aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole zakhmon mein aaj kis ka reh reh ke pyaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain tum ho qaraar jis dil ka tum ho qaraar jis dil ka wahi beqraar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski tum jo nazar milaao tum jo nazar milaao dil mein bahaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kab se khade huye hain keh do to laut jaayein kab se
Mere Mann Ka Baawra
Amar Deep (1958)

A K Hangal, Bindu Panikkar, Deven Verma, Rajesh Khanna, Roopesh Kumar, Shabana Azmi, Vinod Mehra
Song Title :
Mere Mann Ka Baawra
Album/Film :
Amar Deep (1958)
Production :
Sujata International
Producer :
K Bala Ji
Director :
K Vijayan, R Krishnamoorthi
Film Actors :
A K Hangal, Bindu Panikkar, Deven Verma, Rajesh Khanna, Roopesh Kumar, Shabana Azmi, Vinod Mehra
Singer :
Lata Mangeshkar
OnScreen Actors :
Padmini