MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukesh
HomeMukesh
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya phool sang muskaaye kaliyaan main kaise muskaaun baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan chham chham neer bahaaun main chham chham neer bahaaun chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya dil ki lagi ko kya koi jaane main jaane dil jaane palkon ki chhayaa mein naachen palkon ki chhayaa mein naachen dard bhare afsaane haaye dard bhare afsaane chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat aisi chali birhaa ki aandhi aisi chali birhaa ki aandhi tadpat hoon din raat haaye main tadpat hoon din raat chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya chhod click here
chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani hum hindustani hum hindustani aaj purani zanjeeron ko tod chuke hain kya dekhe uss manzil ko jo chhod chuke hain chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani aao mehnat ko apna imaan banaaye apne haathon ko apna bhagwaan banaaye raam ki iss dharti ko gautam ki bhumi ko sapnon se bhi pyaara hindustaan banaaye naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani har zarra hai moti aankh utha kar dekho maati mein sona hai haath bada kar dekho sone ki ye ganga hai chandi ki yamuna chaho to pathar se dhaan ugaa kar click here
chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana raah mein murakh mat loot jaana mat loot jaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye aankh se tapke dil ka khazaana dil ka khazaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri click here
lal la la lala lal la la chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara hmm hmm aa haaa lala la kholi bhi chhin gayi hai benchen bhi chhin gayi hai sadkon pe ghumta hai ab carvaan humara jeben hai apni khaali kyun deta warna gaali wo santari humara wo paasbaan humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara aa haa haa haa haa jitni bhi buildingen thi sethon ne baant li hai footpath bambai ke hain aashiyaan humara sone ko hum kalander aate hain boribandar har ek coolie yahaan ka hai raazdaa humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm taalim hai adhoori milti nahin majoori maloom kya kisi ko dard e nihaa humara chin o arab humara patla hai haal apna lekin lahoo hai ghaada faulad se bana hai har naujawaan humara mil jul ke iss watan ko aisa sajaayenge hum hairat se munh takega saara jahaan click here
chori chori jo tumse mili to log kya kahenge chori chori jo tumse mili to log kya kahenge haanji isse pyaar kahenge haanji isse pyaar kahenge haanji isse pyaar kahenge haanji isse pyaar kahenge gali gali ye baat chali to log kya kahenge gali gali ye baat chali to log kya kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge tera khayaal mere dil mein jab se aaya hai kadam sambhalte nahin aur nasha sa chhaya hai qaraar kho ke hi dil ne qaraar paaya hai qaraar kho ke hi dil ne qaraar paaya hai hoooo ooooo oooo oooo oooo dheere dheere ye baat badhi to log kya kahenge dheere dheere ye baat badhi to log kya kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge kitni zaalim ye mulaaqat huyi jis se darte the wohi baat huyi badh gayi pyaas tamannao ki iss tarah pyaar ki barsaat huyi kasam tumhaari mere dil ki baat keh daali hooo kasam tumhaari mere dil ki baat keh daali hoooo ooooo click here
chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana lubhataa hai mujhko ye mausam suhaana main jaaungi tum mere peechhe na aana lipat jaayega koi bebaak jhonka jawaani ke rau mein na aanchal udaana hooo mere waaste tum preshaan na hona mujhe khoob aata hai daaman bachana mujhe khoob aata hai daaman bachana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana ghataa bhi kabhi choom leti hai chehraa samajh soch kar rukh se zulfen hataana hooo ghata mere nazdik aa kar to dekhe inn aankhon ne seekha hai bijli girana inn aankhon ne seekha hai bijli girana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana main jaaungi tum mere peechhe na aana khuli waadiyon mein akeli na jaana click here
daag naa lag jaaye haaye kahin daag naa lag jaaye haaye pyaar kiya to kar ke nibhana pyaar kiya to kar ke nibhana daag naa lag jaaye haaye kahin daag naa lag jaaye haaye gore tann se chamke bijariyaa gore tann se chamke bijariyaa aag naa lag jaaye haaannnnn kahin aag naa lag jaaye soch samjh kar paanv bhadana manzil ke deewane aag ko chhuna khel nahin hai aag ko chhuna khel nahin hai o paagal parwaane shole ki baahon mein baahon mein shole ki baahon mein aa mat jaana kyun daag naa lag jaaye aaaaaa aaaaa aaaaaa kahin daag naa lag jaaye aaaaaa aaaaa aaaaaa kahin daag naa lag jaaye maine hamesha sadme uthaye jiss se bhi dil ko lagaaya jab bhi hansaa main sab ko hasaane jab bhi hansaa main sab ko hasaane aankhon mein aansun aaya dil ke jale ko haannnn haaaan dil ke jale ko tum naa jalaana kyun aag naa lag jaaye kahin aag naa lag jaaye haaannnnn kahin aag naa lag jaye kahin daag naa lag jaaye haaye kahin daag naa lag jaaye pyaar kiya to kar ke nibhana pyaar kiya to kar click here
dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge zindagi mein to kisi se pyaar karnaa tha zaroor pyaar karnaa tha zaroor mar gaye hum aap par waise bhi marna tha zaroor haanji marna tha zaroor jaan lab par hai kasam le saans jab tak hai tu sun le hum naa jaayenge dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge yun naa thokar maariye ke toot jaayega ye dil toot jaayega ye dil aap pachhtaaenge phir naa haath aayegaa ye dil haath aayegaa ye dil le isi dil ki kasam le khaak ho kar bhi tu sun le hum naa jaayenge dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge maikada bhi raah mein tha chhod aaye hain use chhod aaye hain use jaam apne haath mein tha tod aaye hai use tod aaye hai use tere pyaase hain kasam le door se aayen hain sun le hum naa jaayenge dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge click here
darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar phoolon ko dekha tune jab jab aayi bahaar ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein mujhe nahin dekha ek baar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar sooraj ki pehli kirnon ko dekha toone alsaate huye sooraj ki pehli kirnon ko dekha toone alsaate huye raaton mein taaron ko dekha sapnon mein kho jaate huye yun kisi na kisi bahaane yun kisi na kisi bahaane tune dekha sab sansaar tune dekha sab sansaar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar kaajal ki kismat kya kahiye naiyno mein toone basaaya hai kaajal ki kismat kya kahiye naiyno mein toone basaaya hai aanchal ki kismat kya kahiye tune ang lagaaya hai hasrat hi rahi mere dil mein hasrat hi rahi mere dil mein banon tere gale ka haar banon tere gale ka haar darpan ko dekha tune jab jab kiya singaar phoolon ko dekha tune jab jab aayi bahaar ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein ek badnseeb hoon mein click here
deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana hoooo main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe hansta hai koi soorat pe meri hansta hai koi haalat pe meri hansta hai koi soorat pe meri hansta hai koi haalat pe meri chhota hi sahi par dil hai bada main jhoomta paimaana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana hoooo main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe main insaan sidha sadha hoon imaan ka main shehzaada hoon main insaan sidha sadha hoon imaan ka main shehzaada hoon hai kaun bura maalik jaane main pyaar ka parwaana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai deewana hoooo main samjhun jag hai deewana deewana mujhko log kahe main yaar ki khatir loot jaaun aur pyaar ki khatir mit jaaun main yaar ki khatir loot jaaun aur pyaar ki khatir mit jaaun chalta hi rahoon har manzil par anjaam se begaana deewana mujhko log kahe main samjhun jag hai click here
deewanon se ye mat poochho deewanon se ye mat poochho deewanon pe kya guzari hai guzari hai haan unke dilon se ye poochho armanon pe kya guzari hai guzari hai deewanon se ye mat poochho auron ko pilate rehten hain aur khud pyase reh jaate hain auron ko pilate rehten hain aur khud pyase reh jaate hain ye peene waale kya jaane paimanon pe kya guzari hai guzari hai deewanon se ye mat poochho maalik ne banaya insaan ko insaan mohobbat kar baitha maalik ne banaya insaan ko insaan mohobbat kar baitha wo upar baitha kya jaane insaanon pe kya guzari hai guzari hai haan unke dilon se ye poochho armanon pe kya guzari hai guzari hai deewanon se ye mat poochho click here
dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya koi rav koi rank bhikhari kahin dhoop kahin chhaya koi rav koi rank bhikhari kahin dhoop kahin chhaya rang rangeeli kashti teri manav phire bulaya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya saty marg ko bhool gaya main dekh ke kanchan kaya saty marg ko bhool gaya main dekh ke kanchan kaya nain khule tab laga sochne kya khoya kya paya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya apne roop ki chhavi dikhla do abhilasha hai darsh kara do apne roop ki chhavi dikhla do abhilasha hai darsh kara do gyan ki jyot jala do man mein gyan ki jyot jala do man mein sharan tumhari aaya prabhu mera man lalchaya dekh ke teri maya prabhu mera man lalchaya click here
dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum dil mein kiske gumaan kya guzar jaayega tumko apna kahein to kahein kis tarah saari mehfil ka chehra utar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum tum bhi betaab ho hum bhi bechain hain dil mein milne ki hasrat machalne lagi sabr ka ab to daaman sulagne laga pyaar ki aag seene mein jalne lagi pyaar ki aag seene mein jalne lagi tumse milne na paaye agar aaj hum aisa lagta hai dil hi thehar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum ho kisi desh mein ya kisi bhesh mein shakl apnon ki pehchaan leta hai dil tum kaho na kaho hum kahein na kahein baat dil ki to khud jaan leta hai dil baat dil ki to khud jaan leta hai dil saamne bas yunhi muskuraate raho zindagi ka muqaddar sanwar jaayega dekh sakte nahin tumko jee bhar ke hum jaankar ki gayi ho ke anjaane mein duniyan waale khata maaf karte nahin duniyan waalon ka ye julm to dekhiye deke bhi jo saza maaf karte nahin deke bhi jo saza maaf karte nahin zindagi ban gayi qaid click here
dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega paas aake na tadpaaiyega paas aake na tadpaaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega hain kitni jawaan ye angdaiyaan aaa aaa aaaaaa ye khamoshiyaan ye behoshiyaan ye tanhaaiyaan aaj to aaaaa aaj to dil mein reh jaaiyega paas aake na tadpaiyega paas aake na tadpaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega idhar tum hanse udhar chaand ki nazar jhuk gayi aaa aaa aaaaaa zara tum chale jahaan thi hawa wahin ruk gayi soch ke aaaaa soch ke naaz farmaaiyega paas aake na tadpaiyega paas aake na tadpaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega jahaan tum raho rahengi wahaan nigaahen meri aaaa aaaa aaaaa chale aao bhi hain kab se khuli ye baanhen meri aayiye aaaaa aayiye ab to aa jaaiyega paas aake na tadpaiyega paas aake na tadpaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega click here
dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banaavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein chhodo ji chhodo aisi banaavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein bahaaron ko aaye huye chaar din bahaaron ko aaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din dekho na todo aise suhaane sapne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banavati baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein dua do ke yeh dil reham kar gaya dua do ke yeh dil reham kar gaya kaho yeh ke jaadu asar kar gaya kaho yeh ke jaadu asar kar gaya ye jaadu hai kiss ka maaloom nahin apne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banavati baatein hum ne to aisi click here
dekho mausam kya bahaar hai sara aalam beqaraar hai aise mein kyun hum deewane ho jaayen na dekho mausam kya bahaar hai sara aalam beqaraar hai aise mein kyun hum deewane ho jaayen na chhalki chhalki chandni bhi hai halki halki bekhudi bhi hai aise mein kyun hum yahin par kho jaayen na thandi thandi ret mein jalwon ki barsaat hai kya mastana hai sama kya matwali raat hai thandi thandi ret mein jalwon ki barsaat hai kya mastana hai sama kya matwali raat hai ho o o o o sapne bhikhre mod mod pe aa ke naina jod jod ke aise mein kyun hum deewane ho jaayen na chhalki chhalki chandni bhi hai halki halki bekhudi bhi hai aise mein kyun hum yahin par kho jaayen na gaati si har saans mein bajti thi shehnaiyaan saaya dil pe daalti taaron ki parchhaiyan gaati si har saans mein bajti thi shehnaiyaan saaya dil pe daalti taaron ki parchhaiyan ho o o o o o o jhaanke chanda aasmaan se chhede humko jaan jaan ke aise mein kyun hum yahin par kho jaayen naa dekho mausam kya bahaar hai click here
dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega saans ki to bahut tez raftaar hai aur chhoti bahut hai milan ki ghadi gunthate gunthate ye ghata saanwari bujh na jaaye kahin roop ki phuljhari chudiyaan hi na tum chudiyaan hi na tum khankhnati raho ye sharmsaar mausam badal jaayega badal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum surkh honthon pe uff ye hansi madbhari jaise shabnam angaaron ki mehmaan ho jaado bunti huyi ye nasheeli nazar dekh le to khudaayi pareshaan ho muskuraao na aise muskuraao na aise chura kar nazar aaina dekh suraj machal jaayega machal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum chaal aisi hai madhosh masti bhari neend suraj sitaaron ko aane lage itne naazuk kadam chum aaye agar sote sote biyaa baan gaane lage mat mahaavar rachaao mat mahaavar rachaao bahut paanv mein farsh ka marmari dil daihal jaayega daihal jaayega dekhti hi raho click here
dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi carvaan ban kar gujarti jaa rahi hai zindagi dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi gardishen shamon shehar kuchh bhi nahin ek khawaab hai gardishen shamon shehar kuchh bhi nahin ek khawaab hai in khilonon se humen behla rahi hai zindagi carvaan ban kar gujarti jaa rahi hai zindagi dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi ek taraf shabnam ke aansoo ek taraf gul ki hansi ek taraf shabnam ke aansoo ek taraf gul ki hansi har chaman mein ro rahi muska rahi hai zindagi carvaan ban kar gujarti jaa rahi hai zindagi dhadkanon ke saaz par kya gaa rahi hai zindagi click here
dharti ko aakash pukare aaja aaja prem duwaare aana hi hoga iss duniyaa ko chhod ke jaa re jhoote bandhan tod ke saare jaana hi hoga click here
dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le sej se kaliyaan chun na le chun na le koi chun na le humko kisi ka darr nahin koi zor jawaani par nahin dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le humko kisi ka darr nahin koi zor jawaani par nahin dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le kuchh keh le kuchh kar le ye sansaar hum premi hai hum to karenge pyaar kuchh keh le kuchh kar le ye sansaar hum premi hai hum to karenge pyaar koi dekh le to dekh le koi jaan le to jaan le koi dosh humare sar nahin koi zor jawaani par nahin dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le dheere dheere bol koi sun na le haa sun na le koi sun na le baaton ke badle aankhon se lo kaam warna hum ho jaayenge re badnaam baaton ke badle aankhon se lo kaam warna hum ho jaayenge re badnaam naadan tum anjaan tum lo maan tum beimaan tum kyun chain tumhen pal bhar nahin koi zor jawaani par nahin click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhod Gaye Baalam Barsaat (1949) 03:24 11812
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 11812   

Chhodo Kal Ki Baatein Hum Hindustani (1960) 03:21 20286
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Prem Dhavan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:21   Song Number : 20286   

Chhoti Si Ye Zindgaani Aah (1953) 03:34 20290
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Duration : 03:34   Song Number : 20290   

Chin O Arab Humara Phir Subha Hogi (1958) 03:33 13953
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 13953   

Chori Chori Jo Tumse Mili Parasmani (1963) 04:09 12037
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Faruk Kaisar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Geetanjali, Mahipal
Duration : 04:09   Song Number : 12037   

Chura Le Na Tumko Dil Hi To Hai (1963) 03:19 13103
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 03:19   Song Number : 13103   

Daag Naa Lag Jaaye Mera Naam Joker (1970) 05:00 13713
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Duration : 05:00   Song Number : 13713   

Dar Pe Aaye Hain Kasam Le Love In Simla (1960) 03:16 13618
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:16   Song Number : 13618   

Darpan Ko Dekha Tune Upaasna (1971) 04:38 14382
 
Poster of Upaasna (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Mumtaz
Duration : 04:38   Song Number : 14382   

Deewana Mujhko Log Kahe Diwana (1967) 04:19 15180
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sayra Banu
Duration : 04:19   Song Number : 15180   

Deewanon Se Ye Mat Poochho Upkar (1967) 03:40 20320
 
Poster of Upkar (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:40   Song Number : 20320   

Dekh Ke Teri Maya Ram Darshan (1950) 03:22 38884
 
Poster of Ram Darshan (1950)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
- Ramesh Gupta
Music Director- 
Shankarrao Vya, Ram Ganguly, Rijram
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:22   Song Number : 38884   

Dekh Sakte Nahin Tumko Jee Bhar Ke Hum Ilzam (1970) 04:46 40660
 
Poster of Ilzam (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dara Singh
Duration : 04:46   Song Number : 40660   

Dekhiye Yun Na Sharmaiyega Bindiya (1960) 03:29 10449
 
Poster of Bindiya (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mukesh, Usha Khanna
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Padmini
Duration : 03:29   Song Number : 10449   

Dekho Ji Dekho Ek Baar Is Taraf Dekho Aas (1953) 02:20 36225
 
Poster of Aas (1953)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Shekhar
Duration : 02:20   Song Number : 36225   

Dekho Mausam Kya Bahaar Hai Opera House (1961) 04:08 13888
 
Poster of Opera House (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Saroja Devi, Ajeet
Duration : 04:08   Song Number : 13888   

Dekhti Hi Raho Aaj Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:19 13825
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
- Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Kedar
Duration : 03:19   Song Number : 13825   

Dhadkanon Ke Saaz Par Kaun Ho Tum (1970) 03:21 32409
 
Poster of Kaun Ho Tum (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amar Nath
Duration : 03:21   Song Number : 32409   

Dharti Ko Aakash Pukare Mela (1948) 02:04 13711
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
- Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Raag- 
Asavari
Duration : 02:04   Song Number : 13711   

Dheere Dheere Bol Gora Aur Kala (1972) 04:54 20332
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kapoor, Hema Malini
Duration : 04:54   Song Number : 20332   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh