahein isiliye to kehta hoon tu thaam le meri baahein pyaar ke kachche dhaage se tumne mujhko baandh liya o mere saathiya mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karungi mere saathiya mere saath chal is pyaar ke lambe raste mein mod hazaaron aate hain kabhi kabhi in modon pe log bichhad bhi jaate hain is anjaane darr se haaye dhak dhak dhadke mera jiya o mere saathiya mere saathiya mere saath chal aisa na ho kahin kuchh ho jaaye raste mein tu kahin kho jaaye to main kya karungi mere saathiya mere saath chal main kho jaaun click here
ho mere sanam tera khat mila khat mein tune khat likhne ko likha khat ke badale main aa gayi khat ke badale main aa gayi o mere sanam tera khat mila khat mein tune khat likhne ko likha khat se pehle main aa gaya khat se pehle main aa gaya allah kasam kya khat ka bharosa allah kasam kya khat ka bharosa kho jaaye khat to ho jaaye dhoka ho kaagaz ka tukda pahuncha na pahuncha kaagaz ka tukda pahuncha na pahuncha ye soch ke main khud aan pahuncha ho tune mera dil khush kar diya khat mein tune khat likhne ko likha khat ke badale main aa gayi khat ke badale main aa gayi teri judaai seh na saki main teri judaai seh na saki main tujhse mile bin reh na saki main ho tune kaha jo keh na saka main tune kaha jo keh na saka main tujhse mile bin reh na saka main ho is jor se dil dhadka mera khat mein tune khat likhne ko likha khat se pehle main aa gaya khat se pehle main aa gaya aaya hawa ka har ek jhonka aaya hawa ka har ek jhonka tera hi koi paigaam le ke ho itni muhabbat click here
mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam jal raha hai dil mera main chup rahun to kaise ghut raha hai dam mera main kuchh kahun to kaise ghum se haden khushi ki jaan milin uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam kitne din guzar gaye kismat ko sote sote kitni umr kat gayi din raat rote rote phir bhi to badnaseebi kam nahin uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam sun mera ghum uljhane zindagi ban gayi tu kahin main kahin mere sanam mere sanam mere sanam click here
mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam tum jo nahin kuchh bhi nahin pyaar hai mera aag mein jal raha tum jo nahin kuchh bhi nahin pyaar hai mera aag mein jal raha mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam door kahin door humein le chalo sanam door kahin door humein le chalo sanam jahaan na ho koi hum donon ke siwaay jahaan na ho koi hum donon ke siwaay door kahin door humein le chalo sanam door kahin door humein le chalo sanam bheege bheege nain muskuraaye sehme sehme honth gungunaaye bheege bheege nain muskuraaye sehme sehme honth gungunaaye mehka dil ka veeraana mat puchho ye afsaana mehka dil ka veeraana mat puchho ye afsaana door kahin door humein le chalo sanam jahaan na ho koi hum donon ke siwaay door kahin door humein le chalo sanam tarsi tarsi pyaar ki ye baahen baar baar aaj tumhen chaahen tarsi tarsi pyaar ki ye baahen baar baar aaj tumhen chaahen jaan bhi tum ho dil bhi tum chahat ki manzil bhi tum jaan click here
aaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa mere sapne mein aana re sajna mere sapne mein aana re mere sapne mein aana re sajna mere sapne mein aana re vo baat zara mere kaanon mein phir se keh jana re mere sapne mein aana re sajna mere sapne mein aana re thake thake nain piya dekhe raah teri thake thake nain piya dekhe raah teri dheere dheere jaadu kare chaand ki ujeyeri dheere dheere jaadu kare chaand ki ujeyeri samaa bada hi suhaana re sajna mere sapne mein mere sapne mein aana re sajna mere sapne mein aana re mere sapne mein aana re sajna mere sapne mein aana re chori chori aake piya baithna sirhane chori chori aake piya baithna sirhane jaan ke main chup rahungi neend ke bahaane jaan ke main chup rahungi neend ke bahaane mujhe chhed ke jagana re sajna mere sapne mein mere sapne mein aana re sajna mere sapne mein aana re vo baat zara mere kaanon mein phir se keh jana re mere sapne mein aana re sajna mere sapne mein aana re mere sapne mein aana re sajna click here
oo oo oooo oo oo oo oo oo oooo oo oo mere sapnon mein ik soorat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko oo oo oo mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai main milaaungi ek din baharo tumhen oo main milaaungi ek din baharo tumhen kaisa hai kehna hoga nazaaro tumhe jab hoga wo apna sach hoga mera sapna kisi apne ee ee ee kisi apne ki mujhko zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai oo oo jaan jalne lagi hai jawaani se oo jaan jalne lagi hai jawaani se aag bujhti nahin hai ye paani se pyaar itna barsaaye mere man par chha jaaye mere man ko oo oo oo mere man ko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai mere man mein basi ik moorat hai mujhko usi ki zururat hai mere sapnon mein ik soorat hai click here
mere tumhaare beech mein ab to naa parbat naa saagar niss din rahe khayaalon mein tum ab ho jaao ujaagar ab aan milo sajnaa ab aan milo sajnaa sajnaa mere tumhaare beech mein ab to naa parbat naa saagar niss din rahe khayaalon mein tum ab ho jaao ujaagar ab aan milo sajnaa ab aan milo sajnaa sajnaa aaya madmaata saawan phir rimjhim ki rutt aayi phir mann mein baji sehnaayi phir preet ne li angdaayi aaya madmaata saawan phir rimjhim ki rutt aayi phir mann mein baji sehnaayi phir preet ne li angdaayi mere tumhaare beech mein ab to naa parbat naa saagar niss din rahe khayaalon mein tum ab ho jaao ujaagar ab aan milo sajnaa ab aan milo sajnaa sajnaa main mann ko laakh manaun maane nahin mann matwaala ab aa ke tumhin samjhaao maine ab tak bahut sambhala main mann ko laakh manaun maane nahin mann matwaala ab aa ke tumhin samjhaao maine ab tak bahut sambhala mere tumhaare beech mein ab to naa parbat naa saagar niss din rahe khayaalon mein tum ab ho jaao ujaagar ab aan click here
meri aankhen hain aap ki aankhen meri aankhen hain aap ki aankhen jab bhi chaahe inhen rula dije mera dil aap ki amanat hai mera dil aap ki amanat hai apna har ghum yahaan chhupa dije meri aankhen hain aap ki aankhen aap chup hain to har khushi gum hai khoya khoya sa kyun tabasum hai aap chup hain to har khushi gum hai khoya khoya sa kyun tabasum hai mere honthon se muskuraa dije meri aankhen hain aap ki aankhen kya hua jo andheri raahen hain aap ke saath meri baahen hain kya hua jo andheri raahen hain aap ke saath meri baahen hain main diya hoon mujhe jala dije meri aankhen hain aap ki aankhen aap tanhaa nahin zamaane mein main bhi shaamil hoon iss fasaane mein aap tanhaa nahin zamaane mein main bhi shaamil hoon iss fasaane mein apna ghum mera ghum bana dije meri aankhen hain aap ki aankhen jab bhi chaahe inhen rula dije mera dil aap ki amanat hai apna har ghum yahaan chhupa dije meri aankhen hain aap ki aankhen click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Khwabon Mein Khayalon Mein Honeymoon (1960) 03:10 15601
 
