MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukesh
HomeMukesh
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa aaa aaa wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai jo rooth jaati hai cheez wo naazuk badi hai toot jaati hai bolo bolo preet nahin reet nahin neend nahin dori dori nahin gori wo kaun hai wo kaun hai jag jisse darta hai wo kaun hai wo kaun hai jag jisse darta hai jaagta hai raat bhar aur aahen bharta hai bolo bolo mor nahin chor nahin chakor nahin diya diya nahin piya jeet na tu paayega jo hoga dekha jaayega arre jeet na tu paayega jo hoga dekha jaayega baat bata ek raaja raani sab kuchh poochh le aaja ho o o o wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai jo aisi hoti hai dil tadapta hai uska aur aankh roti hai bolo bolo hawa nahin ghata aaha dhuaan nahin yaad yaad nahin fariyad wo kaun hai wo kaun hai ek uljhan hoti hai wo kaun hai wo kaun hai ek uljhan hoti hai dost agar aati hai lekin dushman hoti hai bolo bolo raat nahin ghaat uhun baraat nahin nishaani nahin jawaani bhed zara ye kholo aji bolo ji kuchh bolo bhed zara ye kholo bolo bolo ji kuchh click here
wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya ye na hota to koi dusra ghum hona tha main to wo hoon jise har haal mein bas rona tha muskrata bhi agar to chhalak jaati nazar apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya warna kya baat hai tu koi sitamgar to nahin tere seene mein bhi dil hai koi patthar to nahin tune dhaya hai sitam to yahi samjhenge hum apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya click here
wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye yun hi raahon mein unki baahon ko jab hum lage thaamne lehraaye se balkhaye se wo ruke mere saamne yun hi raahon mein unki baahon ko jab hum lage thaamne lehraaye se balkhaye se wo ruke mere saamne phir bhi rukte rukte wo to hawa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye aankhon aankhon mein baaton baaton mein maine chhedi jo raagini ye na puchhiye kaise roothi hai gore mukhde ki chaandni aankhon aankhon mein baaton baaton mein maine chhedi jo raagini ye na puchhiye kaise roothi hai gore mukhde ki chaandni gesu bikhre bikhre kaali ghata ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye kaisa hasna ji kaisa milna ji nahin puchha mijaaz bhi dil bhi hai wohi click here
main kaise usse pasand karoon main kaise aankhen band karoon wo aurat hai tu mehbooba tu sab kuchh hai wo kuchh bhi nahin wo aurat hai tu mehbooba tu sab kuchh hai wo kuchh bhi nahin tum aaise usse pasand karo mil baitho baatein chand karo wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin mere liye jo pyaar mohabbat uske liye paheli mere liye jo pyaar mohabbat uske liye paheli champa kaise bhaaye usse jiske mann basi chameli uska dukh hai mera dukh meri souten meri saheli mere bina akele tum ho tumhre bina wo akeli mat ye deewar bulund karo mil baitho baatein chand karo wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin o o o o o o o o o o o o uska naam na le mujhko nafrat hai uske naam se thak gaye ho bechain ho tum so jaao aaraam se ye rain milan ki raina hai milkar bhi door click here
woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi in kaali sadiyon ke sar se jab raat ka aanchal dhalkega jab dukh ke baadal pighlenge jab sukh ka sagar chalkega jab ambar jhoom ke naachega jab dharti nagme gaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi hm hm hm hm hm a a a a jis subah ki khatir yug yug se hum sab mar mar kar jeete hai a a a a a a a a jis subah ke amrit ki dhun mein hum zahar ke pyaale peete hai hm hm hm hm in bhookhi pyaasi roohon par ik din to karam farmayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi a a a hm hm hm hm hm a a a mana ke abhi tere mere armano ki keemat kuch bhi nahi hm hm hm hm mitthi ka bhi hai kuch mol magar insanon ki keemat kuch bhi nahi a a a a insanon ki izzat jab jhute sikko mein na toli jaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi click here
oh zindagi ae meri bebasi oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai hum sailaani ghar na gharaana kaam humaara chalte jaana kaam humaara chalte jaana apni kabhi koi manzil na thi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai aankh se jo ek boond giri hai har sapne ka mol yahi hai har sapne ka mol yahi hai ae dil ki kari koi kimat na thi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai jo ye sapne sach ho jaate to ye sapne kyun kehlaate to ye sapne kyun kehlaate aur iss ghadi neend kyun tootti apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai click here
hum rahen yaa naa rahen kal kal yaad aayenge ye pal pal ye hain pyaar ke pal chal aa mere sang chal chal soche kya chhoti si hai zindagi kal mil jaaye to hogi khushnaseebi hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal hum rahen yaa naa rahen kal kal yaad aayenge ye pal chal soche kya chhoti si hai zindagi kal mil jaaye to hogi khushnaseebi hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal aane waali subah jaane hogi kitni suhaani chamkenge aise ke saari duniyaa hogi apni deewani hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal hum rahen yaa naa rahen kal kal yaad aayenge ye pal chal soche kya chhoti si hai zindagi kal mil jaaye to hogi khushnaseebi hum rahen yaa naa rahen yaad aayenge ye pal yaad aayenge ye yaad aayenge ye pal click here
yaad aayi aadhi raat ko yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke har baat pe kehte hain ke is baat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba saaki mujhe batlaa to de munh pher ke mat hans saaki mujhe batlaa to de munh pher ke mat hans ki maine agar pee ke to kis baat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba chaahat mein wafa aur wo mar mitne ki kasmein chaahat mein wafa aur wo mar mitne ki kasmein kya khaab tha behke huye zazbaat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba kal raat ki tauba click here
yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega iss duniyaa mein chhoti si apni duniyaa basaana yaad rahengaa hoooo yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega ek hain hum aur ek rahenge sukh mein bhi aur dukh mein bhi hoooo ek hain hum aur ek rahenge sukh mein bhi aur dukh mein bhi jab tak hai saanson ka bandhan jab tak hai saanson ka bandhan ye bandhan toote naa kabhi janam janam ye rasmen nibhaane ki janam janam ye rasmen nibhaane ki kasmen uthana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega apne jahaan mein madhur hansi ki goonj kabhi naa maand pade hooo apne jahaan mein madhur hansi ki goonj kabhi naa maand pade jo bhi kadam badhta ho apna jo bhi kadam badhta ho apna ek duje ki aur badhe pyaar mein jhoom ke do saayon kaa pyaar mein jhoom ke do saayon kaa ik ho jaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad click here
yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko do dilon mein chupke chupke jo huyi sau baat ko do dilon mein chupke chupke jo huyi sau baat ko yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko yaad rakhna aasmaan par aasmaan hai premiyon ka mel hai zindagi ke kone kone mein khushi ka khel hai zindagi ke kone kone mein khushi ka khel hai aarzoo machali huyi ye zindagi hansti huyi aarzoo machali huyi ye zindagi hansti huyi yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko click here
yaaro surat humaari pe mat jaao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao hum bhi hain dil ke shaah jahaan pyaar pe sab kuchh hai kurbaan hoo hum bhi hain dil ke shaah jahaan are pyaar pe sab kuchh hai kurbaan zara si hai gareebi yahi hai kam naseebi zara si hai gareebi yahi hai kam naseebi ki unse abhi na huyi pehchaan yaaro surat humaari pe mat jaao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao aapki daulat zindabaad aapki jaiben zindabaad imaan ki kahenge kahenge phir kahenge imaan ki kahenge kahenge phir kahenge ki pet ye paapi murdabaad yaaro surat humaari pe mat jaao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao jaane kaisa hai ye jahaan jeena mushkil maut aasaan oo jaane click here
yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana bole ye hey bandhu tose behti nadi kehti yahi uthati ghataa chalti hawaa gaati yahi gaana bole ye hey bandhu tose behti nadi kehti yahi uthati ghataa chalti hawaa gaati yahi gaana koi ho nahin yahaan kisi ka thikaana bole ye hey bandhu tose jal ki lehar kal ho kahaan kis ko khabar bole yahi saanson ka taraana bole ye hey bandhu tose jal ki lehar kal ho kahaan kis ko khabar bole yahi saanson ka taraana koi ho nahin yahaan kisi ka thikaana yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana click here
yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate taqdeer mein kaisi raat meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate ulfat mein hai mitna reet meri pinjre mein tadapti preet meri panghat pe pahunch kar pyaasa hoon kya haar meri kya jeet meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate dil bhara bhara pyaase hain nain hain paas magar mushkil hai milan panchhi hain akela suna sa man aankhon mein nami hai dil mein jalan taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate taqdeer mein kaisi raat meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate click here
ye dil hai mohabbat ka pyaasa iss dil kaa tadapna kya kahiye maayus hai hum magroor ho tum aur tum pe hi mitna kya kahiye ye dil hai ye shauk humen ke utha len unhen wo sharm o hayaa ke maare hain ye shauk ye shauk humen ke utha len unhen wo sharm o hayaa ke maare hain wo sharm o hayaa ke maare hain ye had se guzar jaana apnaa aur unka simatna kya kahiye ye dil hai kiss soch mein ho kuchh hosh nahin ye ghabraahat bhi kaisi hai ye ghabraahat bhi kaisi hai bal khaa ke humin se hat jaana phir humse lipatanaa kya kahiye ye dil hai aa jaao humari baahon mein haaye ye hai kaisi majboori aa jaao aa jaao humari baahon mein haaye ye hai kaisi majboori haaye ye hai kaisi majboori hum aap ke hai koi gair nahin apnon se ulajhana kya kahiye ye dil hai mohabbat ka pyaasa iss dil kaa tadapna kya kahiye ye dil hai click here
ooooo oooo ooooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana dilbar jaani naa dena dil tod tod tod dilbar jaani naa dena dil tod tod tod ye pyaar hai gehra saagar hai doob ke tujhko jaana ye pyaar hai gehra saagar hai doob ke tujhko jaana dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod hooo ooooo oooo oooooo aaaaa aaaaaa aaaaaaaa nas nas mein hai bijli kahin jal naa jaana soch samjh kar humse zara dil takraana raah pyaar ki badi kathin hai kahaan chala marjaane dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana dilbar jaani naa dena dil tod tod tod dilbar jaani naa dena dil tod tod tod hooo ooooo oooo oooooo ooooo ooooo ooooooooo toot pade ye bijli to kismat chamke aag mein tap kar sona are aur bhi damke haar jeet ki click here
ye duniyaa hai ye duniyaa hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil mein samaana kiss ko aata hai mitaane waale laakhon hain mitaane waale laakhon hain banaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai nighaahen pher li tumne to hum kiss ki taraf dekhen kiss ki taraf dekhen tumhin keh do muhabbat ka fasaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai wafaa ka yun to dam bharte hain iss duniyaa mein sab lekinnnn duniyaa mein sab lekin wafaa ke naam par mitt kar dikhaana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai ye duniyaa hai click here
kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari are kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali are ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali itne hi se dhopi bhaari jeb ho gayi khaali do numbar hai aur niraala dekhun aur khul jaaye taala udd ke packet mein aa jaaye hare note ki bari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta are numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta sab ki tabiyat karun saaf dilli ho ya calcatta chauthe mera gazab ka jhaansa aap diya dujje ko phaansa kabhi kabhi to police ko ulte dikhlaun hathkadi ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari paanchva numbar zulm ka dushman main click here
ye jawaani ye haseen raat khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani ye haseen raat khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani aa haa haa aaj har cheez pe chhai huyi madhoshi hai husn hai ishq hai veerana hai khamoshi hai aji khamoshi hai ye machalte huye jazbaat khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani hmm mm gudgudaati hai jawaani mere armaanon ko gudgudaati hai jawaani mere armaanon ko kaun roke dil mein uthte huye tufaanon ko aji tufaanon ko dil pe rakhne lage hum haath khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani aa haa haa jaane kya tumne udhar teekhi nazar se puchha jaane kya humne idhar apne jigar se puchha oo jigar se puchha ye sawaalon pe sawalaat khuda khair karen aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani ye haseen raat khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani click here
hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye kisne geet chheda ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri chori chori haule haule thandi thandi hawaayen chori chori haule haule thandi thandi hawaayen kaliyon ke mukh chumen bagiyaa ko dulraaye daali daali jaaye lachak lachak kis ki zulf bikhri ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera anjaani dagari pe chala dekho mann mera matwaala gaya behak behak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara mere saajan tere kaaran maine chhoda jag saara sang tere chali runak jhunak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara click here
ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye chaand ye sitaare kehte hai mil ke saare aajaa pyaar kare ye chanda bairi dekhe aise mein bolo kaise iqraar kare dil mein hai kuchh kuchh kahe zubaan pyaar yahi hai jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye pyaar ki lambi raahen baahon mein daalen baahen kahin door chalen baithe hain ghera daale ye zaalim duniyaa waale humen dekh jale jalta hai to jale jahaan thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wo Kaun Hai Anjaana (1969) 06:17 36564
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Duration : 06:17   Song Number : 36564   

Wo Tere Pyaar Ka Ghum My Love (1970) 03:59 11988
 
Poster of My Love (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:59   Song Number : 11988   

Wo To Jaate Jaate Humse Aankh Micholi (1962) 04:07 20796
 
Poster of Aankh Micholi (1962)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:07   Song Number : 20796   

Woh Aurat Hai Tu Satyam Shivam Sundaram (1978) 04:51 14162
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
- Narendra Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Shashi Kapoor
Duration : 04:51   Song Number : 14162   

Woh Subah Kabhi To Aayegi Phir Subha Hogi (1958) 03:31 11814
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:31   Song Number : 11814   

Woh Zindagi Ae Meri Bebasi Sapnon Ka Saudagar (1968) 07:10 14147
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 07:10   Song Number : 14147   

Yaad Aayenge Ye Pal Abhijeet Sawant 04:24 16911
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
- Indipop
Duration : 04:24   Song Number : 16911   

Yaad Aayi Aadhi Raat Kanhaiya (1959) 03:58 13519
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:58   Song Number : 13519   

Yaad Rahega Pyaar Ka Umar Qaid (1975) 05:28 14377
 
Poster of Umar Qaid (1975)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
- Gulshan Bavara
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:28   Song Number : 14377   

Yaad Rakhna Chaand Anokha Pyar (1948) 02:32 14589
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
- Zia Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Nalini Jaywant, Dilip Kumar
Duration : 02:32   Song Number : 14589   

Yaaro Surat Hamari Ujala (1959) 04:09 19852
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Rajkumar
Duration : 04:09   Song Number : 19852   

Yahaan Bandhu Aate Ko Hai Jaana 36 Ghante (1974) 03:49 39220
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 03:49   Song Number : 39220   

Yahaan Raat Kisi Ki Rote Kate Jai Bhawani (1961) 04:08 37064
 
Poster of Jai Bhawani (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jayshree Gadker, Manhar Desai
Duration : 04:08   Song Number : 37064   

Ye Dil Hai Mohabbat Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:26 13109
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
- G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Asavari
Duration : 03:26   Song Number : 13109   

Ye Dil Lekar Nazraana Ek Bar Mooskura Do (1972) 04:25 18356
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1972
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja
Duration : 04:25   Song Number : 18356   

Ye Duniya Hai Shair (1949) 02:59 14216
 
Poster of Shair (1949)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
- Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Dev Anand
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 14216   

Ye Duniyaa Ek Numbari Dus Numbri (1976) 06:23 13209
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:23   Song Number : 13209   

Ye Jawaani Ye Haseen Raat Khoobsurat Dhokha (1959) 03:16 19132
 
Poster of Khoobsurat Dhokha (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Indeevar
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ravindra Kapoor
Duration : 03:16   Song Number : 19132   

Ye Kisne Geet Chheda Meri Surat Teri Ankhen (1963) 04:44 13737
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Pradeep Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 13737   

Ye Mausam Rangeen Sama Modern Girl (1961) 03:20 13756
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
- Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Saida Khan
Duration : 03:20   Song Number : 13756   
Karaoke Songs of mukesh, Sad Songs of mukesh, Love Songs of mukesh, Dance Songs of mukesh, Hip-hop songs of mukesh, Best songs of mukesh, Super hit songs of mukesh, hit songs of mukesh, duet songs of mukesh, solo songs of mukesh, old songs of mukesh, famous songs of mukesh, Hindi Karaoke Songs of mukesh, Hindi Sad Songs of mukesh, Hindi Love Songs of mukesh, Hindi Dance Songs of mukesh, Hindi Hip-hop songs of mukesh, best Hindi songs of mukesh, super hit Hindi songs of mukesh, hit Hindi songs of mukesh, duet Hindi songs of mukesh, solo Hindi songs of mukesh, old Hindi songs of mukesh, famous Hindi songs of mukesh, Sing Along Songs of mukesh, Sing Along Sad Songs of mukesh, Sing Along Love Songs of mukesh, Sing Along Dance Songs of mukesh, Sing Along Hip-hop songs of mukesh, Sing Along Best songs of mukesh, Sing Along Super hit songs of mukesh, Sing Along hit songs of mukesh, Sing Along duet songs of mukesh, Sing Along solo songs of mukesh, Sing Along old songs of mukesh, Sing Along famous songs of mukesh