Poster of Honeymoon (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Saida Khan
Duration : 03:10   Song Number : 15601   

Mere Ladlo Tum Phoolo Sant Gyaneshwar (1964) 04:40 39432
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:40   Song Number : 39432   

Mere Liye Wo Anokha Pyar (1948) 03:05 35978
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Bahzad Lakhanavi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:05   Song Number : 35978   

Mere Mann Ka Baawra Amar Deep (1958) 04:01 12650
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 12650   

Mere Mann Ke Diye Parakh (1960) 04:09 13909
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:09   Song Number : 13909   

Mere Mehboob Mein Kya Mere Mehboob (1963) 04:19 13731
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Raag- 
Sarang
Duration : 04:19   Song Number : 13731   

Mere Mitwaaa Mere Meet Re Geet (1970) 03:38 11949
 
Poster of Geet (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:38   Song Number : 11949   

Mere Naina Saawan Bhadon (Female) Mehbooba (1976) 06:55 20930
 
Poster of Mehbooba (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:55   Song Number : 20930   

Mere Naseeb Mein Naseeb (1981) 08:07 18096
 
Poster of Naseeb (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 08:07   Song Number : 18096   

Mere Paas Aao Nazar To Milaao Sunghursh (1968) 03:46 32141
 
Poster of Sunghursh (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 32141   

Mere Pee Ko Pawan Ghulami (1985) 04:45 32093
 
Poster of Ghulami (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:45   Song Number : 32093   

Mere Piya Se Koi Ye Ashiana (1952) 04:04 12744
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:04   Song Number : 12744   

Mere Saathiya Parampara (1993) 06:07 18453
 
Poster of Parampara (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Neelam
Duration : 06:07   Song Number : 18453   

Mere Sanam Palay Khan (1986) 06:10 19195
 
Poster of Palay Khan (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Farha Naaz
Duration : 06:10   Song Number : 19195   

Mere Sanam Sun Mera Ghum Naag Mandir (1966) 03:34 37838
 
Poster of Naag Mandir (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:34   Song Number : 37838   

Mere Sanam Tu Jo Ek Sapera Ek Lutera (1965) 05:41 17996
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:41   Song Number : 17996   

Mere Sapne Mein Aana Raj Hath (1956) 03:58 19203
 
Poster of Raj Hath (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:58   Song Number : 19203   

Mere Sapnon Mein Janwar Aur Insaan (1972) 03:57 36948
 
Poster of Janwar Aur Insaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor
Duration : 03:57   Song Number : 36948   

Mere Tumhare Beech Jhuk Gaya Aasman (1968) 06:04 13448
 
Poster of Jhuk Gaya Aasman (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 06:04   Song Number : 13448   

Meri Aankhen Hain Vijay (1988) 04:43 14398
 
Poster of Vijay (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Nida
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri, Anil Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 14398   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar